Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTeesri%20Kasam%20(1966)
HomeTeesri%20Kasam%20(1966)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


rahega ishq tera khaakh mein mila ke mujhe huye hain ibteda mein ranj imtehaan ke mujhe aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aa aa aa bhi jaa raat dhalne lagi chaand chhupne chala aa aa aa bhi jaa raat dhalne lagi hooo oooo chaand chhupne chala hoooo aaaa aa bhi jaa teri yaad mein bekhbar shamma ki tarah raat bhar teri yaad mein bekhbar shamma ki tarah raat bhar jali aarzoo dil jalaa aa aa aa bhi jaa raat dhalne lagi chaand chhupne chala aa aa aa bhi jaa raat dhalne lagi chaand chhupne chala hooo aa aa bhi jaa sitaaron ne munh pher kar kaha alvida humsafar sitaaron ne munh pher kar kaha alvida humsafar chala carvaan ab chala aa aa aa bhi jaa raat dhalne lagi hooo oooo chaand chhupne chala aa aa aa bhi jaa raat dhalne lagi chaand chhupne chala hooo aa aa aa bhi jaa ufak par khadi hai sehar andhera hai dil mein idhar ufak par khadi hai sehar hoo ooo andhera hai dil mein idhar wahi roz ka silsila aa aa aa bhi jaa raat dhalne lagi chaand chhupne chala aa aa aa bhi jaa raat
chalat musafir moh liya re pinjde waali muniyaa chalat musafir moh liya re pinjde waali muniyaa udd udd baithi halwaiyaa dukaniyaan udd udd baithi halwaiyaa dukaniyaan barfi ke sab ras le liya re pinjde waali muniyaa hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey udd udd baithi bajjajwaa dukaniyaan udd udd baithi bajjajwaa dukaniyaan kapda ke sab ras le liya re pinjde waali muniyaa udd udd baithi panwadiyaa dukaniyaan udd udd baithi panwadiyaa dukaniyaan are bida ke sab ras le liya re pinjde waali muniyaa haaa chalat musafir moh liya re pinjde waali muniyaa
duniya banaane waale kya tere mann mein samaayi kahe ko duniya banaayi toone kahe ko duniya banaayi duniya banaane waale kya tere mann mein samaayi kahe ko duniya banaayi toone kahe ko duniya banaayi kahe banaaye toone maati ke putle dharti ye pyari pyari mukhde ye ujale kahe banaayaa toone duniya ka khela kahe banaayaa toone duniya ka khela jis mein lagaya jawani ka mela gupchup tamasha dekhe wah re teri khudaayi kahe ko duniya banaayi toone kahe ko duniya banaayi duniya banaane waale kya tere mann mein samaayi kahe ko duniya banaayi toone kahe ko duniya banaayi tu bhi to tadpa hoga mann ko bana kar tufaan ye pyar ka mann mein chhupa kar koi chhabi to hogi aankhon mein teri koi chhabi to hogi aankhon mein teri aansu bhi chhalke honge palkon se teri bol kya sujhi tujhko kahe ko preet jagaayi kahe ko duniya banaayi toone kahe ko duniya banaayi duniya banaane waale kya tere mann mein samaayi kahe ko duniya banaayi toone kahe ko duniya banaayi preet banaa ke toone
haaye gazab kahin taaraa toota haaye gazab kahin taaraa toota loota re loota mere sainyaa ne loota haaye gazab kahin taaraa toota loota re loota mere sainyaa ne loota haaye gazab kahin taaraa toota pehla taara atariyaa pe toota pehla taara atariyaa pe toota daanton tale maine daabaa angoothaa daanton tale maine daabaa angootha loota re loota saanwariya ne loota haaaaaa haaye gazab kahin taaraa toota loota re loota mere sainyaa ne loota haaye gazab kahin taaraa toota doosra taaraa bajariyaa mein toota doosra taaraa bajariyaa mein toota dekhaa hai sabne ki mela sa chhoota dekhaa hai sabne ki mela sa chhoota lootaa re lootaa sipahyaa ne loota haaaaaa haaye gazab kahin taaraa toota loota re loota mere sainyaa ne loota haaye gazab kahin taaraa toota teesraa taaraa phool bagiyaa mein toota teesraa taaraa phool bagiyaa mein toota phoolon se poochhe koi hai kaun jhoothaa phoolon se poochhe koi hai kaun jhootha loota re lootaa darogaa ne loota haaaaaa haaye gazab kahin
laali laali doliya mein laali re dulhaniya meethe bain teekhe nainon waali re dulhaniya lautegi jo godi bhar humein na bhulaana laddu pedhe laana apne haathon se khilaana teri sab raaten ho diwaali re dulhaniya piya ki piyaari bholi bhaali re dulhaniya dulhe raajaa rakhana jatan se dulhan ko kabhi na dukhaana tum goriya ke mann ko naazuk hai naazon ki hai paali re dulhaniya piya ki piyaari bholi bhaali re dulhaniya
maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam ulfat bhi raas na aayi aji haan maare gaye gulfaam ik sabzpari dekhi aur dil ko ganva baithe mastana nigaahon par phir hosh loota baithe mastana nigaahon par phir hosh loota baithe phir hosh loota baithe kaahe ko main muskuraai aji haan maare gaye gulfaam maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam aabru ki kataari se nainon ki dodhaari se wo ho ke rahe zakhmi ik baad e bahaari se wo ho ke rahe zakhmi ik baad e bahaari se ik baad e bahaari se ye zulf kyon lehraai aji haan maare gaye gulfaam maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam is pyaar ki mehafil mein wo aaye muqaabil mein wo teer chale dil par halchal si hui dil mein wo teer chale dil par halchal si hui dil mein halchal si hui dil mein chahat ki saza paai aji haan maare gaye gulfaam maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam ulfat bhi raas na aayi aji haan maare gaye gulfaam
paan khaaye saiyaan humaro sanwali sooratiya honth laal laal haaye haaye malmal ka kurta malmal ke kurte pe chheent laal laal paan khaaye saiyaan humaro humne mangaayi surme daani le aaya zaalim banaras ka zarda humne mangaayi surme daani le aaya zaalim banaras ka zarda aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa apni hi duniya mein khoya rahe wo humre dil ki na poochhe bedarda poochhe bedarda paan khaaye saiyaan humaro hoye hoye sanwali sooratiya honth laal laal haaye haaye malmal ka kurta malmal ke kurte pe chheent laal laal paan khaaye saiyaan humaro baghiya gungun paayal chhun chhun chupke se aayi hai rut matwaali baghiya gungun paayal chhun chhun chupke se aayi hai rut matwaali aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa khil gayi kaliyan duniya jaane lekin na jaane baghiya ka maali baghiya ka maali paan khaaye saiyaan humaro sanwali sooratiya honth laal laal haaye haaye malmal ka kurta malmal ke kurte pe chheent laal laal paan khaaye saiyaan humaro khaa ke gilori shaam se oonge so jaaye
sajan re jhoot mat bolo khuda ke paas jaana hai na haathi hai na ghoda hai wahan paidal hi jaana hai sajan re jhoot mat bolo khuda ke paas jaana hai na haathi hai na ghoda hai wahan paidal hi jaana hai sajan re jhoot mat bolo tumhare mahel chaubare yahin reh jayenge saare tumhare mahel chaubare yahin reh jayenge saare akad kis baat ki pyare akad kis baat ki pyare ye sar phir bhi jhukana hai sajan re jhoot mat bolo khuda ke paas jaana hai bhala kije bhala hoga bura kije bura hoga bhala kije bhala hoga bura kije bura hoga bahi likh likh ke kya hoga bahi likh likh ke kya hoga yahin sab kuchh chukana hai sajan re jhoot mat bolo khuda ke paas jaana hai ladakpan khel mein khoya jawani neend bhar soya ladakpan khel mein khoya jawani neend bhar soya budhapa dekh kar roya budhapa dekh kar roya wohi kissa purana hai sajan re jhoot mat bolo khuda ke paas jaana hai na haathi hai na ghoda hai wahan paidal hi jaana hai sajan re jhoot mat bolo khuda ke paas jaana hai
sajanwa bairi ho gaye hamaar sajanwa bairi ho gaye hamaar chithiyaa ho to har koi baante chithiyaa ho to har koi baante bhaag na baante koi karamwa bairi ho gaye hamaar jaaye base pardes sajanwa sautan ke bharmaaye jaaye base pardes sajanwa sautan ke bharmaaye na sandes na koi khabariya rut aaye rut jaaye doob gaye hum beech bhanwar mein doob gaye hum beech bhanwar mein kar ke sola paar sajanwa bairi ho gaye humaar sooni sez god mori sooni maram naa jaane koi sooni sez god mori sooni maram naa jaane koi jhat pat tadpe beech bechari mamta aansoo roye naa koi iss paar humara naa koi iss paar humara naa koi uss paar sajanwa bairi ho gaye hamaar chithiyaa ho to har koi baante bhaag na baante koi karamwa bairi ho gaye hamaar sajanwa bairi ho gaye hamaar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Aa Bhi Jaa Teesri Kasam (1966) 05:07 20001
 
Poster of Teesri Kasam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 05:07   Song Number : 20001   

Chalat Musafir Teesri Kasam (1966) 03:05 20259
 
Poster of Teesri Kasam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Duration : 03:05   Song Number : 20259   

Duniya Banaane waale Teesri Kasam (1966) 05:57 20412
 
Poster of Teesri Kasam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:57   Song Number : 20412   

Haaye Gazab Kahin Taara Toota Teesri Kasam (1966) 04:15 14338
 
Poster of Teesri Kasam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Raj Kapoor
Duration : 04:15   Song Number : 14338   

Lali Lali Doliya Mein Lali Re Teesri Kasam (1966) 02:19 40864
 
Poster of Teesri Kasam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Waheeda Rehman
Duration : 02:19   Song Number : 40864   

Maare Gaye Gulfaam Teesri Kasam (1966) 03:53 14337
 
Poster of Teesri Kasam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Jaijaiwanti
Duration : 03:53   Song Number : 14337   

Paan Khaye Saiyaan Humaro Teesri Kasam (1966) 04:16 21075
 
Poster of Teesri Kasam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Yaman
Duration : 04:16   Song Number : 21075   

Sajan Re Jhoot Mat Bolo Teesri Kasam (1966) 03:47 21209
 
Poster of Teesri Kasam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:47   Song Number : 21209   

Sajanwa Bairi Ho Gaye Teesri Kasam (1966) 04:03 21211
 
Poster of Teesri Kasam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 04:03   Song Number : 21211