Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShatranj%20(1969)
HomeShatranj%20(1969)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Aao Tumhen Pyar Karna
badkamma badkamma badkamma badkamma ekad patora ekad patora ekada ekada raa aare yenkana yenkana yenkana yenkana ekad patora ekad patora ekada ekada raa ae chinnma chinnmma chinnma chinnmma ekad patora ekad patora ekada ekada raa aare yenkana yenkana yenkana yenkana ekad patora ekad patora ekada ekada raa oye jaane paasa badkamma badkamma ram jaane paasa badkamma badkamma main aaj bajane wala hun tere dil ka taasa badkamma dil ka taasa badkamma badkamma yenkana yenkana badkamma badkamma yenkana yenkana yenkana yenkana ekad patora ekad patora ekada ekada raa hey badkamma badkamma badkamma badkamma ekad patora ekad patora ekda ekada raa mere hosh udade yenkanna yenkanna aankhon se pilade yenkanna yenkanna masti mein dubakar dil ko meri deewana banade yenkana deewana banade yenkana yenkanna badkamma badkamma yenkana yenkana badkamma badkamma badkamma badkamma ekad patora ekad patora ekada ekada raa aare yenkana yenkana yenkana yenkana ekad patora ekad patora ekada
badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai humne bhi suna hai jaati huyi ek geet naya aayi hawa hai humne bhi suna hai ye rang bhari raat ye chaanda ye sitaare ye rang bhari raat ye chaanda ye sitaare ek saath humen dekh ke karte hain ishaare kehte hai jameen par koi dil dil se mila hai humne bhi suna hai badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai humne bhi suna hai do chaand chamakte hai main kis chaand ko dekhun do chaand chamakte hai main kis chaand ko dekhun uss chaand ko main chhod ke uss chaand ko dekhun wo chaand to duniya ka hai ye chaand mera hai humne bhi suna hai badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai humne bhi suna hai mat dekh mere chaand ko oh chaand jalan se mat dekh mere chaand ko oh chaand jalan se main tod ke rakh dungi tujhe neel gagan se milte huye dil dekh ke ye chaand jala hai humne bhi suna hai badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai humne bhi suna hai
jannat hai dekhni to kisi dil mein aashiyaan bana jannat hai dekhni to kisi dil mein aashiyaan bana phoolon ki ek zameen bana geeton ka aasmaan bana pyaar ki anjuman mein aa ban ja aaftaab hai jo suroor e ishq to paani bhi hai sharaab paani bhi hai sharaab kismat na jo mita sake aisa koi nishaan bana jannat hai dekhni to kisi dil mein aashiyaan bana khushboo e gul to ek hai rangat juda juda fark e nazar mita de to banda hi hai khuda banda hi hai khuda koi na gair ho jahan aisa bhi ek jahaan bana jannat hai dekhni to kisi dil mein aashiyaan bana waqt ki sooni raah mein hasti hai ek mukaam aur ye mukaam tab talak jab tak chhalke jaam jab tak chhalke jaam duniya ka saath chhod de khwaabon ka kaarvaan bana jannat hai dekhni to kisi dil mein aashiyaan bana phoolon ki ek zameen bana geeton ka aasmaan bana
kahin se shaam hote hi sitaare aa hi jaate hain kahin se shaam hote hi sitaare aa hi jaate hain sahara dhundhne mein besahare aa hi jaa te hain na jane tum ko tanhayi mein roti hoon kahaan ja ke na jane tum ko tanhayi mein roti hoon kahaan ja ke mager raaton ko ye saathi humare aa hi jate hain kahin se shaam hote hi sitaare aa hi jaate hain ye sunte hain mohabbat mein kabhi aisa bhi hota hai ye sunte hain mohabbat mein kabhi aisa bhi hota hai ke khud lehron talak chal kar kinaare aa hi jaate hain kahin se shaam hote hi sitaare aa hi jaate hain
aaaaaaaa aaaaaaa aaaaa haan kaanha main tose haari chhod hari kaanha main tose haari chhod hari kaanha main tose haari chhod hari suno bihaari nahin main dungi tohe gaari suno bihaari nahin main dungi tohe gaari kaanha main tose haari chhodo hari kaan kaanha main tose haari ri kaanha main tose haari nis din chhed karat nahin jaane de de nis din chhed nis din chhed karat nahin jaane de de nis din chhed karat nahin jaane de de panghat laagi der sakhi ri chhodo ji chhodo ji pat ghunghata na ulto chhodo ji chhodo ji pat ghunghata na ulto binda suno ye nahin maane dekhe sab naari kaanha main tose haari chhodo hari kaanha main tose haari kaanha main tose thai thai tha dha dir dhi thai thai ta thei thei ta thei ta thei ta thei ta thei thei ta thei thei ta thei thei tat tat ta thei thei ta thei thei ta thei thei tat tat ta thei thei ta thei thei ta thei thei thei thei thei tat tat tha thei thei ta thei ta thei thei ta thei thei ta thei thei tat tat ta thei thei ta thei
tadap jis ki hai tum ko main usi jannat se aaya hoon mohabbat ka tumhare waste paigam laya hoon mohabbat ki farishte se meri itni guzarish hai wahan ke log kaise hain yahan chahat ki barish hai wahan ka zarra zarra apni halat par salamat hai tumhare ik na hone se wahan lekin qayamat hai samjho zara kehti hai kya samjho zara kehti hai kya meri nazar jane wafa aa haaaa ha ha ha jo bhi kaho aise kaho jo bhi kaho aise kaho jaise kabhi kuchh na kaha aa haaaa ha ha ha ha zyada nahin bas itna hi samjho ho jo raha hai sapna hi samjho pehle pehal main tumse mila hoon mujh ko magar tum apna hi samjho jalwe hain jab tauba shikan kaise na fir dil ho fida jo bhi kaho aise kaho jo bhi kaho aise kaho jaise kabhi kuchh na kaha aa haa aa ha ha kaanton pe chalna khel nahin hai paon badhana soch samajh ke kaanton pe chalna khel nahin hai paon badhana soch samajh ke aise na ho ke paon se apni reh jaye koi kaanta ulajh ke chaliye yahan aise magar chaliye yahan aise magar jaise koi
tumhen main agar apna saathi bana loon bataa do mera saath doge kahaan tak zameen se jahaan aasmaan mil raha hai naa chhodenge daaman tumhara wahaan tak tumhen main agar apna saathi bana loon bataa do mera saath doge kahaan tak zameen se jahaan aasmaan mil raha hai naa chhodenge daaman tumhara wahaan tak yahaan har kadam par nayi dilkashi hai kahaan tak tumhaara bharosa karun main yahaan har kadam par nayi dilkashi hai kahaan tak tumhaara bharosa karun main duaa hai ke benoor ho jaaye aankhen kisi aur ki jo tamanna karun main tumhen main agar apna saathi bana loon bataa do mera saath doge kahaan tak zameen se jahaan aasmaan mil raha hai naa chhodenge daaman tumhara wahaan tak aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa salaamat hai jab tak ye zulfon ke saaye to phir kis ko jannat ka armaan hoga salaamat hai jab tak ye zulfon ke saaye to phir kis ko jannat ka armaan hoga
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aao Tumhen Pyaar Karna Shatranj (1969) 03:00 13167
 
Poster of Shatranj (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:00   Song Number : 13167   

Badkamma Ekad Boto Ra Shatranj (1969) 05:19 15665
 
Poster of Shatranj (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Kiran
On Screen Actors- 
Mahamood, Helen
Duration : 05:19   Song Number : 15665   

Badli Mein Chhupe Chaand Ne Shatranj (1956) 03:15 16478
 
Poster of Shatranj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari
Duration : 03:15   Song Number : 16478   

Jannat Hai Dekhni Shatranj Ke Mohre (1974) 03:38 36991
 
Poster of Shatranj Ke Mohre (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rakesh Pandey, Neetu Singh
Duration : 03:38   Song Number : 36991   

Kahin Se Shaam Hote Hi Shatranj (1956) 03:01 37405
 
Poster of Shatranj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:01   Song Number : 37405   

Kanha Main Tose Haari Shatranj Ke Khilari (1977) 04:49 40587
 
Poster of Shatranj Ke Khilari (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Bindadin Maharaj
Music Director- 
Satyajit Ray
On Screen Actors- 
Amjad Khan
Duration : 04:49   Song Number : 40587   

Samjho Zara Kehti Hai Kya Shatranj (1969) 04:29 15666
 
Poster of Shatranj (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Rajendra Kumar
Duration : 04:29   Song Number : 15666   

Tumhen Main Agar Apna Saathi Shatranj (1969) 04:50 15667
 
Poster of Shatranj (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 04:50   Song Number : 15667