Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSwarg%20(1990)
HomeSwarg%20(1990)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aag hai lagi huyi aag hai lagi huyi har taraf yahaan wahaan jal rahi hai ye zameen jal raha hai aasmaan aag hai lagi huyi har taraf yahaan wahaan jal rahi hai ye zameen jal raha hai aasmaan aag hai lagi huyi dil kya hai ha ha kaanch ka khilona hai sapan ek salona hai dil bada naazuk hai ye toot naa jaaye kahin khelte hain dil se jo ye khabar unko nahin dil bada naazuk hai ye toot naa jaaye kahin khelte hain dil se jo ye khabar unko nahin dil gaya to kya raha dil ke saath hai jahaan jal rahi hai ye zameen jal raha hai aasmaan aag hai lagi huyi cheez kya hai pyaar ye ik dawaa hai yaar ye ye dawaa kabhi kabhi ghum ka jaam ban gayi zindagi ki har suhab ek shaam ban gayi roshni chali gayi roshni chali gayi reh gaya dhuwaan dhuwaan jal rahi hai ye zameen jal raha hai aasmaan dor toot jaati hai jode gaanth aati hai shaadi aur byaah hai rishtaa aitbaar ka saat janam ke vaaste ek waada pyaar ka shaadi aur byaah hai rishtaa aitbaar ka saat janam ke vaaste ek waada pyaar ka
aye mere dost laut ke aajaa bin tere zindagi adhoori hai aye mere dost laut ke aajaa bin tere zindagi adhoori hai aake to dekh meri haalat ko bin tere har khushi adhoori hai aye mere dost laut ke aajaa ban ke humdard mera humsaaya tu meri zindagi mein aaya tha ban ke humdard mera humsaaya tu meri zindagi mein aaya tha pyaar apnon se bhi zyaada kiya mujhe toone log kehte hain tu paraaya tha log kehte hain tu paraaya tha aye mere dost laut ke aajaa bin tere zindagi adhoori hai aye mere dost laut ke aajaa mere dil se yahi dua nikle tu jahaan bhi rahe khushhaal rahe mere dil se yahi dua nikle tu jahaan bhi rahe khushhaal rahe bhool ke bhi na bhoola paaun main tujhe humdum har ghadi bas tera khayaal rahe her ghadi bas tera khayaal rahe aye mere dost laut ke aajaa bin tere zindagi adhoori hai aye mere dost laut ke aajaa yaad aate hai jab karam tere meri aankhon se ashq behte hain yaad aate hai jab karam tere meri aankhon se ashq behte hain tere ehsaanon ka badlaa mein
bam bam bam bam bambai bambai humko jam gayi bam bam bam bam bambai bambai humko jam gayi dekh ke ee bambai ka najara dil ki dhadkan tham gayi bam bam bam bam bambai bambai humko jam gayi bam bam bam bam bambai bambai humko jam gayi dekh ke ee bambai ka najara dil ki dhadkan tham gayi bam bam bam bam bambai bambai humko jam gayi bam bam bam bam bambai bambai humko jam gayi chanchal shokh haseenon ki dekho yahan bharmaar hai husn ke saare rangon ki chaupaati pe bahaar hai sone chandi ke upar bani huyi ye bastiyaan in galiyon in koochon mein rehti hai filmi hastiyaan unko to ye swarg lage jinki jeb mein maal hai mara mara phirta hai jo kadka kangaal hai lakhon ki roji roti lakhon ki takdeer hai yahan jo aaya gaya nahin shehar nahin zanjeer hai hum jo aaye ee nagari mein apni tabiyat ram gayi bam bam bam bam bambai bambai humko jam gayi bam bam bam bam bambai bambai humko jam gayi unchi unchi buildingein rahne ko par ghar nahin itne sare raaste chalne ko par dagar
kaise kate din kaise kati raaten poocho naa saathiyaa judaayi ki baaten poocho naa saathiyaa judaayi ki baaten kaise kate din kaise kati raaten poocho naa saathiyaa judaayi ki baaten poocho naa saathiyaa judaayi ki baaten mujh ko to roz aati thi humdam tumhari yaad aa ke mile ho aaj tum kitne dinon ke baad mujh ko to roz aati thi humdam tumhari yaad aa ke mile ho aaj tum kitne dinon ke baad jab yaad tumhari aati thi main chori chori roti thi khoyi rehti thi khayaaaalon mein hoooooo ooooo ooooo naa jagti thi naa soti thi kaise kate din kaise kati raaten poocho naa saathiyaa judaayi ki baaten poocho naa saathiyaa judaayi ki baaten tum se main door jaa ke bhi kitne kareeb tha bas kuchh dinon ke waaste rutha naseeb tha tum se main door jaa ke bhi kitne kareeb tha bas kuchh dinon ke waaste rutha naseeb tha iss dharti se uss ambar tak ik chehra tumhara dikhta tha jab sapne tumaare aaaaate thhe hoooooo ooooo oooooo main pyaar bhara khat likhta tha kaise kate din kaise
leena leena hoo hoo hooooo leena o leena dil toone chheena hey leena o leena dil toone chheena saare shehar mein nahin tujh si koi haseena leena o leena dil toone chheena hey leena o leena dil toone chheena jo tere roop ke jaado mein kho gaya jo teri zulf ke saaye mein soo gaya uska hai marna marna uska hai jeena jeena leena o leena dil toone chheena hey leena o leena dil toone chheena aisi hain aankhein teri jaise ke koi gazal yaa kisi jheel mein tairte do kamal inmein na doob jaaye iss dil ka ye safeena leena o leena dil toone chheena hmm leena o leena dil toone chheena guzregi ab zindagi teri haseen yaad mein aaye na aaye kabhi phir aaj ke baad mein ye raat ye ghadi ye din saal ye maheena leena o leena dil toone chheena hey leena o leena dil toone chheena saare shehar mein nahin tujh si koi haseena leena o leena dil toone chheena ye leena o leena dil toone chheena
nahin nahin aaaaaa kya are nahin nahin are baba kyaa nahin nahin koi tumsa haseen nahin nahin koi tumsa haseen hooo iss ka hai matlab dekhen hain tumne laakhon haseen are nahin nahin nahin nahin nahin nahin koi tumsa haseen nahin nahin koi tumsa haseen nahin nahin koi tumsa haseen hooo iss ka hai matlab dekhen hain tumne laakhon haseen are nahin nahin nahin nahin nahin nahin koi tumsa haseen yun hi thodi der ko main to shayar ban gayaa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aaaa haaa haaa haaa haaa yun hi thodi der ko main to shayar ban gaya maine to dekha nahin jalwa koi husn ka tum mein hai jo baat kisi mein hoooo tum mein hai jo baat kisi mein dekhi naa wo baat kahin hmmm hmmm achchhaa ji are nahin nahin nahin nahin nahin nahin koi tumsa haseen nahin nahin koi tumsa haseen nahin nahin koi tumsa haseen aaaa aaaa haaa haaa aaaa haaaa haaaa aaaa haaaa haaaa haaaa main ye kaise maan loon tum itne anjaan ho aaaa haa haa haa haa haa haa o hoo hoo hoo hoo main ye kaise maan loon
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aag Hai Lagi Huyi Swarg Narak (1978) 06:00 18373
 
Poster of Swarg Narak (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 06:00   Song Number : 18373   

Aye Mere Dost Laut Ke Aajaa Swarg (1990) 07:36 17843
 
Poster of Swarg (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
Singer- 
Mohammad Aziz
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Govinda, Juhi Chawla, Madhvi
Duration : 07:36   Song Number : 17843   

Bam Bam Bambai Swarg (1990) 05:12 37409
 
Poster of Swarg (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Govinda
Duration : 05:12   Song Number : 37409   

Kaise Kate Din Swarg (1990) 06:34 18777
 
Poster of Swarg (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Juhi Chawla, Govinda
Duration : 06:34   Song Number : 18777   

Leena O Leena Swarg Narak (1978) 04:53 18374
 
Poster of Swarg Narak (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Moushumi Chatterjee
Duration : 04:53   Song Number : 18374   

Nahin Nahin Koi Tumsa Haseen Swarg Narak (1978) 05:52 18375
 
Poster of Swarg Narak (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jeetendra, Moushumi Chatterjee
Duration : 05:52   Song Number : 18375