Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


life mein jo naa mila khwaabon se hai wo maanga life mein hai khwaab jo poore ho chaahen naa ho kaash ye ho kaash wo bhi i''ll be waana waana be ho zamin aakaash bhi har ghadi kuchh khaas hi haathon mein taqdeer hai seene mein hai aag bhi life mein ho aage jo bhi i''ll be wanna waana be raaz ki hai baat kya dhal gaya wo din gaya aaj mein hain jo jeeya mar ke bhi naa wo mita ho jaa fanaaaaah hai paron ko ye yakeen chaahe kinche kitna zameen udd chalenge hum wahaan life ho jahaan khwaab si hai junoon to haunsalaa bhi i''ll be wanna waana be
teri unchi shaan hai maula meri arzi maan le maula tu hai sab kuchh jaanne waala main hoon tera maanne waala mujh ko bhi to lift kara de thodi si to lift kara de teri unchi shaan hai maula meri arzi maan le maula tu hai sab kuchh jaanne waala main hoon tera maanne waala bangla motor car dila de ek nahin do chaar dila de mujh ko airoplane dila de duniyaa bhar ki sair kara de kaise kaiso ko diya hai aise waison ko diya hai mujh ko bhi to lift kara de thodi si to lift kara de dollar de yaa pound de de dollar de yaa pound de de cash de de cheque bana de dir hamo dinaar de de dollar de yaa pound de de dollar de yaa pound de de cash de de cheque bana de dir hamo dinaar de de koi chhapar phaad maula apni jeben jhaad maula ab to mujh ko maal de de aur naa ab taal de de mujh ko bhi to lift kara de thodi si to lift kara de bangla motor car dila de ek nahin do chaar dila de kaise kaiso ko diya hai aise waison ko diya hai mujh ko bhi to lift kara de thodi si to lift kara de
kehna ik deewana teri yaad mein aahen bharta hai likh kar tera naam zameen par usko sajde karta hai chaak girebaaaaaaaaaan khaak basarrrrr phirta hai sooni raahon meinnn phirta hai sooniiii raaaahon mein saayon ko liptata hai aur laila laila karta hai laila laila karta hai likh kar tera naam zameen par usko sajde karta hai teriiii ek jhalak ki khaatirrrrrr jaan aankhoooooon mein atki hai jaan aankhon mein atki hai jee ka aisa haal hua hai jeeta hai naa marta hai likh kar tera naam zameen par usko sajde karta hai usko sajde karta hai khud ko bhool gayaaaaaa hai leeekin teri yaad nahin bhulaaa teri yaad nahinnnn bhula dil ke jitne zakhm hain unmein tera hi aks ubharta hai likh kar teraaaaa naam zameen parrrrr likh kar tera naam zameen par usko sajde karta hai saayon ko liptata hai aur laila laila karta hai laila laila karta hai kehna mere deewaaaaane se kehna mereeee deewaaane se laila teri amaaaaanat hai teri baahon mein dam degi tu jiska dam bharta hai tu jiska dam
likha hai teri aankhon mein kis ka afsana likha hai teri aankhon mein kis ka afsana agar ise samajh sako mujhe bhi samjhana likha hai teri aankhon mein kis ka afsana jawab sa kisi tamanna ka likha to hai magar adhoora sa arre o o o o o o o o o o o o o o o o jawab sa kisi tamanna ka likha to hai magar adhoora sa ho ho kaise na ho meri har baat adhoori abhi hoon aadha deewana likha hai teri aankhon mein kis ka afsana agar ise samajh sako mujhe bhi samjhana likha hai teri aankhon mein kis ka afsana jo kuch nahin to ye ishaare kyun thehar gaye mere sahaare kyun arre o o o o o o o o o o o o o o o o jo kuch nahin to ye ishaare kyun thehar gaye mere sahaare kyun ho ho thoda sa haseenon ka sahara leke chalna hai meri aadat rozaana likha hai teri aankhon mein kis ka afsana agar ise samajh sako mujhe bhi samjhana likha hai teri aankhon mein kis ka afsana yahan wahan fiza mein aawaraa abhi talak ye dil hai becharaa arre o o o o o o o o o o o o o o o o o yahan wahan fiza mein
likha hai yeh inn hawaon pe likha hai yeh inn ghataaon pe tu hai mere liye main hoon tere liye likha hai yeh inn hawaon pe likha hai yeh inn ghataaon pe tu hai mere liye main hoon tere liye ishq ki haseen daastan se hum utar ke aaye aasmaan se yeh samaa ye pyaar ki kahaaniyaan mil rahi hain aaj do jawaaniyan pahli mohabbat ki raahon pe likha hai yeh inn hawaon pe likha hai yeh inn ghataaon pe tu hai mere liye main hoon tere liye yun hi zara tu muskura sharma ke aanchal munh me daba zulfon ka tu ghunghat hata yeh khoobsurat chehra dikha iss naaz se ithlaate huye chal ke zara mere paas aa ke aashiq hoon main in adaaon pe likha hai yeh inn hawaon pe likha hai yeh inn ghataaon pe tu hai mere liye haan main hoon tere liye aao keh de aaj iss jahan se hum guzar ke jee se aur jaan se pyaar ki haseen jeet haar mein dil hai cheez kya ke maine pyaar mein sar rakh diya tere paaon pe likha hai yeh inn hawaon pe likha hai yeh inn ghataaon pe tu hai mere liye main hoon tere liye
likhon tomar dhulai hoyeche dhuli haria giyechhe tomar akharguli likhon tomar dhulai hoyeche dhuli haria giyechhe tomar akharguli likhon tomar dhulai hoyeche dhuli chaitrarajani aaj bose achi akaa puno bujhi dilo dekha bane bane tabo lekhonililar rekha nabokisholoye go kon bhule alo bhuli tomar purano akharguli nabokisholoye go kon bhule alo bhuli tomar purano akharguli likhon tomar dhulai hoyeche dhuli haria giyechhe tomar akharguli likhon tomar dhulai hoyeche dhuli mallika aaji kanone kanone kato shaurabhebhara tomari namer mato mallika aaji kanone kanone kato shaurabhebhara tomari namer mato komal tomar angulichoya bani mone dilo aji ani komal tomar angulichoya bani mone dilo aji ani biraher kon byathabhara lipikhani madhobishikhai uthiteche duli duli tomar purano akharguli likhon tomar dhulai hoyeche dhuli haria giyechhe tomar akharguli likhon tomar dhulai hoyeche dhuli
likhne wale ne likh daale likhne wale ne likh daale milan ke saath vichhode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode likhne wale ne likh daale milan ke saath vichhode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode mushkil hai iss shehar se jaana mushkil hai iss shehar se jaana phir jaane kab hoga aana yaad naa aana bhool naa jaana yaad naa aana bhool naa jaana ye dil kaisa hai deewana chaar dinon mein isne kitne rishte naate jode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode milna bichhadna reet yahi hai milna bichhadna reet yahi hai haar yahi hai jeet yahi hai pyaar yahi hai preet yahi hai mera aakhiri geet yahi hai iss bairan birhaa ne jaane kitno ke dil tode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode duniyaa ke dastoor hain aise duniyaa ke dastoor hain aise saare bandhan sapnon jaise dil ghum seh leta hai waise
kaise koi jaane bhala khaabon ki taabeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer kaise koi jaane bhala khaabon ki taabeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer iss rang se jaane bane jeevan ki tasveer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer jiss ko khushi se jeena ho ye baat wo jaan le marzi ho jo bhagwaan ki hans ke use maan le maan leeeee jiss se bane ghum bhi khushi hai ye wo hi tadbeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer do roz ki ye zindagi kiss cheez ka naam hai har ik subah hai bekhabar anjaan har shaam hai shaam haiiiii kisko pata toote kahaan saanson ki zanjeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer kaise koi jaane bhala khaabon ki taabeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer
likkhe jo khat tujhe wo teri yaad mein hazaron rang ke nazare ban gaye likkhe jo khat tujhe wo teri yaad mein hazaron rang ke nazare ban gaye savera jab huaa to phool ban gaye jo raat aayee to sitare ban gaye likkhe jo khat tujhe koi nagma kahin goonja kaha dil ne yeh tu aayee kahin chatki kali koi main ye samjha tu sharmayee koi khushbu kahin bikhri laga ye zulf lehrayee likkhe jo khat tujhe wo teri yaad mein hazaron rang ke nazare ban gaye savera jab huaa to phool ban gaye jo raat aayee to sitare ban gaye likkhe jo khat tujhe fiza rangin ada rangin ye ithlana ye sharmana ye angdayee ye tanhayee ye tarsa kar chale jaana bana dega nahin kisko jawan jadoo ye deewana likkhe jo khat tujhe wo teri yaad mein hazaron rang ke nazare ban gaye savera jab huaa to phool ban gaye jo raat aayee to sitare ban gaye likkhe jo khat tujhe jahan tu hai wahan main hoon mere dil ki tu dhadkan hai musafir main tu manzil hai main pyaasa hoon tu sawan hai meri duniya ye nazren hain meri
bombaim voson yetam gho lila chodd temp bomboim anv rauchonam utrar mojea add euchonam na na na naaa vochonk dinvchimnam vochonk dinvchimnam bomboi cheddvam tuka soddchimnam login zalea xivai dhaddchim nant na na na hem kednanch goddchemnam kednanch ghoddchemnam eka utracho munis anv lila sangchi goroz nam sotra fotoushi bapa mhunntolo gomti dorun moji katra gomti katrunk diumcho na lila muine rau focot ikra sangatan korchi re zila sirganvchi zatra zila sirganvchi zatra sangatan korchi re zila lila sirganvchi zatra sirganvchi zatra kitlem lila tum visvaxi utram tujim chodd moipaxi poi poi poi poi maka fottouxi maka fottouxi devla poupachi chodd koxi sanklechem poun za dadoxi teabhai sirvodde borea devlla modkhoim mardoll mangeshi mardoll mangeshi mhapxea bhottkisvarache zatrek jerul dogaini voichem yetana banastarim ami sunkrarak kitem gheuchem bannastarim rath zait zalear marselan vochon ravchem zambaulechea xigmeakui voson atak dorun bonvchem re zila atak dorun
lipileni kanti baasa thelipindi chilipi aasa nee kannula kaatuka lekhalalo nee sogasula kavitha rekhalalo ila ila chadavani nee lekhani pranaya rekhani badhulaina leni lekha brathukaina prema lekha nee kaugita bigisina swasalatho nee kavithalu nerpina prasalatho ila ila raayani na lekhani pranaya rekhani lipileni kanti baasa thelipindi chilipi aasa amavasya nisilo koti thaaralunna aakasham vethukuthu undi vedhana thaanai thidiya nati jabili kosam velugu needalennunna velagaleni aakasham lalalala aaaa lalalala aaaa aa tanana tanana tanana tanana eduguthu undi vennela thaanai okka naati punnami kosam lipileni kanti baasa thelisindi chilipi aasa aksharala needalalo nee jaadalu chusukuni aa padhala allikalo nee pedhavulu addhukuni nee kantiki paapanu nenai nee intiki vaakili nenai gadapa daataleka nanne gadiya vesukunnanu gadiyaina neevu leka gadapalekunnanu badhulaina leni lekha brathukaina prema lekha nee kaugita bigisina swasalatho nee kavithalu nerpina prasalatho
Little Jack Horner
Little Peter Rabbit
lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye dil unko dhoondta hai ghum ka singaar kar ke aankhen bhi thak gayin hain ab intezaar kar ke aankhen bhi thak gayin hain ab intezaar kar ke ik saans reh gayee hai wo bhi na toot jaaye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye roti hain aaj hum par tanhaayian humari roti hain aaj hum par tanhaayian humari wo bhi na paayen shayad parchhaaiyaan humari badhate hi ja rahe hain mayusiyon ke saaye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye lau tharthara rahi hai ab shamen zindagi ki ujadi huyi muhabbat meheman hai do ghadi ki ujadi huyi muhabbat meheman hai do ghadi ki mar kar hi ab milenge jee kar to mil na paye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye
lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain chupke chupke se hawaayein chhed jaati hain chupke chupke se hawaayein chhed jaati hain humko mohabbat ka raag sunaati hain raag sunaati hain lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain aaj na jaane kyun hamaara dil machalta hai aaj na jaane kyun hamaara dil machalta hai jaise bahaaron mein phool mahakta hai phool mahakta hai lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain nain ye kehate hain ulajh kar hum bhi dekhenge nain ye kehate hain ulajh kar hum bhi dekhenge dil ki lagi hai kya hum bhi jaanenge hum bhi jaanenge lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain lo aaye din pyaar
lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati jeevan ke safar mein koi to milega saathi ab hosh kise hai rut hai badi madmati ab hosh kise hai rut hai badi madmati lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati jeevan ke safar mein koi to milega saathi ab hosh kise hai rut hai badi madmati ab hosh kise hai rut hai badi madmati lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati apne rang jamaati aayi balkhati sharmaati aayi duniya ki rangeen chaman mein bijali si lehraati aayi aaaa lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati jeevan ke safar mein koi to milega saathi ab hosh kise hai rut hai badi madmati ab hosh kise hai rut hai badi madmati lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati baalon mein ghan kaale kaale gaalon mein rangeen ujaale baanki chitwan baat anokhi peene ke andaaz niraale aaa lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati jeevan ke safar mein koi to milega saathi ab hosh kise hai rut hai badi madmati ab hosh kise hai rut hai badi madmati lo aayi hai jawaani roop ke nagmein
nasheeli raat hai saare charaag gul kar do khushi ki raat mein kya kaam hai jalne waalon kaa lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat nainon se kisi ke nain mile haathon mein kisi ka haath lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat dene ko mubarakbaad tumhe ye chandani dar par aa hi gayi honthon pe wafa ke geet liye ek chandr kiran sharma hi gayi jeevan mein kitne rang bhare ye mehndi waale haath lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat nainon se kisi ke nain mile haathon mein kisi ka haath lo aayi milan ki raat suhaani raat duniyaa ne to kya kya nazar diya dulhan ko chamakta nazrana hum dil ka shagufa laye hain anmol hai ye to deewana kar lijiye qubool is dil ko bhi reh jaaegi apni baat lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat nainon se kisi ke nain mile haathon mein kisi ka haath lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat
lo chali main lo chali main apne devar ki baaraat leke lo chali main lo chali main apne devar ki baaraat leke lo chali main na band baaja naahi baraati khushiyon ki saugaat leke lo chali main apne devar ki baaraat leke lo chali main devar dulha bana sar pe sehra sajaa bhabhi badh kar aaj baliyaan leti hai prem ki kaliyaan khilen pal pal khushiyaan milen sache mann se aaj duwaayen deti hai ghode pe chad ke chala hai baanka apni dulhan se milne lo chali main lo chali main apne devar ki baaraat leke lo chali main wah wah raam ji jodi kya banaayi devar devraani ji badhaayi ho badhaayi sab rasmon se badi hai jag mein dil se dil ki sagaayi aayi hai shubh ghadi aaj bani main badi kal tak ghar ki bahu thi ab hoon jhethaani huqm chalaungi main aankh dikhaungi main sehmi khadi rahegi meri devarani hazaar sapne palkon mein apne deewani main saath leke lo chali main lo chali main apne devar ki baaraat leke lo chali main
lo chehraa surkh sharaab hua haaye aankhon ne saagar chhalkaaya lo chehraa surkh sharaab hua aankhon ne saagar chhalkaaya ye gussa haaye ye gussa tera subhaan allah ek husn ka dariyaa chhad aaya lo chehraa surkh sharaab hua ye garm nighaah tauba tauba pathar mein bhi aag bhadak uthe uss dil ka khuda hi haafiz hai jo teri nazar se takraaya ye gussa ye gussa tera subhaan allah ek husn ka dariyaa chhad aaya lo chehraa surkh sharaab hua dekho to zara tum mausam ko mausam bhi larajta hai darr se wo khauff se bijli kaanp uthi baadal ka josh utar aaya ye gussa ye gussa tera subhaan allah ek husn ka dariyaa chhad aaya lo chehraa surkh sharaab hua kyun aag babula hote ho ab chhodo aise gusse ko honthon ki laali kehti hai ik shola lab tak bhad aaya ye gussa ye gussa tera subhaan allah ek husn ka dariyaa chhad aaya lo chehraa surkh sharaab hua
apne chehre se zara zulfen hatate jaaiye meri kismat ke andheron ko mitaate jaaiye band kaliyaan inn haseen honthon ki ab khilne bhi do muskuraane ke ye din hai muskuraate jaaiye muskuraate jaaiye muskuraate jaaiye hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm lo ek kali muskaayi lo ek kali muskaayi lo ek kali muskaayi lo ek kali muskaayi duniyaan se judaa khilne ki adaa daaman mein bahaaren laayi lo ek kali muskaayi muskaayi muskaayi doshiza alhad naadaan husn se apne hai anjaan pyaar ki naa jaane pehchaan dil hi mein dil ke armaan ithlaati bal khaati madmaati dhoom machaati lo ek kali muskaayi lo ek kali muskaayi lo ek kali muskaayi muskaayi muskaayi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Life Peechhe Peechhe Sirf (2008) 03:35 16966
 
Poster of Sirf (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Mehboob, Vipul Saini
Music Director- 
Sohail Sen, Shibani Kashyap
Singer- 
Shibani Kashyap
On Screen Actors- 
Kay Kay Menon
Duration : 03:35   Song Number : 16966   

Lift Kara De Adnan Sami & Asha Bhosle 04:12 11668
 
Poster of Adnan Sami & Asha Bhosle
 
Category
Indipop
Music Director- 
Adnan Sami
Singer- 
Adnan Sami
On Screen Actors- 
Adnan
Duration : 04:12   Song Number : 11668   

Likh Kar Tere Naam Laila Majnu (1976) 05:31 13586
 
Poster of Laila Majnu (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Ranjeeta
Raag- 
Bilawal
Duration : 05:31   Song Number : 13586   

Likha Hai Teri Aankhon Mein Teen Devian (1965) 04:21 12039
 
Poster of Teen Devian (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nanda, Simi Garewal, Kalpana
Duration : 04:21   Song Number : 12039   

Likha Hai Yeh Darr (1993) 05:12 32317
 
Poster of Darr (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 05:12   Song Number : 32317   

Likhana Tomar Susmita Bhattacharya 04:36 40057
 
Poster of Susmita Bhattacharya
 
Music Director- 
Rabindranath Tagore
Duration : 04:36   Song Number : 40057   

Likhne Waale Ne Likh Daale Arpan (1983) 07:51 20156
 
Poster of Arpan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Parveen Babi, Others
Duration : 07:51   Song Number : 20156   

Likhta Hai Wo Taqdeer Taqdeer (1967) 03:38 16329
 
Poster of Taqdeer (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 03:38   Song Number : 16329   

Likkhe Jo Khat Tujhe Kanyadaan (1969) 04:38 20828
 
Poster of Kanyadaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 04:38   Song Number : 20828   

Lila Ani Zila Konkani 04:45 37531
 
Poster of Konkani
 
Category
Konkani
Lyricist
M Boyer
Music Director- 
Chris Perry
Singer- 
M Boyer, Sophia
Duration : 04:45   Song Number : 37531   

Lipileni Kanti Bhasha Srivaariki Premalekha (1984) 04:45 40527
 
Poster of Srivaariki Premalekha (1984)
 
Category
Telugu
Year- 
1984
Music Director- 
Pasupuleti Ramesh Naidu
On Screen Actors- 
Naresh, Poornima
Duration : 04:45   Song Number : 40527   

Little Jack Horner Nursery Rhymes (English) 01:17 39532
 
Poster of Nursery Rhymes (English)
 
Duration : 01:17   Song Number : 39532   

Little Peter Rabbit Nursery Rhymes (English) 03:00 39520
 
Poster of Nursery Rhymes (English)
 
Duration : 03:00   Song Number : 39520   

Lo Aa Gayee Unki Yaad Do Badan (1966) 05:19 20829
 
Poster of Do Badan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Asavari
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:19   Song Number : 20829   

Lo Aaye Hain Naya Ghar (1953) 03:50 16283
 
Poster of Naya Ghar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Begum Para
Duration : 03:50   Song Number : 16283   

Lo Aayi Hai Jawaani Pehchan (1970) 05:22 40717
 
Poster of Pehchan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Babita
Duration : 05:22   Song Number : 40717   

Lo Aayi Milan Ki Raat Aashiq (1962) 04:44 36872
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:44   Song Number : 36872   

Lo Chali Main Hum Aapke Hain Koun (1994) 02:56 20830
 
Poster of Hum Aapke Hain Koun (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:56   Song Number : 20830   

Lo Chehra Surkh Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 03:53 13107
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:53   Song Number : 13107   

Lo Ek Kali Muskaayi (Sad Version) Ek Kali Muskayee (1968) 04:02 13220
 
Poster of Ek Kali Muskayee (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:02   Song Number : 13220