Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeU%20Me%20Aur%20Hum%20(2008)
HomeU%20Me%20Aur%20Hum%20(2008)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmm jinko jinko bhi milna hai likha ishq milwaayega jinko jinko bhi milna hai likha ishq milwaayega door door se dhoondh dhoondh ke paas le aayegaa kahin bhi jaa ke chhupo ishq wahin aayegaa kitna bhi naa naa karo utha ke le jaayega maanon yaa naa maanon ye saari hi duniyaan issi ke dam pe chale jee le jee le jeel le ishq mein marna hai to aa mar bhi le ishq mein jee le jee le jeel le ishq mein marna hai to aa mar bhi le ishq mein jaate jaate hum in palon ko bhi saath le jaayenge baaton baaton mein jo bani hai wo baat le jaayenge hmmm zara bhulakkad hai dil ye bhool jaaye agar yaad dilaana humen ye paaniyon kaa shahar ye pal kam naa ho kabhi khatam naa ho waqt kahin bhi chale jee le jee le jeel le ishq mein marna hai to aa mar bhi le ishq mein jee le jee le jeel le ishq mein marna hai to aa mar bhi le ishq mein jab saahil pe hum pahunchenge to kidhar jaayenge apne apne ghar jaayenge yaa hooo apne ghar jaayenge issi safar mein se hi naya safar lenge hum jahaan bhi
nana na na nana nana na na nana nana nana nana nana nana na na nana nana nana nana nana nana hoo maine to maanga tha saheli jaisa saiyaan haan maine to maanga tha saheli jaisa saiyaan muaa palle pada paheli jaisa saiyaan paheli jaisa saiyaan paheli jaisa saiyaan haan bhoola bhoola sa rehta hai jhoola jhoola sa rehta hai nai delhi mein bareli jaisa saiyaan bareli jaisa saiyaan bareli jaisa saiyaan hoo maine to maanga tha na nana na nana nana nana na nana nana nana na nana nana nana na nana nana nana na nana nana nana na nana na saara din afwaahon saa udtaa phirtaa hai gali gali gali gali mora saiyaan hoo aa ke ghar angheethi saa baaten karta hai jali jali jala jala mora saiyaan baaware ne hi baawari kiya haaye maine kya panga le liya chhulo bhooton ki haweli jaisa saiyaan haweli jaisa saiyaan bareli jaisa saiyaan haa maine to maanga tha saheli jaisa saiyaan hooo uthte hi akhbaar pe toot padta hai subah subah bhookha saa mora saiyaan haan biwi se jyaada to ye tv se
ho apne rang ganwaye bin mere rang mein ghul jaao ho apne rang ganwaye bin mere rang mein ghul jaao apni dhoop bujhaye bin meri chhaon mein aa jaao chalo yun karein tum tum bhi raho main main bhi rahoon hum hum bhi rahein tum tum bhi raho main main bhi rahoon hum hum bhi rahein teeno mil ke saath chalen saathi janam janam u me aur hum u me aur hum u me aur hum apne rang ganwaye bin mere rang mein ghul jaao apni dhoop bujhaye bin meri chhaon mein aa jaao jaise baadal paani ka yaraana hai jaise gul aur khushboo ka dostana hai o jaise baadal paani ka yaraana hai jaise gul aur khushboo ka dostana hai waise hi rahein hum tum waise hi jiyen hum tum ho tere mere haathon mein koi bhi pinjara na ho ek duje par apna haq to ho kabza na ho har haal mein tum tum bhi raho hmm main main bhi rahon hum hum bhi rahen ho ek din to wo lamha bhi aana hai dono mein se ek ne chale jaana hai o ek din to wo lamha bhi aana hai dono mein se ek ne chale jaana hai baat ye sabhi hum tum jaan
hmm apne rang ganwaye bin mere rang mein ghul jaao apne rang ganwaye bin mere rang mein ghul jaao apni dhoop ganwaye bin meri chhaon mein aa jaao chalo yun karein tum tum bhi raho main main bhi rahoon humm hum bhi rahein tummm tum bhi raho mainnn main bhi rahoon hummm hum bhi rahein teeno mil ke saath chalen saathi janam janam u me aur hum u me aur hum u me aur hum apne rang ganwaye bin mere rang mein ghul jaao apni dhoop ganwaye bin meri chhaon mein aa jaao tu meri khamoshiyon ka saaz hai tere lafzon mein meri awaaz hai o tu mari khamoshiyon ka saaz hai tere lafzon mein meri awaaz hai har lein sabhi hum tum jaan lein abhi hum tum ho tere aansu ki ladi meri aankhon se bahe har khushi chhoti badi tere honton pe rahe hoo chal yun jeeyein sau ghum bhi ho ager aankh nam bhi ho par dil dil hi rahe milke saare khwaab jeeyein milke sabhi bharam u me aur hum
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jee Le U Me Aur Hum (2008) 05:07 11164
 
Poster of U Me Aur Hum (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Munna Dhiman
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Kajol
Duration : 05:07   Song Number : 11164   

Saiyaan U Me Aur Hum (2008) 03:50 11165
 
Poster of U Me Aur Hum (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Munna Dhiman
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Kajol
Duration : 03:50   Song Number : 11165   

U Me Aur Hum (Female) U Me Aur Hum (2008) 06:33 37387
 
Poster of U Me Aur Hum (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Munna Dhiman
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Kajol
Duration : 06:33   Song Number : 37387   

U Me Aur Hum (Male) U Me Aur Hum (2008) 04:07 37337
 
Poster of U Me Aur Hum (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Vishal Bharadwaj
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Vishal Bhardwaj
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Kajol
Duration : 04:07   Song Number : 37337