Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bhus bhar diya aiyo bhus bhar diya meri chaahat mein bhus bharne waale logon ne bhus bharne waale logon ne ye kya kiya haye ye kya kiya dekho to sahi mil jul kar saale logon ne mil jul kar saale logon ne bhus bhar diya kari sau sau hera pheri thi tab ja ke pari ek gheri thi kari sau sau hera pheri thi tab ja ke pari ek gheri thi mera judta taanka tod diya tod diya mera judta taanka tod diya yun aib uchhale logon ne yun aib uchhale logon ne bhus bhar diya bhus bhar diya meri chaahat mein bhus bharne waale logon ne bhus bharne waale logon ne bhus bhar diya purkhon ne jo pooji jodi thi bus ek dukaan hi chhodi thi purkhon ne jo pooji jodi thi bus ek dukaan hi chhodi thi us ek dukaan ke phatak par phatak par us ek dukaan ke phatak par lagwa diye taale logon ne lagwa diye taale logon ne bhus bhar diya bhus bhar diya meri chaahat mein bhus bharne waale logon ne bhus bharne waale logon ne bhus bhar diya iss ishq se yaaro bach ke raho aye akl ke maaro bach ke raho iss ishq
bhuvana mohana ninnu podaganna kanulato mudu bommala vamka cudalenu nii divya namamum kiirtimcu nalkato bhava bamdha namamul paluka lenu kamalalochana ninnu gani mrokku cetulam mudha jiivula gamci mrokkalenu nii kathamrtamu nanina nadu cevulato krpana jiivitamu lalimca lenu o prabhu! nii krpambodhi nolalada uugucunnadi manasu tanorpuleka o prabhu! nii krpambodhi nolalada uugucunnadi manasu tanorpuleka abhayahastamu nosagi nannadukove abhayahastamu nosagi nannadukove samkata vinaasa tirupati vemkatesa samkata vinaasa tirupati vemkatesa sreesesha sailesa srita papanasa garudacalavasa kamalaa vilaasa sreesesha sailesa srita papanasa garudacalavasa kamalaa vilaasa nannelukovayya sree vemkatesa nannelukovayya sree vemkatesa ninu namminanayya o sreenivasa ninu namminanayya o sreenivasa pahimam pahi pahimam pahimam paramesa paramdhamaa pahimam paramesa paramdhamaa pahimam pahi pahimam pahi pahimam pahi pahimam
bichhad gaye hain jo raaste mein kahin na unka pata milega bichhad gaye hain jo raaste mein kahin na unka pata milega banega ye dil kisi ki manzil ab is tamanna se kya milega bichhad gaye hain bas ek patthar ko humne pooja bas ek saaye ko humne chaaha bas ek patthar ko humne pooja bas ek saaye ko humne chaaha bas ek saaye ko humne chaaha humaari nadaniyon ka jaane kahaan talak silsila milega humaari nadaniyon ka jaane kahaan talak silsila milega bichhad gaye hain na aas koi na paas koi akele kab se bhatak rahe hain na aas koi na paas koi akele kab se bhatak rahe hain akele kab se bhatak rahe hain na ab milega koi thikaana na ab koi aasra milega na ab milega koi thikaana na ab koi aasra milega bichhad gaye hain shikaayaten kyun karen kisi se naseeb mein ye likha tha apne shikaayaten kyun karen kisi se naseeb mein ye likha tha apne naseeb mein ye likha tha apne jise banaaya tha humne apna kahaan wo dil ka khuda milega jise banaaya tha humne apna kahaan wo dil ka
bichhade huye pardesi bichhade huye pardesi ik baar to aana tu jab aankh milaayi hai nazre naa churaana tu bichhade huye pardesi waade bhi kiye tune khaayi thi kasam meri waade bhi kiye tune khaayi thi kasam meri waadon pe hi jeeti hoon hai aas mujhe teri itni hai araj meri mujhko naa bhulaana tu jab aankh milaayi hai nazre naa churaana tu bichhade huye pardesi duniyaa mujhe chheene hai sabne mujhe ghera hai duniyaa mujhe chheene hai sabne mujhe ghera hai aur meri jabaan par to bas naam hi tera hai duniyaa naa hanse mujh par itna naa rulana tu jab aankh milaayi hai nazre naa churaana tu bichhade huye pardesi gairon kaa naa ho jaana jab apna banaaya hai gairon kaa naa ho jaana jab apna banaaya hai pass aa ke naa kho jaana jab dil mein basaaya hai jo baat kahin tune wo baat nibhaana tu jab aankh milaayi hai nazre naa churaana tu bichhade huye pardesi ik baar to aana tu jab aankh milaayi hai nazre naa churaana tu bichhade huye pardesi
bichhuda bichhuda dekho bichhuda bichhuda dekho bichhuda bichhuda bichhuda re das gayo paapi bichhuda re das gayo paapi bichhuda bichhuda bichhuda dekho bichhuda bichhuda dekho bichhuda bichhuda bichhuda re das gayo paapi bichhuda re das gayo paapi bichhuda alakh giri re main bilakh giri re main tedi giri re main medi giri re main uth na saki re main chal na saki re main sarak gayi re main rapat gayi baalam paapi bichhud gayo re maine maar ke prem ko dank re das gayo paapi bichhuda re das gayo paapi bichhuda bichhuda bichhuda dekho bichhuda bichhuda dekho bichhuda bichhuda bichhuda re das gayo paapi bichhuda re das gayo paapi bichhuda main balkhati main sarmati main jhuk jaati main thak jaati main marr jaati main jee jaati main hans jaati main ro jaati prem ka maara dank piya ne u roo roo roo roo roo roo roo re das gayo paapi bichhuda das gayo paapi bichhuda bichhuda bichhuda dekho bichhuda bichhuda dekho bichhuda bichhuda bichhuda re das gayo paapi bichhuda re das
bigdi baat bana de ram nayiya paar laga de ram yug yug se main bhatak raha yug yug se main bhatak raha ab toh raah dikha de ram bigdi baat bana de ram ram hey ram siya ram hey ram ghor andhera chhaya hai mann panchhi ghabraya hai mohmaya ke chakkar mein ye murakh bharmaaya hai ab to andhera door karo ab to andhera door karo gyaan ka deep jala de raam bigdi baat bana de ram tumne jeevan daan diya itna bada ehsaan kiya humne magar us jeevan ka pag pag par apmaan kiya jaise hain hum tere hain bhale bure prabhu tere hain gun avgun bisaraa de ram bigdi baat bana de ram nayiya paar laga de ram ram hey ram siya raam hey ram
bigul baj raha aazadi ka gagan gunjata naaron se mila rahi hai aaj hind ki mitti nazar sitaron se ek baat kehni hai lekin aaj desh ke pyaron se janta se netaon se faujon ki khadi qataron se kehni hai ik baat hamein is desh ke pehredaron se sambhal ke rehna apne ghar mein chhipe huye gaddaron se jhank rahe hain apne dushman apni hi deewaron se sambhal ke rehna apne ghar mein chhipe huye gaddaron se loot rahe hain desh ki daulat lobhi rishwat khor yahan kaat rahe janta ki jeben watan ke dushman chor yahan sach ke upar jhooth ka din din badhta jata jor jahan jagte rehna aye netaao khatra charon or yahan nahin chalega kaam dosto kewal jay jaykaron se aye bharat mata ke beto aye bharat mata ke beto suno samay ki boli ko phailati jo phoot yahan par door karo us toli ko kabhi na jalne dena phir se bhed bhav ki holi ko jo gandhi ko cheer gayi thi yaad karo us goli ko saari basti jal jaati hai mutthi bhar angaron se jago tum ko bapu ki jageer ki raksha karni hai jago lakhon
tujhe laage naa nazariyaa kyun na odh tu chunariyaa o tujhe laage naa nazariyaa odh le chunariyaa tirchhi nighaahen mere dil pe giraayen re bijuriyaa bijuriyaa tirchhi nighaahen mere dil pe giraayen re bijuriyaa bijuriyaa tujhe laage naa nazariyaa kyun na odh tu chunariyaa tujhe laage naa nazariyaa odh le chunariyaa tirchhi nighaahen mere dil pe giraayen re bijuriyaa bijuriyaa ho tirchhi nighaahen mere dil pe giraayen re bijuriyaa bijuriyaa haaye tera sharmaana tauba tera itraana jo bhi dekhe ho jaaye wo deewana tera sone jaisa tann tera uff bholapan tera mujhko bhi kar gaya deewana tera o sun baanki re gujariyaa yahi bole hai dagariyaa sun baanki re gujariyaa bole yeh dagariyaa lachke kamariyaa to chhalke gagariyaa ke looti re bajariyaaa lachke kamariyaa to chhalke gagariyaa ke looti re bajariyaaa naina matwaale ye baal ghunghraale ye bhole bhaale dil pe chalayen chhuriyaan mehki hawaayen bhi yahi gungunaayegi dil se dil mila le ya mitayen dooriyaan o sun baanki
bikaaner ki chunri odhi lehenga pehna jaipur ka haath mein choodi faizabaadi aur meerut ka gajra o gajra daal ke tere dil par main naachun gajra daal ke tere dil par main naachun bikaaner ki chunri odhi lehenga pehna jaipur ka haath mein choodi faizabaadi aur meerut ka gajra o gajra daal ke tere dil par main naachun gajra daal ke tere dil par main naachun choli meri ambaale waali jhilmil jismein resham ki jaali choli meri ambaale waali jhilmil jismein resham ki jaali jaali se tan chamke chamkega mukhda mera damke are damkega baans bareilly waala daala donon aankh mein kajra o kajra daal ke tere dil par main naachun kajra daal ke tere dil par main naachun bikaaner ki chunri odhi lehenga pehna jaipur ka haath mein choodi faizabaadi aur meerut ka gajra o gajra daal ke tere dil par main naachun chhalke chhalke saagar ye aankhon ke doobe ji nmein imaan laakhon ke chhalke chhalke saagar ye aankhon ke doobe jinmein imaan laakhon ke aise na dil machle machlenge kaahe ko na
bikhra ke zulfen chaman mein naa jaana ke sharma naa jaayen phoolon ke saaye muhabbat ke nagmen tum bhi naa gana ke bhanwara tumhaari hansi naa udaaye bikhra ke zulfen chaman mein naa jaana ke sharma naa jaayen phoolon ke saaye muhabbat ki bhanware ko pehchaan kya ye kaliyon se poochho humen kya pata muhabbat ki bhanware ko pehchaan kya ye kaliyon se poochho humen kya pata harzaaji hoga hum to nahin hain kahin seekh lena naa iski adaa zubaan par kabhi baat aisi naa laana ke duniyaa se rasmen wafaa mitt naa jaaye muhabbat ke nagmen tum bhi naa gana ke bhanwara tumhaari hansi naa udaaye kaho saath doge kahaan tak mera wahaan tak jahaan aasmaan jhuk rahaa kaho saath doge kahaan tak mera wahaan tak jahaan aasmaan jhuk rahaa bolo chalogi jo tum le chaloge kahin raah mein ho naa jaana judaa mera pyaar dekhega saara zamana ke waade kiye aur kar ke nibhayen bikhra ke zulfen chaman mein naa jaana ke sharma naa jaayen phoolon ke saaye
yeeeeee ayeeeee ayeeeee ta ra ra ra ayeeeee bikhri bikhri si zulfen hain kyun khoyi khoyi si aankhen hain kyun ghum ka ye pal guzar jaayega phir koi humsafar aayega bikhri bikhri si zulfen hain kyun khoyi khoyi si aankhen hain kyun ghum ka ye pal guzar jaayega phir koi humsafar aayega yeeeeee ayeeeee ayeeeee ta ra ra ra ayeeeee hoooo hoooo hooooo hooo oooo yeeeeee ayeeeee ayeeeee naaaa uuuuuuu naaaa uuuuuuuu aaaaaa aaaaaa laaaaaaa aaaaaaaa beete pal bhool jaa wo pal nahin hain kahin laayenge pal naye ik zindagi phir haseen ye bheegi palken utha ye soch ke muskuraa laayega phir samay koi zamaana aisa yahaan phir chalegi hawaa manchali phir se mehkegi koi kali phir koi humsafar aayega dil koi geet phir gaayegaa ayeeee eeee eeeeeeee taraaaa raaaaa reeeeeeee raat lambi sahi phir bhi ye ik raat hai subah ho jaayegi sau baaton ki baat hai phir jaagegi ye fizaa phir dil ka ik raastaa le jaayega wahin tujhe teri tai manzil jahaan sachto ye hai ki hona hai yun to inn
Billi Mausi Kaho Kahan Se Aayi Ho
chamke jaise chamke hai aatish hai tu indian par lage from marrakesh chamke jaise chamke hai aatish hai tu indian par lage from marrakesh italy ka khayenge donon hum pizzaa diplometic passport mera chahiye no visaa italy ka khayenge donon hum pizzaa vegas ka hotel hoga mgm panch sitaara khol bottle khol ke bottle peg bana de yaaraa yaar tera billionaire le nazaara le nazaara mehanga hotel karke total bill aayega barah yaar tera billionaire le nazaara alex spain ki summer crusing in the hummar color hai tera brown kardashian jaisi kamar jo bhi main gaata hoon sach hai uske maayne tu hai meri kim aur main hoon tera kayne jo bhi main gaata hoon sach hai uske maayne tu hai meri kim aur main hoon tera kayne tere liye hi tha main single tere liye hi hoon kanwaara khol bottle khol ke bottle peg bana de yaaraa yaar tera billionaire le nazaara le nazaara mehanga hotel karke total bill aayega 12 yaar tera billionaire le nazaara billionaires billionaires lage mere pichhe but
sajji nahin baarat to kya aayi na milan ki raat to kya byaah kiya teri yaadon se gathbandhan tere waadon se bin phere hum tere bin phere hum tere ho bin phere hum tere bin phere hum tere tune apna maan liya hai hum the kahaan iss kaabil wo ehsaan kiya jaa de kar jisko chukana mushkil deh bani naa dulhan to kya pehne nahin kangan to kya bin phere hum tere bin phere hum tere ho bin phere hum tere bin phere hum tere tann ke rishte toot bhi jaayen toote naa mann ke bandhan jisne diya humko apnapan usi ka hai ye jeevan baandh liya mann ka bandhan jeevan hai tujh par arpan bin phere hum tere bin phere hum tere ho bin phere hum tere bin phere hum tere aanch naa aaye naam pe tere khaaq bhale hi jeevan ho apne jahaan mein aag laga len tera jahaan jo roshan ho tere liye dil tod le hum ghar kya jag bhi chhod de hum bin phere hum tere bin phere hum tere ho bin phere hum tere bin phere hum tere jiska humen adhikaar nahin tha uska bhi balidaan diya achchhe bure ko hum kya jaane
aa aa aa aa aa aa bin saajan jhoola jhoolun main waada kaise bhoolun bin saajan jhoola jhoolun main waada kaise bhoolun jee karta hai ye mera main ud ke gagan ko chhoo loon main pankh laga ke aaya saawan kaa mausam laya main pankh laga ke aaya saawan kaa mausam laya pyaar mere maine tujhe apne dil mein basaya bin saajan jhoola jhoolun main waada kaise bhoolun har pal tere pyaar ko tarse mera dil door meri aankhon se hai sapno ki manzil har pal tere pyaar ko tarse mera dil door meri aankhon se hai sapnon ki manzil itni akeli hoon main yaadon ki saheli hoon main ab to ek paheli hoon main aajaaaa main pankh laga ke aaya saawan kaa mausam laya main pankh laga ke aaya saawan kaa mausam laya pyaar mere maine tujhe apne dil mein basaya bin saajan jhoola jhoolun main waada kaise bhoolun jee karta hai ye mera main ud ke gagan ko chhoo loon main pankh laga ke aaya saawan kaa mausam laya pyaar mere maine tujhe apne dil mein basaya bin saajan jhoola jhoolun main waada kaise
hai kya yeh jo tere mere darmiyaan hai andekhi ansuni koi dastaan hai hai kya yeh jo tere mere darmiyaan hai andekhi ansuni koi dastaan hai lagne lagi ab zindagi khali hai meri lagne lagi har saans bhi khaali bin tere bin tere bin tere koi khalish hai hawaaon mein bin tere bin tere bin tere bin tere koi khalish hai hawaaon mein bin tere ajnabi se huye kyun pal saare yeh nazar se nazar yeh milaate hi nahin ik ghani tanhaai chha rahi hai manzilein raaston mein hi gum hone lagiii ho gayi ansuni har dua ab meri reh gayi ankahi bin tere bin tere bin tere bin tere koi khalish hai hawaaon mein bin tere bin tere bin tere bin tere koi khalish hai hawaaon mein bin tere raah mein roshni ne hai kyun haath chhoda iss taraf shaam ne kyun hai apna muh moda yun ke har subha ik bereham si raat ban gayi hai kya yeh jo tere mere darmiyaan hai andekhi ansuni koi dastaan hai lagne lagi ab zindagi khaali khaali lagne lagi har saans bhi khaali bin tere bin tere bin tere koi khalish hai
aa aa aa aa aa aa hey hey hey hey hey hey hey hey aa aa hey hey hey aa aa aa aa aa aa aa aa bin tere sanam mar mitenge hum aa meri zindagi bin tere sanam mar mitenge hum aa meri zindagi aanaa hi padaa sajna zaalim hai dil ki lagi aanaa hi padaa sajna zaalim hai dil ki lagi bin tere sanam mar mitenge hum aa meri zindagi aanaa hi padaa sajna zaalim hai dil ki lagi aanaa hi padaa sajna zaalim hai dil ki lagi tere hi dum se hogi dil ki muraad poori tere bagair jaanam hai zindagi adhoori tere hi dum se hogi dil ki muraad poori tere bagair jaanam hai zindagi adhoori ae mere haseen ab na jaa kahin aa meri zindagi aanaa hi padaa sajna zaalim hai dil ki lagi bin tere sanam mar mitenge hum aa meri zindagi aanaa hi padaa sajna zaalim hai dil ki lagi ye jaan kar balam ji thaami hain teri baahein sehni padengi sabki kaanton bhari nigahein ye jaan kar balam ji thaami hain teri baahein sehni padengi sabki kaanton bhari nigahein sab sahenge hum aur hasenge hum aa meri zindagi
aankhon mein intezaar ke baadal baras gaye aankhon mein intezaar ke baadal baras gaye hum dekhne ko aapka chehra taras gaye bin tum gumsum hone lage jaane kis duniya mein khone lage bin tum gumsum hone lage jaane kis duniya mein khone lage aankhon mein intezaar ke baadal baras gaye resham se dil ke ye rishte rishton ki naazuk dor is dor pe jaane jaana chalta nahin koi zor tujhe dhundhti hain nazrein zara saamne to aa bebas hai dil ye mera dil thaamne to aa saare jahaan mein tum humein tanha sa kar gaye bin tum gumsum hone lage jaane kis duniya mein khone lage bin tum gumsum hone lage jaane kis duniya mein khone lage aankhon mein intezaar ke baadal baras gaye aankhon mein intezaar ke baadal baras gaye bheegi bheegi lagti hain raatein dilbar teri yaad mein tu hi chhupa rehta hai shaayad meri har fariyaad mein tu kareeb dil ke itna hai meharbaan mere main sunun teri wo baatein jo man mein tu kahe kis dar jaa dekho tum meri dhadkan mein bas gaye bin tum gumsum hone
naa to aaj barsaat ka mausam naa kahin chhaayi badariya haay phir bhi more jiyaraa mein chamke aare tham tham koi bijuriyaa bina badraa ke bijuriyaa kaise chamke o bina badraa ke bijuriyaa kaise chamke kaise chamke koi poochhe re hum se o bina badraa ke bijuriyaa kaise chamke raahon mein jab gori naina milaai ke muskaaye ghoonghtaa mein mukhdaa chhupaai ke to mar jaayen to mar jaayen hum to kasam se kasam se bina badraa ke bijuriyaa kaise chamke kaise chamke koi poochhe re hum se bina badraa ke bijuriyaa kaise chamke baithe hon jab meethe sapne sajaai ke aise mein haule se paas kabhi aaike jo bichhwaa jo bichhwaa bajaai de gori chham se kasam se bina badraa ke bijuriyaa kaise chamke kaise chamke koi poochhe re hum se bina badraa ke bijuriyaa kaise chamke
binaaaaaaa pankhh panchhi hooooon mainnnnnn kaiseeeeeeeeeeeeee udd aaaauun mainnnnnn eeeee mann ki gaathaaaaaaa ab kyaaaaaaaa kaiseeeeee sunaaaaunnn mainnnnnnnnn dil main teri yaad hai aur hothon pe fariyaad hai dil main teri yaad hai aur hothon pe fariyaad hai aansoon hain sehmein huye aur pehre pe saiyyad hai aansoon hain sehmein huye aur pehre pe saiyyad hai hasarten khaamosh hain hasarten khaamosh hain duniya meri barbaad hain duniya meri barbaad hain binnnnaaaaa pankhhhhh panchhiiii hoooonnnn mainnnnwnnn
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bhus Bhar Diya Meri Amaanat (1977) 07:58 40445
 
Poster of Amaanat (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 07:58   Song Number : 40445   

Bhuvana Mohana Ghantasala 03:30 32898
 
Poster of Ghantasala
 
Category
Telugu
Lyricist
Y Padmanabha Swamy
Music Director- 
Ghantasala Venkateswara Rao
On Screen Actors- 
Ghantasala Venkateswara Rao
Duration : 03:30   Song Number : 32898   

Bichhad Gaye Hain Kaanch Ki Deewar (1986) 04:41 40673
 
Poster of Kaanch Ki Deewar (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Kafeel Azar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
Duration : 04:41   Song Number : 40673   

Bichhade Huye Pardesi Barsaat (1949) 03:17 15146
 
Poster of Barsaat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:17   Song Number : 15146   

Bichhuda Rajasthani 04:32 11320
 
Poster of Rajasthani
 
Category
Rajasthani
Lyricist
Mangal Singh
Music Director- 
Ila Arun
Singer- 
Ila Arun
Duration : 04:32   Song Number : 11320   

Bigdi Baat Bana De Ram Mukesh 03:48 32014
 
Poster of Mukesh
 
Category
Devotional
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:48   Song Number : 32014   

Bigul Baj Raha Aazadi Ka Talaq (1958) 04:24 36573
 
Poster of Talaq (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Ashwini, Kamini Kadam, Rajendra Kumar, Sajjan
Duration : 04:24   Song Number : 36573   

Bijuria Sonu Nigam 04:41 11676
 
Poster of Sonu Nigam
 
Category
Indipop
Music Director- 
Ravi Pawar
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Sonu Nigam
Duration : 04:41   Song Number : 11676   

Bikaaner Ki Chunri Odhi Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973) 05:14 40648
 
Poster of Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:14   Song Number : 40648   

Bikhra Ke Zulfen Nazrana (1961) 03:22 13862
 
Poster of Nazrana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Vyjayanthimala
Duration : 03:22   Song Number : 13862   

Bikhri Bikhri What's Your Raashee (2009) 04:44 17009
 
Poster of What's Your Raashee (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Sohail Sen
On Screen Actors- 
Harman Baweja, Priyanka Chopra
Duration : 04:44   Song Number : 17009   

Billi Mausi Kaho Kahan Se Aayi Ho Nursery Rhymes (Hindi) 01:55 39504
 
Poster of Nursery Rhymes (Hindi)
 
Duration : 01:55   Song Number : 39504   

Billionaire Baazaar (2018) 03:36 40300
 
Poster of Baazaar (2018)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2018
Lyricist
Yo Yo Honey Singh
Music Director- 
Yo Yo Honey Singh
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Rohan Mishra, Elli Avram
Duration : 03:36   Song Number : 40300   

Bin Phere Hum Tere Bin Phere Hum Tere (1979) 06:06 16420
 
Poster of Bin Phere Hum Tere (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Rajendra Kumar
Duration : 06:06   Song Number : 16420   

Bin Saajan Jhoola Jhoolun Damini (1993) 06:13 20229
 
Poster of Damini (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 06:13   Song Number : 20229   

Bin Tere I Hate Luv Storys (2010) 05:29 17036
 
Poster of I Hate Luv Storys (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Vishal Dadlani
Music Director- 
Vishal Shekhar
On Screen Actors- 
Imran Khan, Sonam Kapoor
Duration : 05:29   Song Number : 17036   

Bin Tere Sanam Yaara Dildara (1991) 06:31 18691
 
Poster of Yaara Dildara (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Asif Sheikh, Ruchika Pandey
Duration : 06:31   Song Number : 18691   

Bin Tum (Lounge) Dus Kahaniyaan (2007) 04:47 19283
 
Poster of Dus Kahaniyaan (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Panchhi Jalonvi
Music Director- 
Anand Raj Anand
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Neha Oberoi, Aftab Shivdasani
Duration : 04:47   Song Number : 19283   

Bina Badra Ke Bijuriya Bandhan (1969) 03:20 12819
 
Poster of Bandhan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anjan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz, Others
Duration : 03:20   Song Number : 12819   

Bina Pankh Panchhi Tansen (1943) 03:00 11230
 
Poster of Tansen (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Bhagwan
Duration : 03:00   Song Number : 11230