Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeStreet%20Singer%20(1966)
HomeStreet%20Singer%20(1966)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Aa Aaja Aaja Aa Gale Laga, Aise Mein Tu To Kahan Chala Kahan Chala Saaqiya
baabul moraaaaaaaa naihar chhuuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa moraaaaaaaaaaaaaaa naihar chhuuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto hi jaayeee chaar kahaar mil mori doliyaaa sajaaven re chaar kahaar mil mori doliyaaa sajaaven re chaar kahaar mil mori doliyaaa sajaaven re moraa apna begaana chhutoooo jaayee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto hi jaayeee angnaaaaa to parbat bhayaaaaaa aur dehri bhayi bidesh angnaaaaa to parbat bhayaaaaaa aur dehri bhayi bidesh le baabul ghar aapno main chali piya ke des baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto hi jaayeee
aaaa aa aa aaaa bina tumhare maza kya hai aise jeene mein bina tumhare maza kya hai aise jeene mein viraha ki aag lagi hai bhadkate seene mein bina tumhare maza kya hai aise jeene mein bina tumhare humen chand aisa lagta hai bina tumhare humen chand aisa lagta hai ke jaise zakhm ho aaaa aa aa aaaa ke jaise zakhm ho is aasma ke seene mein viraha ki aag lagi hai bhadkate seene mein bina tumhare maza kya hai aise jeene mein yeh mere pyaar ka dhokha nahin hai aye hasrat yeh mere pyaar ka dhokha nahin hai aye hasrat hasi hai unki hasi hai unki sitaron ke har nageene mein viraha ki aag lagi hai bhadkate seene mein bina tumhare maza kya hai aise jeene mein
ghar ki murgi daal barabar ghar ki murgi daal barabar koi na puchhe baat bhi aa kar naam zara bhi kuchh ho jaye duniya aa kar gale lagaye aaaa ghar ki murgi daal barabar kal to hum aur the aaj hum aur hain kya se kya ho gaya kabile gaur hai kal to hum aur the aaj hum aur hain kya se kya ho gaya kabile gaur hai ye watan bhi mera meharbaan ho gaya ye watan bhi meraa meharbaan ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya ghar ki murgi daal barabar kya kahun majra har sanam hai fida ban gayi dosti dushmanon ki adaa kya kahun majra har sanam hai fida ban gayi dosti dushmanon ki adaa jo koi door tha paas wo aa gaya jo koi door tha paas wo aa gaya aa gaya aa gaya aa gaya ghar ki murgi daal barabar koi na puchhe baat bhi aa kar naam zara bhi kuchh ho jaye duniya aa kar gale lagaye aaaa ghar ki murgi daal barabar ghar ki murgi daal barabar
jeevan been madhur na baaje jhoothe padh gaye taar bigde kaath se kaam bane kya megh baje na malhaar bigde kaath se kaam bane kya megh baje na malhaar pancham chhedo madhyam bole kharaj bane gandhar aaaaaaaaaaaa pancham chhedo madhyam bole kharaj bane gandhar been ke jhuthe pad gaye taar been ke jhuthe pad gaye taar jeevan been madhur na baaje jhoothe pad gaye taar been ke jhoothe pad gaye taar in taaron ko kholo in tarbhon ko phenko phenko in taaron ko kholo in tarbhon ko phenko phenko in taaron ko kholo uttam taar nayi tarbhen ho tab ho naya shringaar uttam taar nayi tarbhen ho tab ho naya shringaar jis parde se jo sur bole goonj uthe sansaar been ke jhuthe pad gaye taar jeevan been madhur na baaje jhoothe pad gaye taar been ke jhoothe pad gaye taar bajne ko hai goonj nagaada hona hai sabse chhutkaara bajne ko hai goonj nagaada hona hai sabse chhutkaara apna jo hai use samajh lo wo bhi nahin humaara apna jo hai use samajh lo wo bhi nahin humaara
Jigar Ka Dard Badhtaa Ja
sukoon dil ko mayassar gul o samar mein nahin sukoon dil ko mayassar gul o samar mein nahin sukoon dil ko mayassar gul o samar mein nahin jo aashiyaan mein hai apne woh baag bhar mein nahin jo aashiyaan mein hai apne woh baag bhar mein nahin jahaan hai raah e guzar keh rahi hai chalti saans jahaan hai raah e guzar keh rahi hai chalti saans sukoon ki koi ummeed umar bhar bhi nahin sukoon ki koi ummeed umar bhar bhi nahin na aasraa ho jise doosre kaa aye humdam na aasraa ho jise doosre kaa aye humdam woh aisaa dil hai ke jaise chiraag ghar mein nahin woh aisaa dil hai ke jaise chiraag ghar mein nahin paraaye dukh ko dukh apna samajh le aur de saath paraaye dukh ko dukh apna samajh le aur de saath bashar nahin jo yeh baat aarzoo bashar mein nahin bashar nahin jo yeh baat aarzoo bashar mein nahin sukoon dil ko mayassar gul o samar mein nahin jo aashiyaan mein hai apne woh baag bhar mein nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Gale Laga Street Singer (1966) 03:34 15672
 
Poster of Street Singer (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Suraj
Singer- 
Sharda
On Screen Actors- 
Ratna
Duration : 03:34   Song Number : 15672   

Baabul Mora Street Singer (1938) 03:15 11224
 
Poster of Street Singer (1938)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1938
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
R C Boral
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:15   Song Number : 11224   

Bina Tumhare Maza Kya Hai Street Singer (1966) 03:47 32951
 
Poster of Street Singer (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Suraj
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar
Duration : 03:47   Song Number : 32951   

Ghar Ki Murgi Daal Barabar Street Singer (1966) 03:13 11236
 
Poster of Street Singer (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Suraj
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar
Duration : 03:13   Song Number : 11236   

Jeevan Been Madhur Street Singer (1938) 03:22 40759
 
Poster of Street Singer (1938)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1938
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
R C Boral
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Duration : 03:22   Song Number : 40759   

Jigar Ka Dard Badhta Ja Street Singer (1966) 03:22 36990
 
Poster of Street Singer (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Sarita
Duration : 03:22   Song Number : 36990   

Sukoon Dil Ko Mayassar Street Singer (1938) 03:21 40705
 
Poster of Street Singer (1938)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1938
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
R C Boral
On Screen Actors- 
Kanan Devi
Duration : 03:21   Song Number : 40705