Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTaxi%20Driver%20(1954)
HomeTaxi%20Driver%20(1954)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ae meri zindagi aaj raat jhoom le aasmaan ko choom le kis ko pata hai kal aaye ke na aaye ae meri zindagi aaj raat jhoom le aasmaan ko choom le kis ko pata hai kal aaye ke na aaye ae meri zindagi aaj hai duniya teri jhoom le o matwaale aaj hai duniya teri yeh anmol zamaane phir nahin aane waale dekh yeh rut kahin beet na jaaye ae meri zindagi aaj raat jhoom le aasmaan ko choom le kis ko pata hai kal aaye ke na aaye ae meri zindagi pal pal kattee jaaye saans ki naazuk dori pal pal kattee jaaye jalte kanwal bujhaaye maut ki seena zori agle hi pal jaane kya ho jaaye ae meri zindagi aaj raat jhoom le aasmaan ko choom le kis ko pata hai kal aaye ke na aaye ae meri zindagi aaj thaher hi na jaaye dhalti raat ke saaye aaj thaher hi na jaaye kal kis ne dekha hai aaye ya na aaye aaye bhi to jaane humein paaye ke na paaye ae meri zindagi aaj raat jhoom le aasmaan ko choom le kis ko pata hai kal aaye ke na aaye ae meri zindagi
chahe koi khush ho chahe gaaliya hazaar de mast ram banke zindagi ke din guzaar de are mast ram banke zindagi ke din guzaar de are mast ram banke zindagi ke din guzaar de pee ke dhaandhali kare to mujh ko jail bhej do soonghane mein kya hai ye jawaab thaanedaar de mast ram banke zindagi ke din guzaar de bhaav agar badha bhi daale seth yaar ghum na kar are khaaye ja maje ke saath jab talak udhaar de bhaav agar badha bhi daale sethiya tu gam na kar khaaye ja maje ke saath jab talak udhaar de are mast ram banke zindagi ke din guzaar de dhat tere kee hava nikal gayi jeck lagaao tik tik tik tik stepny pahiyaa are pamping heyyy are mast ram banke zindagi ke din guzaar de baant kar jo khaaye us pe apni jaan o dil luta are jo bachaaye maal us ko jutiyon ka haar de baant kar jo khaaye us pe apni jaan o dil luta jo bachaaye maal us ko jutiyon ka haar de are mast ram banke zindagi ke din guzaar de chahe koi khush ho chahe gaaliya hazaar de mast ram banke zindagi ke din guzaar
dil jale to jale dil jale to jale ghum pale to pale kisi ki na sunnnn gaaye jaaaa dil jale to jale ghum pale to pale kisi ki na sunnnn gaaye jaaaa oo jeene waale aag se aag bujha le oo hoo jeene waalee oo jeene waale aag se aag bujha le jag ki na sunnnn pyaar ki dhun jag ki na sun pyaar ki dhun jhoom ke gaa le dil jale to jale ghum pale to pale kisi ki na sunnnn gaaye jaaaa hoo jeene waale ye kaliyaan ye taare oo hoo jeene waalee hoo jeene waale ye kaliyaan ye taare chup hain magarrrr takate idhar chup hain magar takate idhar kehte hain saare dil jale to jale ghum pale to pale kisi ki na sunnnn gaaye jaaaa hoo jeene waale chhed haseen taaraane oo hoo jeene waalee hoo jeene waale chhed haseen taaraane bichhade jo ab milna hai kab bichhade jo ab milna hai kab koi na jaane dil jale to jale ghum pale to pale kisi ki na sunnnn gaaye jaaaa dil jale to jale ghum pale to pale kisi ki na sunnnn gaaye jaaaa
dil se mila ke dil pyaar kijiye koi suhaana iqraar kijiye hoooo dil se mila ke dil pyaar kijiye koi suhaana iqraar kijiye hooo sharmaana kaisa ghabraana kaisa jeene se pehle marr jaana kaisa sharmaana kaisa ghabraana kaisa jeene se pehle marr jaana kaisa aanchalon ki chhaanv mein ras bhari fizaaon mein iss zindagi ko gulzaar kijiye dil se mila ke dil pyaar pyaar kijiye koi suhaana iqraar kijiye hooo aati bahaaren jaati bahaaren kab se khadi hain baandhe qataaren aati bahaaren jaati bahaaren kab se khadi hain baandhe qataaren chhaa rahi hai bekhudi keh rahi hai zindagi jee ki umangen bedaar kijiye dil se mila ke dil pyaar pyaar kijiye koi suhaana iqraar kijiye hoooo dil se bhula ke ruswaaiyon ko jannat bana le tanhaaiyon ko dil se bhula ke ruswaaiyon ko jannat bana le tanhaaiyon ko aarzoo jawaan hai waqt meharbaan hai dil so naa jaaye hoshiyaar kijiye dil se mila ke dil pyaar pyaar kijiye koi suhaana iqraar kijiye hoooo dil se mila ke dil pyaar kijiye koi suhaana
jaayen to jaayen kahaan jaayen to jaayen kahaan jaayen to jaayen kahaan samjhega kaun yahaan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahaan samjhega kaun yahaan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahaan maayusiyon ka majmaa hai jee mein kya reh gaya hai iss zindagi mein maayusiyon ka maayusiyon ka majmaa hai jee mein kya reh gaya hai iss zindagi mein rooh mein ghum dil mein dhuwaan jaayen to jaayen kahaan samjhega kaun yahaan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahaan unka bhi ghum hai apna bhi ghum hai ab dil ke bachne ki ummeed kam hai unka bhi ghum hai unka bhi ghum hai apna bhi ghum hai ab dil ke bachne ki ummeed kam hai ik kashti sau toofaan jaayen to jaayen kahaan samjhega kaun yahaan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahaan
jaayen to jaayen kahan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan o jaane waale daaman chhuda ke mushkil hai jeena tujhko bhoola ke o jaane waale o jaane waale daaman chhuda ke mushkil hai jeena tujhko bhoola ke iss se to hai maut aasaan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan aaaaa aaaaaa aaaaaaa seene mein shole saanson mein aahen iss zindagi se kaise nibhaayen seene mein shole seene mein shole saanson mein aahen iss zindagi se kaise nibhaayen har zazbaa hai veeraan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan
jeene do aur jiyo chadti jawaani ke din hain jeene do aur jiyo chadti jawaani ke din hain phir aisa samaan milega kahaan aaaa phir aisa samaan milega kahaan yahi zindagani ke din hain marna to sabko hai jee ke bhi dekh le chaahat ka ek jaam pee ke bhi dekh le marna to sabko hai jee ke bhi dekh le chaahat ka ek jaam pee ke bhi dekh le ye hawaa ye fizaa kehti hai dhoomen macha le ye hawaa ye fizaa kehti hai dhoomen macha le koi phool chun koi khaab bun dil ka muqaddar jaga le marna to sabko hai jee ke bhi dekh le chaahat ka ek jaam pee ke bhi dekh le marna to sabko hai jee ke bhi dekh le chaahat ka ek jaam pee ke bhi dekh le ye haseen zindagi hai ek raseela taraana ye haseen zindagi hai ek raseela taraana naa laa dil mein ghum o mere sanam ke hai ye khushi ka zamaana marna to sabko hai jee ke bhi dekh le chaahat ka ek jaam pee ke bhi dekh le marna to sabko hai jee ke bhi dekh le chaahat ka ek jaam pee ke bhi dekh le ho marna to sabko hai jee ke bhi dekh le chaahat ka
kha kar tune paan oye hoye kha kar haaye kha kar tune paan kasam se leli meri jaan tere main sadke jawaan haaye kha kar tune paan kasam se leli meri jaan tere main sadke jawaan haaye rabba teri shaan oye hoye rabba haaye rabba teri shaan mera bhi dol gaya imaan tere main sadke jawaan haaye kha kar tune paan kasam se leli meri jaan tere main sadke jawaan haaye kha kar tune paan honthon ko laali chume maathe pe lat ye jhumein bijli giri giri bijli giri giri hosh rahenge ud ke dekho na humko mud ke sajna ghadi ghadi sajna ghadi ghadi oye hoye oye hoye kurta jaalidaar pajaama uspe chudidaar tere main sadke jawan haaye rabba teri shaan mera bhi dol gaya imaan tere main sadke jawaan haaye kha kar tune paan din raat akhiyana miche sajna main tere peechhe phirungi gali gali phirungi gali gali tera badan gora main bhi jawaan chhora duniya jali jali duniya jali jali oye hoye oye hoye baiyaan meri thaam bala se ho jaaun badnaam tere main sadke jawan haaye kha kar tune paan
pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar yaar tum bhi kamaal karte ho pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar yaar tum bhi kamaal karte ho pyaar karte ho yaar tu jo palat ke aankh milaye meri jawani khil khil jaye is dil pe hai raaj tumhara aaj jo mango wo mil jaye raat baaki hai hum sa saathi hai tauba tauba kaise sawaal karte ho pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar yaar tum bhi kamaal karte ho pyaar karte ho yaar jaagi jaagi soyi soyi aaj phirun main khoyi khoyi yun to mohabbat haaye sab karte hain pyaar ko samjhe koyi koyi halka halka sa dard hota hai haye haye kya dil ka haal karte ho pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar yaar tum bhi kamaal karte ho pyaar karte ho yaar nazrein phere muh kyun moda haath pakad ke tumne chhoda tumne hamara dil kyun toda pyaar bhi karte thoda thoda aisi raaton mein door baithe ho jane jane kiska khayal karte ho pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar yaar tum bhi kamaal karte ho pyaar
teri neeli neeli jaakit teri jaakit mein ek pocket uss pocket mein ek locket aur locket mein tasveer mere yaar ki rakh na sambhaal ke nishaani mere pyaar ki meri zulfen kaale badal badal ka lagaya kajal kajal ne kiya man pagal aur pagal hain ummange mere yaar ki rakh na sambhaal ke nishaani mere pyaar ki teri neeli neeli jaakit teri jaakit mein ek pocket uss pocket mein ek locket aur locket mein tasveer mere yaar ki rakh na sambhaal ke nishaani mere pyaar ki meri zulfen kaale badal goren goren mehndi waale kabhi to honge pile tere haath bhi tere haath bhi hooooo chaahe zamaana kitna roke rahungi main to balama tere saath hi tere sath hi haayeee mujhe yaar mila hai chanchal mere dil main machaye halchal halchal ne kiya hai bekal aur bekal hai adaayen mere yaar ki rakh na sambhaal ke nishaani mere pyaar ki meri zulfen kaale badal badal ka lagaya kajal kajal ne kiya man pagal aur pagal hain ummange mere yaar ki rakh na sambhaal ke nishaani mere pyaar ki teri neeli
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Meri Zindagi Taxi Driver (1954) 03:16 40076
 
Poster of Taxi Driver (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:16   Song Number : 40076   

Chahe Koi Khush Ho Taxi Driver (1954) 03:18 19159
 
Poster of Taxi Driver (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 03:18   Song Number : 19159   

Dil Jale To Jale Taxi Driver (1954) 03:03 14332
 
Poster of Taxi Driver (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sheela Ramani
Duration : 03:03   Song Number : 14332   

Dil Se Mila Ke Dil Taxi Driver (1954) 02:59 14333
 
Poster of Taxi Driver (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sheela Ramani
Duration : 02:59   Song Number : 14333   

Jaayen To Jaayen (Male) Taxi Driver (1954) 03:51 14330
 
Poster of Taxi Driver (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:51   Song Number : 14330   

Jaayen To Jaayen Kahan Taxi Driver (1954) 03:22 12151
 
Poster of Taxi Driver (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kalpana Kaartik
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:22   Song Number : 12151   

Jeene Do Aur Jiyo Taxi Driver (1954) 03:32 14331
 
Poster of Taxi Driver (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sheela Ramani
Duration : 03:32   Song Number : 14331   

Kha Kar Tune Paan Taxi Driver (1973) 04:23 18853
 
Poster of Taxi Driver (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 04:23   Song Number : 18853   

Pyaar Karte Ho Yaar Taxi Driver (1973) 04:29 37048
 
Poster of Taxi Driver (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Krishna Kalley
On Screen Actors- 
Babita, Rajesh Khanna
Duration : 04:29   Song Number : 37048   

Teri Neeli Neeli Jacket Taxi Driver (1954) 05:02 14334
 
Poster of Taxi Driver (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Anupama, Vishal Anand
Duration : 05:02   Song Number : 14334