Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTalaaq%20(1958)
HomeTalaaq%20(1958)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aap ki baatein karein ya apna afsaana kahein aap ki baatein karein ya apna afsaana kahein hosh mein donon nahin hain kisko deewaana kahein hosh mein donon nahin hain kisko deewaana kahein aap ki baatein karein aapki baanhon mein aakar khil uthi hai zindagi aapki baanhon mein aakar khil uthi hai zindagi in bahaaron ko bhala hum kiska nazraana kahein in bahaaron ko bhala hum kiska nazraana kahein aap ki baatein karein raaz e ulfat zindagi bhar raaz rehna chahiye raaz e ulfat zindagi bhar raaz rehna chahiye aankhon hi aankhon mein ye khamosh afsaana kahein aankhon hi aankhon mein ye khamosh afsaana kahein aap ki baatein karein ya apna afsaana kahein hosh mein dono nahin hain kisko deewaana kahein aap ki baatein karein
aapne apna banaya meherbani aapki meherbani aapki hum to is kaabil na the hum to is kaabil na the hum to is kaabil na the hai kaddrdaani aapki meherbani apki aapne apna banaya aaj humne dil ke badle aapko dil de diya aaj humne dil ke badle aapko dil de diya is inayat is nawazish is karam ka shukriya humne bhi dil mein chhupa li ye nishani aapki meherbani aapki aapne apna banaya aap mil jayen to phir duniya mein koi ghum nahin aap mil jayen to phir duniya mein koi ghum nahin kyu na mil jaye ke purab aur pachchhim hum nahin ban gaya mera fasaana ab kahani aapki meherbani apki hum to is kaabil na the hai kaddrdaani aapki meherbani aapki aapne apna banaya
apne suron mein mere suron ko basa lo apne suron mein mere suron ko basa lo ye geet amar ho jaaye ye geet amar ho jaaye apne suron mein mere suron ko basa lo ye geet amar ho jaaye ye geet amar ho jaaye bol raseele hoton pe aise saja lo ye geet amar ho jaaye ye geet amar ho jaaye apne suron mein mere suron ko basa lo jaadu jaage sur sargam ka aashaon ka roop khileee jaadu jaage jaadu jaage sur sargam ka aashaon ka roop khileee do nainon mein sukh sapnon ki har pal sheetal dhoop khile tum sangeet ko jeevan meet bana lo aa aa aa tum sangeet ko jeevan meet bana lo ye geet amar ho jaaye ye geet amar ho jaaye apne suron mein mere suron ko basa lo jhoom uthe ye saanjh ki bela jhoom uthe ye saanjh ki bela ras ki boonden barsaao o lehke mehke jeevan bagiya aisi kaliyaan bikhrao saawan ke tum saare rang chura lo hoo oo oo saawan ke tum saare rang chura lo ye geet amar ho jaaye ye geet amar ho jaaye apne suron mein mere suron ko basa lo dheemi dheemi lay par vyakul dhadkan ko
bigul baj raha aazadi ka gagan gunjata naaron se mila rahi hai aaj hind ki mitti nazar sitaron se ek baat kehni hai lekin aaj desh ke pyaron se janta se netaon se faujon ki khadi qataron se kehni hai ik baat hamein is desh ke pehredaron se sambhal ke rehna apne ghar mein chhipe huye gaddaron se jhank rahe hain apne dushman apni hi deewaron se sambhal ke rehna apne ghar mein chhipe huye gaddaron se loot rahe hain desh ki daulat lobhi rishwat khor yahan kaat rahe janta ki jeben watan ke dushman chor yahan sach ke upar jhooth ka din din badhta jata jor jahan jagte rehna aye netaao khatra charon or yahan nahin chalega kaam dosto kewal jay jaykaron se aye bharat mata ke beto aye bharat mata ke beto suno samay ki boli ko phailati jo phoot yahan par door karo us toli ko kabhi na jalne dena phir se bhed bhav ki holi ko jo gandhi ko cheer gayi thi yaad karo us goli ko saari basti jal jaati hai mutthi bhar angaron se jago tum ko bapu ki jageer ki raksha karni hai jago lakhon
c a t cat cat maane billi r a t rat rat maane chuha are dil hai tere panje mein to kya huaaa m a d mad mad maane paagal b o y boy boy maane ladka re matlab iska tum kaho to kya huaaa are c a t cat cat maane billi r a t rat rat maane chuha are dil hai tere panje mein to kya huaaa m a d mad mad maane paagal b o y boy boy maane ladka re matlab iska tum kaho to kya huaaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ari baanwari tu ban jaa meri zara sun main kya kehta hoon zara dekh idhar tujhe hai khabar tu hai kaun aur main kya hoon ari baanwari tu ban jaa meri zara sun main kya kehta hoon zara dekh idhar tujhe hai khabar tu hai kaun aur main kya hoon g o at goat goat maane bakri l i o n lion lion maane sher are dil hai tere panje mein to kya huaaa m a d mad mad maane paagal b o y boy boy maane ladka re matlab iska tum kaho to kya huaaa lage taakne kabhi aapne sheesha le ke munh dekha bhi tumhin ek nahin jahaan mein haseen naa hoga koi humsa bhi lage taakne kabhi aapne sheesha le ke
chori chori aag si dil mein laga kar chal diye hum tadapte reh gaye wo muskura kar chal diye chori chori chori chori aag si dil mein laga kar chal diye hum tadapte reh gaye wo muskura kar chal diye chori chori dil ki hasrat aansuon mein dil ki hasrat aansuon mein tukde ho kar beh gayi tukde ho kar beh gayi meri ummeedon pe bijli jab gira kar chal diye hum tadapte reh gaye wo muskura kar chal diye chori chori chori chori aag si dil mein laga kar chal diye hum tadapte reh gaye wo muskura kar chal diye chori chori aansuon mein daastaan e ghum sunaani thi abhi aansuon mein daastaan e ghum sunaani thi abhi daastaan e ghum sunaani haan sunaani thi abhi dil ki dil mein hi rahi armaan mita kar chal diye hum tadapte reh gaye wo muskura kar chal diye chori chori chori chori aag si dil mein laga kar chal diye hum tadapte reh gaye wo muskura kar chal diye chori chori kya anokhi chot di hai kya anokhi chot di hai bewafaa bedard ne bewafaa bedard ne dil mein reh kar dekhiye wo
wafaa ke naam peeeeee kitne gunaah hote hain ye unse poochhe koi jo tabaah hote hain haaye hoooo ooooo oooo ooooo oooo ooo ooooo daaman mein daag laga baithe daaman mein daag laga baithe hum pyaar mein dhokha kha baithe hum pyaar mein dhokha kha baithe daaman mein daag laga baithe haayeeee haaye chhoti si bhool jawaani kiiiiii chhoti si bhool jawaani ki jo tumko yaad naa aayegi uss bhool ke taane de de kar duniyaa hum ko tadpaayegi uthte hi nazar jhuk jaayegiiiii uthte hi nazar jhuk jaayegi hoooo oooo oooo ooooo oooo uthte hi nazar jhuk jaayegi aaj aisi thokar kha baithe hum pyaar mein dhokha kha baithe daaman mein daag laga baithe haayee hoooo haayee chaahat ke liye do rasmon koooooooo chaahat ke liye do rasmon ko thukraa ke guzarne waale the jo saath hi jeene waale the aur saath hi marne waale the toofaan ke hawaale kar ke humen toofaan ke hawaale kar ke humen hoooooo oooooo ooooo ooooo toofaan ke hawaale kar ke humen khud door kinaare jaa baithe hum pyaar mein
dhoondhe nazar nazar mera chaand hai kidhar aa jagmaga ke yun muskura ke mujhko rahe na apni khabar dole kadam kadam bana husn bhi sitam dil ko bachaa ke khud ko chhupaa ke aakhir kahan ab le jaayen hum dhoondhe nazar nazar aaja ke main hoon tere waste aankhon ki shamme jalaye huye wo shokh nazren jo pichha karen badhte kadam dagmagaye huye oo oo aaja ke main hoon tere waste aankhon ki shamme jalaye huye oo oo wo shokh nazren jo pichha karen badhte kadam dagmagaye huye dhoondhe nazar nazar keh do ke humko na dekhe koi aise ke yeh dil dhadkane lage aa aa main kya karun mere seene mein jab ek aag meethi bhadakne lage ho oo keh do ke humko na dekhe koi aise ke yeh dil dhadkane lage aa aa main kya karun mere seene mein jab ek aag meethi bhadakne lage dhoondhe nazar nazar mera chaand hai kidhar aa jagmaga ke yun muskura ke mujhko rahe na apni khabar dole kadam kadam bana husn bhi sitam dil ko bachake khudko chhupake aakhir kahan ab le jaayen hum dhoondhe nazar nazar
dil akhir dil hai dil akhir dil hai kis ko sunayen haal e dil haal e dil dil akhir dil hai dil akhir dil hai kis ko sunayen haal e dil haal e dil dil akhir dil hai nazuk to tha ye aina socha na tha lekin kabhi kuchh iss tarha todegi dil bus ek nazar ki berukhi kis ko sunayen haal e dil haal e dil dil akhir dil hai dil akhir dil hai patthar kaho sheesha kaho chaahe koi bhi naam do ye pyaar ke kabil nahin dil ko na ye ilzaam do kis ko sunayen haal e dil haal e dil dil akhir dil hai dil akhir dil hai gul bhi khile ghulshan khila harsu huyi rangeen fiza ae kaash ye poochhe koi veeraan kyun hai dil mera kis ko sunayen haal e dil haal e dil dil akhir dil hai dil akhir dil hai kis ko sunayen haal e dil haal e dil dil akhir dil hai dil akhir dil hai
jaane waaleeee kabhi nahin aate jaane waale ki yaad aati hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai pyaar ki jismen hoti hai pooja ye pritam kaa ghar hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai har dhadkan hai aarti bandhan aankh jo meenchi ho gaye darshan har dhadkan hai aarti bandhan aankh jo meenchi ho gaye darshan maut mitaa de chaahe hasti yaad to amar hai maut mitaa de chaahe hasti yaad to amar hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai pyaar ki jismen hoti hai pooja ye pritam kaa ghar hai hum yaadon ke phool chadhayen aur aansoon ke deep jalaayen hum yaadon ke phool chadhayen aur aansoon ke deep jalaayen saanson ka har taar pukaare ye prem nagar hai saanson ka har taar pukaare ye prem nagar hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai pyaar ki jismen hoti hai pooja ye pritam kaa ghar hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaa
jaadoo saa chhane laga paagal banaane laga kuchh yaad aane laga kuchh bhool jaane laga kya na kare kya kare ye dil kya kare ye dil kya kare deewana paagal sa dil aankhon ke kaajal sa dil lehraaten aanchal sa dil zulfon ke baadal sa dil tarse na ye barse na ye ye dil kya kare ye dil kya kare jaadoo saa chhane laga paagal banaane laga kuchh yaad aane laga kuchh bhool jaane laga kya na kare kya kare ye dil kya kare ye dil kya kare tum se chura le tumhen sab se chhupa le tumhen jaan se laga le tumhen sapna bana le tumhen main betaab hoon tu bechain hai ye dil kya kare ye dil kya kare jaadoo saa chhane laga paagal banaane laga kuchh yaad aane laga kuchh bhool jaane laga kya na kare kya kare ye dil kya kare ye dil kya kare
bhoola fasana koi guzra zamana koi saathi purana koi banke bahana koi agar dil mein yun sama jaye to ye dil kya kare ye dil kya kare jaadu sa chhane laga pagal banane laga kuchh yaad aane laga kuchh bhool jaane laga kya na karen kya karen ye dil kya kare ye dil kya kare iss paar reh na sake uss paar jaa na sake khamosh reh na sake jo chaahe keh na sake ye pagal sama ye mausam jawan ye dil kya kare ye dil kya kare jaadu sa chhane laga pagal banane laga kuchh yaad aane laga kuchh bhool jane laga kya na kare kya kare ye dil kya kare ye dil kya kare ye dil kya kare ye dil kya kare
Do Dilon Ki
ehsaan itna saa kar de mujhe phir tanhaa saa kar de tere binaaaaaaaa jee naa sakunga mil ke ye tujhse keh naa sakunga ehsaan itna saa kar de mujhe phir tanhaa saa kar de tera mera ye naata kyun toota tera mera ye pyaar kyun rutha aadhi baaten adhuri raaten reh gayi tere binaa tera mera ye naata kyun toota tera mera ye pyaar kyun rutha aadhi baaten adhuri raaten reh gayi tere binaa tanhaaiyaan seh naa sakunga tere binaaaaaaaa jee naa sakunga ehsaan itna saa kar de mujhe phir tanhaa saa kar de ooooo hooooo hooooo hoooo hooooo hooooo hoooo oooo oooo ooooo hoooooo ooooooo oooooo ooooo hoooooo hooooo hooooo oooo hoooooo hooooo tu nahin rahaa teri yaad reh gayi palkon mein teri aas reh gayi koi to hoga bahaana bata tunjhko bhula dene ka tu nahin rahaa teri yaad reh gayi palkon mein teri aas reh gayi koi to hoga bahaana bata tunjhko bhula dene ka tanhaaiyaan seh naa sakunga tere binaaaaaaaa jee naa sakunga ehsaan itna saa kar de mujhe phir tanhaa saa kar de ehsaan itna
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ek haseen shaam ko dil mera kho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya pahle apna hua karta tha ab kisi ka ho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya muddaton se aarzoo thi zindagi mein koi aaye sooni sooni zindagi mein koi shamma jhilmilaye wo jo aaye to roshan zamaana ho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya mere dil ke kaarvan ko le chala hai aaj koi shabnami si jiski aankhen thodi jaagi thodi soyi unko dekha to mausam suhaanaa ho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya pahle apna hua karta tha ab kisi ka ho gaya ek haseen shaam ko dil mera kho gaya
ek patthar dil ko main dil de baithi ek bedardi ko main dil de baithi sheeshe se patthar takraaya maati ke but se pyaar kiya ek patthar dil ko main dil de baithi sheeshe se patthar takraaya maati ke but se pyaar kiya ek patthar dil ko main dil de baithi usne ghunghat na khola main ghunghat mein jalti rahi usne ghunghat na khola main ghunghat mein jalti rahi uski yaad chhuri banke mere dil pe chalti rahi meetha meetha dard saha bedardi se kuchh na kaha main deewani thi na jaani apne kaatil ko main dil de baithi dulhan banke sej sajaai julmi ka intezaar kiya ek patthar dil ko main dil de baithi ek bedardi ko main dil de baithi keh kar jeena achchha hai chup reh kar mar jaane se keh kar jeena achchha hai chup reh kar mar jaane se sharam bahut aayi phir bhi chhedi baat bahaane se dil ka haal kaha sunke wo chup chaap raha main deewani thi na jaani aise bujdil ko main dil de baithi aaj nahin to kal samjhega maine aitbaar kiya ek patthar dil ko main dil de baithi ek
hum tere pyaar mein saara aalam kho baithe hain kho baithe tum kehte ho ke aise pyaar ko bhool jaao bhool jaao hum tere pyaar mein saara aalam kho baithe hain kho baithe tum kehte ho ke aise pyaar ko bhool jaao bhool jaao hum tere pyaar mein saara aalam panchhi se chhuda kar uska ghar tum apne ghar par le aaye ye pyaar ka pinjra mann bhaaya hum jee bhar bhar kar muskaaye jab pyaar hua iss pinjre se tum kehne lage aazad raho hum kaise bhulaaye pyaar tera tum apni zubaan se ye naa kaho ab tum saa jahaan mein koi nahin hai hum to tumhare ho baithe tum kehte ho ke aise pyaar ko bhool jaao bhool jaao hum tere pyaar mein saara aalam iss tere charan ki dhool se humne apni jeevan maang bhari jab hi to suhaagan kehlaayi duniyaa ki nazar mein pyaar bani tum pyaar ki sundar murat ho aur pyaar humari pooja hai ab inn charanon mein dam nikale bas itni aur tamnna hai hum pyaar ke gangaa jal se balam ji tan mann apna dho baithe tum kehte ho ke aise pyaar ko bhool jaao bhool jaao
hum to muhabbat karega duniyaan se nahin darega chaahe ye zamaana kahe humko deewana aji hum to muhabbat karega duniyaan se nahin darega chaahe ye zamaana kahe humko deewana aji hum to muhabbat karega chupke se aap to dil le ke chale jaate hain peechhe peechhe deewane phir bhi chale aate hain chupke se aap to dil le ke chale jaate hain peechhe peechhe deewane phir bhi chale aate hain juta paalish karega juta paalish karega lekin tum par marega chaahe ye zamaana kahe humko deewana aji hum to muhabbat karega thokar se aur bhi armaan ye jawaan hote hain duniyaan mein hum jaise aashiq bhi kaha hote hain thokar se aur bhi armaan ye jawaan hote hain duniyaan mein hum jaise aashiq bhi kaha hote hain laila laila karega laila laila karega thandi aahen bharega chaahe ye zamaana kahe humko deewana aji hum to muhabbat karega door ho ho ke aji yun na sataao humko hum jiyen kaise bhala ye to batao humko door ho ho ke aji yun na sataao humko hum jiyen kaise bhala ye to batao
humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha naa humaar kaha haaye humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji ho raaja ji sautan ke lambe lambe baal ho raaja ji haaye ho raaja ji sautan ke lambe lambe baal ulajh mat jaana raaja ji ulajh mat jaana raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji ho raaja ji sautan ke chikne chikne gaal ho raaja ji hoooooo raajaaa ji ho raaja ji sautan ke chikne chikne gaal phisal mat jaana raaja ji phisal mat jaana raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji o raaja ji sautan hai kaanto waali bel o raaja ji haaye o raaja ji sautan hai kaanto waali bel lipat mat jaana raaja ji lipat mat jaana raaja ji humaar kaha maanon raaja ji
aaha aaha aaha la la hoo hoo hoo jab se dekha hai tumhen aisa lagta hai mere khwaab ki taabeer ho tum mere dil mein jo chhupi thi wo hi tasveer ho tum jab se dekha hai tumhen aisa lagta hai mere haath ki tehreer ho tum mere dil mein jo chhupi thi wo hi tasveer ho tum har ujaale mein mehakti thi tumhari khushboo tum wohi ho jo chamakti thi sitaaron ki tarah main to jis raah se gujari hoon tumhein paaya hai tum mujhe dekhte rehte the nazaaron ki tarah jab se dekha hai tumhen aisa lagta hai mere khwaab ki taabeer ho tum mere dil mein jo chhupi thi wo hi tasveer ho tum pyaar koshish se nahin milta zamaane mein kabhi aap hi aap koi dil mein utar aata hai jab bhi jo khawab kisi mod pe mil jate hein har andhere mein ujala sa bikhar jata hai jab se dekha hai tumhen aisa lagta hai mere khwaab ki taabeer ho tum mere dil mein jo chhupi thi wo hi tasveer ho tum jab se dekha hai tumhen aisa lagta hai mere khwaab ki taabeer ho tum mere dil mein jo chhupi thi wo hi tasveer ho tum
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Ki Baatein Karein Dil Ki Rahen (1973) 03:50 32308
 
Poster of Dil Ki Rahen (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan
Duration : 03:50   Song Number : 32308   

Aapne Apna Banaya Dulhan Ek Raat Ki (1966) 03:36 32084
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Nutan
Duration : 03:36   Song Number : 32084   

Apne Suron Mein Mere Suron Ko Basa Lo Dil Ki Rahen (1973) 05:56 36073
 
Poster of Dil Ki Rahen (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rehana Sultan, Rakesh Pandey
Duration : 05:56   Song Number : 36073   

Bigul Baj Raha Aazadi Ka Talaq (1958) 04:24 36573
 
Poster of Talaq (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Ashwini, Kamini Kadam, Rajendra Kumar, Sajjan
Duration : 04:24   Song Number : 36573   

C A T Cat Maane Billi Dilli Ka Thug (1958) 03:39 20243
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Nutan, Kishore Kumar
Duration : 03:39   Song Number : 20243   

Chori Chori Aag Si Dil Mein Dholak (1951) 03:50 16222
 
Poster of Dholak (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shyam Lal Shums
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Meena
Duration : 03:50   Song Number : 16222   

Daaman Mein Daag Laga Dhool Ka Phool (1959) 05:17 13084
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Rajendra Kumar, Nanda
Duration : 05:17   Song Number : 13084   

Dhoondhe Nazar Nazar Dilli Ka Dada (1962) 03:28 36206
 
Poster of Dilli Ka Dada (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Sheikh Mukhtar, Sahira
Duration : 03:28   Song Number : 36206   

Dil Akhir Dil Hai Dil Akhir Dil Hai (1982) 04:38 18348
 
Poster of Dil Akhir Dil Hai (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anil Mohile
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi
Duration : 04:38   Song Number : 18348   

Dil Ek Mandir Hai Dil Ek Mandir (1963) 04:26 20354
 
Poster of Dil Ek Mandir (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Raag- 
Jogiya
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:26   Song Number : 20354   

Dil Kya Kare Dil Kya Kare (1999) 04:29 16893
 
Poster of Dil Kya Kare (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Kajol, Ajay Devgan
Duration : 04:29   Song Number : 16893   

Dil Kya Kare (Sad) Dil Kya Kare (1999) 02:57 32663
 
Poster of Dil Kya Kare (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Kajol, Ajay Devgan
Duration : 02:57   Song Number : 32663   

Do Dilon Ki Dil Kya Kare (1999) 05:37 36565
 
Poster of Dil Kya Kare (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Mahima Choudhary, Ajay Devgan
Duration : 05:37   Song Number : 36565   

Ehsaan Dil Kabaddi (2008) 04:33 16989
 
Poster of Dil Kabaddi (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Sachin Gupta
Music Director- 
Sachin Gupta
On Screen Actors- 
Rahul Khanna, Soha Ali Khan
Duration : 04:33   Song Number : 16989   

Ek Haseen Shaam Ko Dil Dulhan Ek Raat Ki (1966) 03:47 20438
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:47   Song Number : 20438   

Ek Patthar Dil Ko Main Dil Dil Ka Heera (1979) 05:29 39370
 
Poster of Dil Ka Heera (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dharmendra
Duration : 05:29   Song Number : 39370   

Hum Tere Pyaar Mein Dil Ek Mandir (1963) 05:00 13096
 
Poster of Dil Ek Mandir (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Des
Duration : 05:00   Song Number : 13096   

Hum To Muhabbat Karega Dilli Ka Thug (1958) 03:16 20550
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Nutan
Duration : 03:16   Song Number : 20550   

Humaar Kaha Maano Dulhan Ek Raat Ki (1966) 03:31 13193
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Helen
Raag- 
Khamaj
Duration : 03:31   Song Number : 13193   

Jab Se Dekha Hai Tumhen Dil Akhir Dil Hai (1982) 03:59 18349
 
Poster of Dil Akhir Dil Hai (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anil Mohile
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Naseeruddin Shah, Parveen Babi
Duration : 03:59   Song Number : 18349