Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ae baabu meri chaal mein jhatke dekh le palat ke aa ha ha haa ae baabu main mem vilayati palle padi jatt ke aa ha ha haa ae baabu meri chaal mein jhatke dekh le palat ke aa ha ha haa angrezi fashion mein lagti hai sardi phir bhi na samjhe saiyaan bedardi angrezi fashion mein lagti hai sardi phir bhi na samjhe saiyaan bedardi ae baabu aise door hatke baith na simat ke aa ha ha haa ae baabu meri chaal mein jhatke dekh le palat ke aa ha ha haa ha aaa aaa aaaa aa aa aa aa abhi tak jahaan se anjaan hai tu main to kahungi nadaan hai tu abhi tak jahaan se anjaan hai tu main to kahungi nadaan hai tu ae baabu kabhi pyaar se mil tu aaye bhoole bhatke aa ha ha haa ae baabu meri chaal mein jhatke dekh le palat ke aa ha ha haa thank you very much tu jo hansa hai ab tu mere jaal mein fansa hai thank you very much tu jo hansa hai ab tu mere jaal mein fansa hai hey baabu hum pyaar karenge duniya se datke aa ha ha haa ae baabu meri chaal mein jhatke dekh le palat ke aa ha ha haa
ae baad e saba aahista chal yahaan soyi huyi hai anaarkali ee aankhon mein jalwe saleem ke liye khoyi huyi hai anaarkali hai shaheed e ishq ka maqbara zara chal adab se yahaan hawa tujhe yaad ho ke na yaad ho mujhe yaad hai uska maajara abhi yaad hai woh ghadi jab kisi ki us pe nazar padi yahaan husn tha wahaan taaj tha yahaan ishq tha wahaan raaj tha yeh kaha saleem ne pyaar se hans hans ke apni anaar se tu kahe toh taaron ko tod loon tu kahe toh taaj bhi chhod doon zara dekh le kya hawa chali na raha saleem na woh kali yah mazaar nishani hai pyaar ki kisi dard bhare ikraar ki ee kisi bhanvare ke intezaar mein yahaan soyi hai kali anaar kiee ae baad e saba aahista chal
hey o de o de o ee o de o de o ee u de ee u u de puk u de ee u de ee o de aayi u de ee u de ee o de e ae e ae e o de ee jhum jhum jhum jhum jhum jhum jhum jhum ghum ghum ghum ghum ghum ghum ghum ghum aye bhola bhala man mera kahin re sajan kho gaya gaya gaya bhola bhala man mera kahin re sajan kho gaya gaya gaya behke kadam kuchh humein bhi sanam ho gaya gaya gaya gaya aye bhola bhala man mera kahin re sajan kho gaya gaya gaya ru ru ru ru ru ru ru ru ha ha ha ha ha ha hey hey hey hey rut chali chhum chhum hai nazar ghumsum hum to sab bhule kuchh kaho ab tum rut chali chhum chhum chhum chhum chhum chhum chhum hai nazar ghumsum gum sum gum sum gum hum to sab bhoole hey hey hey kuchh kaho ab tum ha ha ha ha ha ye tera jaana jaa ke phir aana aa ke sharmaana ek fasaana ho ho ho gaya gaya gaya ye bhola bhala man mera kahin re sajan kho gaya gaya gaya behke kadam kuchh humein bhi sanam ho gaya gaya gaya gaya ye bhola bhala man mera kahin re sajan kho gaya gaya gaya ru ru
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm la la la aa ha ha o o o o o ae chaand kal jo aana unko bhi saath laana wo jinke bagair aaj pyaar beqaraar hai ae chaand kal jo aana unko bhi saath laana wo jinke bagair aaj pyaar beqaraar hai ae chaand kal jo aana ye thandi hawa ye sama ye nazaare ye thandi hawa ye sama ye nazaare aise mein aaye koi dil ye pukaare jisse meri ankhiyon ne dekha ik baar hai jisse meri ankhiyon ne dekha ik baar hai wo jinke bagair aaj pyaar beqaraar hai ae chaand kal jo aana unko bhi saath laana wo jinke bagair aaj pyaar beqaraar hai ae chaand kal jo aana o chanda bata hai kahan chaand mera o chanda bata hai kahan chaand mera itna bata de to kya bigadega tera pehli pehli preet meri pehla pehla pyaar hai pehli pehli preet meri pehla pehla pyaar hai wo jinke bagair aaj pyaar beqaraar hai ae chaand kal jo aana unko bhi saath laana wo jinke bagair aaj pyaar beqaraar hai ae chaand kal jo aana
ae dard e jigar mere dard e jigar raat kyun kar kati ye tujhe kya khabar ae dard e jigar mere dard e jigar raat kyun kar kati ye tujhe kya khabar ae dard e jigar mere dard e jigar main to jaaga hi thi duniya soti rahi soti rahi ek shabnam thi jo saath roti rahi roti rahi dekh phulon ki hain pattiyaan dar b dar ae dard e jigar mere dard e jigar o raat kyun kar kati ye tujhe kya khabar ae dard e jigar mere dard e jigar jazba e dil hai to khud hi chale aayenge chale aayenge ye museebat ke din bhi guzar jaayenge guzar jaayenge hum to baithe rahenge yun hi umar bhar ae dard e jigar mere dard e jigar o raat kyun kar kati ye tujhe kya khabar ae dard e jigar mere dard e jigar
ae dil ae deewane ae dil ae deewane ae dil ae deewane aag lagaa li kyun daaman mein o zalim chahat ke bahane ae dil ae deewaane jurm nahin tha dil ka laganaa aa samjha kab nadaan zamana jurm nahin tha dil ka laganaa aa samjha kab nadaan zamana ek nazar aur kitni baatein ek nazar aur kitni baatein ek khamoshi laakh fasaane ae dil ae deewane aag laaga li kyun daaman mein o zalim chahat ke bahane ae dil ae deewaane ye to nahin hai teri manzil door bahut hai apna sahil ye to nahin hai teri manzil door bahut hai apna sahil armanon ki nazuk kashti armanon ki nazuk kashti lagi hai tufaan se takrane ae dil ae deewane aag lagaa li kyun daman mein o zalim chahat ke bahane ae dil ae deewaane
ae dil ae dil ae dil ae dil bahek na jaana bahek na jaana bahek na jaana ae dil bahek na jaana ae dil bahek na jaana lagaa ke surma banaa ke zulfen dikha ke nakhra daala haseenon ne daana daana ae dil bahek na jaana matak matak ke karen hukoomat kamzoron ke dil pe ye rang jamaana chaahen apna har jawaan mehfil pe ye seedhe saadhe bhole bhaale nadaanon ko kaam hai inka nachaana nachaana ae dil bahek na jaana ae dil bahek na jaana jo bhi aaya chaal mein inki wo paagal bemaut maraa nazar se nazren mat takraana nazron mein hai zeher bharaa sureeli surat nukeeli palken kateele abhru aur adaayen mastaana mastaana ae dil bahek na jaana ae dil bahek na jaana kabhi hai shola kabhi hai shabnam kabhi phool hain khaar kabhi ye naina dushman banana apna inse na karna pyaar kabhi dikha ke jalwa karen ye balwa bana den halwa kisi ne inko na jaana na jaana ae dil bahek na jaana ae dil bahek na jaana lagaa ke surma banaa ke zulfen dikha ke nakhra daala haseenon ne daana daana
ae dil e nadaan ae dil e nadaan aarzoo kya hai justju kya hai ae dil e nadaan ae dil e nadaan aarzoo kya hai justju kya hai hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ae dil e nadaan hum bhatakte hain kyun bhatakte hain dashto sehra mein aisa lagta hai mauj pyaasi hai apne dariyaa mein kaisi uljhan hai kyun ye uljhan hai ek saaya saa rubaroo kya hai ae dil e nadaan ae dil e nadaan aarzoo kya hai justju kya hai kya qayaamat hai kya museebat hai keh nahin sakte kis ka armaan hai zindagi jaise khoyi khoyi hai hairaan hairaan hai ye zameen chup hai aasmaan chup hai phir ye dhadkan si chaarsoo kya hai ae dil e nadaan ae dil e nadaan ae dil e nadaan aisi raahon mein kitne kaante hain aarzoon ne aarzoon ne har kisi dil ko dard baante hain kitne ghaayal hain kitne bismil hain is khudayee mein ek tuu kyaa hai ek tuu kyaa hai ek tuu kyaa hai ae dil e nadaan
tu safar mera hai tu hi meri manzil tere bina guzaara ae dil hai mushkil tu mera khuda tu hi dua mein shaamil tere bina guzaara ae dil hai mushkil mujhe aazmaati hai teri kami meri har kami ko hai tu laazmi junoon hai mera banu main tere kaabil tere bina guzaara ae dil hai mushkil yeh rooh bhi meri yeh jism bhi mera utna mera nahin jitna hua tera tune diya hai jo woh dard hi sahi tujhse mila hai toh inaam hai mera mera aasmaan dhunde teri zameen meri har kami ko hai tu laazmi zameen pe na sahi toh aasmaan pe aa mill tere bina guzaara ae dil hai mushkil maana ki teri maujoodgi se ye zindagani mehroom hai jeena ka koi duja tarika na mere dil ko maloom hai tujhko main kitni shiddat se chahun chahe toh rehna tu bekhabar mohtaj manzil ka toh nahin hai ye ek tarfa mera safar safar khoobsurat hai manzil se bhi meri har kami ko hai tu laazmi adhoora hoke bhi hai ishq mera kamil tere bina guzaara ae dil hai mushkil
ae dil mujhe aisi jagah le chal jahaan koi na ho ae dil mujhe aisi jagah le chal jahaan koi na ho apna paraaya meharbaa naa meharbaan koi na ho ae dil mujhe aisi jagah le chal jahaan koi na ho ja kar kahin kho jaau main neend aaye aur so jaau main neend aaye aur so jaau main ja kar kahin kho jaau main neend aaye aur so jaau main neend aaye aur so jaau main duniya mujhe dhoondhe magar mera nishaan koi na ho duniya mujhe dhoondhe magar mera nishaan koi na ho ulfat ka badla mil gaya wo ghum luta wo dil gaya wo ghum luta wo dil gaya ulfat ka badla mil gaya wo ghum luta wo dil gaya wo ghum luta wo dil gaya chalna hain sab se door door ab carvaan koi na ho chalna hain sab se door door ab carvaan koi na ho apna paraaya meharbaa naa meharbaan koi na ho ae dil mujhe aisi jagah le challll
aaaaa haa haa haa haa haa haa aaaaa haa haa haa haa haa haa aye dil mujhe bata de tu kis pe aa gaya hai wo kaun hai jo aa kar khaabon pe chha gaya hai aye dil mujhe bata de tu kis pe aa gaya hai wo kaun hai jo aa kar khaabon pe chha gaya hai masti bhara tarana kyun raat ga rahi hai aankhon mein neend aa kar kyun door ja rahi hai masti bhara tarana kyun raat ga rahi hai aankhon mein neend aa kar kyun door ja rahi hai dil mein koi sitamgar armaan jaga gaya hai wo kaun hai jo aa kar khaabon pe chha gaya hai aye dil mujhe bata de tu kis pe aa gaya hai wo kaun hai jo aa kar khaabon pe chha gaya hai betaab ho raha hai ye dil machal machal ke shaayad ye raat beete karvat badal badal ke lal lal la lal lal la lal lal la lal lal la betaab ho raha hai ye dil machal machal ke shaayad ye raat beete karvat badal badal ke aye dil zara sambhal ja shaayad wo aa gaya hai wo kaun hai jo aa kar khaabon pe chha gaya hai aye dil mujhe bata de tu kis pe aa gaya hai wo kaun hai jo aa kar
aye dil tu na darr is jahaan se aye dil tu na darr is jahaan se ye dam jawaani daulat re aayenge phir kahaan ye dam jawaani daulat re aayenge phir kahaan aye dil tu na darr is jahaan se aye dil tu na darr is jahaan se kehne lagi jhoom kar raat bhi parwaah na kar tu kisi baat ki kehne lagi jhoom kar raat bhi parwaah na kar tu kisi baat ki ab chahe tujhse badle re zamin aur aasmaan ab chahe tujhse badle re zamin aur aasmaan aye dil tu na darr is jahaan se aye dil tu na darr is jahaan se shola bujha aag ka aag se lele maza mad bhare raag se shola bujha aag ka aag se lele maza mad bhare raag se kya jaane kal kya hogi in bahaaron ki ada kya jaane kal kya hogi in bahaaron ki ada aye dil tu na darr is jahaan se aye dil tu na darr is jahaan se behke kadam keh rahe hain tujhe badhte rahen zindagi ke nashe behke kadam keh rahe hain tujhe badhte rahen zindagi ke nashe are kehne de zamaana tujhko keh de jo bura are kehne de zamaana tujhko keh de jo bura aye dil tu na darr is
ae dil tujhe kasam hai ae dil tujhe kasam hai tu himmat na haarna din zindagi ke jaise bhi guzren guzaarna ae dil tujhe kasam hai ulfat ke raaste mein ulfat ke raaste mein milenge hazaar ghum milenge hazaar ghum ban jaaye jaan par bhi to ghum se na haarna ghum se na haarna ae dil tujhe kasam hai ae dil tujhe kasam hai ae dil tujhe kasam hai tu himmat na haarna din zindagi ke jaise bhi guzren guzaarna ae dil tujhe kasam hai rone se kam na hongi rone se kam na hongi kabhi teri mushkilen kabhi teri mushkilen bigde huye naseeb ko hans kar sanwaarna hans kar sanwaarna ae dil tujhe kasam hai ae dil tujhe kasam hai ae dil tujhe kasam hai tu himmat na haarna din zindagi ke jaise bhi guzren guzaarna ae dil tujhe kasam hai duniya sitam kare to duniya sitam kare to na karna gila koi na karna gila koi jo tere ho chuke hain tu unko pukaarna unko pukaarna ae dil tujhe kasam hai ae dil tujhe kasam hai ae dil tujhe kasam hai tu himmat na haarna din zindagi ke jaise bhi guzren
shahar ki raat aur main nashad o nakara phirun jagmagaati jaagati sadkon pe aavaara phirun gair ki basti hai kab tak darbadar maara phirun ae ghum e dil kya karun ae vahashat e dil kya karun ye rupahali chhanv ye aakash par taaron ka jaal jaise sufi ka tasavvur jaise aashiq ka khayaal aah lekin kaun samjhe kaun jaane dil ka haal raat hans hans kar ye kehti hai ke maikhane mein chal phir kisi shehna zilala rukh ke kaasane mein chal ye nahin mumkin to phir ae dost viraane mein chal jee mein aata hai ye murda chaand taare noch lun iss kinaare noch lun aur us kinaare noch lun ek do ka jikra kya saare ke saare noch lun raaste mein ruk ke dam le loon meri aadat nahin laut kar waapas chala jaaun meri fitrat nahin aur koi hamnava mil jaaye ye qismat nahin
hooooo ooo hoooo ooo heyyy hey hey hoooo ooo ooo oo ae haseenon nazneenon ae haseenon nazneenon main aa gaya hoon to dil sambhalo ban ke badal aasma pe ban ke badal aasma pe main chha gaya hoon to dil sambhalo ae haseenon nazneenon gulshan gulshan mehfil mehfil mere charche aam hain charche aam hain shayar aashiq deewana yeh saare mere naam hain mere naam hain aapne baat ye aazmayi nahin unko phir raat bhar neend aayi nahin jinko apni ek gazal main jinko apni ek gazal main suna gaya hoon to dil sambhalo ae haseenon nazneenon phir main aana chhahun to hargiz na aane dijiye na aane dijiye ab main jana chhahun to mujhko na jane dijiye najane dijiye kyunki johra jabeenon ka dil tod ke jab gaya hoon main mehfil koi chhod ke sab ke dil mein yaad apni hay sab ke dil mein yaad apni basa gaya hoon to dil sambhalo ae haseenon nazneenon
ae hawa mere sang sang chal mere dil mein hui hulchal ae hawa mere sang sang chal mere dil mein hui hulchal kahe dariyaa ka paani kal kal tujhe aas milan ki pal pal ae hawa mere sang sang chal mere dil mein hui hulchal kahe dariyaa ka paani kal kal tujhe aas milan ki pal pal ae hawa mere sang sang chal mere dil mein hui hulchal ae hawa mere sang sang chal mere dil mein hui hulchal ruk na saku main daudi aaun phir kuchh soch ke main ghabraun ruk na saku main daudi aaun phir kuchh soch ke main ghabraun ae hawa mere sang sang chal mere dil mein hui hulchal ae hawa mere sang sang chal mere dil mein hui hulchal tune ye kaisa jaadu kiya hai bin dor ke mujhe baandh diya hai tune ye kaisa jaadu kiya hai bin dor ke mujhe baandh diya hai ae hawa mere sang sang chal mere dil mein hui hulchal ae hawa mere sang sang chal mere dil mein hui hulchal kathputli si naach rahi hoon kaise kahun tujhe dhoondh rahi hoon kathputli si naach rahi hoon kaise kahun tujhe dhoondh rahi hoon ae
ye hawa ye bata ae hawa ye bata ae ghata ye bata kya tujhe hai pata abke baras jo barsega wo saawan kaisa hoga saawan jaisa bhi ho mera saajan kaisa hoga saawan jaisa bhi ho mera saajan kaisa hoga kab main kisi se pyaar karungi kab main kisi se pyaar karungi tab solha singaar karungi mukh dekhungi main jismein wo darpan kaisa hoga darpan jaisa bhi ho mera saajan kaisa hoga saawan jaisa bhi ho mera saajan kaisa hoga baabul ke ghar jee na laage jee na laage baabul ke ghar jee na laage jee ke andar dar sa jaage baabul ke ghar jee na laage jee na laage jaane anjaane saajan ka aangan kaisa hoga aangan jaisa bhi ho mera saajan kaisa hoga saawan jaisa bhi ho mera saajan kaisa hoga khel ke mujh se aankh micholi hmmm mmmm khel ke mujh se aankh micholi le jaayega meri doli mere man ka meet wo mera dushman kaisa hoga dushman jaisa bhi ho mera saajan kaisa hoga saawan jaisa bhi ho mera saajan kaisa hoga saawan jaisa bhi ho mera saajan kaisa hoga
ayeeeeeee aaahhaaaaa ayeeeeeee aaahhaaaaa ayeeeeeee aaahhaaaaa ayeeeeeee aaahhaaaaa ae hawa ae hawa kuchh to bataa jaane waalon ka pataa ae hawa kuchh to bataa jaane waalon ka pataa kaali ghatao tum chhooke pahaadon ko laut aana haan tum laut aana ayeeeeeee aaahhaaaaa ayeeeeeee aaahhaaaaa jungle se jaati pagdandiyon pe jungle se jaati pagdandiyon pe dekho to shaayad paaon pade hon kohre ki dhudhiya thandi gufa mein baadal pahan ke shaayad khade hon haule se kaanon mein mera kaha kehna laut aana haan tum laut aana ayeeeeeee aaahhaaaaa ayeeeeeee aaahhaaaaa bujhne laga hai jheelon ka paani bujhne laga hai jheelon ka paani ghulne laga hai shaam ka sona kahaan se thaamun raat ki chaadar kahaan se pakdun dhoop ka kona jayiyo paas unke mera kaha kehna laut aana haan tum laut aana ayeeeeeee aaahhaaaaa ayeeeeeee aaahhaaaaa ae hawa kuchh to bataa jaane waalon ka pata kaali ghatao tum chhooke pahaadon ko laut aana haan tum laut aana haan tum laut aana laut aana laut aana laut
aye humsafar bata de manzil teri kidhar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de ye pyaar ki tamanna jis dil mein muskaraaye wo dil chiraag banakar duniya mein jagamagaaye shab ko bhi din bana de ulfat mein wo asar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye hamsafar bata de duniya ajeeb dil ki iski ajeeb raahein duniya ajeeb dil ki iski ajeeb raahein manzoor ishq ko hai kushiyaan mile ya aahein hans ke jo ghum bhi sah le ye ishq ka jigar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de ik saath hum chale hain duniya basa ke dil ki rangeen hasaraton se mehafil saja ke dil ki is waqt pyaar apna duniya se bekhabar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de manzil teri kidhar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de
ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye badle meri taqdeer jo tu hosh mein aaye badle meri taqdeer jo tu hosh mein aaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye ye pyaar ke nagme ye mohabbat ke taraane tujhko bade armaan se aaya hoon sunaane umeed mere dil ki kahin toot na jaaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye saaz e dil e khamosh mein ek soz jaga de tu bhi meri awaaz mein awaaz mila de aaya hoon tere dar pe badi aas lagaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye ae shama tu aaja zara chilman se nikal ke hasrat hai ke reh jaaun teri aag mein jal ke parwaana wo kya tujhpe jo mit kar na dikhaaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye badle meri taqdeer jo tu hosh mein aaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Baabu Meri Chaal Mein Nishaan (1983) 04:59 39103
 
Poster of Nishaan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Poonam Dhillon, Rajesh Roshan
Duration : 04:59   Song Number : 39103   

Ae Baad E Saba Aahista Anarkali (1953) 03:02 19795
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 03:02   Song Number : 19795   

Ae Bhola Bhala Man Jhumroo (1961) 05:56 37727
 
Poster of Jhumroo (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Kishore Kumar
Duration : 05:56   Song Number : 37727   

Ae Chaand Kal Jo Aana Devta (1956) 03:11 13059
 
Poster of Devta (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anjali Devi
Duration : 03:11   Song Number : 13059   

Ae Dard E Jigar Parchhain (1952) 04:13 19984
 
Poster of Parchhain (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Noor Lakhnavi
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya
Duration : 04:13   Song Number : 19984   

Ae Dil Ae Deewane Aag Lagaa Li Baaz (1953) 03:17 38412
 
Poster of Baaz (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Geeta Dutt
Duration : 03:17   Song Number : 38412   

Ae Dil Bahek Na Jaana Baghi Shahzada (1963) 03:31 40034
 
Poster of Baghi Shahzada (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
Bipin Datta
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:31   Song Number : 40034   

Ae Dil E Nadaan Razia Sultan (1983) 07:27 20164
 
Poster of Razia Sultan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 07:27   Song Number : 20164   

Ae Dil Hai Mushkil Ae Dil Hai Mushkil (2016) 04:31 38575
 
Poster of Ae Dil Hai Mushkil (2016)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2016
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Arijit Singh
Duration : 04:31   Song Number : 38575   

Ae Dil Mujhe Aisi Jagah Arzoo (1950) 03:32 20165
 
Poster of Arzoo (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 20165   

Ae Dil Mujhe Bata De Bhai Bhai (1956) 04:53 20105
 
Poster of Bhai Bhai (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Nirupa Roy
Duration : 04:53   Song Number : 20105   

Ae Dil Tu Na Darr Is Jahan Se Johnny Walker (1957) 03:25 19947
 
Poster of Johnny Walker (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 03:25   Song Number : 19947   

Ae Dil Tujhe Kasam Dulari (1949) 03:20 40154
 
Poster of Dulari (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:20   Song Number : 40154   

Ae Ghum E Dil Kya Karun Jagjit Singh 06:02 37292
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:02   Song Number : 37292   

Ae Haseenon Nazneenon Shart (1969) 03:33 32526
 
Poster of Shart (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 03:33   Song Number : 32526   

Ae Hawa Babu (1985) 06:03 12776
 
Poster of Babu (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Deepak Parashar, Rati Agnihotri
Duration : 06:03   Song Number : 12776   

Ae Hawa Ye Bata Ghazab (1982) 05:30 40957
 
Poster of Ghazab (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rekha, Dharmendra
Duration : 05:30   Song Number : 40957   

Ae Hawaa Maachis (1996) 06:36 39191
 
Poster of Maachis (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Tabu
Duration : 06:36   Song Number : 39191   

Ae Humsafar Bata De Manzil Teri Mohar (1959) 03:33 19121
 
Poster of Mohar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Geeta Bali
Duration : 03:33   Song Number : 19121   

Ae Husn Zara Jaag Mere Mehboob (1963) 03:48 13728
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 03:48   Song Number : 13728