Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeVidhaata%20(1982)
HomeVidhaata%20(1982)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hooo o o o oooo hathon ki chand lakeeron ka hathon ki chand lakeeron ka sab khel hai bas taqdeeron ka sab khel hai bas taqdeeron ka taqdeer hai kya main kya jaanuu aaha aaha uho uho taqdeer hai kya main kya jaanu taqdeer hai kya main kya jaanu main aashiq hoon tadbeeron ka main aashiq hoon tadbeeron ka hathon ki chand lakeeron ka tiri titam titam tari titam titam tiri titam titam tari titam titam tiri titam tari tita tiri titam tari tita tara rara rara rara aa hoo oo o o o ooo apni taqdeer se kaun lade panghat pe pyase log khade apni taqdeer se kaun lade panghat pe pyase log khade hoo oo o o o mujhko karne hain kaam bade o yara kaam bade o lale kaam bade hai shauk tujhe taqreeron ka hai shauk tujhe taqreero ka main aashiq hoon tadbeeron ka hathon ki chand lakeeron ka hoo oo o o o ho ho ho ooo main maalik apni kismat ka main banda apni himmat ka main maalik apni kismat ka main banda apni himmat ka hoo oo o o dekhenge tamasha daulat ka yaara daulat ka o yaara daulat
maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai jhilmilaate sitaaron mein koi phool dekha hai koi phool dekha hai muskuraati bahaaron mein maine chaand dekha hai aisa khaab dekha hai jo kisi se nahin miltaa ik gulaab dekha hai jo kahin pe nahin khilta ik hanseen dekha hai ik hanseen dekha hai ek hai jo hazaaron mein maine chaand dekha hai apne shokh haathon se usne ghunghat banaaya hai apna roop ghunghat mein usne aise chhupaaya hai jaise chaand chhuptaa hai jaise chaand chhuptaa hai baadlon ki qataaron mein maine chaand dekha hai sun lo beqaraari kaa ye fasaana jahaan waalo keh lo shouk se mujhko tum deewana jahaan waalo likh lo naam mera bhi likh lo naam mera bhi aaj se beqaraaro mein maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai jhilmilaate sitaaron mein maine chaand dekha hai
mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan humare tumhare pyaar pe khuda ki rahe mehrbaniyan mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan humare tumhare pyaar pe khuda ki rahe mehrbaniyan mohabbat ki kahaniyan ye kisse nigahen yaar ke ye dhadkan dil e beqarar ki ye kisse nigahen yaar ke ye dhadkan dil e beqarar ki ye subhein tumhari yaad ki ye shamein suhaani bahaar ki tumhari mohabbat mein sanam mili hain humein ye nishaniyan humare tumhare pyaar pe khuda ki rahe mehrbaniyan mohabbat ki kahaniyan bahaaron ne aa ke neend se sabhi soye armaan jaga diye bahaaron ne aa ke neend se sabhi soye armaan jaga diye dhadkta raha dil raat bhar humein wo fasane suna diye koi aur sunle baat ye to kya kya na ho badgumaniyan mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan mohabbat ki kahaniyan zamana na humse chheen le ye daulat tumhare naam ki zamana na humse chheen le ye daulat tumhare naam ki nigahon se dekhe hum sabhi
o oooo saathiyaa o oooo saathiyaa saare sahaare toot jaayen ruth jaayen log humse kya hua tera sahaara hoon main mera sahaara hai tu tera sahaara hoon main o oooo saathiyaa ik duje ke ho jaayen ik duje mein kho jaayen ik duje ke ho jaayen ik duje mein kho jaayen mehlon se achchhee galiyaan chal apne ghar ko jaayen hoooo oooo ooooo aa tham le tu meri baahen sab nighaahen pher len to kya hua pyaar ki dhaara hoon main mera kinaara hai tu pyaar ki dhaara hoon main o oooo saathiyaa saare sahaare toot jaayen ruth jaayen log humse kya hua tera sahaara hoon main o oooo saathiyaa jeena hai hum to jee lenge zakhmon ko bhi see lenge jeena hai hum jee lenge zakhmon ko bhi see lenge aaya jo pyaasa saawan apne aansun pee lenge hoooo oooo ooooo ban jaayen kaante phool saare ye nazaare doob jaayen kya hua teri nazar hoon main mera nazaara hai tu teri nazar hoon main o oooo saathiyaa saare sahaare toot jaayen ruth jaayen log humse kya hua tera sahaara hoon main mera sahaara hai tu
haayeeeee haannnnnn haaannnnn haannnn saat saheliyaaan saat saheliyaan khadi khadi fariyaad sunaaye ghadi ghadi are saat saheliyaan khadi khadi fariyaad sunaaye ghadi ghadi ek saheli kaa miyaan tha dactor hoooooo ooooo oooooo haaye haaye are sach sach main kehti hoon sun lo sabhi sun lo sabhi are doctor ki biwi naa banna kabhi naa banna kabhi raat bhar muaaa raat bhar muaa sone naa de injection lagaaye ghadi ghadi raat bhar muaa sone naa de injection lagaaye ghadi ghadi are saat saheliyaan khadi khadi fariyaad sunaaye ghadi ghadi ek saheli ka miyaan tha driverr hoo soniyeeeee hooo hooo sach sach main kehniyaa sun lo sabhi sun lo sabhi driver di biwi naa banna kabhi naa banna kabhi haan raat bhar moyaa raat bhar moyaa sone naa de bhopu bajaaye ghadi ghadi raat bhar moyaa sone naa de bhopu bajaaye ghadi ghadi are saat saheliyaan khadi khadi fariyaad sunaaye ghadi ghadi ek saheli kaa miyaan tha darji hoooo hooo ooooo ooo sach sach main kehti hoon sun lo sabhi sun lo
shokhiyan nazar mein hain mastiyaan hain chaal mein jab se hai mere khayaal mein koi baat koi yaad koi naam shokhiyaan nazar mein hain mastiyaan hain chaal mein jab se hai mere khayaal mein koi baat koi yaad koi naam shokhiyaan nazar mein hain tanhaayi mein jaane kab kahin phir mulakaat ho ae mere dil deewane kis tarah roz ye baat ho ho oo aati hai aisi saal mein ek subah ek raat ek shaam shokhiyaan nazar mein hain mastiyaan hain chaal mein jab se hai mere khayaal mein koi baat koi yaad koi naam shokhiyaan nazar mein hain pyaar se main darta hoon sochta hoon chura loon nazar jis ko main yaad karta hoon usse daaman chhuda loon magar ho oo hoga ye dil har haal mein majbur bechain badnaam shokhiyaan nazar mein hain mastiyaan hain chaal mein jab se hai mere khayaal mein koi baat koi yaad koi naam shokhiyaan nazar mein hain
yaar jinhen tum bhool gaye ho yaar jinhen tum bhool gaye ho wo din yaad karoooo wo din yaad karo wo din yaad karoooo wo din yaad karo yaar jinhen tum bhool gaye ho wo din yaad karoooo wo din yaad karo chaand gagan se jhaank raha tha yaad karo ye jab tumne kaha tha jaise ye sach hai ke ye hain sitaaren waise ye sach hai ke hum hai tumhaare wo din yaad karoooo wo din yaad karo yaar jinhen tum bhool gaye ho wo din yaad karoooo wo din yaad karo bikhar gayin armaanon ki kaliyaan ujjad gayin bas sapnon ki galiyaan bhool gaye ho tum waade kasmen tod di saari pyaar ki rasmein wo din yaad karoooo wo din yaad karo yaar jinhen tum bhool gaye ho wo din yaad karoooo wo din yaad karo
Just tell me what you''ve come to say to me I`ve been waiting for so long and here I try It comes as a surprise that all can see So cut the crap and tell me that we''re through Now I know your heart I know your mind You don''t even know you''re being unkind Just use me up and then you walk away Well you can''t blame me that way Why did you blame me this way And I guess what you say is true I could never be the right kind of girl for you I could never be your woman I could never be your woman I could never be your woman I could never be your woman When I saw my best friend yesterday She said she never liked you from the start Well, me I wish that I could claim the same But you''re always near to have my heart And you''re such a charming handsome man Now I think I finally understand Is it in your genes I don''t know But I''ll soon find out that''s for sure Why did you blame me this way Well I guess what you say is true I could never be the right kind of girl for you
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hathon Ki Chand Vidhaata (1982) 04:43 32985
 
Poster of Vidhaata (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Shammi Kapoor
Duration : 04:43   Song Number : 32985   

Maine Chaand Dekha Hai Woh Din Yaad Karo (1971) 04:12 14408
 
Poster of Woh Din Yaad Karo (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:12   Song Number : 14408   

Mohabbat Ki Kahaniyan Woh Din Yaad Karo (1971) 06:28 32346
 
Poster of Woh Din Yaad Karo (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Nanda
Duration : 06:28   Song Number : 32346   

O Saathiya Vidhaata (1982) 04:57 14396
 
Poster of Vidhaata (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure
Duration : 04:57   Song Number : 14396   

Saat Saheliyan Vidhaata (1982) 09:14 12529
 
Poster of Vidhaata (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Padmini Kolhapure
Duration : 09:14   Song Number : 12529   

Shokhiyan Nazar Mein Vada Tera Vada (1974) 03:40 36103
 
Poster of Vada Tera Vada (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 03:40   Song Number : 36103   

Wo Din Yaad (Male) Woh Din Yaad Karo (1971) 03:54 14409
 
Poster of Woh Din Yaad Karo (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Nanda
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 03:54   Song Number : 14409   

Your Woman In the Style of White Town 04:22 11120
 
Poster of White Town
 
Category
English
Singer- 
White Town
Duration : 04:22   Song Number : 11120