Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJaao Naa
HomeJaao Naa
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jaane teri nazron ne kya kar diya jab tujhe dekhun mera dhadke jiya jaane teri nazron ne kya kar diya jab tujhe dekhun mera dhadke jiya tune mohabbat se mera dil bhar diya apna banane wale tera shukriya piya jab se hua tera mera milan mere jeewan mein chamki khushi ki kiran ae ji oo piya jab se hua tera mera milan mere jeevan mein chamki khushi ki kiran ae ji oo din gujarne lage hain teri yaad mein aur satati hai raaton ko teri lagan ae ji oo udd gayi nainon se meri nindiya jab tujhe dekhun mera dhadke jiya tune mohabbat se mera dil bhar diya apna banane wale tera shukriya ye sama aur ye mausam mehakta hua is mein hai rang jaalim tere husn ka aji ho haye ye sama aur ye mausam mehakta hua isme hai rang jaalim tere husn ka aji ho mujhe tune mohabbat sikhayi balam warna mere to jeewan mein kuchh bhi na tha ae ji oo teri adaaon ne mera dil le liya apna banane wale tera shukriya jane teri nazron ne kya kar diya jab tujhe dekhun mera dhadke jiya tune mohabbat se mera dil
jaane waale se mulaaqat na hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi dil ki dil hi mein rahi baat na hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi chandani khil naa saki chaand ne munh mod liya chandani khil naa saki chaand ne munh mod liya jiska armaan tha wo raat naa hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi dil mein toofan uthe phir bhi zubaan khul naa saki dil mein toofan uthe phir bhi zubaan khul naa saki badliyaan chhaa gayin barsaat naa hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi
Jane Wale Tera Khuda
hmmm lalalala lalalala lalalala laaaa hmm hmm na na na ruk jaana jaana na ruk jaana jaane waale zara ruk jaa ye nigahen bulaati hain garm saansen bulaati hain narm baahen bulaati hain jalta hai ye badan chain kotarse ye man jalta hai ye badan chain ko tarse ye man jaise dil banke dhadakne laga hai saara mera tan jaane waale zara ruk jaa ye nigahen bulaati hain garm saansen bulaati hain narm baahen bulaati hain jaagen mere dil mein hain aarzoyen jawaan ho jaagen mere dil mein hain aarzoyen jawaan ho haay bekraar hoon ho maanti main haar hoon ho tu shikaari hai mera ho main tera shikaar hoon aaj lage maar daalegi ye tanhaai mujhe haaye angdaayi mujhe aur ye raat yun dasti hai ke jaise koi naagan jaane waale zara ruk jaa ye nigahen bulaati hain garm saansen bulaati hain narm baahen bulaati hain tune mere dil ko di kitni betabiyaan tune mere dil ko di kitni betabiyaan ho tu hai aisi naazni hai jo husn se hasin mujh ko tere ishq mein koi hosh hi nahin na dekh aisi
jaane waali dulhan khushi khushi jaana lekin itna sa naata jaa ke nibhaana hum dukhiyon ko bhool jaana na bhool na jaana ro rahe baabul ro rahi maayi ro rahi maayi is jag mein beti hai daulat paraayi daulat paraayi in bichhdon ko bisraana na bhool na jaana jaane waali dulhan khushi khushi jaana lekin itna sa naata jaa ke nibhaana hum dukhiyon ko bhool jaana na bhool na jaana jaane kab milogi humse aao vida ho lein aao vida ho lein aao ek baar behna gale mil ke ro lein gale mil ke ro lein zindagi ka koi hai thikaana na bhool na jaana jaane waali dulhan khushi khushi jaana lekin itna sa naata jaa ke nibhaana hum dukhiyon ko bhool jaana na bhool na jaana jao ri suhagin tirath karne tirath karne pati sang jeene aur pati sang marne pati sang marne dukh mein kabhi bhi ghabraana na bhool na jaana jaane waali dulhan khushi khushi jaana lekin itna sa naata jaa ke nibhaana hum dukhiyon ko bhool jaana na bhool na jaana
jaane waalon ka ghum to hota hai jaane waalon ka ghum to hota hai jaane waalon ka ghum to hota hai umr bhar kon umr bhar kon umr bhar kon kis ko roota hai jaane waalon ka ghum to hota hai ek aansun jo ek katra hai ek aansun jo ek katra hai zindagi ko isi se khatra hain aadmi ko aadmi kooo aadmi ko yehi duboota hai jaane waalon ka ghum to hota hai raat dhalti hai din nikalta hai raat dhalti hai din nikalta hai waqt ke saath sab badalta hai yeh hua hai yeh hua hai yeh hua hai yehi to hota hai jaane waalon ka gham to hota hai aao ab aur kuchh karen baatein aao ab aur kuchh karen baatein phir kahan yun hansi jawan raatein aisi raaton aisi raaton aisi raaton kon sota hai jaane waalon ka ghum to hota hai jaane waalon ka ghum to hota hai umr bhar kon umr bhar kon umr bhar kon kis ko roota hai jaane waalon ka ghum to hota hai
jaane wafa jaane jahaan jaane tamanna kahoon tu hi bata aye ajnabi aakhir tujhe kya kahoon haai main pyaar ki nanhi kali tum chaahe jo naam do tum kaun ho kya naam hai tum bhi zara kuchh kaho mera naam pyaar hai maine duniya ko di zindagi mera naam pyaar hai maine duniya ko di zindagi jinewaale mere naam par jinewaale mere naam par rehate hain zinda marke bhi main pyaar ki nanhi kali tum chaahe jo naam do tum kaun ho kya naam hai tum bhi zara kuchh kaho jaane wafa jaane jahaan jaane tamanna kahoon tu hi bata aye ajnabi aakhir tujhe kya kahoon haai mera naam husn hai meri parchhaayi hai chaandani mera naam husn hai meri parchhaayi hai chaandani uthti hai jo dil ke saaj se uthti hai jo dil ke saaj se main hoon woh pyaar ki raagini jaane wafa jaane jahaan jaane tamanna kahoon tu hi bata aye ajnabi aakhir tujhe kya kahoon haai main pyaar ki nanhi kali tum chaahe jo naam do tum kaun ho kya naam hai tum bhi zara kuchh kaho hum jahaan bhi saath ho hasti hai fasle gul bhi
jaane walo zaraa mud ke dekho mujhe ek insaan hoon main tumhaari tarah jisne sabko racha apne hi roop se uski pehchaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa mud ke dekho mujhe ek insaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa iss anokhe jagat ki main taqdeer hoon main vidhata ke haathon ki tasveer hoon main vidhata ke haathon ki tasveer hoon ek tasveer hoon iss jahaan ke liye dharti maa ke liye shiv ka vardaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa mann ke andar chhipaaye milan ki lagan apne suraj se hoon ek bichhadi kiran apne suraj se hoon ek bichhadi kiran ek bichhadi kiran phir raha hoon bhatakta main yahan se wahan aur pareshaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa mere paas aao chhodo ye saara bharam jo mera dukh wohi hai tumhara bhi ghum jo mera dukh wohi hai tumhara bhi ghum hai tumhara bhi ghum dekhta hoon tumhein jaanta hoon tumhein laakh anjaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa mud ke dekho mujhe ek insaan hoon main tumhaari tarah
Jaane Woh Kaise Log The
jaane wo kaise log the jin ke pyaar ko pyaar mila hum ne to jab kaliyaan maangin kaanton ka haar milaaaaa jaane wo kaise log the jin ke pyaar ko pyaar mila khushiyon ki manzil dhundhi to ghum ki gard miliiiii khushiyon ki manzil dhundhi to ghum ki gard miliiiii chaahat ke naghme chaahe to aahen sard mili dil ke bojh ko doona kar gaya jo ghumkhwaar mila hum ne to jab kaliyaan maangin kaanton ka haar milaaaaa jaane wo kaise log the jin ke pyaar ko pyaar mila bichhad gayaaaaa bichhad gayaa bichhad gaya har saathi de kar pal do pal ka saath kis ko fursat hai jo thaame deewanon ka haath hum ko apna saaya tak aksar bezaar mila hum ne to jab kaliyaan maangin kaanton ka haar milaaaaa jaane wo kaise log the jin ke pyaar ko pyaar mila iss ko hi jeena kehte hain to yoon hi jee lengeeeeee iss ko hi jeena kehte hain to yoon hi jee lengeee uff naa karenge lab see lenge aansoo pee lenge ghum se ab ghabraana kaisa ghum sau baar mila hum ne to jab kaliyaan maangin kaanton ka haar
jaane wo kaun hai kya naam hai unn aankhon kaa dil pe anjaani si tasveer bana deti hai bujh ke reh jaati hai jab koi tamanna dil mein ik charaag aur bhi chupke se jala deti hai jaane wo kaun hai mujhko behlaati hai naashad jo hota hoon kabhi neend mein rang milaati hai jo sota hoon kabhi jaagta hoon to haaye jaagta hoon to kayi khaab dikhaa deti hai jaane wo kaun hai kya naam hai unn aankhon kaa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm jab bhi uthti hai chhalakti hai gulaabi ki tarah der tak main to behktaa hoon sharaabi ki tarah kya kahoon chupke se haaye kya kahoon chupke se kya cheez pilaa deti hai jaane wo kaun hai roz milti hai wo tanhaa nahin rehne deti ye hai baat aur ke apna nahin kehne deti aur keh doon to haaye aur keh doon to palak hans ke jhuka deti hai jaane wo kaun hai
jaane ye kya ho raha hai ye dil kahan kho raha hai socha na tha khaabon mein jo sachmuch mein wo ho raha hai sulge hain armaan jaaga hai toofan saara jahaan so raha hai sulge hain armaan jaaga hai toofan saara jahaan so raha hai jaane ye kya ho raha hai ye dil kahan kho raha hai sachcha hai jhoota hai ye rishta kaisa hai darta bhi hai dil magar dar dar ke kehta hai baandho na dil ko roko na khud ko hone do jo ho raha hai ab zindagi meri tum ho ab bandagi meri tum ho dhadkan mere dil ki tum ho ab har khushi meri tum ho saanson ki manzil tum jeene ka haasil tum tum ek ehsaas ho pal pal mein shamil tum lehron mein jiski sapne hi sapne aisi nadi meri tum ho ab zindagi meri tum ho ab bandagi meri tum ho dhadkan mere dil ki tum ho ab har khushi meri tum hooooo paa ke jise main bhula hoon khud ko wo bekhudi meri tum hooo paa ke jise main bhula hoon khud ko wo bekhudi meri tum hooo jaane ye kya ho raha hai ye dil kahan kho raha hai socha na tha khaabon mein jo sachmuch
pehli nazar mein dil mera imaan se gaya aankhon mein rang aa gaya iss shaan se gaya teri adaa ki baat bhi itni si baat hai jo koi tujhko jaan gaya jaan se gaya jaan se gaya aye jaaneman aye jaaneman le gaya dil ko wo tera bholapan aye jaaneman aye jaaneman le gaya dil ko wo tera bholapan aye jaaneman aye jaaneman le gaya dil ko wo tera bholapan aye jaaneman pehli muhabbat pehla ishaara kaise zameen par nikla sitaara tujhpe haseena dil maine haara sharmaa ke tune haai mujhe maara hooooooo yaaaaa aye jaaneman aye jaaneman le gaya dil ko wo tera bholapan aye jaaneman aye jaaneman le gaya dil ko wo tera bholapan aye jaaneman jab takraaye dil ke nagine phir tumhein aaye thande pasine tum muskuraayi main muskuraaya bada mazaa aaya bada mazaa aaya hooooooo yaaaaa aye jaaneman aye jaaneman le gaya dil ko wo tera bholapan aye jaaneman aye jaaneman le gaya dil ko wo tera bholapan aye jaaneman
jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le dekh le tere sadd ke idhar dekh le tere sadd ke idhar dekh le jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le ye bahaaren ye chaman sab khushi se hai magan choome kadmon ko tere chaand ki pehli kiran aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa jaane jaan ruh e wafaa dil hai deewana tera chaahe apna naa samjh neechi nazaren to utha gair hi jaan kar dekh le jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le dekh le tere sadd ke idhar dekh le aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa jo bhi marzi hai teri hai wohi meri khushi meri jaanib se tujhe ho mubaaraq ye ghadi aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa zulf ki chhanv tale pyaar ka daur chale shaam e furqat mein agar koi jalta ho jale tu khushi ki sehar dekh le jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le dekh le tere sadd ke idhar dekh le usne yusuf ki kasam dagmagaate hain kadam jee mein aata hai yahi chheen loon tera sanam aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa lekin main mast e adaa maan
jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le he he jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le are main hoon deewaana tera main hoon deewaana tera soorat meri pehchaan le he he jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le he he jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le ho masiha dekh hans ke apne is bimaar ko hum milenge tod kar duniya ki har diwaar ko ho masiha dekh hans ke apne is bimaar ko hum milenge tod kar duniya ki har diwaar ko ae mere roothe sanam kehna tu mera maan le jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le yaad kar yaad kar yaad kar yaad kar kaise kahaan dil reh gaya tha toot kar yaad kar yaad kar ek din main le gaya tha tera sab kuchh loot kar yaad kar yaad kar mujhse vaapas aaj tu apne sabhi armaan le jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le he he jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le he he
hmmmmmm jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm jaaneman jaaneman jaaneman kisi kaa naam nahin phir bhi ye naam honthon pe naa ho aisi koi subah nahin shaam nahin jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman maine sirf khyaalon se khaabon ki sej sajaayi hai dil ki khaali deewaron par ik tasveer banaayi hai maine sirf khyaalon se khaabon ki sej sajaayi hai dil ki khaali deewaron par ik tasveer banaayi hai tasveeron pe marta hoon waqt guzaara kartaa hoon main mehboob ki galiyon kaa koi aashique badnaam nahin jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman kal ki baat khuda jaane par aaj talak wo baat nahin kal ki baat khuda jaane par aaj talak wo baat nahin dil par baadal chhaye hain par aankhon mein barsaat nahin kaisa main deewana hoon aisa main mastaana hoon pyaas to hai inn honthon par lekin haathon mein jaam nahin jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman kisi kaa naam nahin phir bhi ye naam honthon pe naa ho aisi koi subah nahin shaam nahin jaaneman
aaj hum ishq ka izhaar karein to kya ho jaan pehchaan se inkaar karein to kya ho bhari mehfil mein tumhein pyaar karein to kya ho koshishein aap ki bekaar karein to kya ho kehte darti ho dil mein marti ho jaaneman tum kamaal karti ho jaaneman tum kamaal karti ho kehte darti ho dil mein marti ho jaaneman tum kamaal karti ho ho jaaneman tum kamaal karti ho aankhon aankhon mein muskuraati ho baaton baaton mein dil lubhaati ho narm saanson ki garm leharon se dil ke taaron ko gudgudati ho in sab baaton ka matlab puchhein to rang chehare ka laal karti ho jaaneman tum kamaal karti ho chup bhi rahiye ye kya qayamat hai aap ki bhi ajeeb aadat hai itna hungama kis liye aakhir pyaar hai yaa koi museebat hai jab bhi miltey ho jaane tum kya kya ulte seedhe savaal karte ho jaaneman tum kamaal karte ho mastiyaan si fazaan pe chhaayin hain vaadiyaan rang mein nahaain hain narm sabz pe shokh phulon ne makhmali chhaadarien bichhaayin hain chhodo sharmaanaa aise mausam mein tabiyat
melecho chul ureche dhule durer palok tomake chulooo tobu aj e ami raj e chapa thothe kotha fote sonoooo amake rakho chokher kinara gopon minaree hoo oooo jo wada kiya woh nibhana padega roke zamana chahe roke khudai tumko aana padega aaaaaa aaaa aaaaaaa aaaaaa hmm ghum venge kichu meghla din o hok orna r pase safety pin o hok bikaler naam alpachinooo hok kheyal e chate coffee cup a ek thoth choyano din chupi chupi kede rod poyano din bhalo hoe jodi songe ano din je kono rate jani dekha hobe tother vitore ghumer adore chok moki mon a mon jolate chai din a balcony bristi rate chai pichu daki ghum sajate chai bichana ghire hooo choto lampshade adho alo thak chul khule kichu rod valo thak tumi bojhona ki mondo valo thak jeo na fire jani dekha hobe rater sohage tomar poragee hoo oooo jo wada kiya woh nibhana padega roke zamana chahe roke khudai tumko aana padega melecho chul ureche dhule durer palok tomake chulooo tobu aj e ami raj e chapa thothe kotha fote sonoo amake
sona sona sona sona sona sona sona sona aye tu hai deewana tu nahin maana tu tu tu hai deewana tu tu tu nahin maana mere yaar kabhi ise loota yahan kabhi use maara wahan ab hoga jeena dushwaar aye jaani jaani buri manmaani ha ha jaani jaani buri manmaani tu hai dewaana hey hey hey tu nahin maana tu tu tu hai deewana are tu nahin maana mere yaar kabhi ise loota yahan kabhi use maara wahan ab hoga jeena dushwaar o jaani jaani yah buri manmaani aye jaani jaani buri manmaani ha ya yaya ya yaya ya ya ya ya hey aankhein to mila tu humko bhi dikha tu baahon mein teri hai kitna zor ooo zaalim to bade hain sooli pe chadhe hain jelon main pade hain kitne chor bhale ye burai kahan tune suna hoga yahan bure ka bura ho har vaar oh jaani jaani haaa buri manmaani aye jaani jaani buri manmaani yaaron ke pyaar mein khele hum jaan pe dushman bichha le koi jaal aye bichhde do yaar phir jis din mil jayenge us din kya hoga tera haal humein pehchaane kahan abhi tu ye jaane kahan kaise
jaani o jaani jaani o jaani jaani o jaani jaldi se aaja mil jaa ke beeti jaaye ye jawaani jaani o jaani jaldi se aaja mil jaa ke beeti jaaye ye jawaani jaani o jaani jaani o jaani bigda naseeba banne ke liye ek ishaara tera kaafi hai bigda naseeba banne ke liye ek ishaara tera kaafi hai aashique ke jeene marne ke liye itna sahaara tera kaafi hai tujh pe loota doonga mitaa doonga main ye zindagaani jaani o jaani jaani o jaani aankhon mein teri tasveer liye dhoondh raha hoon tujhe raste mein aankhon mein teri tasveer liye dhoondh raha hoon tujhe raste mein teri gali mein tera deewana bech raha hai dil saste mein kar le ye sauda le jaa de jaa raani dil ki nishaani jaani o jaani jaani o jaani
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jaane Teri Nazron Ne Kya Grahasti (1963) 03:23 37773
 
Poster of Grahasti (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajshree, Manoj Kumar
Duration : 03:23   Song Number : 37773   

Jaane Waale Se Mulaaqat Amar (1954) 03:36 12647
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Yaman
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:36   Song Number : 12647   

Jaane Waale Tera Khuda Palki (1967) 04:32 37920
 
Poster of Palki (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 04:32   Song Number : 37920   

Jaane Waale Zara Ruk Ja Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1993) 05:58 39288
 
Poster of Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Shri Devi
Duration : 05:58   Song Number : 39288   

Jaane Waali Dulhan Naag Mani (1957) 03:06 37782
 
Poster of Naag Mani (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
Avinash Vyas
Duration : 03:06   Song Number : 37782   

Jaane Waalon Ka Ghum Kali Ghata (1979) 05:11 13509
 
Poster of Kali Ghata (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:11   Song Number : 13509   

Jaane Wafa Jaane Jahaan Dil Tera Deewana (1962) 07:22 32540
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Adesh Srivastava
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Mala Sinha
Duration : 07:22   Song Number : 32540   

Jaane Walo Zaraa Mud Ke Dosti (1964) 04:51 20621
 
Poster of Dosti (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sudheer Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:51   Song Number : 20621   

Jaane Wo Kaise Log The Jagjit Singh 06:21 38317
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jagjit Singh
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:21   Song Number : 38317   

Jaane Wo Kaise Log The Pyaasa (1957) 04:04 14000
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Duration : 04:04   Song Number : 14000   

Jaane Wo Kaun Hai Bheegi Raat (1965) 03:21 12912
 
Poster of Bheegi Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:21   Song Number : 12912   

Jaane Ye Kya Oops! (2003) 05:16 10680
 
Poster of Oops! (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Ajay Jhingran
Music Director- 
Ravi Pawar
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Vikas Sethi
Duration : 05:16   Song Number : 10680   

Jaaneman Ae Jaaneman Hare Kanch Ki Chooriyan (1967) 04:27 13318
 
Poster of Hare Kanch Ki Chooriyan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:27   Song Number : 13318   

Jaaneman Ek Nazar Mere Mehboob (1963) 03:37 13730
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nimmi, Sadhna
Duration : 03:37   Song Number : 13730   

Jaaneman Jaane Jigar (Happy) Ghazab (1982) 04:44 39690
 
Poster of Ghazab (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Rekha
Duration : 04:44   Song Number : 39690   

Jaaneman Jaaneman Jaaneman (1976) 05:39 20618
 
Poster of Jaaneman (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dev Anand, Hema Malini
Duration : 05:39   Song Number : 20618   

Jaaneman Tum Kamaal Karti Ho Trishul (1978) 05:56 20620
 
Poster of Trishul (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Hema Malini
Duration : 05:56   Song Number : 20620   

Jaani Dekha Hobe Jaani Dyakha Hawbe (2011) 06:09 37344
 
Poster of Jaani Dyakha Hawbe (2011)
 
Year- 
2011
Lyricist
Srijato
Music Director- 
Indradeep Dasgupta
Singer- 
Shriya Ghoshal
On Screen Actors- 
Parambrata
Duration : 06:09   Song Number : 37344   

Jaani Jaani Wanted (1983) 06:30 36957
 
Poster of Wanted (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Tina Munim
Duration : 06:30   Song Number : 36957   

Jaani O Jaani Raja Jani (1972) 03:18 14045
 
Poster of Raja Jani (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:18   Song Number : 14045