Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSanjog%20(1971)
HomeSanjog%20(1971)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


badli se nikla hai chaand pardesi piya laut ke tu ghar aajaa ghar aa jaa badli se nikla hai chaand pardesi piya laut ke tu ghar aajaa ghar aa jaa badli se nikla hai chaand poochhe pata tera thandi hawaayen chup mujhe dekh ke chup ho jaayen poochhe pata tera thandi hawaayen chup mujhe dekh ke chup ho jaayen laayen to kaise tujhe dhundh ke laaye hooo oooo dhundh ke laaye badli se nikla hai chaand pardesi piya laut ke tu ghar aajaa ghar aa jaa badli se nikla hai chaand aa ke guzar gayin kitni bahaaren aur baras gayin kitni phuhaaren aa ke guzar gayin kitni bahaaren aur baras gayin kitni phuhaaren aa jaa tujhe hum kab se pukaaren hooo oooo kab se pukaaren badli se nikla hai chaand pardesi piya laut ke tu ghar aajaa ghar aa jaa badli se nikla hai chaand pardesi piya laut ke tu ghar aajaa ghar aa jaa badli se nikla hai chaand
bhooli huyi yaadon mujhe itna na sataao ab chain se rehne do mere paas na aao bhooli huyi yaadon mujhe itna na sataao ab chain se rehne do mere paas na aao bhooli huyi yaadon daaman mein liye baitha hoon toote huye taare toote huye taare kab tak main jiyunga yuhin khabon ke sahaare khabon ke sahaare deewaana hoon ab aur na deewaana banaao ab chain se rehne do mere paas na aao bhooli huyi yaadon luto na mujhe is tarha do rahe pe laa ke do rahe pe laa ke aawaaz na do ek nayi raah dikha ke nayi raah dikha ke sambhla hoon main gir gir ke mujhe phir na giraao ab chain se rehne do mere paas na aao bhooli huyi yaadon mujhe itna na sataao ab chain se rehne do mere paas na aao bhooli huyi yaadon
chala hai kahaan chala hai kahaan duniya idhar hai teri pyaar idhar hai tera aaja o aaja o aaja chala hai kahaan aa aa aa duniya idhar hai teri pyaar idhar hai tera aaja o aaja o aaja chala hai kahaan ankhiyaan meri sapne tere ho ho dekh zara ho saathi mere ho o dil deewaana tujhe pukaare kare ishaare na ja chala hai kahaan duniya idhar hai teri pyaar idhar hai tera aaja o aaja o aaja chala hai kahaan aa aa aa aa ha aa haa aaa haa aaa aaaaa saawan bhi aane waala hai ho ho rang naya laane waala hai ho ho rut albeli mujhe akeli dekh hasengi na ja chala hai kahaan aa aa aa aaa duniya idhar hai teri pyaar idhar hai tera aaja o aaja o aaja aa aa chala hai kahaan phool bani hai kali abhi to ho ho basi hai dil ki gali abhi to ho oo abhi abhi to paayal meri baaji chham chham na ja aa chala hai kahaan duniya idhar hai teri pyaar idhar hai tera aaja o aaja o aaja aa aa chala hai kahaan
do ghoont chai pee aur sair duniya ki dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya main sair karke aa gaya do ghunt chai pee aur sair duniya ki dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya main sair karke aa gaya duniya hi jannat hai jannat mein kya hoga dekhe yahan lakhon wahan to ek khuda hoga aadam hi aadam hai is baat mein kam hai isko banaya kyun khuda ko bhi yehi ghum hai apne kiye par aap hi dekho khuda pachhta gaya pachhta gaya do ghunt chai pee aur sair duniya ki dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya main sair karke aa gaya mehfil ghadi bhar ki phir bhi suhani hai kitni hasin kitni jawan mana ke faani hai apni adaa se ji jab tak hai dum baaki tu aap hi paimana ban aur aap hi saaqi zinda wo duniya mein raha duniya ko jo thukra gaya thukra gaya do ghunt chai pee aur sair duniya ki dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya main sair karke aa gaya yaaro idhar aao mujhse na ghabrao mujhko khila sakte nahin to mujhse kuchh khao khaane khilane se kuchh kam nahin hota
heyyyyyyyy hooo hooo hooo hoooo hooooo hoooo hooo hoooo hoooo ek do teen chaar paanch chhe aur saat are ek do teen chaar paanch chhe aur saat saat saathi khel khelen chhoot naa jaaye saath are saat saathi khel khelen chhoot naa jaaye saath hey ek do teen chaar paanch chhe aur saat saat saathi khel khelen chhoot naa jaaye saath gayi gayi o gayi gayi gayi neeli jiski saadi nikli badi anadi reh gaye chhe khiladi gayi gayi gayi gayi gayi neeli jiski saadi nikli badi anadi reh gaye chhe khiladi ek haare ek jeete sharam ki kya hai baat are ek haare ek jeete sharam ki kya hai baat chhe saathi khel khelen chhoot naa jaaye saath ayeeee gayi o gayi o gayi gayi gayi teekhi jiski ankhiyaan meethi jiski batiyaan reh gayi paanch hi sakhiyaan gayi o gayi o gayi gayi gayi teekhi jiski ankhiyaan meethi jiski batiyaan reh gayi paanch hi sakhiyaan ek haare ek jeete sharam ki kya hai baat are ek haare ek jeete sharam ki kya hai baat paanch saathi khel khelen chhoot naa jaaye saath
ek manzil raahi do phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho saath mile jab dil to phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho hum bhi wo hi hai dil bhi wo hi hai dhadkan magar nayi hai aa aa dekho to meet aankhon mein preet kyaa rang bhar gayi hai haan kyaa rang bhar gayi hai ek manzil raahi do phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho nikale hain dhoon mein apni lagan mein manzil bulaa rahi hai thandi hawa bhi ab to milan ke nagmein suna rahi hai ho o o nagmein suna rahi hai ek manzil raahi do phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho dekho wo phool duniyaan se door aa kar kahaan khila hai aa aa aa meri tarah yeh khush hai jaroor is ko bhi kuchh milaa hai haan is ko bhi kuchh milaa hai ek manzil raahi do phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho saath mile jab dil to phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho
lala lala la la ra lala lala la la ra kehte hain chaand jisko tumse nahin wo pyaara dekhe usse ye duniyaa mujhko nahin gawaara kehte hain chaand jisko tumse nahin wo pyaara dekhe usse ye duniyaa mujhko nahin gawaara nazaren jo tum uthaao har cheez muskuraye palken jo tum jhukaao taaron ko neend aaye nazaren jo tum uthaao har cheez muskuraye palken jo tum jhukaao taaron ko neend aaye duniyaa ke saath dole dhadke jo dil tumhara kehte hain chaand jisko tumse nahin wo pyaara ik baat tumse puchhun tum kaun ho hamaare dil mein sama rahe hoo hum kaun hain tumhaare ik baat tumse puchhun tum kaun ho hamaare dil mein sama rahe hoo hum kaun hain tumhaare kar do na muskura ke halka sa ik ishaara kehte hain chaand jisko tumse nahin wo pyaara saathi agar haseen ho kya baat phir safar ki manzil udhar ko aayi tumne jidhar nazar ki saathi agar haseen ho kya baat phir safar ki manzil udhar ko aayi tumne jidhar nazar ki dil jab bhi dagmagaaya tum ban gaye sahaara kehte hain chaand
Kisi Gul Ki Yeh Kismat Hai
hooooooo mann mandir mein preet ka deraaa naahi koi dooja ek mann mein mehmaan hain do ik preet hai dooji pooja ye jhoothi baat hai ye sachchi baat hai tum na maano na maano tum na maano din din hai raat raat hai ye jhoothi baat hai ye sachchi baat hai haan ye jhoothi baat hai ye sachchi baat hai tum na maano na maano tum na maano din din hai raat raat hai ye jhoothi baat hai ye sachchi baat hai haan haan ye jhoothi baat hai ye sachchi baat hai ek jiya mein ek piya bas ye hai kehna apna do nainon ne mil kar dekha jeevan ka har sapna ho ek diye mein jal sakti hai dekho ek hi baati ik baati ke ho sakte hain do patange saathi koi akela akela koi akela naahin re chhaya saath hai ye jhoothi baat hai haan ye sachchi baat hai haan ye jhoothi baat hai ye sachchi baat hai aur kisi ka naahi thaama kaahe bansari wala rukmani soche krishn to saare jag ka hai rakhwala ek hua hai raam ek hua hai raam huyi hai ek hi raam ki seeta tumse jeete kaun ke tum karti ho khoob kavita tum
meri duniyaa ko bahaaron se sajaaya tumne jaane tum kaun ho jaane tum kaun ho jaane tum kaun ho dil ke viraane ko gulzaar banaaya tumne jaane tum kaun ho jaane tum kaun ho jaane tum kaun ho chal raha tha main akela koi ghum saaz na tha baat kehta kise dil ki koi hamraaz na tha ban ke hamraaz bhi ye raaz chhupaya tumne ban ke hamraaz bhi ye raaz chhupaya tumne jaane tum kaun ho jaane tum kaun ho jaane tum kaun ho koi sapna to nahin ho jisse apna samjha jaan e jaan samjha jisse jaane tamanna samjha saamne aa ke bhi parda na hataaya tumne saamne aa ke bhi parda na hataaya tumne jaane tum kaun ho jaane tum kaun ho jaane tum kaun ho kho na baithun tumhen paa ke ye khayaal aata hai jab bhi sochun mere dil mein ye sawaal aata hai kyu kareeb aa ke bhi nazron ko churaaya tumne kyu kareeb aa ke bhi nazron ko churaaya tumne jaane tum kaun ho jaane tum kaun ho jaane tum kaun ho jaane tum kaun ho jaane tum
roop ye tera jisne banaya wo kahin mil jaaye to haath choom loon kahin mil jaaye to haath choom loon rang ye tera jisne sajaaya wo kahin mil jaaye to haath choom loon roop ye tera kaari kaari ratiyaan se kaajal churaya teri pyaari pyaari ankhiyon mein lagaya aaa haaa haa haa haaa haaa haaa haaa haa haa haaa mukh pe savera jisne sajaaya wo kahin mil jaaye to haath choom loon roop ye tera sunder aisi koi kavita nahin hai chanchal aisi koi saritaa nahin hai aaa haaa haa haa haaa haaa haaa haaa haa hey hey hey ang ang tera jisne banaya wo kahin mil jaaye to haath choom loon roop ye tera gora badan jaise sheeshe ka pyalaa ban gaya main to bin piye matwaala hey hey hey hey hey hmmm hmm hmm hmm hey hey hey haal ye mera jisne banaya wo kahin mil jaaye to haath choom loon roop ye tera
wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee nazar ke samne ghata si chha gayee nazar ke samne ghata si chha gayee wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee kahan se phir chale aaye ye kucch bhatke hue saaye ye kucch bhoole hue nagme jo mere pyaar ne gaaye ye kucch bichhdi hui yaadein ye kucch toote hue sapne paraaye ho gaye to kya kabhi ye bhi to the apne na jaane inse kyun mil kar nazar sharma gayee wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee bade rangeen zamane the tarane hee tarane the magar ab poochhta hai dil wo din the ya fasane the fakat ik yaad hai baaki bas ik fariyaad hai baaki wo khushiyaan lut gayeen lekin dil ae barbaad hai baaki kahan thi zindagi meri kahan par aa gayee wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee ummidon ke haseen mele tamannaon ke wo rele nigahon ne nigahon se ajab kucch khel se khele hawa mein zulf leherayee nazar pe bekhudi chayee khule the dil ke darwaaze mohobbat bhi chali aayee tamannaon ki duniya par
zoo zoo zoo zoo zoo uuuuuu zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo uuuuuu zoo zoo zoo zoo zoo zoo yashoda ka nandlala birj ka ujaala hai mere laal se to saara jag jhilmilaaaaaaaye zoo zoo zoo zoo zoo uuuuuu zoo zoo zoo zoo zoo zoo yashoda ka nandlala birj ka ujaala hai mere laal se to saara jag jhilmilaaaaaaye raat thandi thandi hawaa gaa ke sulaayen bhor gulaabi palken chum ke jagaaaaaaye yashoda ka nandlala birj ka ujaala hai mere laal se to saara jag jhilmilaaaaaaye zoo zoo zoo zoo zoo uuuuuu zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo uuuuuu zoo zoo zoo zoo zoo zoo do aankhon mein tujhe basa ke jaane kab se jaagun tu maange to jaan bhi de doon tujh se kuchh naa maangu khol tu aankhen dekh yahaan hoon aur nahin koi main teri maa hoon zoo zoo zoo zoo zoo uuuuuu zoo zoo zoo zoo zoo zoo tere liye kaise kaise sapne sajaaye mere laal se to saara jag jhilmilaaaaaaye yashoda ka nandlala birj ka ujaala hai mere laal se to saara jag jhilmilaaaaaaaye zoo zoo zoo zoo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Badli Se Nikla Hai Chaand Sanjog (1961) 03:55 14141
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anita Guha
Duration : 03:55   Song Number : 14141   

Bhooli Huyi Yaadon Sanjog (1961) 04:35 12161
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Raag- 
Yaman
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:35   Song Number : 12161   

Chala Hai Kahaan Sanjog (1961) 03:57 19233
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anita Guha
Duration : 03:57   Song Number : 19233   

Do Ghoont Chai Pee Sanjog (1961) 04:13 37736
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Om Prakash
Duration : 04:13   Song Number : 37736   

Ek Do Teen Chaar Sanjog (1971) 03:27 16474
 
Poster of Sanjog (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:27   Song Number : 16474   

Ek Manzil Raahi Do Sanjog (1961) 04:04 12038
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Anita Guha, Pradeep Kumar
Duration : 04:04   Song Number : 12038   

Kehte Hain Chaand Jisko Sanjog (1961) 03:50 32341
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shobha Khote, Pradeep Kumar
Duration : 03:50   Song Number : 32341   

Kisi Gul Ki Ye Kismat Hai Sanjog (1971) 05:04 38104
 
Poster of Sanjog (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker, Mala Sinha
Duration : 05:04   Song Number : 38104   

Mann Mandir Mein Preet Ka Dera Sanjog (1971) 05:35 37615
 
Poster of Sanjog (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Aruna Irani
Duration : 05:35   Song Number : 37615   

Meri Duniyaa Ko Bahaaron Se Sajaya Sanjh Ki Bela (1980) 05:05 16473
 
Poster of Sanjh Ki Bela (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Nutan
Duration : 05:05   Song Number : 16473   

Roop Ye Tera Jisne Banaya Sanjog (1971) 03:29 15191
 
Poster of Sanjog (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:29   Song Number : 15191   

Wo Bhooli Dastaan Lo Phir Yaad Sanjog (1961) 04:52 12150
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anita Guha, Shobha Khote
Duration : 04:52   Song Number : 12150   

Yashoda Ka Nandlala (Zu Zu Zu) Sanjog (1985) 06:16 21428
 
Poster of Sanjog (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Jitendra, Jayaparda
Duration : 06:16   Song Number : 21428