Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main teri hoon jaanam tu mera jiya judaa tann se jaan ko kis ne kiya main teri hoon jaanam tu mera jiya judaa tann se jaan ko kis ne kiya aaaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaaaa teri meethi meethi baaton mein kho jaaun jaise lehar lehar mein aise ek ho jaaun teri meethi meethi baaton mein kho jaaun jaise lehar lehar mein aise ek ho jaaun mera sab kuchh ho gaya tera tera sab kuchh hua meraa main teri hoon jaanam tu mera jiaa judaa tann se jaan ko kis ne kiya aaaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaaaa mila pyaar ka humko mauka ye sunehara na to koi diwaar na koi peharaa mila pyaar ka humko mauka ye sunehara na to koi diwaar na koi peharaa ji bharke pyaar karenge darr humko nahin jaraa main teri hoon jaanam tu mera jiya judaa tann se jaan ko kis ne kiya aaaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaaaa main tere sang tufaa mein bhi beh jaaun main tere sang sholon par bhi reh jaaun main tere sang tufaa mein bhi beh jaaun main tere sang sholon par bhi reh jaaun teri baahen mera saahil saahil ki jarurat kya
main teri huyi re baalma main teri huyi re baalma kaisa jaadu kar gaye tere naina zaalima main teri huyi re baalma main teri huyi re baalma kaisa jaadu kar gaye tere naina saajna main teri huyi re baalma main teri huyi re baalma dekh re baalam hare hare kheton pe jawaani chaayi jisne bahaaya tera pasina wo mehnat rang laayi dekh re baalam hare hare kheton pe jawaani chaayi jisne bahaaya tera pasina wo mehnat rang laayi jeet liya man iss baat ne sajan tune dharti pe dhan barsaaya re jeet liya man iss baat ne sajan tune dharti pe dhan barsaaya re jiya sharamayi tera kar ke saamna main teri huyi re baalma ooooooooo kaisa jaadu kar gaye tere naina jalima aaj ka mausam man mein basa le yaad na kar din beete jeevan ki hai reet yahi jo pyaar kare wo jeete aaj ka mausam man mein basa le yaad na kar din beete jeevan ki hai reet yahi jo pyaar kare wo jeete door huye ghum bhare nainon mein sharam nasha pyaar ka balam mujhe aaya re door huye ghum bhare nainon mein sharam nasha
main teri nazar ka suroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho tere paas reh ke bhi door hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon mujhe aankh se to gira diya kaho dil se bhi kya bhula diya mujhe aankh se to gira diya kaho dil se bhi kya bhula diya teri aashiqui ka guroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon teri zulf hai mera haath hai ke tu aaj bhi mere saath hai teri zulf hai mera haath hai ke tu aaj bhi mere saath hai tere dil mein main bhi zuroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho tere paas reh ke bhi door hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon
main teri nigahon se pee lun tu meri nigahon se pee le main teri nigahon se pee lun tu meri nigahon se pee phir tujhko khabar ho na mujhko khabar ho na meri haya ho na tera dar ho aa donon sharabi ho jayen main teri nigahon se pee lun tu meri nigahon se pee hey main teri nigahon se pee lun tu meri nigahon se pee main girun to mujhe thaam le tu tu gire to tujhe thaam loon main main girun to mujhe thaam le tu tu gire to tujhe thaam loon main saare nazaare gulaabi ho jaayen aa donon sharabi ho jaayen main teri nigahon se pee lun tu meri nigahon se pee le main teri nigahon se pee lun tu meri nigahon se pee la la lalala lalalal lalalalal lalalaaaa main badal loon tujhse apna naam tu badal le mujhse apna jaam main badal loon tujhse apna naam tu badal le mujhse apna jaam dhunde zamaana deewana ho jaaye aa donon sharabi ho jayen main teri nigahon se pee lun tu meri nigahon se pee le main teri nigahon se pee lun tu meri nigahon se pee
Main Teri Tamanna Karta Hoon
main to aarti utaroon re santoshi mata ki main to aarti utaroon re badi mamta hai bada pyaar maa ki aankhon mein badi karuna maya dulaar maa ki aankhon mein kyun na dekhun main baaram baar maa ki aankhon mein kyun na dekhun main baaram baar maa ki aankhon mein dikhe har ghadi dikhe har ghadi naya chamatkaar maa ki aankhon mein ho nritya karun jhoom jhoom jham jhama jham jhoom jhoom o jhankee niharun re main to aarti utaroon re santoshi mata ki main to aarti utaroon re sada hoti hai jai jaikaar maa ke mandir mein nit jhanjhar ki hoye jhankaar maa ke mandir mein sada manjeere karte pukaar maa ke mandir mein sada manjeere karte pukaar maa ke mandir mein bardaanon ke bardaanon ke bhare hain bhandaar maa ke mandir mein ho deep dharun dhoop dharun prem sahit bhakti karun o jeevan sudharun re main to aarti utaroon re santoshi mata ki main to aarti utaroon re
Main To Beghar Hoon
ho main to bhool chali babul ka des piya ka ghar pyaara lage koi maike ko de do sandes jaa ke maike ko de do sandes piya ka ghar pyaara lage nandi mein dekhi hai behna ki surat sasuji meri hain mamta ki murat hooooo pita jaisaaaaa ho pita jaisa sasur ji ka bhes piya ka ghar pyaara lage chanda bhi pyaara hai suraj bhi pyaara par sabse pyaara hai sajna humara hooooo aankhen samjhen ho aankhen samjhen jiya ka sandes piya ka ghar pyaara lage baitha rahe sainyan nainon ko jode ik pal akela wo mujhko na chhode hooooo nahin koiiii o nahin koi jiya ko kales piya ka ghar pyaara lage ho koi maike ko de do sandes jaa ke maike ko de do sandes piya ka ghar pyaara lage
main to chala jidhar chale rastaa main to chala jidhar chale rastaa mujhe kya khabar hai kahaan meri manzil hoga koi mera bhi saathi hoga koi mera bhi saathi hogi kahin to meri bhi mehfil main to chala jidhar chale rastaa main to chala jidhar chale rastaa ye husn o ishq ka jahaan ye shokhiyaan ye mastiyaan ye parbaton ke kaafile ye baadlon ki toliyaan poochhti hai mujhse tu chala hai kidhar kidhar kidhar main to chala jidhar chale rastaa main to chala jidhar chale rastaa mujhe kya khabar hai kahaan meri manzil main to chala jidhar chale rastaa main to chala jidhar chale rastaa mujh ko ishq bahaaron se inn rangeen nazaaron se maine chalnaa seekha hai dariyaa ke behte dhaaro se ye gungunaati waadiyaan ye phoolon bhari daaliyaan taaj pehne barf ka ye jagmagati chotiyaan poochhti hai mujhse tu chala hai kidhar kidhar kidhar main to chala jidhar chale rastaa main to chala jidhar chale rastaa mujhe kya khabar hai kahaan meri manzil hoga koi mera bhi saathi hoga koi mera
main to chandalo karyo che tara naam no main to chandalo karyo che tara naam no main to chandalo karyo che tara naam no main to chandalo karyo che tara naam no nahtu puchiyu tane che kiya gaamno nahtu puchiyu tane che kiya gaamno main to chandalo karyo che tara naam no main to chandalo karyo che tara naam no taari aankho ma tej kaik evu joyu aanjai gai mari aankho taari aankho ma tej kaik evu joyu aanjai gai mari aankho saachu kahu to mane taara shivai have lage malak saav zaakho saachu kahu to mane taara shivai have lage malak saav zaakho tane paamiya pachi mane lagiyo na bhar tane paamiya pachi mane lagiyo na bhar kyare koi santap no main to chandalo karyo che tara naam no main to chandalo karyo che tara naam no taari e vasdima evu kevu jadu tane madva ni echha jaage taari e vasdima evu kevu jadu tane madva ni echha jaage yamuna kadamb vruksh morpich sahu mane vaala vaala re bahu laage yamuna kadamb vruksh morpich sahu mane vaala vaala re bahu laage ramta
main to darti ooooo ooo aaaa aaa main to darti na daalun kajarwa ke nainon mein sajan baste main to darti na daalun kajarwa ke nainon mein sajan baste mera hans ke mera hans ke ye bole gajarwa ke nainon mein sajan baste saara din to tere milan ka dard mujhe tadpaaye saara din to tere milan ka dard mujhe tadpaaye raat ka deepak bujhe to dil ka jalna shuru ho jaaye kab mujhko milenge saanwariya kab mujhko milenge saanwariya ke nainon mein sajan baste kab mujhko milenge saanwariya ke nainon mein sajan baste main to darti na daalun kajarwa ke nainon mein sajan baste phoolon ke rukhsaaron pe leti shabnam angdaayiyaan phoolon ke rukhsaaron pe leti shabnam angdaayiyaan tujhe pukaare meri palkon ki pyaasi parchhaiyaan mere man ki hai sooni atariya mere man ki hai sooni atariya ke nainon mein sajan baste mere man ki hai sooni atariya ke nainon mein sajan baste main to darti na daalun kajarwa ke nainon mein sajan baste baithi baithi shaam savere dekhun sapne tere baithi
main to ek khwaab hoon is khwaab se tu pyaar naa kar main to ek khwaab hoon is khwaab se tu pyaar naa kar pyaar ho jaaye to iss pyaar ka izhaar naa kar main to ek khwaab hoon ye hawaayen kabhi chup chaap chali jaayengi laut ke phir kabhi gulshan mein nahin aayengi apne haathon mein hawaaon ko gariftaar na kar apne haathon mein hawaaon ko gariftaar na kar main to ek khwaab hoon tere dil mein hai mohabbat ke bhadkate shole apne seene mein chhupaa le ye bhadkate shole is tarah pyaar ko ruswaa sare bazaar naa kar is tarah pyaar ko ruswaa sare bazaar naa kar main to ek khwaab hoon shaakh se toot ke goonchhe bhi kahin khilte hai raat aur din bhi zamaane mein kahin milte hai bhool jaa jaane de takdeer se takraar naa kar bhool jaa jaane de takdeer se takraar naa kar main to ek khwaab hoon is khwaab se tu pyaar naa kar main to ek khwaab
main to ek pagal pagal kya dil behlaayega main to ek pagal pagal kya dil behlaayega jisse apni khabar na ho kisi ko kya samjhayega main to ek pagal pagal kya dil behlaayega main to ek pagal na main koi suraj hoon jo apni roshani de doon na main koi suraj hoon jo apni roshani de doon na chand hoon main poonam ka gulshan ko taazgi de doon main aisa ek sitaara jo bin chamke jal jaayega main to ek pagal pagal kya dil behlaayega main to ek pagal hmm hmm hmm gar pyaar mein pagal ho kar mil jaaye pyaar ki manzil gar pyaar mein pagal ho kar mil jaaye pyaar ki manzil to main sabse keh doongi main pagal hoon main pagal main pagal hoon main pagal hoon pagal duniyaa ho jayegi jab dil se dil mil jaayega main to ek pagal pagal kya dil behlaayega jisse apni khabar na ho wo kisi ko kya samjhayega main to ek pagal pagal kya dil behlaayega main to ek pagal
main to girdhar ke ghar jaaun main to girdhar ke ghar jaaun girdhar maaro saacho pritam dekhat roop lubhaaun dekhat roop lubhaaun main to girdhar ke ghar jaaun main to girdhar ke ghar jaaun meri unki preet purani un bin kal na paaun un bin kal na paaun jahan baithave iti hi baithu jahan baithave iti hi baithu beche to bik jaauuuuun beche to bik jaaun main to girdhar ke ghar jaaun main to girdhar ke ghar jaaun main to girdhar ke ghar jaaun main to girdhar ke ghar jaaun jyo pehrawe so hi pehru jo de so hi khaun jo de so hi khaun meera ke prabhu girdhar nagar meera ke prabhu girdhar nagar baar baar bali jaauuuun baar baar bali jaaun main to main to girdhar ke ghar jaaun main to girdhar ke ghar jaaun main to girdhar ke ghar jaaun main to girdhar ke ghar jaaun
main to har mod par tujhko dunga sada main to har mod par tujhko dunga sada meri aawaaz ko dard ke saaz ko tu sune na sune main to har mod par tujhko dunga sada main to har mod par tujhko dunga sada mujhe dekh kar keh rahen hai sabhi muhabbat ka haasil hai deewangi mujhe dekh kar keh rahen hai sabhi muhabbat ka haasil hai deewangi pyaar ki raah mein phool bhi they magar maine kaante chune main to har mod par tujhko dunga sada meri aawaaz ko dard ke saaz ko tu sune na sune main to har mod par tujhko dunga sada jahaan dil jhuka tha wahin sar jhuka mujhe koi sajdon se rokega kya jahaan dil jhuka tha wahin sar jhuka mujhe koi sajdon se rokega kya kaash toote na woh aarzoo main meri khaab jo hai bune main to har mod par tujhko dunga sada meri aawaaz ko dard ke saaz ko tu sune na sune main to har mod par tujhko dunga sada main to har mod par tujhko dunga sada
main to har mod par tujhko doonga sadaa meri aawaaz ko dard ke saaz ko tu sune naa sune main to har mod par tujhko doonga sadaa main to har mod par tujhko doonga sadaa meri aawaaz ko dard ke saaz ko tu sune naa sune main to har mod par tujhko doonga sadaa meri zindagi mein wohi ghum rahaa tera saath bhi to bahut kam rahaa meri zindagi mein wohi ghum rahaa tera saath bhi to bahut kam rahaa dil ne saathi mere teri chaahat mein the khwaab kyaa kyaa bune main to har mod par tujhko doongaa sadaa meri aawaaz ko dard ke saaz ko tu sune naa sune main to har mod par tujhko doonga sadaa tere gesuon ka woh saayaa kahaan woh baahon ka teri sahaaraa kahaan tere gesuon ka woh saayaa kahaan woh baahon ka teri sahaaraa kahaan ab woh aanchal kahaan meri palkon se jo bheege moti chune main to har mod par tujhko doongaa sadaa meri aawaaz ko dard ke saaz ko tu sune naa sune main to main to har mod par tujhko doongaa sadaa
wafaaon ka aalam mitne laga hai mohabbat ka dam phir ghutne laga hai main to ho gayi re badnaam lete lete tera naam main to ho gayi re badnaam lete lete tera naam sawariya kisko doon ilzaam sawariya kisko doon ilzaam main to ho gayi re badnaam lete lete tera naam sawariya kisko doon ilzaam sawariya kisko doon ilzaam ye dil to tera deewana hai chahat se bhara paymana hai itna bhi mujhe maloom nahin itna bhi mujhe maloom nahin apna hai ya begana hai main to ho gayi re badnaam lete lete tera naam sawariya kisko doon ilzaam sawariya kisko doon ilzaam ik teer jigar ke paar hua aur dard gale ka haar hua kuchh haal ajab sa hai dil ka kuchh haal ajab sa hai dil ka jab se tera deedaar hua main to ho gayi re badnaam lete lete tera naam sawariya kisko doon ilzaam sawariya kisko doon ilzaam bhoole se muhabbat kar baithe ye kaisi qayamat kar baithe dil hum se bagawat kar baitha dil hum se bagawat kar baitha hum dil se bagawat kar baithe main to ho gayi re badnaam lete lete tera
main to hoon paagal ye kahun har pal main to hoon paagal ye kahun har pal kar koi hulchal hone de hone de koi deewaangi main to hoon paagal ye kahun har pal kar koi hulchal hone de hone de koi deewaangi ret mein tairna seekh le aur samundar ke upar tehal been bhainson ke aage baja aur hawa mein bana le mahal ret mein tairna seekh le aur samundar ke upar tehal been bhainson ke aage baja aur hawa mein bana le mahal suit lohe ka silva le tu aur pairon pe chashma laga haath mein baandh le vo ghadi jismein ho saadhe terah baja aany main to hoon paagal ye kahun har pal kar koi hulchal hone de hone de koi deewaangi ped se tod le machhaliya billiyon ko tu gaana sikha chaand ko kar de chokor tu aur suraj tikona bana ped se tod le machhaliya billiyon ko tu gaana sikha chaand ko kar de chokor tu aur suraj tikona bana bina pahiye ki gaadi mein chal bhool ja apne ghar ka pata le ke haathi ko mutthi mein tu kaibre dekh le uunt ka aany main to hoon paagal ye kahun har pal kar koi
pa ma re ni sa re ma pa ni pa ma pa ni pa pa ni sa ni ni sa re sa main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare wahaan sanwla salona ek jaadugar aati jaati pe jaadu daare main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare honthon se jab jab wo murli lagaaye honthon se jab jab wo murli lagaaye jamuna ki ik ik lahar ruk jaaye jamuna ki ik ik lahar ruk jaaye sakhi ri phir tu hi bata sakhi ri phir tu hi bata dil kaise na koi haare main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare kitna bhi koi manwa ko roke kitna bhi koi manwa ko roke reh jaaye bansi ki dhun mein wo kho ke reh jaaye bansi ki dhun mein wo kho ke sakhi ri koi bas na chale sakhi ri koi bas na chale jab mohan ki murali pukaare main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare wahaan sanwla salona ek jaadugar aati jaati pe jaadu daare main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa
aaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa main to kab se teri sharan mein hoon main to kab se teri sharan mein hoon meri aur tu bhi to dhyan de main to kab se teri sharan mein hoon meri aur tu bhi to dhyan de meri aur tu bhi to dhyan de meri aur tu bhi to dhyan de mere mann mein kyun andhkaar hai mere mann mein kyun andhkaar hai mere ishwar mujhe gyaan de mere mann mein kyun andhkaar hai mere ishwar mujhe gyaan de main to kab se teri sharan mein hoon teri aarti ka diya banu teri aarti ka diya banu yahi hai meri manokamna teri aarti ka diya banu yahi hai meri manokamna mere praan tera hi naam le kare mann teri hi upaasna kare mann teri hi upaasna gungaan tera hi main karun gungaan tera hi main karun mujhe ye lagan bhagwaan de gungaan tera hi main karun mujhe ye lagan bhagwaan de main to kab se teri sharan mein hoon koi sukh ki bhor khile to kya koi sukh ki bhor khile to kya koi dukh ki rain mile to kya koi sukh ki bhor khile to kya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Teri Hoon Janam Khoon Bhari Maang (1988) 06:27 18772
 
Poster of Khoon Bhari Maang (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Sadhana Sargam
On Screen Actors- 
Kabeer Bedi, Sonu Walia
Duration : 06:27   Song Number : 18772   

Main Teri Huyi Re Balma Gehra Daag (1963) 05:40 17560
 
Poster of Gehra Daag (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Duration : 05:40   Song Number : 17560   

Main Teri Nazar Ka Suroor Hoon Jahan Ara (1964) 03:01 20871
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Mala Sinha
Duration : 03:01   Song Number : 20871   

Main Teri Nighahon Se Pee Lun Gaai Aur Gori (1973) 04:10 37918
 
Poster of Gaai Aur Gori (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Bindu, Shatrughan Sinha
Duration : 04:10   Song Number : 37918   

Main Teri Tamanna Karta Hoon Khaibar (1954) 03:40 37646
 
Poster of Khaibar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Hansraj Behl
Duration : 03:40   Song Number : 37646   

Main To Aarti Utaaroon Jai Santoshi Maa (1975) 04:42 38697
 
Poster of Jai Santoshi Maa (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Usha Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kanan Kaushal
Duration : 04:42   Song Number : 38697   

Main To Beghar Hoon Suhaag (1979) 05:07 38278
 
Poster of Suhaag (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Parveen Babi
Duration : 05:07   Song Number : 38278   

Main To Bhool Chali Saraswatichandra (1968) 05:21 20873
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 05:21   Song Number : 20873   

Main To Chala Jidhar Chale Rastaa Dharkan (1972) 04:28 15578
 
Poster of Dharkan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:28   Song Number : 15578   

Main To Chandlo Karyo Chhe Hansa Dave 05:35 40480
 
Poster of Hansa Dave
 
Category
Gujarati
Lyricist
Meghbindu
Music Director- 
Purshottam Upadhyay
Singer- 
Hansa Dave
Duration : 05:35   Song Number : 40480   

Main To Darti Na Paise Ki Gudiya (1974) 05:01 14170
 
Poster of Paise Ki Gudiya (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Saira Banu
Duration : 05:01   Song Number : 14170   

Main To Ek Khwaab Hoon Himalay Ki God Mein (1965) 05:04 11987
 
Poster of Himalay Ki God Mein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Todi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:04   Song Number : 11987   

Main To Ek Pagal Anhonee (1973) 03:25 12686
 
Poster of Anhonee (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Leena Chandraavarkar
Duration : 03:25   Song Number : 12686   

Main To Girdhar Ke Jogan (1950) 02:28 13457
 
Poster of Jogan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Meera Bai
Music Director- 
Bulo C Rani
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Bhairavi
Duration : 02:28   Song Number : 13457   

Main To Har Mod Par Chetna (1970) 03:38 20875
 
Poster of Chetna (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Sapan, Jagmohan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Anil Dhawan
Duration : 03:38   Song Number : 20875   

Main To Har Mod Par (Sad) Chetna (1970) 03:49 38010
 
Poster of Chetna (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Anil Dhawan
Duration : 03:49   Song Number : 38010   

Main To Ho Gayi Re Badnaam Sunehri Nagin (1963) 04:27 37958
 
Poster of Sunehri Nagin (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Vedpal Sharma
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 04:27   Song Number : 37958   

Main To Hoon Paagal Baadshah (1999) 06:20 18720
 
Poster of Baadshah (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Johny Lever
Duration : 06:20   Song Number : 18720   

Main To Jaaun Na Jamuna Kinaare Baap Bete (1959) 03:41 38281
 
Poster of Baap Bete (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:41   Song Number : 38281   

Main To Kabse Teri Sharan Men Hun Ram Nagari (1982) 06:44 16305
 
Poster of Ram Nagari (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Amol Palekar
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 06:44   Song Number : 16305