Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSeeta%20Aur%20Geeta%20(1972)
HomeSeeta%20Aur%20Geeta%20(1972)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmm abhi to haath mein jaam hai tauba kitna kaam hai abhi to haath mein jaam hai tauba kitna kaam hai kabhi mili fursat to bhai dekha jaayegaa duniyaa ke baare mein aaah socha jaayega abhi to haath mein jaam hai jeene se pehle kaun mare fikr subah ki kaun kare jeene se pehle kaun mare fikr subah ki kaun kare ghum ki raat se kaun dare abhi suhaani shaam hai hmm abhi suhaani shaam hai tauba kitna kaam hai kabhi mili fursat to bhai dekha jaayegaa are duniyaa ke baare mein aaah socha jaayega abhi to haath mein jaam hai thaka hua tha main zara zara sa sach mein jhooth bhara thaka hua tha main zara zara sa sach mein jhooth bhara utha ke botal ghunt bhara to ab zara aaram hai hmm to ab zara aaram hai tauba kitna kaam hai kabhi mili fursat to bhai dekha jaayegaa are duniyaa ke baare mein aaah socha jaayega abhi to haath mein jaam hai kisi ki naa parwaah karo kabhi naa yaaron aah karo kisi ki naa parwaah karo kabhi naa yaaron aah karo karo agar tauba karo yahi mera paigaam
hmm hmm hmm hmmm hmm hmmm haan ji haan maine sharaaaab pee hai haan ji haan maine sharaaaab pee hai thodi si nahin behisaab pee hai haan ji haan naa ji naa haan ji haan haan ji haan maine sharaaaab pee hai thodi si nahin behisaab pee hai haan ji haan maine sharaaaab pee hai meri tauba ooo mere kadam to nashe mein mere kadam to nashe mein dagmagaaaaane lage par aap kyun saath mere par aap kyun saath mere ladkhadaaaaane lage haan re haan haan re haan haan re haan haan re haan aapne bhi shayad janaab pee hai haan ji haan naa ji naa haan ji haan haan ji haan maine sharaaaab pee hai maaf kar dijiye meri gustaakhi ooooo main kya karun mere bas mein main kya karun mere bas mein dil deewaaaaana nahin rehna zara door mujhse rehna zara door mujhse paas aaaaaana nahin haan re haan haan re haan haan re haan haan re haan cheez maine badi hi kharaab pee hai haan ji haan naa ji naa haan ji haan haan ji haan maine sharaaaab pee hai mere haathon mein jaam to dekha hoooo dekhe kisi
koi ladki mujhe kal raat sapne mein mili badi pyaari si soorat thi bhala sa naam tha lal lal lala lala lala la la lala koi ladka mujhe kal raat sapne mein mila badi pyaari si soorat thi bhala sa naam tha lala la lala lala lala lala la la lala dekh leti main jo uss bairan sautan ko jaan le leti main kasam se dekh leta main jo uss tere saajan ko jaan de deta main sharm se hooo phir kyun roothe tum jo roothi lal lala are tum hi mujhe kal raat sapne mein mili are tum hi mujhe kal raat sapne mein mile mujhe tumse tumhein mujhse zaroori kaam tha lala la la lala la la lala la la la la tumhein mujhse mujhe tumse zaroori kaam tha chaandani thi raatein khoob huyi mulaaqatein pyaar bhari huyi baatein dono mein raat bhar hum jaage nain piyaa sang laage rang bhare huye waade dono mein tum jhoothi ho tum jhoothe ho la lala koi ladka koi ladki koi ladki mujhe kal raat sapne mein mili badi pyaari si soorat thi bhala sa naam tha lala lala lala lala lala lala la la lala
hawaa ke saath saath ghata ke sang sang hawaa ke saath saath ghata ke sang sang o saathi chal mujhe leke saath chal tu yunhin din raat chal tu sambhal mere saath chal tu le haathon mein haath chal tu o saathi chal mujhe leke saath chal tu yunhin din raat chal tu sambhal mere saath chal tu le haathon mein haath chal tu o saathi chal ik to yeh mausam hai bada suhaana la la la la la la la la la aa haa ik to yeh mausam hai bada suhaana pa papa pa uss pe apna dil bhi hai deewana hoooo parbat pe aake na takraa jaana tu ban ke baadal o saathi chal mujhe leke saath chal tu yunhin din raat chal tu sambhal mere saath chal tu le haathon mein haath chal tu o saathi chal hansti hai yeh duniya to hasne de lala la lala la lala la la hansti hai yeh duniya to hasne de naagan banke iss rutt ko dasne de hoo mujhko apni aankhon mein basne de tu ban ke kaajal o saathi chal mujhe leke saath chal tu yunhin din raat chal tu sambhal mere saath chal tu le haathon mein haath chal tu o saathi
are zindagi hai khel koi paas koi fail khiladi hai koi anadi hai koi khiladi hai koi ho babu samjhe kya ho lala samjhe kya khiladi hai koi anadi hai koi ha zindagi hai khel koi paas koi fail khiladi hai koi anadi hai koi khiladi hai koi ho babu samjhe kya ho lala samjhe kya khiladi hai koi anadi hai koi tumraia maare kil gumaraia ude para porshi uarde bole bhorkati sira kude tumraia maare kil gumaraia ude para porshi uarde bole bhorkati sira kude baatein kam kar kaam jyada raka haan haan kaam se hoga naam jyada taka samjhe baatein kam kar kaam jyada raka are kaam se hoga naam jyada taka are are are are are re haan udti chidiya tere sadke gir mat jaana chalna bach ke mistar samjhe kya sistar samjhe kya khiladi hai koi anadi hai koi khiladi hai koi anadi hai koi are lad gayi ek kadam piche are baith jhoom ke pichhe ghoom o nakhre wali ha ha are log bajayenge khush hokar tali tali tali tali tali re jhoom ke peeche ghoom o nakhre wali ha ha ha are log bajayenge khush
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Abhi To Hath Mein Jaam Seeta Aur Geeta (1972) 05:30 14189
 
Poster of Seeta Aur Geeta (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:30   Song Number : 14189   

Haan Ji Haan Maine Seeta Aur Geeta (1972) 05:30 14190
 
Poster of Seeta Aur Geeta (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 05:30   Song Number : 14190   

Koi Ladki Mujhe Kal Seeta Aur Geeta (1972) 04:17 14191
 
Poster of Seeta Aur Geeta (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Hema Malini
Duration : 04:17   Song Number : 14191   

O Saathi Chal Seeta Aur Geeta (1972) 04:30 20509
 
Poster of Seeta Aur Geeta (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Hema Malini
Duration : 04:30   Song Number : 20509   

Zindagi Hai Khel Seeta Aur Geeta (1972) 04:54 38538
 
Poster of Seeta Aur Geeta (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dharmendra
Duration : 04:54   Song Number : 38538