Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSweekar%20(1973)
HomeSweekar%20(1973)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ajnabi kaun ho tum jab se tumhen dekha hai saari duniyaa meri aankhon mein simat aayi hai ajnabi kaun ho tum jab se tumhen dekha hai saari duniyaa meri aankhon mein simat aayi hai ajnabi kaun ho tum tum to har geet mein shaamil the tarannum ban ke tum mile ho mujhe phoolon ka tabassum ban ke aisa lagta hai ke barson se shanaaz aayi hai ajnabi kaun ho tum jab se tumhen dekha hai saari duniyaa meri aankhon mein simat aayi hai ajnabi kaun ho tum khaab ka rang haqeeqat mein nazar aaya hai dil mein dhadkan ki tarah koi utar aaya hai aaj har saans mein shehnaayi si leharaayi hai ajnabi kaun ho tum jab se tumhen dekha hai saari duniyaa meri aankhon mein simat aayi hai ajnabi kaun ho tum koi aahat si andheron mein chamak jaati hai raat aati hai to tanhaayi mehak jaati hai tum mile ho yaa muhabbat ne ghazal gaayi hai ajnabi kaun ho tum jab se tumhen dekha hai saari duniyaa meri aankhon mein simat aayi hai ajnabi kaun ho tum
angdaiyaan le le kar tanhaiyon mein aksar main sochti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil angdaiyaan le le kar tanhaiyon mein aksar main sochti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil sulge rang roop mera paani mein aag jaisa chandan se is badan se lipte koi naag jaisa ruswaiyon se dar kar parchhaiyon se chhup kar kuchh doondhti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil sapnon mein ho gayi hai saajan se baat jaise lagta hai aa rahi hai meri baraat jaise shehnaiyaan yun sunkar shehnaiyon ki dhun par main sochti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil jaane wo preet apni jaane paraayi ho kya ho jo meet na tha thoda harjaai ho harjaiyon se mil kar gehraiyon mein kho kar main sochti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil angdaiyaan le le kar tanhaiyon mein aksar main sochti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho
chaand ke paas jo chaand ke paas jo sitaara hai wo sitaara haseen lagta hai wo sitaara haseen lagta hai jab se tum ho meri nighaon mein jab se tum ho meri nighaon mein har nazaara haseen lagta hai har nazaara haseen lagta hai chaand ke paas jo sitaara hai zindagi do dilon ki chaahat hai zindagi do dilon ki chaahat hai zindagi do dilon ki chaahat hai har khushi pyaar ki amaanat hai pyaar ke paas jo pyaar ke paas jo sahaara hai wo sahaara haseen lagta hai wo sahaara haseen lagta hai chaand ke paas jo sitaara hai raat tanhaayion ki dushman hai raat tanhaayion ki dushman hai raat tanhaayion ki dushman hai har safar humsafar se roshan hai mauj ke paas jo mauj ke paas jo kinaara hai wo kinaara haseen lagta hai wo kinaara haseen lagta hai chaand ke paas jo sitaara hai aaj ki raat hai muraadon ki aaj ki raat hai muraadon ki aaj ki raat hai muraadon ki roshni hai naye iraadon ki shamma ke paas jo shamma ke paas jo sharaara hai wo sharaara haseen lagta hai wo sharaara haseen
angdayian le lekar tanhaiyon mein aksar main sochti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil angdayian le lekar tanhaiyon mein aksar main sochti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil sulge rang roop mera paani mein aag jaisa chandan se is badan se lipte koyi naag jaisa ruswaaiyon se dar kar parchhaiyon se chhupkar kuchh dhundhti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil sapnon mein ho gayi hai saajan se baat jaise lagta hai aa rahi hai meri baraat jaise shehnayian yoon sunkar shehnaiyon ki dhun par main jhoomti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil jaane wo preet apni jaane paraayi ho kya ho jo meet ban ja thoda harjaayi ho harjaiyon se milkar gehraiyon mein kho kar main sochti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil angdayian le lekar tanhaiyon mein aksar main sochti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ajnabi Kaun Ho Tum Sweekar Kiya Maine (1983) 05:02 15742
 
Poster of Sweekar Kiya Maine (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Nida
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Shabana Azmi
Duration : 05:02   Song Number : 15742   

Angdaiyaan Le Le Kar Sweekar (1973) 04:25 38655
 
Poster of Sweekar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:25   Song Number : 38655   

Chaand Ke Paas Jo Sitaara Sweekar Kiya Maine (1983) 04:42 15677
 
Poster of Sweekar Kiya Maine (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Nida
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Shabana Azmi
Duration : 04:42   Song Number : 15677   

Kahin Pyaar Ho Na Jaaye Sweekar (1973) 04:37 11293
 
Poster of Sweekar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Hansa Maker
Duration : 04:37   Song Number : 11293