Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeZanjeer%20(1973)
HomeZanjeer%20(1973)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaa aa aa aa aa aa aaa aa aa aa aa aa aa aa aaa aa aa aaa aa aa aaa aa aa aa aaa aa ajhun na aaye balmaa saawan beeta jaaye haay re saawan beeta jaaye aa aa ajhun na aaye balmaa saawan beeta jaaye haay re saawan beeta jaaye haa aa aa ajhun na aaye balmaa saawan beeta jaaye haay re saawan beeta jaaye neend bhi ankhiyan dwaar na aaye neend bhi ankhiyan dwaar na aaye tose milan ki aas bhi jaaye neend bhi ankhiyan dwaar na aaye tose milan ki aas bhi jaaye aayi bahaar khile phoolwaa aa aaa aayi bahaar khile phoolwaa aayi bahaar khile phoolwaa more sapne kaun sajaaye aa aa aa ajhun na aaye balmaa saawan beeta jaaye haay re saawan beeta jaaye haan aa ajhun na aaye balmaa saawan beeta jaaye haay re saawan beeta jaaye chaand ko badra garvaa lagaaye chaand ko badra garvaa lagaaye aur bhi mora mann lalchaaye chaand ko badra garvaa lagaaye aur bhi mora mann lalchaaye yaar haseen gale lag jaa aa aa aa yaar haseen gale lag jaa yaar haseen gale lag jaa mori umr guzarti jaaye aa
bana ke kyun bigaada reeee bana ke kyun bigaada re bigada re naseeba upar waale upar waale bana ke kyun bigaada re bigada re naseeba upar waale upar waale bana ke kyun bigaada re jo tujhko manzoor nahin tha phool khile iss pyaar ke phir kyun tune inn aankhon ko rang dikhaaye bahaar ke aas bandha ke pyaar jata ke bigada re naseeba upar waale upar waale bana ke kyun bigaada reee paap karen insaan agar to wo paapi kehlaata hai tune bhi ye paap kiya phir kaise kahun tu daata hai raah dikha ke raah pe laa ke bigada re naseeba upar waale upar waale bana ke kyun bigaada re bigada re naseeba upar waale upar waale bana ke kyun bigaada reeee
aap ke dil mein jo thodi si jagah mil jaaye apne armaanon ki betaab kali khil jaaye deewane hain deewanon ko naa ghar chaahiye naa darr chaahiye muhabbat bhari ek nazar chaahiye nazar chaahiye jawaani mein jawaani ke sahaare ho jawaan mere meharbaan mujhe tu hi tu humsafar chaahiye humsafar chaahiye deewane hain deewanon ko naa ghar chaahiye naa darr chaahiye muhabbat bhari ek nazar chaahiye nazar chaahiye hai sar pe humaare khula aasmaan khula aasmaan hai sar pe humaare khula aasmaan khula aasmaan humare liye hai yahi aashiyaan yahi aashiyaan bina pyaar ke zindagi kuchh nahin bina pyaar ke zindagi kuchh nahin jahaan pyaar hai har khushi hai wahin ho phoolon bhari chaahe chaahe kaanton bhari haan kaanton bhari chale jiss pe tu wo dagar chaahiye dagar chaahiye deewane hain deewanon ko naa ghar chaahiye naa darr chaahiye muhabbat bhari ek nazar chaahiye nazar chaahiye nighaahon mein aise ishaare huye ishaare huye nighaahon mein aise ishaare huye ishaare huye ke dil
dil jalon kaa dil jalaa ke kya milegaa dilrubaa dil jalon kaa dil jalaa ke kya milegaa dilrubaa dil ne mere dil se tere dil ne mere dil se tere haal e dilbar keh diya dil jalon kaa dil jalaa ke kya milegaa dilrubaa dil hi to hai dil ka kya dil hi to hai dil ka kya kabhi idhar kabhi udhar yahaan se dil wahaan gaya magar tujhe naa huyi khabar dil kisi ko do to jaanun kya guzarti hai dil par dil ka dena dil ka lena kaam hai dildaar ka dil ne mere dil se tere dil ne mere dil se tere haal e dilbar keh diya dil jalon kaa dil jalaa ke kya milegaa dilrubaa dil ke bina ye zindagi dil ke bina ye zindagi ye zindagi hai dillagi dil ki lagi o beraham o beraham hai balaa buri dil se mere chaahe khelon chaahe le lo hai aapka dil hai sheesha dil hai pathar sun le dil ki tu sadaa dil ne mere dil se tere dil ne mere dil se tere haal e dilbar keh diya dil jalon kaa dil jalaa ke kya milegaa dilrubaa dil jalon kaa dil jalaa ke kya milegaa dilrubaa
mann mohan krishan muraari tere charnon ki balihari vaari vaari jaaun main banvaari mann mohan krishan muraari tere charnon ki balihari vaari vaari jaaun main banvaari mann mohan krishan muraari bhakti bhaav ke phool chadha kar bhakti bhaav ke phool chadha kar nitt aarti utaarun tere pyaar ki jogan meera tere pyaar ki jogan meera main teri aur nihaarun mohe laagi lagan tihaari re mohe laagi lagan tihaari re mann mohan krishan muraari tere charnon ki balihari vaari vaari jaaun main banvaari mann mohan krishan muraari palak mund kar dekhun tumko palak mund kar dekhun tumko madhur madhur muskaate kaalindi ke tatt par baithe kaalindi ke tatt par baithe meethi taan sunaate sun raadha sudh budh haari re sun raadha sudh budh haari re mann mohan krishan muraari tere charnon ki balihari vaari vaari jaaun main banvaari mann mohan krishan muraari tann tumse mann mohan tumse tann tumse mann mohan tumse tumse jeevan jyoti saunp chuki main tumko swami saunp chuki main tumko
o sajna mere ghar angna o sajna mere ghar angna muskate na mann bhate na teri preet bina o sajna mere ghar angna muskate na mann bhate na teri preet bina o sajna mere ghar angna piya pyar tumhara jeevan ka sahara badli mein chamakta ek aas ka taara piya pyar tumhara jeevan ka sahara badli mein chamakta ek aas ka taara sach hoke yun saamne aaya mera har sapna o sajna mere ghar angna muskate na mann bhate na teri preet bina o sajna mere ghar angna taqdeer jagi hai dulhan si saji hai resham ki ye dori jis din se bandhi hai taqdeer jagi hai dulhan si saji hai resham ki ye dori jis din se bandhi hai lekar tera naam sawariya dhadke dil apna o sajna mere ghar angna muskate na mann bhate na teri preet bina o sajna mere ghar angna mere mann ko ghere mere tan ko ghere mere paas ho nis din tum saajan mere mere mann ko ghere mere tan ko ghere mere paas ho nis din tum saajan mere mann ke ambar ke chanda tum dekho ab na chhupna o sajna mere ghar angna muskate na mann bhate na
taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin lekin hai yakeen aayegi manzil aayegi manzil taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin pairon ki thakan kehti hai thehar mushkil hai dagar lamba hai safar pairon ki thakan kehti hai thehar mushkil hai dagar lamba hai safar par dil kehta hai gardish bhi aakhir to kahin pahunchayegi lekin hai yakeen aayegi manzil aayegi manzil taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin hairat se na tum dekho mujhko aur haal bhi mera mat poochho hairat se na tum dekho mujhko aur haal bhi mera mat poochho ab meri tabiyat baaton se khuchh bhi naa behalne paayegi lekin hai yakeen aayegi manzil aayegi manzil taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin lekin hai yakeen aayegi manzil aayegi manzil taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin
aa aa aa aa aa aa aa gar khuda mujh se kahe gar khuda mujh se kahe kuch maang ae bande mere main ye maangoon main ye maangoon mehfilon ke daur yun chalte rahein hum pyaala o hum niwaala o hum safar humraaz hon taa qayamat taa qayamat jo chiraagon ki tarah jalte rahein yaari hai imaan mera yaar meri zindagi arre yaari hai imaan mera yaar meri zindagi pyaar ho bandon se ye ooooo pyaar ho bandon se ye sabse badi hai bandagi yaari hai yaari hai imaan mera yaar meri zindagi yaari hai imaan mera yaar meri zindagi saaz e dil chhedo jahan mein saaz e dil chhedo jahan mein pyaar ki goonje sada hey saaz e dil chhedo jahan mein pyaar ki goonje sada jin dilon mein pyaar hai un se baharein ho fida pyaar le ke noor aaya pyaar le ke noor aaya pyaar le ke saadgi yaari hai yaari hai imaan mera yaar meri zindagi yaari hai imaan mera yaar meri zindagi arre jaan bhi jaaye agar jaan bhi jaaye agar yaari mein yaaro ghum nahin hey jaan bhi jaaye agar yaari mein yaaro ghum nahin apne ho
yahi hai wo saanjh aur saveraa yahi hai wo saanjh aur saveraa jiske liye tadpe hum saaraa jeevan bhar yahi hai wo saanjh aur saveraa yahi hai wo saanjh aur saveraa yahi hai wo saanjh aur saveraa jiske liye tadpe hum saaraa jeevan bhar yahi hai wo saanjh aur saveraa lalalaa lalaa lalaa lalalaa lalaa lalaa janam janam se andhera thaa meri raahon mein ye baat kab thi bhalaa madabhari fizaaon mein sabaa bahaar ke dole mein tumko laayi hai ke aaj saari khudaai hai meri baanhon mein chalaa gayaa ghum ka wo andheraa milan hua pyaar ka sunehraa jiske liye tadpe hum saaraa jeevan bhar yahi hai wo saanjh aur saveraa yahi hai wo saanjh aur saveraa yahi hai wo saanjh aur saveraa jiske liye tadpe hum saaraa jeevan bhar yahi hai wo saanjh aur saveraa tumhin chhupe the meri zindagi ke darpan mein tumhaara pyaar sametaa hai apne daaman mein jale hain pyaar ke deepak bana dhuan kaajal khile hain phool tamanna ke dil ke aangan mein mila mujhe saath sang tera chamak uthaa ab naseeb
oooo oooo oooo ooo oooo oooo oooo oooo oooo ooooo oooo oooo zindagi mujhko dikha de rasta zindagi mujhko dikha de rasta tujhko meri hasraton ka wasta tujhko meri hasraton ka wasta zindagi mujhko dikha de rasta zindagi mujhko dikha de rasta bojh ghum ka hai chala jaata nahin bekasi ka dukh saha jaata nahin saara aalam ajnabee hai kya karun uljhanon mein kuchh nazar aata nahin hoooo ooo ooo ooo ooooo oooo oooo oooo ooo zindagi mujhko dikha de rasta tujhko meri hasraton ka wasta zindagi mujhko dikha de rasta oooo oooo oooo ooo oooo oooo oooo oooo oooo ooooo oooo oooo main kahin tham jaaun ye aadat nahin haath failana meri fitrat nahin jab chala hoon main to manzil paaunga main nahin yaa phir meri kismat nahin hoooo ooo ooo ooo ooooo oooo oooo oooo ooo zindagi mujhko dikha de rasta tujhko meri hasraton ka wasta zindagi mujhko dikha de rasta zindagi mujhko dikha de rasta
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ajhun Na Aaye Balmaa Sanjh Aur Savera (1964) 05:19 12101
 
Poster of Sanjh Aur Savera (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mahamood, Shubha Khote
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:19   Song Number : 12101   

Bana Ke Kyun Bigaada Re Zanjeer (1973) 03:33 20197
 
Poster of Zanjeer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:33   Song Number : 20197   

Deewane Hain Deewanon Ko Zanjeer (1973) 04:47 20389
 
Poster of Zanjeer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Gulshan Bawara, Sanjana
Duration : 04:47   Song Number : 20389   

Dil Jalon Kaa Dil Jalaa Zanjeer (1973) 04:00 20358
 
Poster of Zanjeer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar, Amitabh Bachchan
Duration : 04:00   Song Number : 20358   

Mann Mohan Krishan Muraari Sanjh Aur Savera (1964) 04:46 16313
 
Poster of Sanjh Aur Savera (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 04:46   Song Number : 16313   

O Sajna Mere Ghar Angna Sanjh Aur Savera (1964) 04:12 16314
 
Poster of Sanjh Aur Savera (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 04:12   Song Number : 16314   

Taqdeer Kahaan Le Jaayegi Maloom Nahin Sanjh Aur Savera (1964) 03:17 16312
 
Poster of Sanjh Aur Savera (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 03:17   Song Number : 16312   

Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri Zindagi Zanjeer (1973) 06:24 21424
 
Poster of Zanjeer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Pran
Duration : 06:24   Song Number : 21424   

Yahi Hai Wo Saanjh Aur Savera Sanjh Aur Savera (1964) 04:01 16472
 
Poster of Sanjh Aur Savera (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Meena Kumari
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:01   Song Number : 16472   

Zindagi Mujhko Dikha De Rasta Sanjh Aur Savera (1964) 03:27 15663
 
Poster of Sanjh Aur Savera (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Raag- 
Malkauns
Duration : 03:27   Song Number : 15663