Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeZindagi%20Aur%20Toofan%20(1975)
HomeZindagi%20Aur%20Toofan%20(1975)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main deewaana hoon deewaana hoon raahat se main begaana hoon raahat se main begaana hoon deewaana hoon deewaana hoon raahat se main begaana hoon raahat se main begaana hoon dil ko kaise behlaaun main haa ye zakhm kise dikhlaaun main dil ko kaise behlaaun main ye zakhm kise dikhlaaun main aansu sun sun kar hanste hain kya dard bhara afsaana hoon kya dard bhara afsaana hoon aayi na bahaar khizaan hi sahi aayi na bahaar khizaan hi sahi ujde dil mein armaan hi sahi ujde dil mein armaan hi sahi hairaan hoon ki aakhir kya hoon main hairaan hoon ki aakhir kya hoon main aabaad hoon ya veeraana hoon aabaad hoon ya veeraana hoon ghayal hoon tumse door hoon main ghayal hoon tumse door hoon main par phoonk chuka majboor hoon main par phoonk chuka majboor hoon main ae shamma balaayein le aakar ae shamma balaayein le aakar aakhir main bhi parwaana hoon aakhir main bhi parwaana hoon aakhir main bhi parwaana hoon
dil lagaa kar hum ye samjhe zindagi kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe zindagi kya cheez hai ishq kehte hain kise aur aashiqui kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe baad muddat ke mile to kis tarah dekha idhar baad muddat ke mile to kis tarah dekha idhar jis tarah ik ajnabi par ajnabi daale nazar aapne ye bhi na socha dosti kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe pehle pehle aap hi apna bana baithe humein pehle pehle aap hi apna bana baithe humein phir na jaane kis liye dil se bhula baithe humein ab hua malum humko berukhi kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe zindagi kya cheez hai ishq kehte hain kise aur aashiqui kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe
dil lagaa kar hum ye samjhe zindagi kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe zindagi kya cheez hai ishq kehte hain kise aur aashiqui kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe haay ye rukhsaar ke shole ye baahen marmari haay ye rukhsaar ke shole ye baahen marmari aapse mil kar ye do baatein samajh mein aa gayi dhoop kis kaa naam hai aur chaandni kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe aapki shokhi ne kya kya roop dikhlaaye hamein aapki shokhi ne kya kya roop dikhlaaye hamein aapki aankhon ne kya kya jaam pilwaaye hamein hosh kho baithe to jaanaa bekhudi kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe aapki raahon mein jabse hamne rakhaa hai qadam aapki raahon mein jabse hamne rakhaa hai qadam hamko ye mehsoos hotaa hai ki hain manzil pe hum koyi kya jaane muhabbat ki khushi kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe zindagi kya cheez hai dil lagaa kar hum ye samjhe
dil to dil hai dil ka kya hai jiss pe aaya uss pe aaya dil ki baaten dil hi jaane dil hi samjhe dil ki maaya dil ki maaya poochhiyee to zara mujhko kya aaaaa chaahiye dard e dilllll ki mujhe bas dawaaaa chaahiye ipdedaaaa ho chuki intehaaaaa chaahiye dil to dil hai dil ka kya hai jiss pe aaya uss pe aaya dil ki baaten dil hi jaane dil hi samjhe dil ki maaya dil ki maaya poochhiyee to zara mujhko kya chaahiye koi naa jaane kiss se mil ke kab lag jaaye kaisi agan rasmen tode duniyaa chhode dil naa maane koi chalan koi naa jaane kiss se mil ke kab lag jaaye kaisi agan rasmen tode duniyaa chhode dil naa maane koi chalan dil ko toooooo dilnasheen dilrubaaaaaa chaahiye poochhiyee to zara mujhko kya chaahiye dil to dil hai dil ka kya hai jiss pe aaya uss pe aaya dil ki baaten dil hi jaane dil hi samjhe dil ki maaya dil ki maaya poochhiyee to zara mujhko kya chaahiye dil ka sauda kar le dil se jo bhi hoga dekhenge pyaar kiya to pyaar ki khaatir jaan bhi ek din de denge dil
dil jo toota to bahot door tak aawaaz gayi todne waale sitamgar ko khabar tak naa huyi dil to dil hai dil ka kya hai jiss pe aaya uss pe aaya dil ki baaten dil hi jaane dil hi samjhe dil ki maaya dil ki maayaa poochhiye to zara mujhko kya chaahiye dard e dil ki mujhe bas dawaa chaahiye iptedaa ho chuki inteha chaahiye dil to dil hai dil ka kya hai jiss pe aaya uss pe aaya dil ki baaten dil hi jaane dil hi samjhe dil ki maaya dil ki maayaa poochhiye to zara mujhko kya chaahiye koi naa jaane kiss se mil ke kab lag jaaye kaisi agan rasmen tode duniyaa chhode dil naa maane koi chalan koi naa jaane kiss se mil ke kab lag jaaye kaisi agan rasmen tode duniyaa chhode dil naa maane koi chalan iptedaa ho chuki inteha chaahiye poochhiye to zara mujhko kya chaahiye dil to dil hai dil ka kya hai jiss pe aaya uss pe aaya dil ki baaten dil hi jaane dil hi samjhe dil ki maaya dil ki maayaa poochhiye to zara mujhko kya chaahiye dil ka sauda kar le dil se jo bhi hoga dekhenge pyaar
ek hasrat thi ke aanchal ka mujhe pyaar mile ek hasrat thi ke aanchal ka mujhe pyaar mile maine manzil ko talaasha mujhe baazar mile zindagi aur bata tera iraada kya hai ek hasrat thi ke aanchal ka mujhe pyaar mile maine manzil ko talaasha mujhe baazar mile mujhko paida kiya sansaar mein do laashon ne mujhko paida kiya sansaar mein do laashon ne aur barbaad kiya kaum ke aiyaashon ne tere daaman mein bataa maut se jyaada kya hai zindagi aur bata zindagi aur bata tera iraada kya hai ek hasrat thi ke aanchal ka mujhe pyaar mile maine manzil ko talaasha mujhe baazar mile jo bhi tasveer banaata hoon bigad jaati hai jo bhi tasveer banaata hoon bigad jaati hai dekhte dekhte duniyaa hi ujad jaati hai meri kashti tera toofan se waada kya hai zindagi aur bata zindagi aur bata tera iraada kya hai ek hasrat thi ke aanchal ka mujhe pyaar mile maine manzil ko talaasha mujhe baazar mile tune jo dard diya uski kasam khaata hoon tune jo dard diya uski kasam khaata hoon itna jyadaa
ek naye mehmaan ke aane ki khabar hai dil mein lehar hai chaand ko palne mein bulaane ki khabar hai dil mein lehar hai nainon waali kaahe ko tu nain churaaye baithi hai kyun chor se tu sar ko chhupaaye mukh na chhupa kya ye chhupaane ki khabar hai dil mein lehar hai rota koi aayega is ghar ko hansaane aas ke deepak se kayi deep jalaane naache re man naachne gaane ki khabar hai dil mein lehar hai
ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache ho ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje aankhon ne aankhon se masti churaayi aankhon ne aankhon se masti churaayi behke kadam aur nazar ladkhadaayi behke kadam aur nazar ladkhadaayee mann ke singhaasan pe tu hi biraaje ho tu hi biraaje ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache oye chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache ho ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje chaahat bina zindagi thi adhoori chaahat bina zindagi thi adhoori tu nahin samjhe gawaalan ki chhori tu nahin samjhe gawaalan ki chhori raadha ko saaje to mohan hi saaje mohan hi saaje ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache oye chham chham ki
hum pyaar ka sauda karte hain ek baar hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar ishq tera aag hai to ismein jalte jaayenge maut ho ya zindagi hum saath chalte jaayenge hum wo nahin hain pyaar ke raahi jo duniya se dar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe badle aasmaan aur chaahe badle ye zameen aankh neechi ho wafa ki aaisa ho sakta nahin hum toofaan mein daal ke kashti doob ke paar utar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar hum pyaar ka sauda karte hain ek baar
humne jafa naa seekhi unko wafaa naa aayi humne jafa naa seekhi unko wafaa naa aayi pathar se dil lagaaya aur dil pe chot khaayi humne jafa naa seekhi apne hi dil ke haathon barbaad ho gaye hum apne hi dil ke haathon barbaad ho gaye hum barbaad ho gaye hum kisse karen shikayat ab kiss ki de duhaayi pathar se dil lagaaya aur dil pe chot khaayi humne jafa naa seekhi duniyaa banaane waale main tujhse poochhtaa hoon duniyaa banaane waale main tujhse poochhtaa hoon main tujhse poochhtaa hoon kya pyaar ka jahaan mein badla hai bewafaayi pathar se dil lagaaya aur dil pe chot khaayi humne jafa naa seekhi unko wafaa naa aayi humne jafa naa seekhi
jeevan asha yeh hai meri jeevan asha yeh hai jitne sahaare toot chuke hain sabka sahaara ye hai meri jeevan asha yeh hai meri jeevan asha yeh hai yehi meri saari punji yehi sab yehi sab dhan maaya hai yehi meri saari punji yehi sab yehi sab dhan maaya hai aankhon ki thandak man ki dhaaras aankhon ki thandak man ki dhaaras aur andaata ye hai meri jeevan asha yeh hai meri jeevan asha yeh hai yehi yehi hai mujhko heera panna yehi hai moti moonga naam hai jiska ek duwanni saara khazaana ye hai ye jo gayi to gaya khazaana aas gayi aas gayi aur jaan gayi ye jo gayi to gaya khazaana aas gayi aas gayi aur jaan gayi saare sahaare saare sahaare toot naa jaayen dil ko dhadkaa ye hai dil ko dhadkaa ye hai jeevan aashaaaaaaa
kidhar main jaaun samajh na paaun bulaa rahin hain do raahen idhar hai mamta aur udhar hain bheegi huyi nigaahen kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa bante bante mehal kisi kaa toote naa kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa bante bante mehal kisi kaa toote naa kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa bhanwar se bach ke ek bhatakti naav lagi thi kinaare kise khabar thi phir pahunchegi aansuon ke dwaare bhanwar se bach ke ek bhatakti naav lagi thi kinaare kise khabar thi phir pahunchegi aansuon ke dwaare haay is tarah bhaag kisi se roothe naa haay is tarah bhaag kisi se roothe naa bante bante mehal kisi kaa toote naa kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa abhi abhi do phoolon waali jhoom rahi thi daali ghiri achaanak kaali badli bijli giraane waali abhi abhi do phoolon waali jhoom rahi thi daali ghiri achaanak kaali badli bijli giraane waali hote hote saath kisi kaa chhoote naa hote hote saath kisi kaa chhoote naa bante bante
aaj humne sabak wo padh daala jiss ko duniyaa kitaab kehti hai aur ik aisa kaam kar daala jisko duniyaa hisaab kehti hai kabhi kuchh khoya kabhi kuchh paaya kabhi kuchh khoya kabhi kuchh paaya kabhi kuchh khoya kabhi kuchh paaya jab paa liya khush ho gaye jab kho diya dil ro diya isi khone paane ka naam zindagi hai bina khoye paaye naaqaam zindagi hai kabhi kuchh khoya kabhi kuchh paaya kabhi kuchh khoya kabhi kuchh paaya jab paa liya khush ho gaye jab kho diya dil ro diya isi khone paane ka naam zindagi hai bina khoye paaye naaqaam zindagi hai kabhi kuchh khoya kabhi kuchh paaya zamaane ne jo kuchh bhi humko diyaa saraakhon pe humne use rakh liya kabhi ye naa socha bura ke bhalaa sada khush rahe sab yahi hai duwaa wo hi humne kaata jo humne tha boya jab paa liya khush ho gaye jab kho diya dil ro diya isi khone paane ka naam zindagi hai bina khoye paaye naaqaam zindagi hai kabhi kuchh khoya kabhi kuchh paaya mere humsafar bhi kahin kho gaya batao bhala hum karen
khush raho saathiyo khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale tumhen chhod ke hum chale humen chhod ke ghum chale haaye khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale mujhe tere dukh ne saiyaan kitna rulaaya hai mujhe tere prem ne gori maut se bachaaya hai mujhe tere dukh ne saiyaan kitna rulaaya hai ho mujhe tere prem ne gori maut se bachaaya hai behte behte magar ye aaj aansoo tham chale haaye khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale tumhen hum nahin bhulenge humen tum bhulana naa milenge kabhi aasha ke deepak bhujhana na tumhen hum nahin bhulenge humen tum bhulana naa milenge kabhi aasha ke deepak bhujhana na hanste hanste tumhari aankhen kar ke nam chale khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale aaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa gayi re judaayi aayin prem ki ratiyaan gayi
main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai inn do matwaalen nainon mein jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai ik ek athah saagar sa hai ik ek athah saagar sa hai inn do matwaalen nainon mein jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai mann poochh raha hai ab mujhse nainon ne kaha hai kya tujhse mann poochh raha hai ab mujhse nainon ne kaha hai kya tujhse jab nain mile nainon ne kaha nainon ne kaha jab nain mile nainon ne kaha ab nain basenge nainon mein main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai inn do matwaalen nainon mein jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai
Mera Sab Kuch
muskura laadle muskura muskura laadle muskura koi bhi phool itna nahi khoobsurat hai jitna ye mukhda tera muskura laadle muskura muskura laadle muskura teri ye muskaan koi na chheene kabhi aur phool ki sej soye jawani terii malik se hai ye duwa hai ye duwaaaa koi bhi phool itna nahi khoobsurat hai jitna ye mukhda tera muskura laadle muskura muskura laadle muskura tujhko jo dekha wo din yaad aane lage aankhon ke bujhte diye jhilmilane lage main tere jaisa hi tha aisa hi thaa aaaaaaa koi bhi phool itna nahi khoobsurat hai jitna ye mukhda tera muskura laadle muskura muskura laadle muskura bach ke tu chal laadle hai bura ye jahan ban saanp dansta hai apna hi saaya yahaan ban saanp dansta hai apna hi saaya yahaan har koi hai bewafaa hai bewafaa koi bhi phool itna nahi khoobsurat hai jitna ye mukhda tera muskura laadle muskura muskura laadle muskura
naa jaane kahaan tum the naa jaane kahaan hum the jaadoo ye dekho hum tum milen hain naa jaane kahaan hum the naa jaane kahaan tum the ab to milan ke sapne khile hain naa jaane kahaan tum the naa jaane kahaan hum the kitne dinon par mili hain nighaahen kitne dinon par mili hain nighaahen ab tum naa jaana chhuda kar ye baahen ab tum naa jaana chhuda kar ye baahen tumhara ye saath pyaara hum kyun naa chaahe naa jaane kahaan tum the naa jaane kahaan hum the jaadoo ye dekho hum tum milen hain naa jaane kahaan tum the naa jaane kahaan hum the kise tha pata yun hum tum milenge kise tha pata yun hum tum milenge ujade huye dil phir se basenge ujade huye dil phir se basenge mohabbat ke bandhan mein hum tum bandhenge naa jaane kahaan hum the naa jaane kahaan tum the ab to milan ke sapne khile hain naa jaane kahaan tum the naa jaane kahaan hum the jaadoo ye dekho hum tum milen hain naa jaane kahaan hum the naa jaane kahaan tum the
pehle mile the sapnon mein aur aaj saamne paaya haaye qurbaan jaaun pehle mile the sapnon mein aur aaj saamne paaya haaye qurbaan jaaun tum sang jeevan aise katega jaise dhoop sang chhaaya haaye qurbaan jaaun aye saanwali haseena dil mera tune chheena madhosh manzilon per tune sikhaya jeena aye saanwali haseena dil mera tune chheena madhosh manzilon per tune sikhaya jeena ek jhalak se mera muqaddar tune aaj chamkaaya haaye qurbaan jaaun pehle mile the sapnon mein aur aaj saamne paaya haaye qurbaan jaaun gar jhoom ke chalo tum o jaane zindgani pathar ka bhi kaleja ho jaaye paani paani gar jhoom ke chalo tum o jaane zindgani pathar ka bhi kaleja ho jaaye paani paani gore badan par kaala aanchal aur rang le aaya haaye qurbaan jaaun pehle mile the sapnon mein aur aaj saamne paaya haaye qurbaan jaaun
piya tune kya kiya kiya tune kya piya piya tune kya kiya re o piya tune kya piya re piya tune kya kiya re kiya tune kya piya re tere bin laage naa jiyaaaaaaaa re piya tune kya kiya re naiyya khaaye jyun hichkole haule haule manwa dole purbaiyaa jor se chale naiyya khaaye jyun hichkole haule haule manwa dole purbaiyaa jor se chale jiya tune kya kiya reeee liya tune kya diya re jiya tune kya liya reeee liya tune kya diya re tere bin laage naa jiyaaaaaaaa re piya tune kya kiya re madbhari tori ankhiyaan rang bhari mori batiyaan hum tum hosh mein nahin madbhari tori ankhiyaan rang bhari mori batiyaan hum tum hosh mein nahin piya maine kya kiya reeee piya tune kya kiya re piya maine kya kiya reeee piya tune kya piya re tere bin laage naa jiyaaaaaaaa re piya tune kya kiya re piya tune kya kiya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Deewana Hoon Deewana Raahat Se Zindagi (1940) 03:31 40747
 
Poster of Zindagi (1940)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1940
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:31   Song Number : 40747   

Dil Lagaa Kar Hum Zindagi Aur Maut (1965) 03:35 14456
 
Poster of Zindagi Aur Maut (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shakeel Badayuni
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Faryal
Duration : 03:35   Song Number : 14456   

Dil Lagaa Kar Hum Ye Samjhe Zindagi Aur Maut (1965) 04:28 19397
 
Poster of Zindagi Aur Maut (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shakeel Badayuni
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Faryal
Duration : 04:28   Song Number : 19397   

Dil To Dil Hai (Female) Zindagi Ek Juaa (1992) 07:57 20377
 
Poster of Zindagi Ek Juaa (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit
Duration : 07:57   Song Number : 20377   

Dil To Dil Hai (Male) Zindagi Ek Juaa (1992) 08:30 14457
 
Poster of Zindagi Ek Juaa (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 08:30   Song Number : 14457   

Ek Hasrat Thi Ke Aanchal Ka Zindagi Aur Toofan (1975) 06:14 16338
 
Poster of Zindagi Aur Toofan (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Tyagi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 06:14   Song Number : 16338   

Ek Naye Mehman Zindagi (1964) 03:01 40584
 
Poster of Zindagi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Helen
Duration : 03:01   Song Number : 40584   

Ghungharwa Mora Chham Chham Baaje Zindagi (1964) 03:18 38711
 
Poster of Zindagi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mahmood, Helen
Duration : 03:18   Song Number : 38711   

Hum Pyaar Ka Sauda Karte Hain Zindagi (1964) 03:30 32165
 
Poster of Zindagi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:30   Song Number : 32165   

Humne Jafa Naa Seekhi Zindagi (1964) 03:22 15688
 
Poster of Zindagi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:22   Song Number : 15688   

Jeevan Asha Ye Hai Meri Zindagi (1940) 03:00 40761
 
Poster of Zindagi (1940)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1940
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:00   Song Number : 40761   

Kabhi Kisi Ki Khushiyaan Koi Loote Naa Zindagi Aur Khwab (1961) 04:17 36222
 
Poster of Zindagi Aur Khwab (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Meena Kumari
Duration : 04:17   Song Number : 36222   

Kabhi Kuchh Khoya Zindagi Ek Juaa (1992) 08:48 14458
 
Poster of Zindagi Ek Juaa (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 08:48   Song Number : 14458   

Khush Raho Saathiyo Zindagi Zindagi (1972) 04:26 14460
 
Poster of Zindagi Zindagi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Duration : 04:26   Song Number : 14460   

Main Kyaa Jaanoo Zindagi (1940) 03:12 11229
 
Poster of Zindagi (1940)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1940
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:12   Song Number : 11229   

Mera Sab Kuchh Zindagi Zindagi (1972) 04:27 39049
 
Poster of Zindagi Zindagi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Deb Mukherjee
Duration : 04:27   Song Number : 39049   

Muskura Laadle Muskura Zindagi (1964) 03:23 15689
 
Poster of Zindagi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayantimala
Duration : 03:23   Song Number : 15689   

Naa Jaane Kahaan Tum The Zindagi Aur Khwab (1961) 03:41 14455
 
Poster of Zindagi Aur Khwab (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Datta Ram
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Meena Kumari
Duration : 03:41   Song Number : 14455   

Pehle Mile The Sapnon Mein Zindagi (1964) 03:24 15690
 
Poster of Zindagi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:24   Song Number : 15690   

Piya Tune Kya Kiya Zindagi Zindagi (1972) 04:09 12534
 
Poster of Zindagi Zindagi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 04:09   Song Number : 12534