Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil dhundhata hai sahaare sahaare dil dhundhata hai sahaare sahaare loote dil ke armaan bhujhe nain taare dil dhundhata hai sahaare sahaare ye kya daur aaya lo badli bahaaren huye gair wo bhi kise hum pukaaren ye kya daur aaya lo badli bahaaren huye gair wo bhi kise hum pukaaren jo kehte the hum se ke hum hain tumhaare dil dhundhata hai sahaare sahaare wafaa iss jahaan mein kahin bhi naa paayi huyi door manzil ghata ghum ki chhaayi wafaa iss jahaan mein kahin bhi naa paayi huyi door manzil ghata ghum ki chhaayi hain kaajal se kaale ajab din humare dil dhundhata hai sahaare sahaare bani mere dil par ye tasveer teri tujhe phir na paaya ye taqdeer meri bani mere dil par ye tasveer teri tujhe phir na paaya ye taqdeer meri nahin koi apna rahe besahaare dil dhundhata hai sahaare sahaare loote dil ke armaan bhujhe nain taare dil dhundhata hai sahaare sahaare
Dil Dil Hai Koi Sheesha To Nahin
dil dil se mila kar dekho nazron mein samaa kar dekho apna to banaa kar dekho hoti hai muhabbat kya dil dil se mila kar dekho nazron mein samaa kar dekho apna to banaa kar dekho hoti hai muhabbat kya hum pyaar mein kho gaye aise pardes mein raahi jaise hum pyaar mein kho gaye aise pardes mein raahi jaise ulfat ka nasha jab ho hi gaya daaman ko chhudaaye kaise nazarein to uthaa kar dekho woh teer chalaa kar dekho apna to banaa kar dekho hoti hai muhabbat kya dil dil se mila kar dekho nazron mein samaa kar dekho apna to banaa kar dekho hoti hai muhabbat kya lahra ke hawa jab aayi phir dasne lagi tanhaayi lahra ke hawa jab aayi phir dasne lagi tanhaayi dil pahooncha wahan dilbar tha jahan lo bajne lagi shehnayi dil mein to bitha kar dekho kuchh paas to aa kar dekho apna to banaa kar dekho hoti hai muhabbat kya dil dil se mila kar dekho nazron mein samaa kar dekho apna to banaa kar dekho hoti hai muhabbat kya
dil e betaab ko seene se lagaana hoga aaj parda hai to kal saamne aana hoga aapko pyaar ka dastoor nibhana hoga dil jhukaaya hai to sir ko bhi jhukana hoga dil e betaab ko seene se lagaana hoga apni soorat ko tu aye jaane wafaa yun naa chhupaa garmi e husn se jal jaaye naa aanchal tera lag gayi aag to mujhko hi bhujhana hoga dil jhukaaya hai to sir ko bhi jhukana hoga dil e betaab ko seene se lagaana hoga aaj aalam hai jo dil kaa wo bataaye na bane paas aaye na bane door bhi jaaye na bane main hoon madhosh mujhe hosh mein laana hoga aaj parda hai to kal saamne aana hoga aapko pyaar ka dastoor nibhana hoga aap to itne kareeb aa gaye allaah tauba kya kare aap se takraa gaye tauba tauba ishq inn baaton se ruswaa e zamaana hoga dil e betaab ko seene se lagaana hoga
aa haa dil e naashad ko jeene ki hasrat ho gayi tumse mohabbat ki kasam hum ko mohabbat ho gayi tumse dam e aakhir chale aaye bada ehsaan kiya tumne aa aaa aa dam e aakhir chale aaye bada ehsaan kiya tumne humaari maut kitni khubsoorat ho gayi tumse humaari maut haan haan haan humaari maut kitni khubsoorat ho gayi tumse aaaaaaaa kahan tak koyi tadpe maan jaao maan bhi jaaao aaaaaa kahan tak koyi tadpe maan jaao maan bhi jaaao ke dil ki baat kehte ek muddat ho gayi tumse ke dil ki baat haan haan haan ke dil ki baat kehte ek muddat ho gayi tumse aa aa aaaa dil e naashad ko jeene ki hasrat ho gayi tumse mohabbat ki kasam hum ko mohabbat ho gayi tumse
dil e nadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dawa kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai hum hain mushtaaq aur wo bezaar hum hain mushtaaq aur wo bezaar ya ilaahi ye maajra kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai main bhi munh mein zabaan rakhta hoon main bhi munh mein zabaan rakhta hoon kaash poochho ke mudda kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai humko un se wafaa ki hai ummeed humko un se wafaa ki hai ummeed jo nahin jaante wafaa kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai jaan tum par nisaar karta hoon jaan tum par nisaar karta hoon main nahin jaanta dua kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dawa kya hai
dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega abhi raahon mein andhera hi andhera hoga abhi raahon mein andhera hi andhera hoga aur andhere mein chhupa koi lutera hoga har taraf deep jala loon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega jaan pehchaan mulakaat huyi khoob hua meri duniya mein nayi baat huyi khoob hua baat se baat bana loon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega rok loon aapko dil mein nahin armaan aise rok loon aapko dil mein nahin armaan aise meri duniya mein kahaan aate hain mehmaan aise apni duniya ko saja loon to chale jaayiega ek zara hosh main aa loon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega dil e nadaan ko sambhaloon to chale jaayiega
dil e naadaan tujhe hua kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dava kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai hum hain mushtaaq aur wo bezaar hum hain mushtaaq aur wo bezaar ya ilaahi ye maajra kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai hum ko unse wafaa ki hai ummeed hum ko unse wafaa ki hai ummeed jo nahin jaante wafa kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai main bhi munh mein zubaan rakhta hoon main bhi munh mein zubaan rakhta hoon kaash puchho ke muddaa kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai jab ke tujh bin nahin koi moujood jab ke tujh bin nahin koi moujood phir ye hangaama e khuda kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai
dil e nadaan zamaane mein muhabbat ek dhokha hai yeh sab kehne ki baaten hain kisi ka kaun hota hai dil e nadaan aa aa aa aaaaa wahi main hoon wahi dil hai wahi teri tamanna hai yeh ik ilzaam hai mujh par ki mera pyaar jhootha hai wahi main hoon wafa ka naam honthon par hai khanjar aasteenon mein wafa ka naam honthon par hai khanjar aasteenon mein samajh lo dekhne waalo yeh duniya kaisi duniya hai dil e nadaan woh dil veeraan hai jismein hazaaron aarzuyen thi woh dil veeraan hai jismein hazaaron aarzuyen thi jahaan laakhon diye jalte the uss ghar mein andhera hai wahi main hoon woh dil par chot khaayi hai ki jeete ji na bhoolunga woh dil par chot khaayi hai ki jeete ji na bhoolunga bharosa kar ke tum par maine apna chain khoya hai dil e nadaan zamaane mein muhabbat ek dhokha hai yeh sab kehne ki baaten hain kisi ka kaun hota hai dil e nadaan aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa wahi main hoon wahi dil hai wahi teri tamanna hai yeh ik ilzaam hai mujh par ki mera pyaar
jaane waaleeee kabhi nahin aate jaane waale ki yaad aati hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai pyaar ki jismen hoti hai pooja ye pritam kaa ghar hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai har dhadkan hai aarti bandhan aankh jo meenchi ho gaye darshan har dhadkan hai aarti bandhan aankh jo meenchi ho gaye darshan maut mitaa de chaahe hasti yaad to amar hai maut mitaa de chaahe hasti yaad to amar hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai pyaar ki jismen hoti hai pooja ye pritam kaa ghar hai hum yaadon ke phool chadhayen aur aansoon ke deep jalaayen hum yaadon ke phool chadhayen aur aansoon ke deep jalaayen saanson ka har taar pukaare ye prem nagar hai saanson ka har taar pukaare ye prem nagar hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai pyaar ki jismen hoti hai pooja ye pritam kaa ghar hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaa
hey hey hey hey eeee la la la la laaaa hey hey hey hey eeee hey dil gaya dil gaya mera dil gaya dil gaya dil gaya mera dil gaya dekh ke tum ko yaar aaj pehli baar lagta hai hum ko ho gaya hai pyaar dil gaya dil gaya mera dil gaya dil gaya dil gaya mera dil gaya dekh ke tum ko yaar aaj pehli baar lagta hai hum ko ho gaya hai pyaar dil gaya dil gaya mera dil gaya dil gaya dil gaya mera dil gaya hooo oooo hey hey hey eeeeee ye deewaangi kya baat hai ye dil ki lagi kya baat hai naseebon ka khel kya baat hai humara ye mel kya baat hai tumhi se hai roshan ye duniya meri hai mujhpe tumhaara nashaa dil gaya dil gaya mera dil gaya dil gaya dil gaya mera dil gaya hooo eeee hey hey eeee suron ki hawaa chalti rahe naye saaz mein dhalti rahe mohabbat ki dhun bajti rahe ye mehfil sadaa sajti rahe meri dhadkanon mein samaye ho tum kabhi honge hum na judaa dil gaya dil gaya mera dil gaya dil gaya dil gaya mera dil gaya dekh ke tum ko yaar aaj pehli baar lagta hai hum ko ho gaya
dil gaya to gaya dilruba mil gaya dil gaya to gaya dilruba mil gaya aap ka aasra mil gaya aap ka aasra mil gaya pyaar ko bhi khuda mil gaya mil gaya dil gaya to gaya dilruba mil gaya dil gaya to gaya dilruba mil gaya chaahta tha ye nafrat ka maara jahaan aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa chaahta tha ye nafrat ka maara jahaan aaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa ek hone naa paayen zameen aasmaan ek hone naa paayen zameen aasmaan roshni ka andhere mein ghut jaaye dam roshni ka andhere mein ghut jaaye dam chaand jaane naa maane chakori ka ghum chaand jaane naa maane chakori ka ghum ooooo oooo ooooo oooo ooooo oooo oooo phool se door bhanwara pada tilmilaaye phool se door bhanwara pada tilmilaaye shamma tak udd ke parwana aane naa paaye shamma tak udd ke parwana aane naa paaye ooooo ooooo ooo ooo oooo ooo kar gayi kaam chupke se meethi nazar ho gayi dil dhadkne ki dil ko khabar ho gayi dil dhadkne ki dil ko khabar dard ko ek dard aashna mil gaya dard ko ek dard
upar waale teri duhaai kaisi ghadi yeh aaj hai aayi kya raakhi ki laaj nibhaayi hathkadi behna ko pehnai maalik meri bhool hai kya maalik meri bhool hai kya bolo naa dil se teri yaad na jaaye subah rulaaye shaam rulaaye dard ye dil ka kisko bataaun ghut ghut ke main mar na jaaun koi yahaan dard mera koi yahaan dard mera jaane naa
dil ghum se jal raha hai jale par dhuwaan naa ho dil ghum se jal raha hai jale par dhuwaan naa ho mumkin hai iss ke baad koi imtehaan naa ho koi imtehaan naa ho mumkin hai iss ke baad koi imtehaan naa ho koi imtehaan naa ho duniyaa to kya khuda se bhi ghabraa ke keh diya duniyaa to kya khuda se bhi ghabraa ke keh diya ghabraa ke keh diya wo meharbaan nahin to koi meharbaan naa ho koi meharbaan naa ho dil ghum se jal raha hai jale par dhuwaan naa ho loota khushi ne aag laga di bahaar ne loota khushi ne aag laga di bahaar ne aag laga di bahaar ne barbaad iss tarah bhi kisi kaa jahaan naa ho kisi kaa jahaan naa ho dil ghum se jal raha hai jale par dhuwaan naa ho ab to wahin sukoon milega mujhe jahaaaan ab to wahin sukoon milega mujhe jahaaaan milega mujhe jahaan ye sang dil zameen naa ho aasmaan naa ho zameen aasmaan naa ho dil ghum se jal raha hai jale par dhuwaan naa ho
dil haai mera dil tera dil dil se dil mil gaya hey ae hey hey haa haa haa haa hmm hmm dil haai mera dil tera dil dil se dil mil gaya dil haai mera dil tera dil dil se dil mil gaya hmm hmm hmm hmm ae hey hey hey hmm hmm hmm zulf teri yun udi yun mudi ke ghata chhaa gayi honth tere yun hile gul khile ke bahaar aa gayi zulf teri yun udi yun mudi ke ghata chhaa gayi honth tere yun hile gul khile ke bahaar aa gayi pyaar haai mera pyaar mere yaar ban ke phool khil gaya dil haai mera dil tera dil dil se dil mil gaya aankh teri jo uthi badshahon ke sar jhuk gaye chaal aisi tu chali log raahon mein hi ruk gaye aankh teri jo uthi badshahon ke sar jhuk gaye chaal aisi tu chali log raahon mein hi ruk gaye jaan haai meri jaan ye jahan aasmaan hil gaya dil haai mera dil tera dil dil se dil mil gaya roop tere pe nazar jab padi to nazar mil gayi rang tera udd gaya tu kali ki tarha khil gayi roop tere pe nazar jab padi to nazar mil gayi rang tera udd gaya tu kali ki tarha khil gayi
dil hai aap ka huzoor lijiye na lijiye itna husn par guroor tauba tauba kijiye dil hai aap ka huzoor lijiye na lijiye itna husn par guroor tauba tauba kijiye sheesha dekhiye huzoor dil na hum ko dijiye apni shakl dekh kar tauba tauba kijiye sheesha dekhiye huzoor dil na hum ko dijiye apni shakl dekh kar tauba tauba kijiye dil hai aap ka huzoor dard tere ishq ka haaye kaisi cheez hai haaye kaisi cheez hai dard tere ishq ka haaye kaisi cheez hai haaye kaisi cheez hai hooye rakhiye apne paas agar aap ko azeez hai aap ko azeez hai rakhiye apne paas dijiye magar jaaaaa thoda thoda dijiye are re re reee itna husn par guroor tauba tauba kijiye sheesha dekhiye huzoor kyun jala rahe ho tum aandhiyon mein ye diya aandhiyon mein ye diya kyun jala rahe ho tum aandhiyon mein ye diya aandhiyon mein ye diya aa haan isliye ke ek din tum mujhe kaho piya tum mujhe kaho piya isliye ke ek din tum mujhe kaho piya tum mujhe kaho piya aaaa aap kya nashe mein hain kuchh to hosh kijiye
dil hai ae ae dil hai deewana jawaan hai zamaana bana doongi tujhko nazar ka nishana dil hai ae ae dil keh raha dil ko dil se mila lo dil ke sahaare jiyo jeene waalo dil hai ae ae seene mein toofaan tere liye hain dil mein ye armaan tere liye hain dil hai ae ae lehraati zulfon ki chhaon mein so jaa aa aaa aa matwaali aankhon ka ik baar ho jaa aa ik baar ho ja dil hai ae ae dil hai deewana jawaan hai zamaana bana doongi tujhko nazar ka nishana dil hai ae ae
dil hai ke dhadakta rehta hai bechain nazar ho jaati hai jab koi muhabbat karta hai duniyaa ko khabar ho jaati hai dil hai ke dhadakta rehta hai bechain nazar ho jaati hai jab koi muhabbat karta hai duniyaa ko khabar ho jaati hai dil hai ke dhadakta rehta hai ye neechi nazar hai sabse buri chalti hai jigar pe jaise chhuri ye neechi nazar hai sabse buri chalti hai jigar pe jaise chhuri koi laakh muhabbat ko roke ye cheez magar ho jaati hai dil hai ke dhadakta rehta hai bechain nazar ho jaati hai jab koi muhabbat karta hai duniyaa ko khabar ho jaati hai dil hai ke dhadakta rehta hai armaan dilon ka nikle zara palkon ke larazte parden utha armaan dilon ka nikle zara palkon ke larazte parden utha badnaami ka ghum ab kaun kare hone do agar ho jaati hai dil hai ke dhadakta rehta hai bechain nazar ho jaati hai jab koi muhabbat karta hai duniyaa ko khabar ho jaati hai dil hai ke dhadakta rehta hai nazron mein wohi khaabon mein wohi aisa naa karega pyaar koi nazron mein
dil hai mera kashmakash mein yaar dil hai mera kashmakash mein yaar poochhati hai dhadkan meri kyun karein aitbaar hoo poochhati hai dhadkan meri kyun karein aitbaar jhooti baatein jhoote waade jhoota hai tera pyaar poochhati hai dhadkan meri kyun karein aitbaar haan dil hai tera kashmakash mein yaar ho o o dil hai tera kashmakash mein yaar chhoo ke apne dil se poochho kyun karein aitbaar hoo chhoo ke apne dil se poochho kyun karein aitbaar bheegi palkein poochh lo tum dekho phir ek baar chhoo ke apne dil se poochho kyun karein aitbaar thi tamanna is jahaan mein koi to ek ho jo ho mera sirf mera dil se jo nek ho tune lekin dil ko toda aye sanam baar baar poochhati hai dhadkan meri kyun karein aitbaar tere bin hoon mein adhoora ye nahin dillagi saans teri khaab tere hai teri zindagi bin tere hai maut behtar kya kahoon aur yaar chhoo ke apne dil se poochho kyun karein aitbaar dil hai mera kashmakash mein yaar dil hai mera kashmakash mein yaar poochhati hai dhadkan
wanna get this feeling that i am gonna be alone my heart is beating in a single room jaise phoolon ka ho samaan jaise khushbuon ki fizaa mere dil ki hai ye sadaa kareeb aajaa gonna wanna be with you i wanaa feel this tooo dil hai ye dil hai ye dil ki boli kya kahen ankhiyon ke teeron se sajnaa mora kya kare dil hai ye dil hai ye dil ki boli kya kahen ankhiyon ke teeron se sajnaa mora kya kare its a sunday morning i''m walking down the land and i see you standing got to say chhoti si hai ye iltezaa kuchh to kaho na o meri jaan mere dil ki hai ye sadaa kareeb aajaa gonna wanna be with you i wanaa feel this tooo dil hai ye dil hai ye dil ki boli kya kahen ankhiyon ke teeron se sajnaa mora kya kare dil hai ye dil hai ye dil ki boli kya kahen ankhiyon ke teeron se sajnaa mora kya kare gonna wanna be with you i wanaa feel this tooo dil hai ye dil hai ye dil ki boli kya kahen ankhiyon ke teeron se sajnaa mora kya kare dil hai ye dil hai ye dil ki boli kya kahen ankhiyon
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Dhundhata Hai Sahaare Kala Aadmi (1960) 04:01 31074
 
Poster of Kala Aadmi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Shyama
Duration : 04:01   Song Number : 31074   

Dil Dil Hai Koi Sheesha To Nahin Ek Jaan Hain Hum (1983) 05:24 39734
 
Poster of Ek Jaan Hain Hum (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Rajeev Kapoor, Divya Rana
Duration : 05:24   Song Number : 39734   

Dil Dil Se Mila Kar Dekho Mem Sahib (1956) 03:18 12008
 
Poster of Mem Sahib (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:18   Song Number : 12008   

Dil E Betaab Ko Palki (1967) 04:08 13906
 
Poster of Palki (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Wahida
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:08   Song Number : 13906   

Dil E Naashad Ko Jeene Ki Hasrat Ho Chunariya (1948) 03:12 36528
 
Poster of Chunariya (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Mulk Raj Bhakri
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Manorama
Duration : 03:12   Song Number : 36528   

Dil E Nadaan Mirza Ghalib (1954) 03:43 11929
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Suraiya
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 03:43   Song Number : 11929   

Dil E Nadaan Ko Faraar (1965) 03:14 37475
 
Poster of Faraar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Leela Chitnis, Tarun Bose
Duration : 03:14   Song Number : 37475   

Dil E Nadaan Tujhe Huwa Kya Hai Peenaz Masani 04:30 39870
 
Poster of Peenaz Masani
 
Category
Ghazal
Lyricist
Galib
Singer- 
Penaz Masani
Duration : 04:30   Song Number : 39870   

Dil E Nadaan Zamaane Mein Mast Qalandar (1955) 04:16 36041
 
Poster of Mast Qalandar (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Hansraj Behl
Duration : 04:16   Song Number : 36041   

Dil Ek Mandir Hai Dil Ek Mandir (1963) 04:26 20354
 
Poster of Dil Ek Mandir (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Raag- 
Jogiya
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:26   Song Number : 20354   

Dil Gaya Mera Dil Gaya Tum Se Achcha Kaun Hai (2002) 05:46 19766
 
Poster of Tum Se Achcha Kaun Hai (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Nakul Kapur, Aarti Chhabria, Others
Duration : 05:46   Song Number : 19766   

Dil Gaya To Gaya Shama (1961) 08:36 16319
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Kammo, Various
Duration : 08:36   Song Number : 16319   

Dil Ghabrata (Sad) (Part II) Police Aur Mujrim (1992) 02:46 18618
 
Poster of Police Aur Mujrim (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Vinod Khanna
Duration : 02:46   Song Number : 18618   

Dil Ghum Se Jal Raha Shama (1961) 04:27 14221
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 04:27   Song Number : 14221   

Dil Haai Mera Dil Paraya Dhan (1971) 05:25 20356
 
Poster of Paraya Dhan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan
Duration : 05:25   Song Number : 20356   

Dil Hai Aap ka Huzoor Jaali Note (1960) 03:59 16447
 
Poster of Jaali Note (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Madhu Bala
Duration : 03:59   Song Number : 16447   

Dil Hai Deewana Aasmaan (1952) 03:04 40201
 
Poster of Aasmaan (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 03:04   Song Number : 40201   

Dil Hai Ki Dhadakta Jahan Pyar Mile (1969) 04:23 20357
 
Poster of Jahan Pyar Mile (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:23   Song Number : 20357   

Dil Hai Mera Chura Liyaa Hai Tumne (2003) 04:06 16821
 
Poster of Chura Liyaa Hai Tumne (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Jay Verma
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Zayed Khan, Esha Deol
Duration : 04:06   Song Number : 16821   

Dil Hai Ye Dil Raghav Sachar 03:08 18568
 
Poster of Raghav Sachar
 
Category
Indipop
Lyricist
Raghav Sachar
Music Director- 
Raghav Sachar
Duration : 03:08   Song Number : 18568