Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeYeh%20Raat%20Phir%20Na%20Aayegi%20(1966)
HomeYeh%20Raat%20Phir%20Na%20Aayegi%20(1966)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aap se maine meri jaan muhabbat ki hai aap chaahen to meri jaan bhi le sakti hain aap jab hain to mere paas mera sab kuchh hai jaan kya cheez hai imaan bhi le sakti hain aap se maine meri jaaaaan aap ko maine muhabbat ka khuda samjha hai aap kahiye ke mujhe aapne kya samjha hai zindagi kya hai muhabbat ki meharbaani hai dard ko maine haqeeqat mein dawaa samjha hai aap se maine meri jaan muhabbat ki hai aap chaahen to meri jaan bhi le sakti hain aap se maine meri jaaaaan dil wohi hai jo sada geet wafaa ke gaayen pyaar karta ho jise pyaar hi karta jaaye saikdon saal ke jeene se hai behtar wo ghadi haath mein haath ho jab yaar kaa maut aa jaaye aap se maine meri jaan muhabbat ki hai aap chaahen to meri jaan bhi le sakte hain aap jab hain to mere paas mera sab kuchh hai jaan kya cheez hai imaan bhi le sakti hain aap se maine meri jaaaaan
aaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa har tukda mere dil ka deta hai duhaai dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi har tukda mere dil ka deta hai duhaai dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi har tukda mere dil ka manzil ko taraste hain aur saamne manzil hai kehna hi pada humko kismat badi qaatil hai manzil ko taraste hain aur saamne manzil hai kehna hi pada humko kismat badi qaatil hai chhup chhup ke mere haal pe roti hai khudayi dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi har tukda mere dil ka kya dosh humara tha hum ye na samjh paye duniya teri mahfil mein hum aaye to kyun aaye kya dosh humara tha hum ye na samjh paye duniya teri mahfil mein hum aaye to kyun aaye ab kitne janam aur jalaayegi judaai dil toot gaya aapko aawaz na aayi aawaz na aayi aawaz na aayi aawaz na aayi aawaz roka hai zamane ne har baar milan apna kab neend se jaagoge kab tootega ye sapna roka hai zamane ne har baar milan apna kab neend se jaagoge kab
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa huzoore wala jo ho ijaazat to hum ye saare jahaan se keh dein huzoore wala jo ho ijaazat to hum ye saare jahaan se keh dein tumhaari adaaon pe marte hain hum ye kisne kahaa hai ke darte hain hum huzoore wala jo ho ijaazat to hum ye saare jahaan se keh dein huzoore wala kyun na keh dein muhabbat khuda hai ye haqeeqat nahin hai to kyaa hai kyun na keh dein muhabbat khuda hai ye haqeeqat nahin hai to kyaa hai o dil waale daao lagaa le kar diya dil ko tere hawaale badaa luft chhup chhup ke jalne mein hai mazza teer kha kar sambhalne mein hai huzoore wala jo ho ijaazat to hum ye saare jahaan se keh dein tumhaari adaaon pe marte hain hum ye kisne kahaa hai ke darte hain hum huzoore wala dekhiye to zaraa muskuraa ke kaun betha hai pehloo mein aa ke dekhiye to zaraa muskuraa ke kaun betha hai pehloo mein aa ke o dil waale daao lagaa le kar diya dil ko tere hawaale ye neechi nigaahein gazab kar gayeen pata na chala zulm kab kar
aaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaa main shayad tumhare liye ajnabi hoon aaaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa main shayad tumhare liye ajnabi hoon magar chaand taare mujhe jaante hain ye saare nazaare mujhe jaante hain main shayad tumhare liye ajnabi hoon magar chaand taare mujhe jaante hain ye saare nazaare mujhe jaante hain aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa patta patta yahaan raazdaan hai mera zarre zarre mein rakh di hai maine jabaan patta patta yahaan raazdaan hai mera zarre zarre mein rakh di hai maine jabaan poochhte hain sabhi aaj mujhse yahi phool baithe hain kyun pyaar ko meharbaan bhool jaao bhi tum to mujhe ghum naa hoga ke sab ghum ke maare mujhe jaante hain ye saare nazaare mujhe jaante hain aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa bewafaayi ki raahon mein tum kho gaye har kadam par bhi meri wafaa ke nishaan bewafaayi ki raahon mein tum kho gaye har kadam par bhi meri wafaa ke nishaan tum ko aye chhod kar har kasam tod kar reh gayin
mera pyaar wo hai ke mar kar bhi tum ko juda apni baahon se hone na dega mera pyaar wo hai ke mar kar bhi tum ko juda apni baahon se hone na dega mili mujhko jannat to jannat ke badle khuda se meri jaan tumhen maang lega mera pyaar wo hai zamaana to karvat badlta rahega naye zindagi ke taraane banenge mitegi na lekin muhabbat humari mitane ke sau sau bahaane banenge haqeeqat hamesha haqeeqat rahegi kabhi bhi na iska fasaana banega mera pyaar wo hai ke mar kar bhi tum ko juda apni baahon se hone na dega mera pyaar wo hai tumhen chheen le meri baahon se koi mera pyaar yun besahaara nahin hai tumhara badan chandani aa ke chhoo le mere dil ko ye bhi gawara nahin hai khuda bhi agar tumse aa ke mile to tumhari kasam hai mera dil jalega mera pyaar wo hai ke mar kar bhi tum ko juda apni baahon se hone na dega mili mujhko jannat to jannat ke badle khuda se meri jaan tumhen maang lega mera pyaar wo hai
sitamgar tujhse ummeeden karam hogi jinhen hogi humen to dekhna ye hai ke tu zaalim kahaan tak hai muhabbat cheez hai kya muhabbat kar ke dekhenge muhabbat cheez hai kya muhabbat kar ke dekhenge qazaa kehte hain kisko kisi par marr ke dekhenge muhabbat cheez hai kya bada hi khubsurat dil se waada kar liya humne ke tum par jaan dene ka iraada kar liya humne ke tum par jaan dene ka iraada kar liya humne kahaan hai pyaar ki sooli kahaan hai pyaar ki sooli ye sooli chadh ke dekhenge qazaa kehte hain kisko kisi par marr ke dekhenge muhabbat cheez hai kya tumhare darr pe dil apna muhabbat ka sawaali hai nasheeli aankh se dekho suraahi dil ki khaali hai tumhare darr pe dil apna muhabbat ka sawaali hai nasheeli aankh se dekho suraahi dil ki khaali hai chhalak jaati hai kaise chhalak jaati hai kaise suraahi bhar ke dekhenge qazaa kehte hain kisko kisi par marr ke dekhenge muhabbat cheez hai kya liya jaayega kab tak jaaneman yun imtehaan apna suna do muskuraa kar faislaa
phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo dil ki har baat adhoori hai adhoori hai abhi apne ik aur mulaaqat zaroori hai abhi dil ki har baat adhoori hai adhoori hai abhi apne ik aur mulaaqat zaroori hai abhi chand lamhon ke liye saath ka waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo aap kyun dil ka hasin raaz mujhe dete hain kyun naya nagma naya saaz mujhe dete hain main to hoon doobi huyi pyaar ke toofanon mein aap saahil se hi aawaaz mujhe dete hain kal bhi honge yehi zazbaat ye waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo
yahi wo jagah hai yahi wo fizayein yahin par kabhi aap hum se mile thei yahi wo jagah hai yahi wo fizayein yahin par kabhi aap hum se mile thei inhein hum bhalaa kis tarah bhool jaayein yahin par kabhi aap hum se mile thei yahin par mera haath mein haath le kar kabhi naa bichhadane ka waada kiya tha sadaa ke liye ho gaye hum tumhaare gale se lagaa kar humein ye kaha tha kabhi kam na hongi humari wafaayein yahin par kabhi aap hum se mile thei yahin par wafaa ka nayaa rang bhar ke banaayi thee chaahat ki tasveer tumne yahin ki bahaaron se phoolon ko chun kar sanwaari thi ulfat ki takdeer tumne wo din aap ko yaad kaise dilaayen yahin par kabhi aap hum se mile thei yahi wo jagah hai yahi wo fizayein yahin par kabhi aap hum se mile thei
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Se Maine Meri Jaan Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 03:50 11834
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Sharmila Tagore
Duration : 03:50   Song Number : 11834   

Har Tukda Mere Dil Ka Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 07:03 36340
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 07:03   Song Number : 36340   

Huzoore Wala Jo Ho Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 05:55 20570
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Anindita Menon
Duration : 05:55   Song Number : 20570   

Main Shayad Tumhare Liye Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 05:40 11927
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:40   Song Number : 11927   

Mera Pyaar Wo Hai Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 04:14 14435
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Sharmila Tagore
Duration : 04:14   Song Number : 14435   

Muhabbat Cheez Hai Kya Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 04:20 14436
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Azeez Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Mumtaj
Duration : 04:20   Song Number : 14436   

Phir Miloge Kabhi Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 04:26 12220
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Vishwajeet
Duration : 04:26   Song Number : 12220   

Yehi Wo Jagah Hai Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 03:30 12003
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:30   Song Number : 12003