Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jeena humko raas na aaya hum jaane kyun jeete hain kya saawan kya bhaadon apne sab din rote beetein hain jeena humko raas na aaya hum jaane kyun jeete hain jeena humko humse to jag ruth gaya hai ek tumhara kya shikvaa humse to jag ruth gaya hai ek tumhara kya shikvaa ab kyun aahein bharte hain hum ab kyun aansu peete hain jeena humko raas na aaya hum jaane kyun jeete hain jeena humko pyaar ki baazi aasan samjhe humne badi nadaani ki pyaar ki baazi aasan samjhe humne badi nadaani ki dil ki duhayi dene wale ye baazi kab jeete hain jeena humko raas na aaya hum jaane kyun jeete hain jeena humko daur e junoon mein kya kya sujhi kya kya humne kar dala daur e junoon mein kya kya sujhi kya kya humne kar dala khud hi garibaan faad liya hai khud hi garibaan seete hain jeena humko raas na aaya hum jaane kyun jeete hain jeena humko raas na aaya hmm mmm hmm mmm hmm mmm hmm mmm hmm mmm hmm mmm
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm dehleez pe mere dil ki jo rakhe hain tune kadam tere naam pe meri zindagi likh di mere humdum haan seekha maine jeena jeena kaise jeena haan seekha maine jeena mere humdum na seekha kabhi jeena jeena kaise jeena na seekha jeena tere bina humdum dehleez pe mere dil ki jo rakhe hain tune kadam tere naam pe meri zindagi likh di mere humdum haan seekha maine jeena jeena kaise jeena haan seekha maine jeena mere humdum na seekha kabhi jeena jeena kaise jeena na seekha jeena tere bina humdum hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm sacchi si hain yeh taareefein dil se jo maine karin hain sacchi si hain yeh taareefein dil se jo maine karin hain jo tu mila to saji hain duniya meri humdum o aasma mila zameen ko meri aadhe aadhe poore hain hum tere naam pe meri zindagi likh di mere humdum haan seekha maine jeena jeena kaise jeena haan seekha maine jeena mere humdum na seekha kabhi jeena jeena kaise jeena na
jeenaaa kaisa ho pyaar bina jeena kaisa ho yaar bina dil ko laga ke jee armaan jaga ke jee pyaar pe har pal ko rangeen bana ke jee jeenaaa kaisa ho pyaar bina uss din ek sahab mile milte hi wo kehne lage o my darling i love you main boli par maine to aapko kabhi dekha nahin to hans ke bole waise maine bhi aapko kahaan dekha hai maine to aapke bank balance ko dekha hai madam kyun ke main bank manager hoon zindagi hai wo pyaar mein guzre jo manager wala nahin sachchaa pyaar zindagi hai wo pyaar mein guzre jo din guzaarne ko kyun zindagi kehte ho ghum ko bhula ke hans ke hansa ke dhoom macha ke jee tu dhoom macha ke jee jeenaaa kaisa ho pyaar bina jeena kaisa ho yaar bina dil ko laga ke jee armaan jaga ke jee pyaar pe har pal ko rangeen bana ke jee jeenaaa kaisa ho pyaar bina uss din ek majnu mile milte hi woh kehne lage paane ko tera pyaar kar sakta hoon samandar paar jo tune kiya inqaar to ho jaayega bantadhaar jaan de dunga zehar kha loonga main dar gayi haan kar
jeena kya aji pyaar bina jeevan ke yahi chaar dina jeena kya aji pyaar bina jeevan ke yahi chaar dina dhan daulat bina chale magar zindagi naa chale yaar bina mili duniyaa to mazaa hai ke mile dil bhi bindiyaa bhi chamke ho baje paayal bhi hoooo oooo ooooo oooo oooo oooo hoooooo jeena kya aji pyaar bina jeevan ke yahi chaar dina dhan daulat bina chale magar zindagi naa chale yaar bina mili duniyaa to mazaa hai ke mile dil bhi bindiyaa bhi chamke ho baje paayal bhi jeena kya aji pyaar bina jeevan ke yahi chaar dina sapne poore huye aaj din phirte nahin deri sun o mere hansi aaj ek tu hi nahin saari duniyaa hai meri hooo oooo oooo sapne poore huye aaj din phirte nahin deri sun o mere hansi aaj ek tu hi nahin saari duniyaa hai meri haan mili duniyaa to mazaa hai ke mile dil bhi bindiyaa bhi chamke ho baje paayal bhi jeena kya aji pyaar bina jeevan ke yahi chaar dina dhan daulat bina chale magar zindagi naa chale yaar bina sone chaandi ka wo dil kya jo naa dil ke kaam
yeh din yeh mahine saal guzar jaayenge mere yaar magar itna rakhna khayaal jeena sirf mere liye jeena sirf mere liye kasam se jeena sirf mere liye jeena sirf mere liye yeh din yeh mahine saal guzar jaayenge mere yaar magar itna rakhna khayaal jeena sirf mere liye jeena sirf mere liye kasam se jeena sirf mere liye jeena sirf mere liye ab kabhi na kam ho beqaraari apni yun hi badhti jaaye ye khumaari apni mujhko dhadkano mein tum chhupa ke rakhna chaahtaon ko dil se tum laga ke rakhna muhabbat mein saara jahaan kare chaahe laakhon sawaal magar itna rakhna khayaal jeena sirf mere liye jeena sirf mere liye kasam se jeena sirf mere liye jeena sirf mere liye kaisi bhi ho raahein saath saath chalna chahe badle mausam tum nahin badalna tera mera naata ab kabhi na tute saanson ka yeh bandhan ab kabhi na chhoote mile hum ko ghum ya khushi chaahe kuchh bhi ho apna haal magar itna rakhna khayaal jeena sirf mere liye jeena sirf mere liye kasam se jeena sirf mere liye jeena sirf
jeena to hai par aye dil kahan jeena to hai par aye dil kahan are baithon to nahin milti hain zamin hoo main udna chahoon to hai door aasmaan jeena to hai par aye dil kahan jeena to hai par aye dil kahan are baithon to nahin milti hain zamin ho main udna chahoon to hai door aasmaam naraaj koi na koi meherbaan na kahin koi bijlee na koi aashiyaan naraaj koi na koi meherbaan na kahin koi bijlee na koi aashiyaan are baithon to nahin milti hain zamin ho main udna chahoon to hai door aasmaam jeena to hai par aye dil kahan jalta hai badan kahin saaya nahin kisi aanchal ke badle hai sulagta dhoonwaan jalta hai badan kahin saaya nahin kisi aanchal ke badle hai sulagta dhoonwaan are baithon to nahin milti hain zamin ho main udna chahoon to hai door aasmaan jeena to hai par aye dil kahan jeena to hai par aye dil kahan
aisi cheez sunnaye ke mehfil de taali pe taali warna apna naam nahin hai bannekhan bhopaali munne miya badhayi bano khoob honhaar dono jahaan ki nematein ho aap pe nisaar haan bachpan ho khushgawaar jawaani sadabahaar allah kare ye din yun hi aaye hazaar baar aaaa aaaa aaaa aa aaaa aaaaaa aaaaaaa jeena to hai usi ka are jeena to hai usi ka jisne ye raaz jaana haan jeena to hai usi ka jisne ye raaz jaana hai kaam aadmi ka hai kaam aadmi ka auron ke kaam aanaa jeena to hai usi ka jisne ye raaz jaana kisi ne kaha tu hai taaron ka raja kisi ne kaha aaja mere paas aaja kisi ne dua di kisi ne badhaai sab ki tu aankh ka taara bane teri hi roshni mein chamke tera gharaana hai kaam aadmi ka hai kaam aadmi ka auron ke kaam aanaa jeena to hai usi ka jisne ye raaz jaana dil laga ke tu padhna hamesha aage badhna sach ka daaman na chhoote chaahe ye duniya roothe kaam tu achhe karna sirf allah se darna sabhi ko gale lagaana mohabbat mein lut jaana mohabbat wo khazaana hai kabhi
jeena yahan marna yahan iske siva jaana kahan jeena yahan marna yahan iske siva jaana kahan ji chaahe jab humko awaaz do hum hain wahin hum thei jahan apne yahin dono jahan iske siva jaana kahan ye mera geet jeevan sangeet kal bhi koi dohraayega ye mera geet jeevan sangeet kal bhi koi dohraayega jag ko hasaane bahrupiya roop badal phir aayega swarg yahin nark yahan iske siva jaana kahan ji chahe jab humko awaaz do hum hain wahin hum thei jahan apne yahin dono jahan iske siva jaana kahan kal khel mein hum hon na hon gardish mein taare rahenge sadaa kal khel mein hum hon na hon gardish mein taare rahenge sadaa bhoologe tum bhoolenge wo par hum tumhare rahenge sadaa rahenge yahin apne nishan iske siva jaana kahan ji chaahe jab humko awaaz do hum hain wahin hum thei jahan apne yahin dono jahan iske siva jana kahan jeena yahan marna yahan iske siva jaana kahan
jeena ye koi jeena to nahin pyaar ke bina jeena bhi hai saza jeena ye koi jeena to nahin pyaar ke bina jeena bhi hai saza o mere saathi mausam hasin hai aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada jeena ye koi jeena to nahin pyaar ke bina jeena bhi hai saza tanha nahin katengi iss zindagi ki raahein oooo manzil tab milegi baahon mein jab hon baahein jab tak rahen aaja sanam mil ke chalen o mere saathi mausam hasin hai aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada wo dil to dil nahin hai jis dil mein pyaar na ho kis kaam ki ye duniya gar koi yaar na ho achchi nahin o jaane jaan yeh berukhi o mere saathi mausam hasin hai aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada jeena ye koi jeena to nahin pyaar ke bina jeena bhi hai saza o mere saathi mausam hasin hai aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada
jeene de yeh duniya chaahe maar daale ho jeene de yeh duniya chaahe maar daale log hum niraale pyaar karne waale jeene de yeh duniya jeene de yeh duniya chaahe maar daale jeene de yeh duniya chaahe maar daale log hum niraale pyaar karne waale jeene de yeh duniya chaahe maar daale hothon pe waade aankhon mein kasmein bhooli humein saari duniya ki rasmein hothon pe waade aankhon mein kasmein bhooli humein saari duniya ki rasmein kuchh bhi raha naa ab apne bas mein dil jaan sab kuchh hai tere hawaale log hum niraale pyaar karne waale jeene de yeh duniya chaahe maar daale aaaa aaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa wo beqaraari hai mushkil hai jeena ban ja tu kaali ghata o haseena wo beqaraari hai mushkil hai jeena ban ja tu kaali ghata o haseena aa jaaye saawan ka rimjhim mahina bikhra de zulfon ke baadal ye kaale log hum niraale pyaar karne waale jeene de yeh duniya chaahe maar daale deepak patanga jalte rahenge girte rahenge sambhalte rahenge deepak patanga jalte rahenge
kaagaz pe kuchh ho likha to mita doon sauda kiya ho to keemat chuka doon kaagaz pe kuchh ho likha to mita doon sauda kiya ho to keemat chuka doon dekha ho sapna to sapna bhula doon kaise bhula doon tumhen yaad aane waale log hum niraale pyaar karne waale jeene de ye duniya chaahe maar daale gajra khula tha kajra baha tha kal raat mujhko tu yaad aa raha tha gajra khula tha kajra baha tha kal raat mujhko tu yaad aa raha tha aankhon mein bas ja maine kaha tha ye kab kaha tha ki neendein chura le log hum niraale pyaar karne waale jeene de ye duniya chaahe maar daale
jeene do aur jiyo chadti jawaani ke din hain jeene do aur jiyo chadti jawaani ke din hain phir aisa samaan milega kahaan aaaa phir aisa samaan milega kahaan yahi zindagani ke din hain marna to sabko hai jee ke bhi dekh le chaahat ka ek jaam pee ke bhi dekh le marna to sabko hai jee ke bhi dekh le chaahat ka ek jaam pee ke bhi dekh le ye hawaa ye fizaa kehti hai dhoomen macha le ye hawaa ye fizaa kehti hai dhoomen macha le koi phool chun koi khaab bun dil ka muqaddar jaga le marna to sabko hai jee ke bhi dekh le chaahat ka ek jaam pee ke bhi dekh le marna to sabko hai jee ke bhi dekh le chaahat ka ek jaam pee ke bhi dekh le ye haseen zindagi hai ek raseela taraana ye haseen zindagi hai ek raseela taraana naa laa dil mein ghum o mere sanam ke hai ye khushi ka zamaana marna to sabko hai jee ke bhi dekh le chaahat ka ek jaam pee ke bhi dekh le marna to sabko hai jee ke bhi dekh le chaahat ka ek jaam pee ke bhi dekh le ho marna to sabko hai jee ke bhi dekh le chaahat ka
aaaaaaaa aaa aaaa aaa aaaaaa aaa aaa aaaa aa aaaa aaaa jeene ka agar andaaz aaye to kitni haseen hai zindagi jeene ka agar andaaz aaye to kitni haseen hai zindagi marne ke liye jeena hai agar to kuchh bhi nahi hai zindagi kuchh log yahan phoolon ki jagah kaanton ki tamanna karte hain kuchh log yahan phoolon ki jagah kaanton ki tamanna karte hain jeete hai na jeene dete hain hasti ko wo ruswa karte hain hasti ko wo ruswa karte hain jeene ka agar andaaz aaye to kitni haseen hai zindagi marne ke liye jeena hai agar to kuchh bhi nahi hai zindagi shabnam ki chamak suraj ki kiran kaliyon ki hansi dekhi hi nahi shabnam ki chamak suraj ki kiran kaliyon ki hansi dekhi hi nahi yeh zindagi kitni dilkash hai afsos kabhi dekhi hi nahin afsos kabhi dekhi hi nahin jeene ka agar andaaz aaye to kitni haseen hai zindagi marne ke liye jeena hai agar to kuchh bhi nahi hai zindagi ye jeena bhi koi jeena hai jeete bhi rahe marte bhi rahe ye jeena bhi koi jeena hai jeete bhi rahe marte
Jeene Ka Dhang
laaa lala lala lala laaaaa haaaaa aaaaa aaaaa haaaaa haaaaa haaaa jeene ka din marr jaane ka mausam hai inn nazaaron mein iss dil ka kya haal karun aisi bahaaron mein jeene ka din marr jaane ka mausam hai inn nazaaron mein main apna kya haal karun keh do ishaaron mein chhoone se mere surkh labon ki kaliyaan aaaa haaa nikhri oooo hooo jaise aaaa haaaa khul ke aaj talak dil mein jo dabe hain armaan hmm hmm keh doon hmm hmm sajnaa hmm hmm khul ke lala la lala lala lala lala lala chupke se kyun baat chale chaahat ke maaron mein jeene ka din marr jaane ka mausam hai inn nazaaron mein iss dil ka kya haal karun aisi bahaaron mein aaj mujhe dekhen ye nazaare jaise hmm hmm main hoon hmm hmm sundar hmm hmm sapnaaaa aaj to ye gulzaar ye gul ye shaakhen aaaa haaaaa roke laa laa chaahe hmm hmm jitna lala la lala lala lala lala lala choom hi legi meri nazar tumko hazaaron mein jeene ka din marr jaane ka mausam hai inn nazaaron mein main apna kya haal karun keh do ishaaron mein
aaa aa aa aa aa aa aa jeene ka raaz maine muhabbat mein paa liya jeene ka raaz maine muhabbat mein paa liya jiska bhi ghum hua usse apna banaa liya tum ghum ka bojh roke bhi halka na kar sake tum ghum ka bojh roke bhi halka na kar sake maine hansii ki aadh mein har ghum chhupaa liya aa maine hansii ki aadh mein har ghum chhupaa liya aa sunne ko jab na koi mila daastaan e ghum aaina rakh ke saamne khud ko sunaa liya aaina rakh ke saamne khud ko sunaa liya jeene ka raaz maine muhabbat mein paa liya aa aa aaaa
jeene ke bahane laakhon hain jeena tujhko aaya hi nahin koi bhi tera ho sakta hai kabhi tune apnaya hi nahin jeene ke bahane laakhon hain jeena tujhko aaya hi nahin koi bhi tera ho sakta hai kabhi tune apnaya hi nahin kyun dil mein tere armaan nahin duniyaa itni veeran nahin kyun dil mein tere armaan nahin duniyaa itni veeran nahin har taraf ujaale hain phir bhi har taraf ujaale hain phir bhi tere saath koi saaya hi nahin koi bhi tera ho sakta hai kabhi tune apnaya hi nahin jeene ke bahane laakhon hain kya ghum hai jiska ilaaj nahin kal na tha agar kya aaj nahin kya ghum hai jiska ilaaj nahin kal na tha agar kya aaj nahin har ghum ka marham hota hai har ghum ka marham hota hai dil tune dikhlaya hi nahin koi bhi tera ho sakta hai kabhi tune apnaya hi nahin jeene ke bahane laakhon hain tu dhundh kahin jo qaraar mile kisi mod pe bhi jo pyaar mile tu dhundh kahin jo qaraar mile kisi mod pe bhi jo pyaar mile pyaase ko jaana padta hai pyaase ko jaana padta hai saagar
jeena zaroori hai jeene ke liye peena zaroori hai peene ke liye jeena khair hum to sharaab peete hain jo nahin peete khaakh jeete hain hey jeena zaroori hai jeena zaroori hai jeene ke liye peena peena haan haan peena zaroori hai peene ke liye jeena jeena tauba jeena zaroori hai aye jeene ke liye peena peena peena zaroori hai peene ke liye jeena jeenaa jeena zaroori hai hum ko to bas kaam hai apne hi kaam se kabhi pee li botal se kabhi pee li jaam se kabhi pee li botal se kabhi pee li jaam se farq nahin padta koi dil ko kisi naam se eeee lekin ik haseena zaroori hai jeene ke liye peena peenaa peena zaroori hai haan haan bewajah nahin gussa janaab ka naam hai bada bura is khaana kharaab ka naam hai bada bura is khaana kharaab ka achha nahin peena har mausam mein sharaab ka hayy saawan ka mahina zaroori hai peene ke liye jeena jeenaa jeena zaroori hai tootte hain shaq se rishte dil o jaan ke sachche pyaar ko jo chhod de jhutha pyaar maan ke sachche pyaar ko jo chhod
jeene ki ek ada hai humko to ek nasha hai bolo to wo kya hai jiske liye jeena hai jiske liye marna hai bolo to wo kya hai jeene ki ek ada hai humko to ek nasha hai bolo to wo kya hai ye hi hakeeqat ye hi sapna yahi manzil yahi rasta apna ye hi hakeeqat ye hi sapna yahi manzil yahi rasta apna aankhon mein jo phirta hai dil par jo likha hai bolo to wo kya hai jeene ki ek ada hai humko to ek nasha hai bolo to wo kya hai ek ek deepak bujhte dekha humne khud ko bikte dekha ek ek deepak bujhte dekha humne khud ko bikte dekha honth hanse dil roya hai kho ke jise na khoya hai bolo to wo kya hai jeene ki ek ada hai humko to ek nasha hai bolo to wo kya hai
hey hey hey hey hey jeene ko to jeete hain sabhi pyaar bina kaisi zindagi jeene ko to jeete hain sabhi pyaar bina kaisi zindagi aao mil jul ke sukh dukh baante kyun hum rahen ajnabi humsafar hain sabhi jeene ko to jeete hain sabhi pyaar bina kaisi zindagi aao mil jul ke sukh dukh baante kyun hum rahen ajnabi humsafar hain sabhi sur mein humare aa ke sur to mila pyaar bhare naghmen zamaane ko suna sur mein humare aa ke sur to mila pyaar bhare naghmen zamaane ko suna loota de kisi ke liye tu apni khushi jeene ko to jeete hain sabhi pyaar bina kaisi zindagi aao mil jul ke sukh dukh baante kyun hum rahen ajnabi humsafar hain sabhi laaaa lala laaaaa hey hey heyyyyyyy tum bhi gaao naa lal lal lala la lala la la haan lal lal lala la lala la la lal lal lala la lala la la lal lal lala la lala la la apne liye jo bhi jeete hain yahaan unko bhula de ek pal mein jahaan apne liye jo bhi jeete hain yahaan unko bhula de ek pal mein jahaan rahenge dilon mein jo baante sabko hansi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jeena Humko Raas Raat Aur Din (1967) 04:24 32538
 
Poster of Raat Aur Din (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 04:24   Song Number : 32538   

Jeena Jeena Badlapur (2015) 03:50 37259
 
Poster of Badlapur (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Music Director- 
Sachin
Singer- 
Atif Aslam
On Screen Actors- 
Yami Gautam, Varun Dhawan
Duration : 03:50   Song Number : 37259   

Jeena Kaisa Ho Pyaar Kathputli (1971) 04:44 13535
 
Poster of Kathputli (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle, Chorus
On Screen Actors- 
Jitendra, Mumtaz
Duration : 04:44   Song Number : 13535   

Jeena Kya Aji Pyaar Bina Dhan Daulat (1980) 06:21 13066
 
Poster of Dhan Daulat (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Duration : 06:21   Song Number : 13066   

Jeena Sirf Mere Liye Jeena Sirf Merre Liye (2002) 05:37 11802
 
Poster of Jeena Sirf Merre Liye (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor, Tusshar Kapoor
Duration : 05:37   Song Number : 11802   

Jeena To Hai Par Daulat Ke Dushman (1983) 05:41 13028
 
Poster of Daulat Ke Dushman (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mohan Choti
Duration : 05:41   Song Number : 13028   

Jeena To Hai Usi Ka Adhikar (1971) 07:50 32055
 
Poster of Adhikar (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Ramesh Pant
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pran, Ashok Kumar, Nanda, Others
Duration : 07:50   Song Number : 32055   

Jeena Yahan Marna Mera Naam Joker (1970) 04:47 20660
 
Poster of Mera Naam Joker (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Shaili Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:47   Song Number : 20660   

Jeena Ye Koi Jeena Agreement (1980) 05:01 37607
 
Poster of Agreement (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Shailendra Singh, Rekha
Duration : 05:01   Song Number : 37607   

Jeene De Yeh Lava (1984) 06:53 38918
 
Poster of Lava (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajeev Kapoor, Dimple Kapadia
Duration : 06:53   Song Number : 38918   

Jeene De Yeh (Female) Lava (1984) 03:54 14301
 
Poster of Lava (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dimple Kapadia
Duration : 03:54   Song Number : 14301   

Jeene Do Aur Jiyo Taxi Driver (1954) 03:32 14331
 
Poster of Taxi Driver (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sheela Ramani
Duration : 03:32   Song Number : 14331   

Jeene Ka Agar Andaaz Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966) 04:50 14438
 
Poster of Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Saira Banu
Duration : 04:50   Song Number : 14438   

Jeene Ka Dhang Parwana (1947) 03:15 33014
 
Poster of Parwana (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Khursheed Anwar
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:15   Song Number : 33014   

Jeene Ka Din Gomti Ke Kinare (1972) 04:58 11950
 
Poster of Gomti Ke Kinare (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Rahman
Duration : 04:58   Song Number : 11950   

Jeene Ka Raaz Mohd Rafi 03:34 33003
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:34   Song Number : 33003   

Jeene Ke Bahane Laakhon Hain Khoon Bhari Maang (1988) 05:59 18771
 
Poster of Khoon Bhari Maang (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha, Kabeer Bedi, Kadar Khan, Sonu Walia, Others
Duration : 05:59   Song Number : 18771   

Jeene Ke Liye Chacha Bhatija (1977) 04:34 37140
 
Poster of Chacha Bhatija (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 04:34   Song Number : 37140   

Jeene Ki Ek Ada Hai Humko To Ek Nasha Hai Film Hi Film (1983) 05:49 37141
 
Poster of Film Hi Film (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Ramesh Deo
Duration : 05:49   Song Number : 37141   

Jeene Ko To Jeete Hain Sabhi Yeh Vaada Raha (1982) 05:47 18075
 
Poster of Yeh Vaada Raha (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Poonam Dhillon, Various
Duration : 05:47   Song Number : 18075