Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSangram%20(1993)
HomeSangram%20(1993)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Allah Hi Dega Maula Hi Dega
bheegi huyi hai raat magar jal rahe hain hum hone lagi barsaat magar jal rahe hain hum bheegi huyi hai raat magar jal rahe hain hum hone lagi barsaat magar jal rahe hain hum seene mein kaisa dard hai honthon pe kaisi pyaas hai seene mein kaisa dard hai honthon pe kaisi pyaas hai kaise bataayein hum tumhein anjaana ehsaas hai tum ho humaare saath magar jal rahe hain hum hone lagi barsaat magar jal rahe hain hum bheegi huyi hai raat magar jal rahe hain hum baithe to hain jaane ada chaahat ke saaye tale baithe to hain jaane ada chaahat ke saaye tale phir ye hain kyun bechainiyaa ye waqt kyun na dhale hai shabnami mulakaat magar jal rahe hain hum hone lagi barsaat magar jal rahe hain hum bheegi huyi hai raat magar jal rahe hain hum hone lagi barsaat magar jal rahe hain hum
koi jo mila to mujhe aisa lagta tha jaise meri saari duniyaa mein geeton ki rutt aur rangon ki barkha hai khushboo ki aandhi hai mehki huyi si ab saari fizaayen hain behki huyi si ab saari hawaayen hain khoyi huyi si ab saari dishaayen hain badli huyi si ab saari adaayen hain jaagi umange hain dhadak raha hai dil saanson mein toofan hain honthon pe nagmen hain aankhon mein sapne hain sapnon mein beete huye saare wo lamhe hain jab koi aaya tha nazron pe chhaaya tha dil mein samaaya tha kaise mein bataun tumhen kaisa use paaya tha pyaare se chehre pe bikhri jo zulfen to aisa lagta tha jaise kohre ke peechhe ek oss mein dhula hua phool khila hai jaise baadal mein ek chaand chhupaa hai aur jhaank raha hai jaise raat ke parde mein ek savera hai roshan roshan aankhon mein sapnon ka saagar jis mein prem sitaaron ki chaadar jaise chhalak rahi hai lehron lehron baat karen ho jaise moti barse jaise kahin chaandi ki paayal goonje jaise kahin sheeshe ke jaam gire aur chhann se
dam dam dam dam damroo baaje thaap dhol ki thaithaiya re nachun sajanva chaam chham ho main to nachun balamva thai thai thai main to nachun sajanva dam dam dam dam damroo baaje thaap dhol ki thaithaiya main nachun sajanva chham chham chham main to nachun balamva thai thai thai main to nachun sajanva chaand ke rath par baith ke aayi main kirnon ki raani main kirnon ki raani odhkar aayi chunariya dhani o seep se jaise moti nikle aisi meri jawaani aisi meri jawaani jaise chanchal raat suhaani tan man mein jal tarang dole tere pyaar ki sargam bole nachun sajanva main to nachun balamva main to nachun sajanva gore mukh par ghunghata dalun naynan mein hai laaj naynan mein hai laaj milenge aaj mujhe sartaaj saat suron ke deep jalaa ke kyun na nachun aaj kyun na nachun aaj mila hai ek anokha raaz baaji apne haath rahegi teri yaad jo saath rahegi nachun sajanva main to nachun balamva main to nachun sajanva aaja tujhko dhundh rahi hai honthon ki muskaan honthon ki muskaan
ooooooo ooooo oooo oooo ooo oooooo oooo hoo masti mein dole jiya hoo kaisa ye jaadu kiya jaanu na itna bata de sajna haaye haaye haaye hoo masti mein dole jiya hoo kaisa ye jaadu kiya jaanu na itna bata de sajna re re re re re re re hoo tanhaayi ab mujhe bhaane lagi hoo bhaane lagi tanhaayi ab mujhe bhaane lagi hoo bhaane lagi khud pe hansi mujhe aane lagi hoo aane lagi haaye re meri tauba re re re re re re re hoo masti mein dole jiya hoo kaisa ye jaadu kiya jaanu na itna bata de sajna re re re re re re re hoo jazba e dil rang laaya hai rang laaya hai jazba e dil rang laaya hai rang laaya hai banke sahaara koi aaya hai koi aaya hai tumko kahungi apna re re re re re re re hoo masti mein dole jiya hoo kaisa ye jaadu kiya jaanu na itna bata de sajna re re re re re re re hoo pyaar ki bahaar main to laayi hoon main to laayi hoon pyaar ki bahaar main to laayi hoon main to laayi hoon jhoomti nashe mein chali aayi hoon chali aayi hoon kaise rahungi tanha re re re re re re
main to tere haseen khayaalon mein kho gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa duniyaa ye keh rahi hai ke deewana ho gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa ye husn tera khilta hua sa gulaab hai ye husn tera khilta hua sa gulaab hai aankhen teri haseen kanwal ka shabaab hain tu laajawab hai wo khushnaseeb hai teri mehfil mein jo gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa koi na jisko samjha tu ek aisa raaz hai koi na jisko samjha tu ek aisa raaz hai mujhko bhi aaj apne muqaddar pe naaz hai tu dil nawaaz hai aashique hoon teri julfon ke saaye mein so gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa daaman chhuda ke jaao na itne guroor se daaman chhuda ke jaao na itne guroor se kya hai qasoor puchhte hain hum huzoor se dekho na door se kar do khata muaaf jo hona tha ho gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa duniyaa ye keh rahi hai ke deewana ho gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa
sultaana mera naam hai sultaana mera naam hai yahaan har chehra badnaam hai phir mujhpe kyun ilzaam hai hoooouuu uu oo oo aa aauu oo oo oo sultaana mera naam hai uljhane hain yahaan aa gaye tum kahaan samjho ishara humaara zamaana bura ho parde ki baat ko parde mein rehne do aise mein dil vil ki baaten sunaana bura hey hey hey hey sultaana mera naam hai sultaana mera naam hai aaauuu uu oo oo aa sabke do chehrehain raaz e dil gehre hain pehre bichhe hain nazar ke yahaan se wahaan ho mehfil mein har koi hosh mein hai abhi manzil ka aise mein kaise milega nishaan hey hey hey hey sultaana mera naam hai sultaana mera naam hai aaauuu uu oo oo aa haathon mein jaam le aankhon se kaam le aise mein dhokha na khana mere dilruba ho dekho dil se nikal hai yahin ek pal mauka dobaara to aata nahin ba khuda hey hey hey hey sultaana mera naam hai sultaana mera naam hai yahaan har chehra badnaam hai phir mujhpe kyun ilzaam hai hoooouuu uu oo oo aa aauu oo oo oo sultaana mera naam
beshak tum meri muhabbat ho haaye beshak tum meri muhabbat ho dil hai deewaana tumko hi chaahe tum meri chaahat ho o o o beshak tum meri muhabbat ho haaye beshak tum meri muhabbat ho dil hai deewaana tumko hi chaahe tum meri chaahat ho o o o beshak tum meri muhabbat ho haaye beshak tum meri muhabbat ho dil pe kisi ka ikhtiyaar hota kahaan hai dil pe kisi ka ikhtiyaar hota kahaan hai darne se duniyaan mein pyaar hota kahaan hai ik pal na dekhun to chain aaye nahin ab to doori sanam sahi jaaye nahin sach much tum meri zarurat ho o o o beshak tum meri muhabbat ho haaye beshak tum meri muhabbat ho maine kiya hai tumse pyaar karti rahungi maine kiya hai tumse pyaar karti rahungi saare jahaan ke aage mein khul ke kahungi maine waada kiya maine li hai kasam chaahungi main tumhen jab tak hai dum mein dum meri duwa tum meri amaanat ho o o o beshak tum meri muhabbat ho haaye beshak tum meri muhabbat ho dil hai deewaana tumko hi chaahe tum mere chaahat ho o o o beshak tum
udte baadal se puchho behti nadiya se puchho in bahaaron se puchho in nazaaron se puchho inko pata hai mera naam main saath inke subah o shaam udte baadal se puchho behti nadiya se puchho in bahaaron se puchho in nazaaron se puchho inko pata hai mera naam main saath inke subah o shaam bulbul se seekha maine baat karna phulon se seekha muskuraana bulbul se seekha maine baat karna phulon se seekha muskuraana koyal se seekha maine aah bharna bhanvron se seekha gungunaana main hoon chanchal shokh hawa mujhe aata hai ud jaana udte baadal se puchho behti nadiya se puchho in bahaaron se puchho in nazaaron se puchho inko pata hai mera naam main saath inke subah o shaam neela gulaabi peela rang kaisa dekhe bina main to bata doon neela gulaabi peela rang kaisa dekhe bina main to bata doon inse juda hai mera pyaar aisa rote parindon ko hansa doon in lehron pe bin kashti ke chal ke main dikhla doon udte baadal se puchho behti nadiya se puchho in bahaaron se puchho in nazaaron
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Allah Hi Dega Maula Hi Dega Sangram (1976) 03:51 37815
 
Poster of Sangram (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Danny Denzongappa
Duration : 03:51   Song Number : 37815   

Bheegi Huyi Hai Raat Sangram (1993) 05:22 18591
 
Poster of Sangram (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Ayesha Julka
Duration : 05:22   Song Number : 18591   

Breathless Shankar Mahadevan & Javed Akhtar 03:03 15024
 
Poster of Shankar Mahadevan & Javed Akhtar
 
Category
Indipop
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shanka Mahadevan
Raag- 
Yaman
Duration : 03:03   Song Number : 15024   

Dam Dam Damroo Baaje Sangram (1965) 04:12 39757
 
Poster of Sangram (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Aish Kanwal
Music Director- 
Lala Asar Sattar
On Screen Actors- 
Swarna Kumari, Geetanjali
Duration : 04:12   Song Number : 39757   

Ho Masti Mein Dole Sangram (1965) 03:53 39756
 
Poster of Sangram (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Aish Kanwal
Music Director- 
Lala, Asar, Sattar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geetanjali, Dara Singh
Duration : 03:53   Song Number : 39756   

Main To Tere Haseen Khayaalon Sangram (1965) 04:35 32143
 
Poster of Sangram (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Aish
Music Director- 
Lala, Asar, Sattar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Randhaawa
Raag- 
Gara
Duration : 04:35   Song Number : 32143   

Sultana Mera Naam Hai Sangram (1976) 06:26 19300
 
Poster of Sangram (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 06:26   Song Number : 19300   

Tum Meri Muhabbat Ho Sangram (1993) 05:25 18763
 
Poster of Sangram (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Karishma Kapoor
Duration : 05:25   Song Number : 18763   

Udte Baadal Se Puchho Sangram (1993) 04:10 39319
 
Poster of Sangram (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Ayesha Julka
Duration : 04:10   Song Number : 39319