Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeYeh%20Teraa%20Ghar%20Yeh%20Meraa%20Ghar%20(2001)
HomeYeh%20Teraa%20Ghar%20Yeh%20Meraa%20Ghar%20(2001)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


beqaraar dil tu gaaye jaa khushiyon se bhare wo taraane jinhen sun ke duniyaa jhoom uthe aur jhoom uthe dil diwaane beqaraar dil arre tu gaaye jaa khushiyon se bhare wo taraane jinhen sun ke duniyaa jhoom uthe aur jhoom uthe dil diwaane beqaraar dil aare tu gaaye jaa raag ho koi milan kaa sukh se bhari sargam kaa yug yug ke bandhan kaa saath ho laakhon janam kaa aise hi bahaarein gaati rahen aur sajte rahein viraane jinhen sun ke duniyaa jhoom uthe aur jhoom uthe dil diwaane beqaraar dil tu gaaye jaa raat yunhi thum jaayegi rut ye hansi muskaayegi bandhi kali khil jaayegi aur shabnam sharmaayegi pyaar ke wo kaise nagmein jo ban jaayein afsaane jinhen sun ke duniyaa jhoom uthe aur jhoom uthe dil diwaane beqaraar dil tu gaaye jaa khushiyon se bhare wo taraane jinhen sun ke duniyaa jhoom uthe aur jhoom uthe dil diwaane beqaraar dil tu gaaye jaa
chalti chali jaa zindagi ki dagar kabhi khatam naa ho ye safar manzil ki usse kuchh bhi naa khabar phir bhi chala jaaye door kaa raahi door kaa raahi chalti chali jaa zindagi ki dagar kabhi khatam naa ho ye safar manzil ki usse kuchh bhi naa khabar phir bhi chala jaaye door kaa raahi door kaa raahi mud ke naa dekhe kuchh bhi naa bole bhed apne dil kaa raahi naa khole aayaa kahaan se kiss desh kaa hai koi naa jaane kya dhundhataa hai manzil ki usse kuchh bhi naa khabar phir bhi chala jaaye door kaa raahi door kaa raahi door kaa raahi jhalke naa kuchh bhi aashaa niraasha kya koi samjhe nainon ki bhaasha chehraa ke jaise kora safaa hai kismat ne jis par kuchh naa likha hai manzil ki usse kuchh bhi naa khabar phir bhi chala jaaye door kaa raahi door kaa raahi door kaa raahi
dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo jaan par meri bani aap ki thahri hansi haaye main jaan gayi pyaar ki fitnaagari dil jalaane ke liye thandi aahen na bharo dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi teri khushboo ne mere hosh bhi chheen liye hai khushi aaj humen tere pehlun mein gire dil ki dhadkan pe zara phool sa haath rakho hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo kya kahega ye samma inn raahon ka dhuwaan laaj aaye mujhe mujhko laaye ho kahaan hum tumhen maan gaye tum bade wo ho hatto dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo
dil ka bhanwar kare pukaar pyaar ka raag suno pyaar ka raag suno re hu hu hu phool tum gulab ka kya jawaab aap ka jo ada hai wo bahar hai aaj dil ki bekali aa gayee zuban par baat ye hai tum se pyaar hai dil tumhin ko diya re pyaar ka raag suno re hu hu hu dil ka bhanwar kare pukaar pyaar ka raag suno pyaar ka raag suno re hu hu hu chahe tum mitaana par na tum girana aansoon ki tarah nigaah se pyaar ki unchaai ishq ki gehraai poochh lo humari aah se aasmaan chhoo liya re pyaar ka raag suno re hu hu hu dil ka bhanwar kare pukaar pyaar ka raag suno pyaar ka raag suno re hu hu hu iss hasin utaar pe hum na baithe haar ke saaya ban ke saath hum chale aaj mere sang tu goonje dil ki aarzu tujhse meri aankh jab mile jaane kya kar diya re pyaar ka raag suno re hu hu hu dil ka bhanwar kare pukaar pyaar ka raag suno pyaar ka raag suno re hu hu hu hu hu hu hu hu hu
siwaani aule aule aule aule aule aule oo aule aule aule aule aule oo haan haa haan haa haan haa haan haa dil ki manzil kuchh aisi hai manzil pyaar jisne kiya ho wo jaane dil ki manzil kuchh aisi hai manzil pyaar jisne kiya ho wo jaane aa ha ha ha o ho ho ho hoo aye hey hey heyy aa ha ha haa aa ha ha haa aye hey hey hey aa ha ha haa aye hey hey heyy dil ki manzil kuchh aisi hai manzil pyaar jisne kiya ho wo jaane pehlu mein yun to sabke hi dil hain dard ho jis mein dil wohi dil hai pehlu mein yun to sabke hi dil hain dard ho jis mein dil wohi dil hai pyaar jo hoga dard bhi hoga pyaar na ho to jeena mushkil hai aaj kitni jawaan hai ye mehfil pyaar jisne kiya ho wo jaane dil ki manzil kuchh aisi hai manzil pyaar jisne kiya ho wo jaane siyaan gaul ho bo yobano balaa o tado tawanodo mili paila o gali bala o mado bayila ablooo itna bada hai duniya ka phera log dilon se milte nahin hain itna bada hai duniya ka phera log dilon se milte nahin hain pyaar bina to donon jahaan
ek din aur gaya haaye roke na ruka chhaaya andhiyaara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya haaye roke na ruka chhaaya andhiyaara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya kaali naagin si ghiri raina kajraari sehmi sehmi si hai ye nagri humaari kaali naagin si ghiri raina kajraari sehmi sehmi si hai ye nagri humaari de ke aawaaz thakaaaaa oooooo oooooo de ke aawaaz thaka mann dukhiyaara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya haaye roke na ruka chhaaya andhiyaara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya phir wohi raat kathin chhup gaye taare phir wohi raat kathin chhup gaye taare abhi se bujhne lage deep humaare door badi door saveraaaa door badi door ujaalaaa door badi door savera door badi door ujaala door hai aashaaon ka phool kinara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya haaye roke na ruka chhaaya andhiyaara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya haaye roke na
tere ghar ke saamne ik ghar banaunga tere ghar ke saamne duniyaan basaaunga tere ghar ke saamne ik ghar banaunga tere ghar ke saamne ghar ka banaana koi aasaan kaam nahin duniyaan basaana koi aasaan kaam nahin dil mein wafaayein hon to tufaan kinaara hai bijli humare liye pyaar ka ishaara hai tan mann lutaaunga o o o o tere ghar ke saamne o o o duniyaan basaaunga o o tere ghar ke saamne ek ghar banaunga tere ghar ke saamne kehte hai pyaar jise dariyaan hai aag ka ya phir nasha hai koi jeevan ki raag ka dil mein jo pyaar ho to aag bhi phool hai sachchi lagan jo ho to parbat bhi dhool hai taare sajaaunga tere ghar ke saamne duniyaan basaaunga tere ghar ke saamne ik ghar banaunga tere ghar ke saamne kaanton bhare hain lekin chahat ke raaste tum kya karoge dekhein ulfat ke waaste ulfat mein taaz chhute yeh bhi tumhein yaad hoga ulfat mein taaz bane yeh bhi tumhein yaad hoga main bhi kuchh banaunga tere ghar ke saamne duniyaan basaaunga tere ghar ke saamne ik ghar
hai hai hai vennelamma hai hai hai hai hai theeya thaayanaina paata paadaneeyi badhapoyi raani haayi churukumane mantaku mandunu pooyamani chitikelalo kalathanu maayamu cheyamani chaluva kuripinchani ila ila ee naa paatani hai hai hai vennelamma hai hai hai hai hai kanulu thudichela vuradinche vusulaade baase raadule kuduru kaligela seva deerchi seda theerche aashe naadile ventane nee madi pondani nemmadi ani thalache yedasadini padamai paliki manthram veyani hai hai hai vennelamma hai hai hai hai hai hai moratu thanamunna poovulanti ninnukaache mullai nilavana mannulo vunna chiguru vese neeku neene verai vodaganaa nuvvila kilakila navvithe divvela kadavaraku aa velugu nilipe chamurai nene vundanaa hai hai hai vennelamma hai hai hai hai hai theeya thaayanaina paata paadaneeyi badhapoyi raani haayi churukumane mantaku mandunu pooyamani chitikelalo kalathanu maayamu cheyamani chaluva kuripinchani ila ila ee naa paatani
hansta hua ye pyaara chehra tera dekha jo maine tujhko paagal hua hansta hua ye pyaara chehra tera dekha jo maine tujhko paagal hua le le dil le le are de de dil de de main hoon deewana tera main to hoon deewana tune na jaana haaye tune ye na jaana hansta hua ye pyaara chehra tera dekha jo maine tujhko paagal hua le le dil le le are de de dil de de main hoon deewana tera main to hoon deewana tune na jaana haaye tune ye na jaana hansta hua ye pyaara chehra tera dekha jo maine tujhko paagal hua teri adaa hai pyaari pyaari kar li hai maine tujhse yaari teri adaa hai pyaari pyaari kar li hai maine tujhse yaari dil maine haara sab tujh pe waara dil maine haara sab tujh pe waara jeena marna tere liye hansta hua ye pyaara chehra tera dekha jo maine tujhko paagal hua turuu turuu tu ruru ruru ruru ru aankhen ye teri kaali kaali gaalon pe tere chhayi laali hoo aankhen ye teri kaali kaali gaalon pe tere chhayi laali sunle haseena tu hai nageena sunle haseena tu hai nageena
hasate ho rulaate ho hamesha tum satate ho jo ruthe to manaate ho mana kar dil dukhate ho deewane ho hume bhi tum deewana kyon banaate ho hasate ho rulaate ho hamesha tum satate ho jo ruthe to manaate ho mana kar dil dukhate ho deewane ho hume bhi tum deewana kyon banaate ho hasate ho hmm rulaate ho hmm hamesha tum hmm satate ho dekho ji kar ke bahana raahon mein meri na aana kehta hai tum se deewana hans ke na mujhko bulaana chhodo na chhodo na baahein yeh chhodo na bolo na bolo na dilbar se bolo na thoda sa hans ke dikhao hasate ho rulaate ho hamesha tum satate ho jo ruthe to manaate ho mana kar dil dukhate ho deewane ho hume bhi tum deewana kyon banaate ho hasate ho rulaate ho hamesha tum satate ho kaisi ye ladki deewaani maange ye dil ki nisaani itni hain meri kahani baatein tumhaari ye maani aao na aao na baahon mein aao na chaaho na chaaho na tum se dil chaaho na chaahat hai kya hai dikhao hasate ho rulaate ho hamesha tum satate ho jo ruthe to manaate ho mana
jeewan se naa haar o jeene waale jeewan se naa haar o jeene waale baat meri tu maan are matwaale har ghum ko tu apna kar dil ka dard chhupaa kar badhtaa chal tu lahraa kar duniyaa ke sukh dukh ko bisraa kar jeewan se naa haar o jeene waale baat meri tu maan are matwaale sukh dukh hai jeevan ke to pairaaye doop sunheri kahin ghanere saaye jo suraj andhiyaare mein kho jaayeeee wahi laut kar naya savera laaye to badhtaa chal tu lahraa kar duniyaa ke sukh dukh ko bisraa kar jeewan se naa haar o jeene waale baat meri tu maan are matwaale jhina jhin jhin jhin nara jhina jhin jhin jhin nara saath tere hai upar waala wahi hai tera rakhwaala behti nadiyaa tujhko yaad dilaaye samay jo jaaye kabhi laut naa aaye deep to wo jo hawaa mein jalta jaaye khud ko jalaa kar jag ko raah dikhaaye to badhtaa chal tu lahraa kar duniyaa ke sukh dukh ko bisraa kar jeewan se naa haar o jeene waale baat meri tu maan are matwaale har ghum ko tu apna kar dil ka dard chhupaa kar badhtaa chal tu
khushi do ghadi ki mile naa mile khushi do ghadi ki mile naa mile shamma aarzoo ki jale naa jale khushi do ghadi ki mile naa mile haaaan rehguzar mein kayi manzilen bhi milin rehguzar mein kayi manzilen bhi milin dekh kar ek pal dam liya phir chale khushiii haaan har kadam par naye marhale the khade har kadam par naye marhale the khade hum chale dil chala dil chala hum chale khushi do ghadi ki mile naa mile shamma aarzoo ki jale naa jale khushiii
panthi hoon main uss path ka ant nahin jis kaa aas meri hai jiski disha aadhaar mere mann kaa panthi hoon main uss path ka ant nahin jis kaa aas meri hai jiski disha aadhaar mere mann kaa panthi hoon main uss path ka jis path par dekhe kitne sukh dukh ke mele jis path par dekhe kitne sukh dukh ke mele phool chune kabhi khushiyon ke phool chune kabhi khushiyon ke kabhi kaanton se khele jaane kab tak chalna hai mujhe iss jeevan ke saath panthi hoon main uss path ka ant nahin jis kaa aas meri hai jiski disha aadhaar mere mann kaa panthi hoon main uss path ka sangi saathi mere andhiyaareeeee ujiyaareeeeee mujhko raah dikhaye palchhin ke kuldhaare pathik mere path ke sab kaare aur neela aakaash panthi hoon main uss path ka ant nahin jis kaa aas meri hai jiski disha aadhaar mere mann kaa panthi hoon main uss path ka
sun le tu dil ki sadaa sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa meri aawaaz ka teer jaayega dil ko bhi cheer meri aawaaz ka teer jaayega dil ko bhi cheer khoye nafrat laaye ulfat ye asar hai meharbaan sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa pyaar rastaa hai mera aisa raahi hoon tera pyaar rastaa hai mera aisa raahi hoon tera na rahoon main na rahe tu par rahegi daastaan sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa do dilon ki ye lagan jaane dharti aur gagan do dilon ki ye lagan jaane dharti aur gagan tu jahaan hai main wahaan hoon jism do hai ek jaan sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa
tu kahaannn tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re maane na mera dil deewana hoo tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re haaye maane na mera dil deewana oo bada natkhat hai sama bada natkhat hai sama har nazara hai jawaan chha gaya chaaron taraf meri aahon ka dhuwan dil mera meri jaan na jala tu kahaan tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re maane na mera dil deewana oooo aayi jab thandi hawa aayi jab thandi hawa maine poochha jo pata wo bhi katraa ke gayi aur bechain kiya pyaar se tu mujhe de sada tu kahaan tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re maane na mera dil deewana oo chaand taaron ne suna chaand taaron ne suna in bahaaron ne suna dard ka raaz mera rehguzaaron ne suna tu bhi sun jaane man aa bhi ja tu kahaan tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re maane na mera dil deewana ooooo pyaar
aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa hoooo hooo ye tanhaayi haaye re haaye jaane phir aaye na aaye thaam lo baahen thaam lo baahen ye tanhaayi haaye re haaye jaane phir aaye na aaye thaam lo baahen thaam lo baahen jhoom jhoom gaaun pyaar se sharmaaun ek nasha sa mujhe ho chala teri meri chaahen roz badi jaayen aur na toote kabhi silsila dekh teri meri ab ek dagariya thaam lo baahen thaam lo baahen aaj bane saathi deep aur baathi jagmagaayi meri zindagi paa ke tere saaye kaun aage jaaye tu mila to mili har khushi tan mann chamke hai jaise bijuriya thaam lo baahen thaam lo baahen aaj samay aaya maine tujhe paaya main lata hoon tere pyaar ki phool naye laaun tujhko mehkaaun main kali hoon tere haar ki pyaar ki humare amar ho umariyaa thaam lo baahen thaam lo baahen ye tanhaayi haaye re haaye jaane phir aaye na aaye thaam lo baahen hmmm hmm hmmm hmmm hmm hmmm thaam lo baahen
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bekaraar Dil Tu Gaaye Ja Door Ka Rahi (1971) 04:12 13164
 
Poster of Door Ka Rahi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Kishore Kumar, Tanuja
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:12   Song Number : 13164   

Chalti Chali Jaa Zindagi Door Ka Rahi (1971) 05:02 13169
 
Poster of Door Ka Rahi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ashok Kumar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Kishore Kumar, Tanuja
Duration : 05:02   Song Number : 13169   

Dekho Rootha Na Karo Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:08 20327
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Nutan, Dev Anand
Duration : 03:08   Song Number : 20327   

Dil Ka Bhanwar Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:40 20359
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:40   Song Number : 20359   

Dil Ki Manzil Kuchh Tere Ghar Ke Samne (1963) 05:07 14340
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 05:07   Song Number : 14340   

Ek Din Aur Gaya Door Ka Rahi (1971) 05:17 38879
 
Poster of Door Ka Rahi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Manna Dey
Duration : 05:17   Song Number : 38879   

Ek Ghar Banaunga Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:30 20437
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Duration : 03:30   Song Number : 20437   

Hai Hai Vennalamma Taraka Ramudu (1997) 05:07 19265
 
Poster of Taraka Ramudu (1997)
 
Category
Telugu
Year- 
1997
Music Director- 
Koti
On Screen Actors- 
Srikanth, Soundarya
Duration : 05:07   Song Number : 19265   

Hansta Hua Ye Pyaara Chehra Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar (2001) 04:13 18172
 
Poster of Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Ibrahim Ashak
Music Director- 
Anand Milind
Singer- 
Shri Kumar
On Screen Actors- 
Sunil Shetty, Mahima Choudhary
Duration : 04:13   Song Number : 18172   

Hasate Ho Rulate Ho Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar (2001) 05:40 18171
 
Poster of Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Ibrahim Ashak
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Sunil Shetty, Mahima Choudhary
Duration : 05:40   Song Number : 18171   

Jeewan Se Naa Haar Door Ka Rahi (1971) 05:36 11962
 
Poster of Door Ka Rahi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:36   Song Number : 11962   

Khushi Do Ghadi Ki Door Ka Rahi (1971) 04:13 13166
 
Poster of Door Ka Rahi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 04:13   Song Number : 13166   

Panthi Hoon Main Door Ka Rahi (1971) 04:52 21087
 
Poster of Door Ka Rahi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Kishore Kumar, Tanuja
Duration : 04:52   Song Number : 21087   

Sun Le Tu Dil Ki Sadaa Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:20 12515
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:20   Song Number : 12515   

Tu Kahan Ye Bata Tere Ghar Ke Samne (1963) 04:36 21327
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:36   Song Number : 21327   

Ye Tanhaayi Haaye Re Haaye Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:04 14339
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Duration : 03:04   Song Number : 14339