Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSharafat%20(1970)
HomeSharafat%20(1970)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main manaun bhala kis tarha aapko mere roothe huye meherbaan aap hain husn ki ye kali jis chaman mein khili us chaman ke aji bagbaan aap hain ek din aapko yaad thi ye magar aaj bhooli huyi ek kahani hai ye ek din aapko yaad thi ye magar aaj bhooli huyi ek kahani hai ye aaj ke roz hi aap aur hum mile par mulaqat kitni purani hai ye ek din aapko yaad thi ye magar aaj bhooli huyi ek kahani hai ye ek din aapko aap shayad mujhe aaj pehchan lein aap shayad mujhe aaj pehchan lein aap ki hi likhi ek taqdeer hoon aap ka rang hai aap ka roop hai aap ka rang hai aap ka roop hai aap ki hi banayi main takdeer hoon mere rukh pe koi daag hai to aji di huyi aap hi ki nishani hai ye mere rukh pe koi daag hai to aji di huyi aap hi ki nishani hai ye ek din aap ko main to paida huyi thi sharifon ke ghar main to paida huyi thi sharifon ke ghar is sharafat ko ilzaam kisne diya nek aurat hoon main banda parwar mujhe nek aurat hoon main banda parwar mujhe phir tawayaf ka ye naam kisne
ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai tere haath mein thi takdeer meri tere dil mein thi jageer meri teri aankhon mein tasveer meri kaho jhoota hai ya sachcha hai ye kehne mein to jhoota hai par sunne mein kuchh achchha hai maine bhi ek sapna dekha hai ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai na dil mein teri chahen thi na tujhpe meri nigaahein thi na baahon mein ye baahein thi kaho jhoota hai ya sachcha hai ye teri taraf se jhoota hai wo meri taraf se sachcha hai ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai ek sapna maine dekha hai sapne mein ek kali phool se jhoom ke jab takraayi thi gale mile jab wo dono to dekh ke tu ghabrayi thi oh ho aisa hua sachchii gale mile jab wo dono to dekh ke tu ghabrayi thi phir thaam ke mere haathon ko sharma
hey suhani hai subah banaras zaroor hai shame avadh khubsurat huzoor magar har subah se har ek shaam se hansi ye hawalaat ki raat hai ye choron ki baraat ki raat hai na khidki na jharokha milte hi magar mauka de jaunga main dhokha sab dekhte reh jayenge ban ke hawa ka jhonka main nikal jaunga main nikal jaunga main nikal jaunga main nikal jaunga na khidki na jharokha milte hi magar mauka de jaunga main dhokha sab dekhte reh jayenge ban ke hawa ka jhonka main ni main main main deewaar se jyada majboot hai irada us paar wo khadi hai jisse najar ladi hai wo intzaar mein hai bechain pyaar mein hai ye jaan bhi ganwa ke milna hai usse jake ye ghum na dil sahega haye ye ghum na dil sahega bas hoke hi rahega ye mel do dilon ka sab sochte reh jayenge ban ke hawa ka jhonka main nikal jaunga main nikal jaunga main main rocky hai naam mera sabko salaam mera sab mujhko jaante hain ustaad maante hain bujdil nahin jo chhupke chal doon main chupke chupke sab hoshiyaar rehna phir
neend churaa ke raaton mein tumne baaton baaton mein dekho baat badal di hai hum phir baat badal denge aaj nahin dil kal denge bai aisi bhi kya jaldi hai are aisi bhi kya jaldi hai hai re hai re neend churaa ke raaton mein tumne baaton baaton mein dekho baat badal di hai hum phir baat badal denge aaj nahin dil kal denge bai aisi bhi kya jaldi hai are aisi bhi kya jaldi hai raat beeti saari jaalima main haari tum kya jaano ang ang mera phook gayi chingaari re raat beeti saari jaalima main haari tum kya jaano ang ang mera phook gayi chingaari izzz aa haa izzz aa haa aag laga barsaaton mein tumne baaton baaton mein dekho baat badal di hai hum phir baat badal denge aaj nahin dil kal denge bai aisi bhi kya jaldi hai are aisi bhi kya jaldi hai uuuuu haaa aaaa aa dard bahut seh baithi door bahut reh baithi tumko jo kehna tha mujh se main tum se keh baithi dard bahut seh baithi door bahut reh baithi tumko jo kehna tha mujh se main tum se keh baithi izzz aa haa izzz aa haa
sharifon kaa zamaane mein aji bas haal wo dekha ke sharaafat chhod di maine sharaafat chhod di maine sharaafat chhod di maine muhabbat karne waalon kaa yahaan anjaam wo dekha ke muhabbat chhod di maine muhabbat chhod di maine sharaafat chhod di maine chhudaa ke haath apno se chali aayi main gairon meinnnnn chali aayi main gairon mein pehan li ghunghruon ki phir wohi zanjeer pairon meinnnn wohi zanjeer pairon mein main gaaungi main naachungi ishaaron pe sitamgaaro ke bagaawat chhod di maine bagaawat chhod di maine sharaafat chhod di maine naa heera hai naa moti hai naa chaandi hai naa sona haiiiii naa chaandi hai naa sona hai nahin kimat koi dil ki ye mitti ka khilona haiiiiii ye mitti ka khilona hai meri deewanagi dekho ke kehnaa maan ke iss dil ka ye daulat chhod di maine sharaafat chhod di maine sharaafat chhod di maine muhabbat karne waalon kaa yahaan anjaam wo dekha ke muhabbat chhod di maine muhabbat chhod di maine sharaafat chhod di maine
tere sau deewane jhuthe parwaane hooo tere sau deewane jhuthe parwaane hooo ik tera sachcha aashique hoon main maane yaa tu naa maane re tere sau deewane jhuthe parwaane hooo ik tera sachcha aashique hoon main maane yaa tu naa maane re tere sau deewane jhuthe parwaane chhod jaayenge dil tod jaayenge ye baqadar yaar mushkil mein chhod jaayenge dil tod jaayenge ye baqadar yaar mushkil mein inn pe naa kar yakin kho naa jaaye kahin raste hain anjaaneeee maane yaa tu naa maane re tere sau deewane jhuthe parwaane aaj hain yahaan kal aur kahin haan inki kuchh aisi hi aadat hai aaj hain yahaan kal aur kahin haan inki kuchh aisi hi aadat hai dil masal denge ye pee ke chal denge ye aankhon ke paimaane maane yaa tu naa maane re tere sau deewane jhuthe parwaane hooo ik tera sachcha aashique hoon main maane yaa tu naa maane re tere sau deewane jhuthe parwaane
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Din Aapko Yaad Thi Sharafat (1970) 05:50 32980
 
Poster of Sharafat (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Hema Malini
Duration : 05:50   Song Number : 32980   

Ek Sapna Maine Dekha Hai Sharafat Chhod Di Maine (1976) 05:43 36979
 
Poster of Sharafat Chhod Di Maine (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Feroz Khan, Hema Malini
Duration : 05:43   Song Number : 36979   

Na Khidki Na Jharokha Shareef Badmaash (1973) 05:48 37359
 
Poster of Shareef Badmaash (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Hema Malini, Dev Anand
Duration : 05:48   Song Number : 37359   

Neend Churaa Ke Raaton Shareef Badmaash (1973) 04:57 21038
 
Poster of Shareef Badmaash (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Hema Malini
Duration : 04:57   Song Number : 21038   

Sharifon Kaa Zamaane Mein Sharafat (1970) 03:59 12489
 
Poster of Sharafat (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:59   Song Number : 12489   

Tere Sau Deewane Shareef Badmaash (1973) 04:13 14233
 
Poster of Shareef Badmaash (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dev Anand
Duration : 04:13   Song Number : 14233