Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


na chaand ho na sooraj ho na tum taare ho phir bhi tumhi lagte sab se pyare ho na chaand ho na sooraj ho na tum taare ho phir bhi tumhi lagte sab se pyare ho na chaand ho na sooraj ho na tum taare ho hai angdai ya lachki lachki laali hai ye aankhen hain ya ke chhalki chhalki pyaali hai phir bhi inka paimana kyun khali hai na chaand ho na sooraj ho na tum taare ho phir bhi tumhi lagte sab se pyare ho na chaand ho na sooraj ho na tum taare ho hai raat nikalti tere kaale baalon se aati hai subha ki laali tere gaalon se kaun ho kya ho puchho hum dilwalon se na chaand ho na sooraj ho na tum taare ho phir bhi tumhi lagte sab se pyare ho na chaand ho na sooraj ho na tum taare ho ye chaal hai ya bijali lehrati jaati hai har ek adaa mastana banati jaati hai aaj na jane kis pe qayamat aati hai na chaand ho na sooraj ho na tum taare ho phir bhi tumhi lagte sab se pyare ho na chaand ho na sooraj ho na tum taare ho
na chhedo kal ke afsaane karo is raat ki baatein chhalakne do ye paimaane karo is raat ki baatein na chhedo kal ke afsaane na phir ye raat aayegi na dil uchhlega seene mein na phir ye raat aayegi na dil uchhlega seene mein na hogi rang be mehfil na aisa rang jeene mein milenge kab ye diwaane karo is raat ki baatein na chhedo kal ke afsaane har ek din kal ka jhagda hai har ek din kal ka hai rona har ek din kal ka jhagda hai har ek din kal ka hai rona ye ghadiyaan raat ki tum bhi na auron ki tarah khona jo kal hoga khuda jaane karo is raat ki baatein na chhedo kal ke afsaane karo wo baat jisse bojh dil ka door ho jaaye karo wo baat jisse bojh dil ka door ho jaaye karo wo zikr jisse bekasi kaaphoor ho jaaye mile hain dil ko behlaane karo is raat ki baatein na chhedo kal ke afsaane karo is raat ki baatein na chhedo kal ke afsaane
sajan sakaare jayenge nain mari ye roye hoooo krishna aisi rain karo ke bhor kabhun na ho oo na dir dheem tana de re na na dir dheem tana de re na na ja na ja balam balam mere na na dir dheem tana de re na na dir dheem tana de re na teri aag laga li tan mein piya teri sej saja li maine man mein piya teri aag laga li tan mein piya teri sej saja li maine man mein piya tere nain base nainan mein piya tere nain base nainan mein piya kahin tu hi mujhe nayan phere na na dir dheem tana de re na na dir dheem tana de re na teekhi kajre ki dhaar piya tere liye mere sola singaar piya tere liye teekhi kajre ki dhaar piya tere liye mere sola singaar piya tere liye baaje man ka sitaar baaje man ka sitaar piya tere liye huye phir bhi to hum balam tere na na dir dheem tana de re na na dir dheem tana de re na na ja na ja balam balam mere na na dir dheem tana de re na na dir dheem tana de re na
na hanso hum pe zamaane ke hain thukraaye huye dar b dar phirte hain takdeer ke behkaaye huye na hanso hum pe zamaane ke hain thukraaye huye kya bataayen tumhen kal hum bhi chaman waale the kya bataayen tumhen kal hum bhi chaman waale the yeh na puchho ke hain viraane mein kyun aaye huye na hanso hum pe zamaane ke hain thukraaye huye baat kal ki hai ki phoolon ko masal dete the baat kal ki hai ki phoolon ko masal dete the aaj kaanton ko bhi seene se hain liptaaye huye na hanso hum pe zamaane ke hain thukraaye huye aisi gardish mein na daale kabhi kismat tum ko aisi gardish mein na daale kabhi kismat tum ko aap ke saamne jis haal mein hain aaye huye na hanso hum pe zamaane ke hain thukraaye huye ek din phir wahi pehli si bahaarein hongi ek din phir wahi pehli si bahaarein hongi issi ummeed pe hum dil ko hain behlaaye huye na hanso hum pe zamaane ke hain thukraaye huye dar b dar phirte hain takdeer ke behkaaye huye
are na hum paagal hai aur na to piyela hai hein hein hein hei are na hum paagal hai aur na to piyela hai are na hum paagal hai aur na to piyela hai hum manmouji banda hai apun ka to yahi dandha hai are jhoom ke naach ke gaana kismat mein likhela hai na hum paagal hai aur na to piyela hai are na hum paagal hai aur na to piyela hai ye sargam ye saaz hai ghunghru ki jhankaar hai duniya ke baazaar mein geeton ka vyopaar hai waah waah waah waah chhaya ho ya dhoop ho ho barkha ya chaandni basti basti ghoom ke hum to chheden raagini kya maze ki zindagi hai ye humaari zindagi hum bindaas ha ha are na hum paagal hai aur na to piyela hai are na hum paagal hai aur na to piyela hai jeena to hai chaar din kyun na jee len pyaar se dena kya sansaar ko lena kya sansaar se waah waah waah waah hum kyun sochen zindgi kaanta hai ya phool hai jo bhi mile takdeer se humko wahi kabool hai kya hai paana kya hai khona kya hai rona kya hansi hum bindass aa aa aa ye na hum paagal hai aur na
hmmm hmmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva hai yahi dil koocha tera aye mere humdam mere dost na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva hai yahi dil koocha tera aye mere humdam mere dost na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva besabab udegi har su tere pairhan ki khushbu besabab udegi har su tere pairhan ki khushbu idhar to aa sanvaar doon khule khule ye gesun wafa deti hai sadaaaaaa na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva aa ke khoon e dil mila ke bhar doon in labon ke khake aa ke khoon e dil mila ke bhar doon in labon ke khake bujha bujha badan tera kanval kanval bana ke khila doon rang e hinaaaaa na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva aaj sheher e dil mein chal kar surt e charag jal kar aaj sheher e dil mein chal kar surt e charag jal kar isi jhuki huyi nazar ke kaajal se dil par likhe aa
na jaa o mere humdum na jaa o mere humdum suno wafaa ki pukaar chhodke mera pyaar na jaa o mere humdum main akeli hoon zamaane mein meri duniya se jaao na mere honthon ko hansi deke hansi hansi mein rulaao na gayee baaton ko bhula bhi de o mere sanam na jaa o mere humdum suno wafaa ki pukaar chhodke mera pyaar na jaa o mere humdum tere dil ki udaasi ko zulfon se mehkaa doongi teri sooni sooni baahon mein gora mukhdaa sajaa doongi ab aayenge jo laut ke tere kadam na jaa o mere humdum suno wafaa ki pukaar chhodke mera pyaar na jaa o mere humdum
Na Jaane Agla Pal Kaisa
ahahahahaha ahahahahahaan lalalalalalaa la ahahahahahaan na jaane ik nigaah mein kya le gaya koi meri to zindagi chura le gaya koi na jaane ik nigaah mein kya le gaya koi na jaane ik nigaah mein kya le gaya koi meri to zindagi chura le gaya koi na jaane ik nigaah mein kya le gaya koi ab kaise chain aaye bata aye nigaahen yaar ab dil pe ikhtiyaar hai na khud pe ikhtiyaar na lab hile na seene mein hulchal kahin hui dil haar aaye aur khabar bhi nahin hui dil haar aaye aur khabar bhi nahin huyi chupke se humko apna bana le gaya koi meri to zindagi chura le gaya koi na jaane ik nigaah mein kya le gaya koi ye bekhudi ye mast nigaahon ki teri chhaon rakhte kahin hain paon to padte kahin hain paon ye haal e dil hua hai teri aashiqee ke baad humko to ab humara pata bhi nahin hai yaad humko to ab humara pata bhi nahin hai yaad sanson mein apni humko chhupa le gaya koi meri to zindagi chura le gaya koi na jaane ik nigaah mein kya le gaya koi meri to zindagi chura le gaya koi
na jaane kahan kho gaya wo zamana yahin tha chaman mein mera aashiyana main kis kis se puchun khud apna thikana yahin tha chaman mein mera aashiyana na jaane kahan wafaaon ke wade wohi bhool baithe wafaaon ke wade wohi bhool baithe wohi bhool baithe jo kahte the mujhse mohabbat nibhana yahin tha chaman mein mera aashiyana na jaane kahan kho gaya wo zamana yahin tha chaman mein mera aashiyana na jaane kahan mukaddar ke hathon humin kuchh na sikhe mukaddar ke hathon humin kuchh na sikhe humin kuchh na sikhe unhen aa gaya hum se aankhen churana yahin tha chaman mein mera aashiyana na jaane kahan kho gaya wo zamana yahin tha chaman mein mera aashiyana na jaane kahan main hoon ajnabee aaj apne hi ghar mein main hoon ajnabee aaj apne hi ghar mein apne hi ghar mein pada apne saaye se daaman chhudana yahin tha chaman mein mera aashiyana na jaane kahan kho gaya wo zamana yahin tha chaman mein mera aashiyana na jaane kahan
na jaane kyaa hua jo tune chhoo liyaa na jaane kyaa hua jo tune chhoo liyaa khilaa gulaab ki tarhaa mera badan nikhar nikhar gayi sanwar sanwar gayi nikhar nikhar gayi sanwar sanwar gayi bana ke aaina tujhe ae jaaneman na jaane kyaa hua jo tune chhoo liyaa bikhra hai kaajal fizaaon mein bheegi bheegi hai shaamein boondo ki rim jhim se jaagi aag thandi hawaa mein aaja sanam ye haseen aag hum le dil mein basaa na jaane kyaa hua jo tune chhoo liyaa khilaa gulaab ki tarhaa meraa badan na jaane kyaa hua jo tune chhoo liyaa aachal kahaan main kahaan hoon ye mujhe hosh kyaa hai ye bekhudi tune di hai pyaar ka ye nashaa hai sunle zara saaz dil gaa rahaa hai nagmaa tera na jaane kyaa hua jo tune chhoo liyaa khilaa gulaab ki tarhaa meraa badan na jaane kyaa hua jo tune chhoo liyaa kaliyon ki ye sej maheke raat jaage milan ki kho jaaye dhadkan mein teri dhadkanein mere mann ki aa paas aa teri har saans mein main jaaoon samaa na jaane kyaa hua jo tune chhoo liyaa khilaa gulaab
Na Jaane Kyon
na jaane kyun hota hai yun zindagi ke saath achanak ye mann kisi ke jaane ke baad kare phir uski yaad chhoti chhoti si baat na jaane kyun jo anjaan pal dhal gaye kal aaj wo rang badal badal mann ko machal machal rahen hain chhal na jaane kyun wo anjaan pal saje bina mere nainon mein toote re hai re sapno ke mahal na jaane kyun hota hai yun zindagi ke saath achanak ye mann kisi ke jaane ke baad kare phir uski yaad chhoti chhoti si baat na jaane kyun wohi hai dagar wohi hai safar hai nahin saath mere magar ab mera humsafar idhar udhar dhoondhe nazar wohi hai dagar kahan gayeen shaamen madbhari wo meri mere wo din gaye kidhar na jaane kyun hota hai yun zindagi ke saath achanak ye mann kisi ke jaane ke baad kare phir uski yaad chhoti chhoti si baat na jaane kyun
na jaane kyun na jaane kyun humaare dil ko tumne dil nahin samjha na jaane kyun yeh sheesha tod daala yeh sheesha tod daala pyar ke kabil nahin samjha na jaane kyun humaara pyar dekho aur humara hausala dekho humaara pyar dekho aur humara hausala dekho muhobbat ka junoon humko kahan tak le chala dekho tumhi ne jaan le li tumhi ne jaan le li aur tumhein qaatil nahin samjha na jaane kyun na jaane kyun humaare dil ko tumne dil nahin samjha na jaane kyun tadap di bhi to aisi di ke mushqil ho gaya jeena chalaaye teer woh tumne ke chhalni ho gaya seena aur us par yeh sitam hai aur us par yeh sitam hai ke humein ghayal nahin samjha na jaane kyun na jaane kyun humaare dil ko tumne dil nahin samjha na jaane kyun muhobbat ka yeh jaadu ek din sar chad ke bolega muhobbat ka yeh jaadu ek din sar chad ke bolega har ik aandhi har ik toofan ko daaman main le lega muhobbat ne kisi bhi muhobbat ne kisi bhi kaam ko mushqil nahin samjha na jaane kyun na jaane kyun humaare dil ko tumne
na jaiyo radhe chhedenge shyam na jaiyo radhe chhedenge shyam panghat pe kho jaayegi gokul mein ho jaayegi tu badnaam na jaiyo radhe chhedenge shyam na jaiyo radhe chhedenge shyam gagri bachaye ke tu manwa sambhale gagri bachaye ke tu manwa sambhale naina churaaye ke tu ghunghata nikaale naina churaaye ke tu ghunghata nikaale tham tham ke chalna tera girna sambhalna tera aaye na kaam na jaiyo radhe chhedenge shyam na jaiyo radhe chhedenge shyam bansi ki dhun pe tohe chhaliya pukaare bansi ki dhun pe tohe chhaliya pukaare paniyan bharan ko aaja jamana kinaare paniyan bharan ko aaja jamana kinaare kuchh der to jaayegi baaton mein ho jaayegi subha se shaam na jaiyo radhe chhedenge shyam panghat pe kho jaayegi gokul mein ho jaayegi tu badnaam na jaiyo radhe chhedenge shyam
aaaa aa aa aa aa aa na jaiyo re sautan ghar saiyaan na jaiyo re sautan ghar saiyaan ruk ja main ro ro padun tore paiyaan ruk ja main ro ro padun tore paiyaan na jaiyo re sautan ghar saiyan na jaiyo re jaadu bhi jane wo tona bhi jane najariya se dil ko pirona bhi jane hans ke mile door hona bhi jane hans ke mile door hona bhi jane tu hi na mane na mane na jaiyo re sautan ghar saiyaan ruk ja main ro ro padun tore paiyaan na jaiyo re sautan ghar saiyaan na jaiyo re tan se lubhaye adaon se loote pal mein wo mane to pal mein hi roothe bairan ke hote hain sab roop jhoote bairan ke hote hain sab roop jhoote tu hi na jane na jane na jaiyo re sautan ghar saiyaan na jaiyo re sautan ghar saiyaan ruk ja main ro ro padun tore paiyaan ruk ja main ro ro padun tore paiyaan na jaiyo re sautan ghar saiyan na jaiyo re
na jaiyyo na na na jaiyyo na na jaiyyo o na jaiyyo oho my darling don't you cry you don't cry you don't cry me going to die me going to die me going to die ohh bye bye ohh bye bye ohh bye byee na jaiyyo pardes maahi ve na jaiyyo pardes ve maahi ve na jaiyyo pardes na jaiyyo pardes mere dil pe laga kar thess maahi ve na jaiyyo pardes no no no no sad sad sad song nahin gaana bad bad bad thing nahin kehna chhod ke jaun main tujhko that is not the case maahi ve na jaiyyo pardes va va va va pe pe pe pe pa pa pa va va va va va va va ta na na na na ding dong ding dong dung ye mann tere pyaar ka mandir ye mann tere pyaar ka mandir ohh ohh reh ja yahin iss ghar ke andar oh nirmohi mast kalandar oh nirmohi mast kalandar kaahe bhatke tu des vides maahi ve na jaiyyo pardes ve chann ve na jaiyyo pardes you you where i i there i i where you you there kaise chhod ke jaaun main aisa beautiful place maahi ve na jaiyyo pardes bichhad gaye jo chaand chakori chaand chakori toot gayi
na jaao sainyaan chhuda ke baiyaan kasam tumhari main ro padoongi ro padoongi machal raha hai suhaag mera jo tum na hoge to kya karoongi kya karoongi na jaao sainyaan chhuda ke baiyaan kasam tumhari main ro padoongi ro padoongi ye bikhari zulfen ye khilta kajra ye mehki chunri ye mann ki madira ye bikhari zulfen ye khilta kajra ye mehki chunri ye mann ki madira ye sab tumhare liye hai preetam main aaj tumko na jaane doongi jaane na doongi na jaao sainyaan chhuda ke baiyaan kasam tumhari main ro padoongi ro padoongi main tumhri daasi janam ki pyaasi tumhi ho mera singaar preetam main tumhri daasi janam ki pyaasi tumhi ho mera singaar preetam tumhare raste ki dhool lekar main maang apni sada bharoongi sada bharoongi na jaao sainyaan chhuda ke baiyaan kasam tumhari main ro padoongi ro padoongi jo mujh se akhiyaan chura rahe ho to meri itni araj bhi sun lo jo mujh se akhiyaan chura rahe ho to meri itni araj bhi sun lo piya meri ye araj bhi sun lo tumhare charnon mein
na jhatko zulf se paani ye moti phoot jaayenge na jhatko zulf se paani ye moti phoot jaayenge tumhaara kuchh na bigadega magar dil toot jaayenge na jhatko zulf se paani ye bheegi raat ye bheega badan ye husn ka aalam ye bheegi raat ye bheega badan ye husn ka aalam ye sab andaaz milkar do jahaan ko loot jaayenge tumhaara kuchh na bigadega magar dil toot jaayenge na jhatko zulf se paani ye naazuk lab hain yaa aapas mein do lipati huyi kaliyaan ye naazuk lab hain yaa aapas mein do lipati huyi kaliyaan zaraa inko alag kar do tarannum phoot jaayenge tumhaara kuchh na bigadega magar dil toot jaayenge na jhatko zulf se paani humaari jaan le legaa ye neechi aankh ka jadoo humaari jaan le legaa ye neechi aankh ka jadoo chalo achchha huaa marr kar jahaan se chhoot jaayenge tumhaara kuchh na bigadega magar dil toot jaayenge na jhatko zulf se paani ye moti toot jaayenge na jhatko zulf se paani
ho o ho ho o ho ho ho ho na kajre ki dhaar na motiyon ke haar na koi kiyaa singaar phir bhi kitni sundar ho tum kitni sundar ho aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa na kajre ki dhaar na motiyon ke haar na koi kiyaa singaar phir bhi kitni sundar ho tum kitni sundar ho mann mein pyaar bharaa aur tan mein pyaar bharaa jeewan mein pyaar bharaa tum to mere priyavar ho tumhi to mere priyavar ho singaar teraa yauwan yauwan hi teraa gehnaa singaar teraa yauwan yauwan hi teraa gehnaa tu taazgi phoolon ki kyaa saadgi ka kehna ude khushboo jab chale tu ude khushboo jab chale tu bole to baje sitaar na kajre ki dhaar na motiyon ke haar na koi kiyaa singaar phir bhi kitni sundar ho tum kitni sundar ho ho o ho ho o ho ho ho ho saari duniyaa harjaayi tere pyaar mein hai sachchaayi saari duniyaa harjaayi tere pyaar mein hai sachchaayi iss liye chhod ke duniyaa teri ore kheenchi chali aayi thi patthar toone chhookar thi patthar toone chhookar sonaa kar diyaa kharaa mann mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Na Chaand Ho Jadugar Daku (1962) 03:54 36837
 
Poster of Jadugar Daku (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Jairaj, Zabeen
Duration : 03:54   Song Number : 36837   

Na Chhedo Kal Ke Raat Aur Din (1967) 03:58 39042
 
Poster of Raat Aur Din (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:58   Song Number : 39042   

Na Dir Dheem Tana Dere Na Na Ja Na Ja Balam Pardesi (1957) 03:36 39702
 
Poster of Pardesi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis, Balraj Sahni
Duration : 03:36   Song Number : 39702   

Na Hanso Hum Pe Gateway Of India (1957) 03:46 40947
 
Poster of Gateway Of India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:46   Song Number : 40947   

Na Hum Paagal Hai Taxi Chor (1980) 05:56 39184
 
Poster of Taxi Chor (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 05:56   Song Number : 39184   

Na Ja Kahin Ab Na Ja Mere Hamdam Mere Dost (1968) 06:33 11825
 
Poster of Mere Hamdam Mere Dost (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 06:33   Song Number : 11825   

Na Ja O Mere Humdum Pyar Ka Mausam (1969) 03:44 21000
 
Poster of Pyar Ka Mausam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 03:44   Song Number : 21000   

Na Jaane Agla Pal Saathi Abhi To Jee Lein (1977) 05:14 37014
 
Poster of Abhi To Jee Lein (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kiran Kumar, Jaya Bhaduri, Radha Saluja, Simi
Duration : 05:14   Song Number : 37014   

Na Jaane Ik Nigaah Mein Gundaraj (1995) 07:05 38580
 
Poster of Gundaraj (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Shyam Anuragi
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Kajol, Ajay Devgan
Duration : 07:05   Song Number : 38580   

Na Jaane Kahan Kho Gaya Wo Zamana Begaana (1963) 04:38 19116
 
Poster of Begaana (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Sapan, Jagmohan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shailesh Kumar, Supriya Choudhary
Duration : 04:38   Song Number : 19116   

Na Jaane Kyaa Hua Jo Tune Chhoo Liyaa Dard (1981) 05:24 21002
 
Poster of Dard (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 05:24   Song Number : 21002   

Na Jaane Kyun Officer (2001) 07:38 39258
 
Poster of Officer (2001)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Deepak Chowdhari
Music Director- 
Deepak Chaudhary
On Screen Actors- 
Sunil Shetty, Raveena Tandon
Duration : 07:38   Song Number : 39258   

Na Jaane Kyun Hota Hai Chhoti Si Baat (1975) 03:12 21003
 
Poster of Chhoti Si Baat (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Vidya Sinha
Duration : 03:12   Song Number : 21003   

Na Jaane Kyun Humaare Mohabbat Zindagi Hai (1966) 04:22 13763
 
Poster of Mohabbat Zindagi Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:22   Song Number : 13763   

Na Jaiyo Radhe Sau Saal Baad (1966) 03:35 40581
 
Poster of Sau Saal Baad (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:35   Song Number : 40581   

Na Jaiyo Re Sautan Ghar Saiyaan Kaagaz Ki Nao (1975) 04:21 38084
 
Poster of Kaagaz Ki Nao (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Aruna Irani
Duration : 04:21   Song Number : 38084   

Na Jaiyyo Pardes Karma (1986) 05:52 32956
 
Poster of Karma (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:52   Song Number : 32956   

Na Jao Saiyan Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 04:15 21005
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Meena Kumari
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:15   Song Number : 21005   

Na Jhatko Zulf Se Paani Shehnai (1964) 04:28 14240
 
Poster of Shehnai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Raj Shri
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 14240   

Na Kajre Ki Dhaar Mohra (1994) 03:53 18640
 
Poster of Mohra (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Viju Shah
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Raveena Tandon
Duration : 03:53   Song Number : 18640