Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSohni%20Mahiwal%20(1984)
HomeSohni%20Mahiwal%20(1984)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye meri zindagi ke sahaareeeee kahaan hai tuuuuuuu mujh ko bhi apne paas bula le jahaan hai tuuuuuuu aaj galiyon mein teri aaya hai deewana tera aaj galiyon mein teri aaya hai deewana tera dil mein le kar ghum tera honthon pe afsaana tera aaj galiyon mein teri bheekh de deedaar ki pardaa utha jalwaa dikha bheekh de deedaar ki pardaa utha jalwaa dikha maangta hai husn ki khairaat mastaana tera maangta hai husn ki khairaat mastaana tera aaj galiyon mein teri aaya hai deewana tera aaj galiyon mein teri tu hi dil ko husn ki chingaariyon se phoonk de tu hi dil ko husn ki chingaariyon se phoonk de aag mein ghum ki jalaa jaata hai parwana tera aag mein ghum ki jalaa jaata hai parwana tera aaj galiyon mein teri teri marzi hai bana de yaa mita de tu mujhe teri marzi hai bana de yaa mita de tu mujhe zindagi tujh par hai sadke dil hai nazraana tera zindagi tujh par hai sadke dil hai nazraana tera aaj galiyon mein teri aaya hai deewana tera dil mein le kar ghum tera honthon
ooooo ooooo ooooooooo oooo oooo oooo oooo ooooo oooooo ooooo ooooo oooooo ooooo ooooo ooooo oooooooooo oooooo ooooo ooooo oooo ooooo ooooo ooooo aane waale ko aana hoga jaane waale ko jaana hoga aane waale ko aana hoga jaane waale ko jaana hoga ooooo ooooo oooooo oooooo mili hai pyaar ki manzil naye safar ke liye tumhare ho gaye hum aaj umr bhar ke liye mili hai pyaar ki manzil naye safar ke liye tumhare ho gaye hum aaj umr bhar ke liye pyaar karke nibhaana hoga pyaar karke nibhaana hoga aane waale ko aana hoga jaane waale ko jaana hoga ooooo ooooo oooooo oooooo khushi ke mauj mein hum aaj doobe jaate hain humaare haath se patwaar chhute jaate hain khushi ke mauj mein hum aaj doobe jaate hain humaare haath se patwaar chhute jaate hain ishq mein doob jaana hoga ishq mein doob jaana hoga aane waale ko aana hoga jaane waale ko jaana hoga ooooo ooooo oooooo oooooo humare pyaar ke kisse sunaaye jaayenge ye geet saare zamaane mein gaaye jaayenge humare pyaar ke kisse
aye mere maalik mere parwardigaar sun mere toote huye dil ki pukaar aaj main laachaar hoon majboor hoon zinda reh kar zindagi se door hoon aa gayi kashti meriiiiii majhdhaar mein sar jhukaati hoon tere darbaar mein haath utha kar maangti hoon main duaa dekhiye hota hai ab anjaam kya kaun sunta hai meriiiiii fariyaad koooooo kaun aata hai meri imdaad ko kaun aata hai meri imdaad ko
naam khuda ka le zara sabak shuru kar bismilaah phool kaho yaa chand sitaare khel khilone pyaare pyaare mitti se bane hum saare bol do meethe hmm hmm hmm hmm bol do meethe bol soniyeee haaye bhed dilon ke khol soniye are bol do meethe bol soniyeee haaye bhed dilon ke khol soniye hooo oooo sone ka hai mol soneyaa mitti hai anmol soneyaa sone ka hai mol soneyaaaa haaye mitti hai anmol soneyaa hoooo oooo oooooo bol do meethe bol soniyeee bhed dilon ke khol soniye jee karta hai iss mitti se apne dil saaaa main ghada banaaun jee karta hai iss mitti se apne dil saaaa main ghada banaaun meetha chanaab ka paani uss mein bhar laaun teri pyaas bhujaaun pardesiyaaaa baith tu mere kol soniyeeee haaye baith tu mere kol soniye hoooo oooooo bol do meethe bol soneyaaa bhed dilon ke khol soneyaa aaaaaaaaaaaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa ooooo ooooo oooooo oooooo oooo ooooo ooooo ooooo oooooo ooooo ooooo ooooo jee karta hai iss mitti se tere jaisa
chaand chhupa aur taare doobe raat gazab ki aayi husn chala hai ishq se milne zulm ki badli chhaayi ooooo oooo ooooo raat gazab ki aayi chaand chhupa aur taare doobe raat gazab ki aayi husn chala hai ishq se milne zulm ki badli chhaayi ooooo oooo ooooo raat gazab ki aayi toot padi hai aandhi ghum ki hooooooo ooooo oooooo oooo toot padi hai aandhi ghum ki aaj pawan hai paagal aaj pawan hai paagal kaanp rahi hai dharti saari cheekh rahen hain baadal hooooo ooooo ooooo ooooo oooo cheekh rahen hain baadal duniyaa ke toofan hazaaron husn ki ik tanhaayi husn chala hai ishq se milne zulm ki badli chhaayi ooooo oooo ooooo raat gazab ki aayi maut ki naagan aaj khadi hai raah mein phan phailaaye jungle jungle naach rahen hain shaitaanon ke saaye hooooo ooooo ooooo ooooo oooo shaitaanon ke saaye aaj khuda khaamosh hai jaise bhool gaya ho khudaayi husn chala hai ishq se milne zulm ki badli chhaayi ooooo oooo ooooo raat gazab ki aayi ghor andhera mushkil raahen kadam kadam pe
duniyaa hai isi ka naam kahin shaadi kahin barbaadi kahin shaadi kahin barbaadi kabhi subah kabhi hai shaam kahin shaadi kahin barbaadi nagma hai kahin shehnaayi kaa maatam hai kahin tanhaayi kaa koi zehar piye koi jaam re koi zehar piye koi jaam duniyaa hai isi ka naam kahin shaadi kahin barbaadi kahin shaadi kahin barbaadi tum gair se naata jod chale aur mujhko tadapta chhod chale socha naa mera anjaam re socha naa mera anjaam duniyaa hai isi ka naam kahin shaadi kahin barbaadi kahin shaadi kahin barbaadi ho tum ko mubaaraq duniyaa nayi duniyaa nayi kar lena humen bhi yaad kabhi kar lena humen bhi yaad kabhi tum shaad ho hum naaqam re tum shaad ho hum naaqam duniyaa hai isi ka naam kahin shaadi kahin barbaadi kahin shaadi kahin barbaadi kabhi subah kabhi hai shaam kahin shaadi kahin barbaadi
id ke din sab milenge apne apne yaar seeeee hum gale mil mil ke royenge daro deewaar se id ka din tere bin hai pheeka aa jaa aa jaa ke din hai khushi ka hum akele aur ye mele id hai aur teri yaad hai chaand nikla naa meri khushi kaa id kaisi jo ghum ho kisi ka main qafas mein ghum ke bas mein zindagi meri barbaad hai id mil jaa ke dil ka mite ghum jaane agle baras hon naa hon hum kuchh bharosa nahin zindagi ka id ka din tere bin hai pheeka aa jaa aa jaa ke din hai khushi ka hum akele aur ye mele id hai aur teri yaad hai id hai aur majbooriyaan hain kya karun yaar se dooriyaan hain aaj din hai badi beqasi kaa id kaisi jo ghum ho kisi ka chaand nikla naa meri khushi kaa main qafas mein ghum ke bas mein zindagi meri barbaad hai id ka din tere bin hai pheeka aa jaa aa jaa ke din hai khushi ka hum akele aur ye mele id hai aur teri yaad hai
mera bichhadaaaaa yaaaar mila de mera bichhadaaaaa yaaaar mila de sadkaa rasul kaa mera bichhada yaar mila de mera bichhada yaar mila de sadka rasul kaa hoooo sadka rasul kaa mere dil ka dard mita de sadka rasul kaa hoooo sadka rasul kaa maalik tune duniyaa bhar ki bigdi baat banaayi aaaaa aaaa aaaaa bigdi baat banaayi meri bhi taqdeer bana to jaanu teri khudaayi to jaanu teri khudaayi mera ujdaa pyaar basaa de mera bichhada yaar mila de sadka rasul kaa tu hi bata de tu hi bata de jaaun kidhar ko naa manzil naa dera naa manzil naa deraaaaaaa uss nagri ki raah dikha de yaar jahaan ho mera yaar jahaan ho mera meri naiyyaa paar laga de mera bichhada yaar mila de sadka rasul kaa mere dil ka dard mita de sadka rasul kaa hoooo sadka rasul kaa
aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa milti hai bheekh maula tere huzur se meri bhi jholi bhar de aayi hoon door se aayi hoon door se aayi hoon door se darr pe chadhane tere duniyaa chiraag laayi duniyaa chiraag laayi meri bhi sun le daata main dil ke daag laayi main dil ke daag laayi gaafil rahega kab tak tu ek majboor se meri bhi jholi bhar de aayi hoon door se maane naa duniyaa bairiiiii maane naa duniyaa bairi sachchi muhabbat meri dil mera tu hi rakh le maula duhaayi teri nafrat hai iss duniyaa ke jhoothe dastoor se meri bhi jholi bhar de aayi hoon door se duniyaa waalon ko daata duniyaa waalon ko daata chaahe jag saara de de main to hoon jogan jiski mujhko wo pyaara de de pyaara de de pyaara pyaara aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa jalwaa dikha jalwaa dikha de apna dil bhar de noor se
oooo hooooo lad gayi lad gayi lad gayi lad gayi lad gayi panghat pe nazariyaa lad gayi re panghat pe nazariyaa lad gayi reeeeee maine sakhi ri ek sapna dekha chaunk padi kal raat ko dilbar mera nadi kinaare aaya mulaaqat ko dil dhadka mera main darr gayi re main marr gayi laakh bane hoshiyaar jawaani phir bhi thokar khaaye re sab ke dil par teer chalaaye khud ghayal ho jaaye re haaye re badnaam jawaani kar gayi re main marr gayi yaar mera naadan sakhi ri kachchi tode beriyaan dil maange wo humse khila ke meethi do ganderiya bedard ke paale pad gayi re main marr gayi reeeeeeee
aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa sohni chanab de kinare se pukaare tera naam aajaa aajaa aa sohni chanab de sohni chanab de kinare se pukaare tera naam aajaa aajaa aa sohni chanab de aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa barson puraane hum yaar soniya hum yaar soniya hoooo barson puraane hum yaar soniya hum yaar soniya barson puraana hai ye pyaar soneya haaye barson purani har baat mulaaqat naye naam aajaaaa sohni chanab de sohni chanab de kinare se pukaare tera naam aajaa aajaa aa sohni chanab de aise kuchh log hai jo milte nahin haaye milte nahin hooooo aise kuchh log hai jo milte nahin haaye milte nahin aise kuchh phool hai jo khilte nahin haaye unn mein na likh de zamaana kahin apna bhi naam aajaaaa sohni chanab de sohni chanab de kinare se pukaare tera naam aajaa aajaa aa sohni chanab de sohni chanab de sohni chanab de sohni chanab de sohni chanab de
soni meri soni soni aur nahin koi honi soni rabb se jiyaada tera naam leta hoon rabb mujhe maaf kare mera insaaf kare rabb mujhe maaf kare mera insaaf kare sona mera maahi sona aur nahin koi hona sona rabb se jiyaada tera naam leti hoon rabb mujhe maaf kare mera insaaf kare haaye rabb mujhe maaf kare haaye mera insaaf kare soni meri soni soni sona mera maahi sona jeene ka bahaana nahin marne ka thikaana nahin bin tere dhool mitti khaakh ye zamaana nahin jeene ka bahaana nahin marne ka thikaana nahin bin tere dhool mitti khaakh ye zamaana nahin deti hoon duwaayen tujhe teri main balaayen subah shaam leti hoon deti hoon duwaayen tujhe teri main balaayen subah shaam leti hoon rabb se jiyaada tera naam leti hoon rabb mujhe maaf kare mera insaaf kare rabb mujhe maaf kare haaye mera insaaf kare soni meri soni soni sona mera maahi sona hooooooo pardesiaaaaaa hoooo oooo pardesiaaa pardesiaaaaa pardesiaa o pardesiaaa maine pardesi piyaa jab tera naam liya tune kaise jaan
aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa teri mehfil tera jalwaa teri soorat dekh li teri mehfil tera jalwaa teri soorat dekh li meri aankhon ne meri aankhon ne isi duniyaa mein jannat dekh li teri mehfil tera jalwaa teri soorat dekh li meri aankhon ne isi duniyaa mein jannat dekh li aye meri jaane tamannaaa aye meri jaane tamanna aye meri jaane wafaa pyaar ki manzil dikha di tune tera shukriyaa tune tera shukriyaa tere darr pe muskuraati maine kismat dekh li meri aankhon neeee meri aankhon ne isi duniyaa mein jannat dekh li ek dil aur uss pe laakhooon ek dil aur uss pe laakhon girne waali bijliyaan ye jawaani ye adaayen ye tadap ye shokhiyaan ye tadap ye shokhiyaan sir se lekar paanv tak maine qayaamat dekh li meri aankhon neeee meri aankhon ne isi duniyaa mein jannat dekh li umr bhar zinda rahungaaaa umr bhar zinda rahunga main sahaare par tere zindagi apni loota doonga ishaare par tere main ishaare
akele akele kahaan jaa rahe ho mujhe saath le lo jahaan jaa rahe ho tumhare sang main bhi chalungi tumhare sang tumhare sang main bhi chalungi piya jaise patang pichhe dor haan re piya jaise patang pichhe dor tumhare sang main bhi chalungi piya jaise patang pichhe dor haan re piya jaise patang pichhe dor aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaa jaane naa doongi tumhen saiyaan akele bhool bhulaiyaa piya duniyaa ke mele bhool bhulaiyaa piya duniyaa ke mele dil ko tumhare kahin koi naa le le dil ko tumhare kahin koi naa le le yahaan laakhon hain chor chale dil par naa zor ho yahaan laakhon hain chor chale dil par naa zor tumhare sang main bhi chalungi piya jaise patang pichhe dor haan re piya jaise patang pichhe dor jaate ho jaao magar itna kahungi dil mein tumhare piya har dam rahungi dekhegi duniyaa aisi ulfat karungi aisi ulfat karungi dekhegi duniyaa aisi ulfat karungi aisi ulfat karungi haan haannnnn jaise chanda chakor jaise saawan mein mor hooo jaise chanda chakor jaise saawan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Galiyon Mein Teri Sohni Mahiwal (1958) 03:52 14264
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Nimmi, Om Prakash
Duration : 03:52   Song Number : 14264   

Aane Waala Ko Aana Hoga Sohni Mahiwal (1958) 04:17 14265
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nimmi, Bharat Bhushan
Duration : 04:17   Song Number : 14265   

Aye Mere Maalik Sohni Mahiwal (1958) 02:31 14266
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 02:31   Song Number : 14266   

Bol Do Meethe Bol Soniye Sohni Mahiwal (1984) 07:08 18462
 
Poster of Sohni Mahiwal (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Poonam Dhillon, Sunny Deol
Duration : 07:08   Song Number : 18462   

Chaand Chhupa Aur Sohni Mahiwal (1958) 07:37 14267
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 07:37   Song Number : 14267   

Duniyaa Hai Isi Ka Naam Sohni Mahiwal (1958) 03:47 14268
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:47   Song Number : 14268   

Id Ka Din Tere Bin Sohni Mahiwal (1958) 04:20 14269
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Nimmi
Duration : 04:20   Song Number : 14269   

Mera Bichhada Yaar Sohni Mahiwal (1958) 04:02 14262
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:02   Song Number : 14262   

Milti Hai Bheekh Maula Sohni Mahiwal (1958) 04:05 14270
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 04:05   Song Number : 14270   

Panghat Pe Nazariyaa Sohni Mahiwal (1958) 03:37 12503
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Nimmi
Duration : 03:37   Song Number : 12503   

Sohni Chanab De Kinare Sohni Mahiwal (1984) 04:21 18463
 
Poster of Sohni Mahiwal (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Anupama, Chorus
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Poonam Dhillon
Duration : 04:21   Song Number : 18463   

Soni Meri Soni Sohni Mahiwal (1984) 09:13 18464
 
Poster of Sohni Mahiwal (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Asha Bhosle, Anwar
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Poonam Dhillon
Duration : 09:13   Song Number : 18464   

Teri Mehfil Tera Jalwaa Sohni Mahiwal (1958) 03:46 14271
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:46   Song Number : 14271   

Tumhare Sang Main Sohni Mahiwal (1958) 03:38 14263
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:38   Song Number : 14263