Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bikhar gaye bachpan ke sapne armaanon ki shaam dhale kahin saje baraat kisi ki kahin kisi ka pyaar jale keh do koi na kare yahaan pyaar keh do koi na kare yahaan pyaar iss mein kushiyaan hain kam beshumaar hain ghum ik hansi aur aansu hazaar keh do koi na kare yahaan pyaar preet patanga diye se kare preet patanga diye se kare uski hi lau mein wo jal jal marre mushkil raahein yahaan ashk aur aahein yahaan iss mein chaen nahin na karaar keh do koi na kare yahaan pyaar humne to samjha tha phool khile humne to samjha tha phool khile chun chun ke dekha to kaante mille ye anokha jahaan hardum dhokha yahaan iss viraane mein kaisi bahaar keh do koi na kare yahaan pyaar iss mein kushiyaan hain kam beshumaar hain ghum ik hansi aur aansu hazaar keh do koi na kare yahaan pyaar
keh doon tumhen yaa chup rahun dil mein mere aaj kya hai keh doon tumhen yaa chup rahun dil mein mere aaj kya hai jo bolo to jaanu guru tumko maanu chalo ye bhi waada hai keh doon tumhen yaa chup rahun dil mein mere aaj kya hai jo bolo to jaanu guru tumko maanu chalo ye bhi waada hai socha hai tumne ke chalte hi jaayen taaron se aage koi duniyaan basaayen socha hai ye ke tumhen rasta bhulaayen sooni jagah pe kahin chhede daraaye haaye re naa naa haaye re naa naa ye naa karna are nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin nahin keh doon tumhen yaa chup rahun dil mein mere aaj kya hai jo bolo to jaanu guru tumko maanu chalo ye bhi waada hai socha hai tumne ke kuchh gungunaayen masti mein jhoome zara jhoome machaayen socha hai ye ke tumhen nazdik laayen phoolon se honthon ki laali churaayen haaye re naa naa haaye re naa naa ye naa karna are nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin re nahin nahin keh doon tumhen yaa chup
keh ke bhi na aaye mulaaqaat ko chaand taare hanse khoob kal raat ko keh ke bhi na aaye mulaaqaat ko chaand taare hanse khoob kal raat ko keh ke bhi na aaye jab bhi patton ke tan chhu ke guzri hawaa jab bhi patton ke tan chhu ke guzri hawaa teri aahat ka mujhko bharam saa huaa jab bhi lehron ne saahil ke choome kadam jab bhi lehron ne saahil ke choome kadam teri paayal chhanakne ka dhokhaa huaa rang deewaangi ne dikhaaye kayi pad gayaa thaamnaa dard ke haath ko keh ke bhi na aaye shaakh lipti gale se to mujhko lagaa shaakh lipti gale se to mujhko lagaa haar baahon ka tumne pehnaayaa mujhe jab papeehe ki aayi sadaa pi kahaan jab papeehe ki aayi sadaa pi kahaan maine samjhaa ke tumne bulaayaa mujhe teri jhoothi tasalli sitam kar gayi main liye reh gayaa dil ki har baat ko keh ke bhi na aaye mulaaqaat ko chaand taare hanse khoob kal raat ko keh ke bhi na aaye
keh ke bhi na aaye tum ab chhupne lage taare dil leke tum hi jeete dil deke hum hi haare hum aas kiye jaate tum paas nahin aate jaana tha chale jaate milne to chale aate keh ke bhi na aaye tum ab chhupne lage taare dil leke tum hi jeete dil deke hum hi haare humne tha tumhe maana tumne hi na pehchana jab hona tha begaana tab kyun kiya deewaana keh ke bhi na aaye tum ab chhupne lage taare dil leke tum hi jeete dil deke hum hi haare sunsaan huyi galiyaan sab sookh gayi kaliyaan ab beet chali ghadiyaan par jaag rahi ankhinyaan keh ke bhi na aaye tum ab chhupne lage taare dil leke tum hi jeete dil deke hum hi haare
keh rahe hain ye aansoo baraste huye keh rahe hain ye aansoo baraste huye unche unche makanon mein baste huye ek gareeb andhi ladki pe hanste huye apko sharm aati nahiii keh rahe hain ye aansoo baraste huye unche unche makano mein baste huye ek gareeb andhi ladki pe haste huye apko sharm aati nahiii kya hua main agar khoobsoorat nahin main bhi insaan hoon meeti ki murat nahin kya hua main agar khoobsoorat nahin main bhi insaa hoon meeti ki murat nahin aapki main behen beti hoti agar aap pe kya gujarti main roti agar hoo hooo meri surat pe taane yun kaste huye apko sharm aati nahiiii keh rahe hain ye aansoo baraste huye unche unche makanon mein baste huye ek gareeb andhi ladki pe hanste huye apko sharm aati nahiii qeemti motaren jagmagate libaas mehngi cheezen hai sab aap logo ke paas qeemti motaren jagmagate libaas mehngi cheezen hai sab aap logo ke paas isliye tum bhala phir khuda se daro badnaseebon ki parbat dua se daro oo ooo meri majboorion pe yun haste hue
eeee eeee keh rahi hai zindagi jee sake to jee keh rahi hai zindagi jee sake to jee ek jaam pyaar ka pee sake to pee ek jaam pyaar ka pee sake to pee keh rahi hai zindagi jaam yeh usi ka hai jaam yeh usi ka hai jo aage badh ke thaam le intezaar kisliye jaam utha jaam le jaam utha jaam le aasman ke haath se chheen le khushi aasman ke haath se chheen le khushi keh rahi hai zindagi husn hai khamosh kyun husn hai khamosh kyun ishq bekraar hai saamne bitha ke tujhko tera intezaar hai tera intezaar hai ho ooo oooo oooo ho ooo ooo oooo shokhiyon ki phuljhadi kuchh to idhar bhi shokhiyon ki phuljhadi kuchh to idhar bhi keh rahi hai zindagi jee sake to jee keh rahi hai zindagi jee sake to jee sake to jee sake to jeeeeee
keh rahi hain dhadkanen pukaar kar chupke chupke dheere dheere pyaar kar tum ko paaya apne dil ko haar kar chhup naa jana zindagi sanvar kar keh rahi hain dhadkanen pukaar kar chupke chupke dheere dheere pyaar kar haseen raat jaag uthi machal rahi hai chandani haseen raat jaag uthi machal rahi hai chandani chaman chaman bahaar hai mere sanam nigahon mein khumaar hai mere sanam sadke tere dil ke mere aise neend se naa hoshiyaar kar chupke chupke dheere dheere pyaar kar keh rahi hain dhadkane pukaar kar chupke chupke dheere dheere pyaar kar bhula bhi de khataon ko hansa bhi de fizaaon ko bhula bhi de khataon ko hansa bhi de fizaaon ko nahin hain bas mein dil mera o nazaneen kareeb aa nazar mila o nazaneen tu jo kahe la doon abhi aasaman se chand ko utar kar chhup naa jana zindagi sanvar kar keh rahi hain dhadkane pukaar kar chupke chupke dheere dheere pyaar kar hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm
hoooo kehdo kehdo haan tum jo kehdo pyaar ki hum tamanna jawaan kar len tamanna tamanna jawaan kar len hooo kehdo kehdo ho tum bhi kehdo pyaar ka hum tarannum jawaan kar len tarannum tarannum jawaan kar len hoooo kehdo kehdo ho tum jo kehdo tum ho shola badan tum bhi kuchh kam nahin tum ho shola badan tum bhi kuchh kam nahin tum ho gul main chaman ab koi ghum nahin isse pehle ki bijli gire pyaar par isse pehle ki bijli gire pyaar par pyaar ka hum mukaddar jawaan kar len mukaddar mukaddar jawaan kar len hoooo kehdo kehdo ho tum jo kehdo paas aaye ho kyun teri aawaaz pe paas aaye ho kyun teri aawaaz pe dil diya humko kyun tere andaaz pe ye adaayen ye shokhi sharaarat bhari ye adaayen ye shokhi sharaarat bhari pyaar ki hum sharaarat jawaan kar len sharaarat sharaarat jawaan kar len hoooo kehdo kehdo ho tum jo kehdo kaun hain hum tere dil ke mehmaan ho kaun hain hum tere dil ke mehmaan ho nahin kaabil tere phir bhi armaan ho ab to tere bina jeena mushkil hua ab to tere
hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm kehna hai aaj tujhse phir kisi se ye kehna nahin kehna hai aaj tujhse phir kisi se ye kehna nahin hoo rehna hai saath tere warna duniya mein rehna nahin pyaar karte humko jeena pyaar karte humko marna ghum judaai ka sehna nahin hoooo hoooo kehna hai aaj tujhse phir kisi se ye kehna nahin duniya se darna nahin yaa pyaar karna nahin nazaren chura ke sanam humko gujarna nahin doobnaa hai sahilon par jhoomnaa hai manzilon par yunhi dariya mein behna nahin hooo oo ho ho kehna hai aaj tujhse phir kisi se ye kehna nahin mousam ki angdaaiyan dil ki ye tanhaaiyan aa paas aa hone de duniya mein ruswaaiyan zindagi ne phool baaten chun liye hain humne kaaten haar phoolon ka pehna nahin hooo oo ho ho kehna hai aaj tujhse phir kisi se ye kehna nahin haaan rehna hai saath tere warna duniya mein rehna nahin pyaar karte humko jeena pyaar karte humko marna ghum judaai ka sehna nahin
kehna hai kehna hai kehna hai kehna hai aaj tumse ye pehli baar hooo tum hee to laayi ho jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar kehna hai kehna hai aaj tumse ye pehli baar hooo tum hee to laayi ho jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar tum se kehne waali aur bhi hain pyaari baatein tum se kehne waali aur bhi hain pyaari baatein saamne sab ke bolo kaise keh doon saari baatein aaj magar bas itna hi karna hai ikraar tum hee to laayi ho jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar kab se dil ne mere maan liya hai tumko apnaa kab se dil ne mere maan liya hai tumko apnaa aankhen meri dekh rahi hain jaagte sote ye sapna mere galle mein daal rahi ho tum baahon ka haar tum hee to laayi ho jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar kehna hai kehna hai aaj tumse ye pehli baar hooo tum hee to laayi ho jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar tum hee to laayi ho jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar
kehna hi kya ye nain ik anjaan se jo mile chalne lage mohabbat ke jaise ye silsile armaan naye aise dil mein khile jinko kabhi main na jaanoon ab kya karein kya naam lein kaise unhe main pukaroon kehna hi kya ye nain ik anjaan se jo mile chalne lage mohabbat ke jaise ye silsile armaan naye aise dil mein khile jinko kabhi main na jaanoon wo humse hum unse kabhi na mile kaise mile dil na jaanoon ab kya karein kya naam lein kaise unhe main pukaroon kehna hi kya ye nain ik anjaan se jo mile pehli hi nazar mein kuch hum kuch tum ho jaatein hain yun gum nainon se barsein rim jhim rim jhim humpe pyaar ka sawan sharm thodi thodi humko aaye to nazrein jhuk jaayein sitam thoda thoda hum pe shokh hawaa bhi kar jaaye aisi chali aanchal ude dil mein ek toofaan uthe hum to lut gaye khade hi khade kehna hi kya ye nain ik anjaan se jo mile chalne lage mohabbat ke jaise ye silsile armaan naye aise dil mein khile jinko kabhi main na jaanoon wo humse hum unse kabhi na mile kaise mile
kehne ki baat hai ke baharon se hum mile kehne ki baat hai ke baharon se hum mile phoolon ke aas paas hi phoolon ke aas paas hi kaanton ke ghum mile kehne ki baat hai ke baharon se hum mile yaadon ki sar zameen pe zakhmon ki shakl mein yaadon ki sar zameen pe zakhmon ki shakl mein bichhadi huyi hayaat ke bichhadi huyi hayaat ke nakshe kadam mile kehne ki baat hai ke baharon se hum mile mehaki huyi seher ki tarah aaye tum magar mehaki huyi seher ki tarah aaye tum magar jalte huye khayaal ki maalind hum mile kehne ki baat hai ke baharon se hum mile ab ke tumhare shehar mein yun zindagi milli ab ke tumhare shehar mein yun zindagi milli jaise koi musafir e jaise koi musafir e dashte adam mile kehne ki baat hai ke baharon se hum mile phoolon ke aas paas hi phoolon ke aas paas hi kaanton ke ghum mile kehne ki baat hai ke baharon se hum mile kehne ki baat hai ke baharon se hum mile
kehne ki nahin baat magar ab zor se kehna hai zulm ameeron ka ab seh kar chup nahin rehna hai raam lal ye khaaye maal hoo hoo raam lal ye khaaye maal zaalim se kehna hai paanv se nange hum ye sir pe topi pehna hai raam lal daal roti raam lal daal roti naukri chaahiye jo naukri na di to mita ke rakh denge ye bangle ye caaren jala ke rakh denge chaarso bees ye chaarso bees o chaarso bees ye aathso chaalis ye aathso chaalis ye choron ka nana hai bada puraana hai looteraaaaa haan isi ne chheena hai isi ne chheena hai haq meraaaaa ye choron ka nana hai bada puraana hai looteraaaaa haan isi ne chheena hai isi ne chheena hai haq meraaaaa paap se paida ki huyi daulat iska gehna hai raam lal raam lal ho raam lal raam lal behayaa sharam kar o chhaliye kahaan hai nazar to mila jaa tu chullu bhar paani mein doobki laga jaa beimaan o beimaan o beimaan laale ki jaan laale ki jaan hum le ke hi maanege kabhi naa chhodenge maan apni hum tujhe dikha denge ke oonchi rahegi taang apni
kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye phir socha ke khaamosh rahen reh nahin paaye kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye samjhaa naa mera ghum koi iss baat ka ghum hai phir bhi mere dil tujhko wafaaon ki kasam hai aankhon mein hon aansoo bhi magar beh nahin paaye kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye phoolon se chaman aasmaan taaron se bhara hai umeed kaa daaman mera khaaron se bhara hai kismat ne sitam aise kiye seh nahin paaye kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye phir socha ke khaamosh rahen reh nahin paaye kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye
kehta hai dil tum ho mere liye mere liye ji mere liye haan dilruba hum hain tere liye tere liye ji tere liye kehta hai dil tum ho mere liye dil jaisa saathi tumhen de diya sanam tera kaise karun shukriya dil jaisa saathi tumhen de diya sanam tera kaise karun shukriya kya kya kiya tum ne mere liye mere liye ji mere liye kehta hai dil tum ho mere liye mere liye ji mere liye kehta hai dil tum ho mere liye kaho ji tumhari tamanna hai kya nahin chahiye kuchh tumhare siwa kaho ji tumhari tamanna hai kya nahin chahiye kuchh tumhare siwa hum bhi to jeete hain tere liye tere liye ji tere liye kehta hai dil tum ho mere liye mere liye ji mere liye kehta hai dil tum ho mere liye basa do mujhe ek aisa jahan naye hon jahan ke zamin aasman basa do mujhe ek aisa jahan naye hon jahan ke zamin aasman dil ki ye duniya hai tere liye tere liye ji tere liye kehta hai dil tum ho mere liye mere liye ji mere liye kehta hai dil tum ho mere liye
kehta hai joker saara zamaana aadhi haqeeqat aadha fasaana chashma utaaro phir dekho yaaro duniya nayee hai chehra purana kehta hai joker saara zamaana aadhi haqeeqat aadha fasaana kehta hai joker apne pe hans kar jug ko hasaaya ban ke tamasha mele mein aaya apne pe hans kar jug ko hasaaya ban ke tamasha mele mein aaya mele mein aaya hindu na muslim poorab na pahchim hindu na muslim poorab na pahchim mazhob hai apna hasna hasaana kehta hai joker saara zamaana aadhi haqeeqat aadha fasaana kehta hai joker dhakke pe dhakka rele pe rela hai bheed itni par dil akela dhakke pe dhakka rele pe rela hai bheed itni par dil akela par dil akela ghum jab sataaye seeti bajaana ghum jab sataaye seeti bajaana par maskare se dil na lagaana kehta hai joker saara zamaana aadhi haqeeqat aadha fasaana chashma utaaro phir dekho yaaro duniya nayee hai chehra purana kehta hai joker
kehta hai ye safar kehti hai rehguzar kehta hai ye safar kehti hai rehguzar zamane bhar ke ghum liye umeed dil mein kam liye zamane bhar ke ghum liye umeed dil mein kam liye tum chale ho kahaan kehta hai ye safar kehti hai rehguzar zamane bhar ke ghum liye umeed dil mein kam liye zamane bhar ke ghum liye umeed dil mein kam liye tum chale ho kahaan kehta hai ye safar kehti hai rehguzar dekho jahaan jao jahaan mil jayegi wahaan har cheez ki dukaan sirf kahin milta nahin jazbaat ka nishaan halka sa bhi nishaan begane log hain anjaane log hain tamaam shehar mein kahin milega pyaar hi nahin tamaam shehar mein kahin milega pyaar hi nahin tum chale ho kahaan kehta hai yeh safar kehti hai reh guzar duniya mein tum kab se ho gum kis raah se chale aakash ke tale chalte rahe kam naa huye manzil ke fasle aise hain fasle raahon ki thokaren kehti hain kya karein khula koi bhi dar nahin kisi ke dil mein ghar nahin khula koi bhi dar nahin kisi ke dil mein ghar nahin tum chale ho
kehta tha zamaana kehta tha zamaana magar humne na maana mushkil hai bahut pyaar ki rasmon ko nibhaana rasmon ko nibhaana ek aag ka dariya hai aur doob ke jaana aur doob ke jaana humne bhi buzurgon se suna tha ye fasaana humne bhi buzurgon se suna tha ye fasaana zulfon ke hansi jaal mein zulfon ke hansi jaal mein dil ko na fasaana dil ko na fasaana ek aag ka dariya hai aur doob ke jaana aur doob ke jaana mumkin nahin takdeer ke mumkin nahin takdeer ke likhe ko mitaana kaatil hua karta hai kaatil hua karta hai nigaahon ka nishaana ab dil ko bachaana ek aag ka dariya hai aur doob ke jaana aur doob ke jaana aur doob ke jaana
lala lala la la ra lala lala la la ra kehte hain chaand jisko tumse nahin wo pyaara dekhe usse ye duniyaa mujhko nahin gawaara kehte hain chaand jisko tumse nahin wo pyaara dekhe usse ye duniyaa mujhko nahin gawaara nazaren jo tum uthaao har cheez muskuraye palken jo tum jhukaao taaron ko neend aaye nazaren jo tum uthaao har cheez muskuraye palken jo tum jhukaao taaron ko neend aaye duniyaa ke saath dole dhadke jo dil tumhara kehte hain chaand jisko tumse nahin wo pyaara ik baat tumse puchhun tum kaun ho hamaare dil mein sama rahe hoo hum kaun hain tumhaare ik baat tumse puchhun tum kaun ho hamaare dil mein sama rahe hoo hum kaun hain tumhaare kar do na muskura ke halka sa ik ishaara kehte hain chaand jisko tumse nahin wo pyaara saathi agar haseen ho kya baat phir safar ki manzil udhar ko aayi tumne jidhar nazar ki saathi agar haseen ho kya baat phir safar ki manzil udhar ko aayi tumne jidhar nazar ki dil jab bhi dagmagaaya tum ban gaye sahaara kehte hain chaand
ae mister bolo miss kya hai tumhara naam naam kehte hain mujhko raja aji kehte hain mujhko raja kaam main bajaata hoon dil ka baaja paidaish main paida hua jalandhar main paida hua jalandhar pata pata pata poochh ke karoge kya pata poochh ke karoge kya kabhi bahar hoon kabhi andar kehte hain mujhko raja main bajaata hoon dil ka baaja dil ka taala ho ya tijori samjhi dil ka taala ho ya tijori bin chabi ke kholun main gori tere dil ka taala bhi main kholunga phir na kehna ho gayi dil ki chori karta hoon jaadu mantar main chaalu hoon ek number pata poochh ke karoge kya pata poochh ke karoge kya kabhi bahar hoon kabhi andar kehte hain mujhko raja main bajaata hoon dil ka baaja haan ho apne pe malik ki kam nazar hai apne pe malik ki kam nazar hai subah khaya shaam ki fikar hai apne liye rone wala kaun hai na gharwali hai na koi ghar hai phir bhi hoon mastkalandar na hitlar hoon na sikandar pata poochh ke karoge kya pata poochh ke karoge kya kabhi bahar hoon kabhi andar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Keh Do Koi Na Kare Yahaan Pyaar Goonj Uthi Shehnai (1959) 03:38 13287
 
Poster of Goonj Uthi Shehnai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Ameeta, Anita Guha
Raag- 
Jogiya
Duration : 03:38   Song Number : 13287   

Keh Doon Tumhen Deewaar (1975) 03:40 18122
 
Poster of Deewaar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 03:40   Song Number : 18122   

Keh Ke Bhi Na Aaye Mohd Rafi 04:00 19997
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Lyricist
Laxman Shahabadi
Music Director- 
Shyam Sharma
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:00   Song Number : 19997   

Keh Ke Bhi Na Aaye Tum Safar (1946) 02:33 16470
 
Poster of Safar (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kanu Roy
Duration : 02:33   Song Number : 16470   

Keh Rahe Hain Ye Jheel Ke Us Paar (1973) 04:14 32633
 
Poster of Jheel Ke Us Paar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mumtaz
Duration : 04:14   Song Number : 32633   

Keh Rahi Hai Zindagi Jalti Nishani (1957) 03:17 38113
 
Poster of Jalti Nishani (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 03:17   Song Number : 38113   

Keh Rahi Hain Dhadkanen Pukaar Ke Lal Pari (1954) 03:27 37526
 
Poster of Lal Pari (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Hansraj Behl
On Screen Actors- 
Mahipal, Shakeela
Duration : 03:27   Song Number : 37526   

Kehdo Kehdo Sachaa Jhutha (1970) 04:49 32285
 
Poster of Sachaa Jhutha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Mumtaz, Rajesh Khanna
Duration : 04:49   Song Number : 32285   

Kehna Hai Chori Chori (2003) 05:31 18189
 
Poster of Chori Chori (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Sajid, Wajid
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Rani Mukherjee
Duration : 05:31   Song Number : 18189   

Kehna Hai Padosan (1968) 03:53 20754
 
Poster of Padosan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:53   Song Number : 20754   

Kehna Hi Kya Bombay (1995) 05:40 17903
 
Poster of Bombay (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Chitra Singh, Chorus
On Screen Actors- 
Manisha Koirala
Duration : 05:40   Song Number : 17903   

Kehne Ki Baat Hai Ke Baharon Se Hum Mile Pankaj Udhas 05:48 36304
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 05:48   Song Number : 36304   

Kehne Ki Nahin Baat Pyar Kiye Jaa (1966) 04:59 14018
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:59   Song Number : 14018   

Kehne Ko Bahut Kuchh Tha C H Atma 03:39 31150
 
Poster of C H Atma
 
Category
Ghazal
Duration : 03:39   Song Number : 31150   

Kehta Hai Dil Tum Ho Mere Liye Mem Sahib (1956) 03:19 37348
 
Poster of Mem Sahib (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Shammi Kapoor
Duration : 03:19   Song Number : 37348   

Kehta Hai Joker Mera Naam Joker (1970) 03:53 20755
 
Poster of Mera Naam Joker (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:53   Song Number : 20755   

Kehta Hai Ye Safar Bada Din (1998) 05:18 36155
 
Poster of Bada Din (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Marc Robinson
Duration : 05:18   Song Number : 36155   

Kehta Tha Zamaana (Happy) Aag Ka Darya (1953) 03:07 19941
 
Poster of Aag Ka Darya (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
Vinod
Duration : 03:07   Song Number : 19941   

Kehte Hain Chaand Jisko Sanjog (1961) 03:50 32341
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shobha Khote, Pradeep Kumar
Duration : 03:50   Song Number : 32341   

Kehte Hain Mujhko Raja Kahte Hain Mujhko Raja (1975) 03:58 37854
 
Poster of Kahte Hain Mujhko Raja (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee
Duration : 03:58   Song Number : 37854