Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShararat%20(1959)
HomeShararat%20(1959)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ajab hai dastaan teri aye zindagi ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi tum aayi maa ki maamta liye to muskuraaye hum ke jaise phir se apne bachpan mein laut aaye hum tumhare pyaar ke tumhare pyaar ke isi aanchal tale phir se deepak jale phir se deepak jale dhala andhera jagi roshni ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi magar bada hi sang dil hai ye maalik tera jahaan yahaan maa beton pe bhi log uthaate hain ungaliyaan kali ye pyaar ki kali ye pyaar ki julas ke reh gayi har taraf aag thi her taraf aag thi hansane aayi thi rulaa kar chali ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi
dekh aasmaan mein chaand muskuraaye dekh woh sitaare gagan mein jhilmilaayen woh keh rahe hain pyaar kar lo pyaar kar lo woh keh rahe hain pyaar kar lo pyaar kar lo dekh aasmaan mein chaand muskuraaye dekh woh sitaare gagan mein jhilmilaayen woh keh rahe hain pyaar kar lo pyaar kar lo woh keh rahe hain pyaar kar lo pyaar kar lo baar baar marke hamein yun nahin daraao baar baar marke hamein yun nahin daraao marna ho to ek baar marke hi dikhaao jao hamne aise jhute meet kayi dekhe hain ke dil mein kuchh zabaan pe kuchh yeh ishq waale dekhe hain o o o o o jao zaalim hamein na yun sataao pyaar ki yeh baatein hamein nahin sikhaao kisi pe aitbaar kar lo haan kar lo kisi pe aitbaar kar lo chaar kar lo dekh aasmaan mein chaand muskuraaye dekh woh sitaare gagan mein jhilmilaayen woh keh rahe hain pyaar kar lo pyaar kar lo woh keh rahe hain pyaar kar lo pyaar kar lo tum bahaar banke mere aarzu pe chha gaye tum bahaar banke mere aarzu pe chha gaye jab khayaal kar liya to
dekho baabu chhed ka maza meetha meetha dard de diya dekho baabu chhed ka maza meetha meetha dard de diya yeh adaa le gayi dheere dheere dil tera aa aa dil tera dekho baabu chhed ka maza meetha meetha dard de diya yeh adaa le gayi dheere dheere dil tera aa aa dil tera dekho baabu chhed ka maza ab to samjhe hamaari adaayen hain kya jis pe aa jaaye pyaare toh kya puchhna aap jaise toh raahon mein dekhe hazaar jisne chheda wahi haaye karta gaya dekho baabu chhed ka maza meetha meetha dard de diya yeh adaa le gayi dheere dheere dil tera aa aa dil tera dekho baabu chhed ka maza dil ki raahon pe chham chham karti hoon main dil dhadakte hain jab jab guzarti hoon main pyaar aaye toh banti sanwarti hoon main gussaa aaye toh dooni nikharti hoon main dekho baabu chhed ka maza meetha meetha dard de diya yeh adaa le gayi dheere dheere dil tera aa aa dil tera dekho baabu chhed ka maza kaahe humne kari thi aisi dillagi aage chal ke banegi ye dil ki lagi dil ko thhaame phiroge
dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se pachhta rahe hain dil humaara tha humne haara tha tumpe waara tha dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se kal tumne jo humse waade kiye the kahaan hain kahaan hain kahaan hain wo waade kal tumne jo humse khaayi thi kasmein kahaan hain kahaan hain kahaan hain wo kasmein na itraaiye na muskaaiye sharmaaiye dil humaara tha humne haara tha tumpe waara tha dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se aye jaane jaan tum ko pooja hai humne jaraan yaad keeje wo raatein suhaani humraaz thi tum meri zindagi ki magar aaj badli huyi hai kahaani ye kya ho gaya ye kyun ho gaya samajh na saka dil humaara tha humne haara tha tumpe waara tha dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se aye gulbadan sabse mumtaaz thi tum mehal pyaar ka ik banaaya tha maine ye kis ki nazar se jala aashiyaana bade naaz se ghar sajaaya tha maine looti
hum matwaale naujawaan manzilon ke ujaale log karen badnaami kaise ye duniyaan waale karen bhalaayi hum burre bane hardum iss jahaan ki reet niraali pyaar ko samjhe haai re haai sitam hum matwaale naujawaan hum dhool mein lipte sitaare hum zarre nahin hain angaare naadaan hain jahaan samjhega kahaan hum naujawaan ke ishaare jab jab jhoom ke nikle hum jaan ke pad jaayen laale log karen badnaami kaise ye duniyaan waale hum matwaale naujawaan hum rote dilon ko hansa den dukh dard ki aag bujhaa den bechain nazar betaab jigar hum sab ko gale se laga lein hum manmauji sehjaade dukhiyon ke rakh waale log karen badnaami kaise ye duniyaan waale karen bhalaayi hum burre bane hardum iss jahaan ki reet niraali pyaar ko samjhe haai re haai sitam hum matwaale naujawaan manzilon ke ujaale log karen badnaami kaise ye duniyaan waale
jaane e jigar tu hai haseen tujhsa yahaan koi nahin toone mera dil bhi le liya ek nazar mein jaane kya kiya qaatil adaayen ye gori baahen raat sharaabi chhaaya nasha aa aa aa aa jaane e jigar tu hai haseen tujhsa yahaan koi nahin toone mera dil bhi le liya ek nazar mein jaane kya kiya qaatil adaayen ye gori baahen raat sharaabi chhaaya nasha aa aa aa aa jaan e jigar tu hai haseen kaisi niraali hasinaa hai pyaar ka ek naginaa hai hamaara ye dil to machalne laga bala ka zor zor se kaisi nirali hasinaa hai pyaar ka ek naginaa hai hamaara ye dil to machalne laga bala ka zor zor se qaatil adaayen ye gori baahen raat sharaabi chhaaya nasha aa aa aa aa jaan e jigar tu hai haseen tujhsa yahaan koi nahin toone mera dil bhi le liya ek nazar mein jaane kya kiya tujh pe khudai marti hai jaan nichhavar karti hai khuda ki kasam main to dekhunga tujhi ko jhoom jhoom ke tujh pe khudai marti hai jaan nichhavar karti hai khuda ki kasam main to dekhunga tujhi ko jhoom jhoom ke qaatil
tera teer o be peer dil ke aar paar hai jane kis ki jeet hai ye jane kis ki haar hai tera teer o be peer dil ke aar paar hai jane kis ki jeet hai ye jane kis ki haar hai raaton ko nindiya na din ko qaraar hai koi kahe preet hai ye koi kahe pyaar hai bhool se main ek baar teri gali aa gayi lad gaye naina nazar takra gayi rasiya ki rang bhari baaton mein aa gayi dil de baithi main haye dhokha kha gayi ho dil de baithi main haye dhoka kha gayi uljhe nain main bechain dil bhi beqaraar hai jane kis ki jeet hai ye jane kis ki haar hai tera teer o be peer dil ke aar paar hai jane kis ki jeet hai ye jane kis ki haar hai laakh maine chaha main pyaar chhupaungi toone mohe chheda main tujh ko sataungi nain dor bandh ke isharon pe nachaungi mujhe kya khabar thi main khud bandh jaungi ho mujhe kya khabar thi main khud bandh jaungi teri preet tere geet tu hai to bahar hai jane kis ki jeet hai ye jane kis ki haar hai raaton ko nindiya na din ko qaraar hai koi kahe preet hai ye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ajab Hai Dastaan Teri Aye Zindagi Shararat (1959) 03:18 16320
 
Poster of Shararat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:18   Song Number : 16320   

Dekh Aasman Mein Chaand Muskuraye Shararat (1959) 04:01 35903
 
Poster of Shararat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Meena Kumari
Duration : 04:01   Song Number : 35903   

Dekha Baabu Chhed Ka Maza Shararat (1959) 04:16 12333
 
Poster of Shararat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 04:16   Song Number : 12333   

Dil Ne Pyaar Kiya Shararat (1972) 04:57 31111
 
Poster of Shararat (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ganesh
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Mumtaj
Duration : 04:57   Song Number : 31111   

Hum Matwaale Naujawaan Shararat (1959) 03:19 12010
 
Poster of Shararat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:19   Song Number : 12010   

Jaan e Jigar Tu Hai Haseen Shararat (1972) 04:48 39344
 
Poster of Shararat (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ganesh
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee
Duration : 04:48   Song Number : 39344   

Tera Teer O Be Peer Dil Ke Aar Paar Shararat (1959) 03:18 32149
 
Poster of Shararat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 03:18   Song Number : 32149