Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSangdil%20(1967)
HomeSangdil%20(1967)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj preet ne tod di bandhan ki deewar haar maan ke preet se chala gaya sansaar dil mein sama gaye sajan phool khile chaman chaman pyaar bhi muskura diya dil mein sama gaye sajan phool khile chaman chaman pyaar bhi muskura diya masti bhari hawa chali hasne lagi kali kali tumse mujhe mila diya masti bhari hawa chali hasne lagi kali kali tumse mujhe mila diya dil mein sama gaye sajan phool khile chaman chaman pyaar bhi muskura diya aisa badal gaya samaa badle zameen o aasmaan aisa badal gaya samaa badle zameen o aasmaan chhod ke jag bana liya pyaar ne ek naya jahaan pyaar ne ek naya jahaan aayi ghataaen jhoom ke neele gagan ko choom ke ghum ka nishaan mita diya pehle koi khushi na thi dil ki kali khili na thi teer e nazar chala na tha zindagi zindagi na thi tere kadam ki aahaten ban gayi muskurahten mera jahaan basaa diya aayi jo rutt bahaar ki chhid gayi baat pyaar ki aayi jo rutt bahaar ki chhid gayi baat pyaar ki dil ne tadap tadap ke phir tere liye pukaar ke oooo
din bure hote hain haalaat bure hote hain din bure hote hain haalaat bure hote hain aadmi to bura nahin hota din bure hote hain haalaat bure hote hain har subha koi naya dard liye aati hai har nayi shaam aansuon mein doob jaati hai maut se pehle jo mar jaate hain unse puchho zindagi aadmi par kaise sitam dhati hai din bure hote hain haalaat bure hote hain aadmi to bura nahin hota din bure hote hain haalaat bure hote hain zulm sehte hain tadapte hain aah bharte hain hoke majboor khud ko hum tabaah karte hain zindagi mein kayi aise bhi mod aate hain hum nahin chaahte phir bhi gunaah karte hain din bure hote hain haalaat bure hote hain aadmi to bura nahin hota din bure hote hain haalaat bure hote hain dava ke badle kahin zeher pila deti hai dulhan ki maang ka sindoor mita deti hai ye gareebi ye bhookh aur havas jeene ki yahaan insaan ko haivaan bana deti hai din bure hote hain haalaat bure hote hain din bure hote hain haalaat bure hote hain aadmi to bura nahin hota
kahaan ho kahaan mere jeevan sahaare tumhen dil pukaare tumhen dil pukaare bahaate hain aansun judaai mein teri ye armaan bechare ye armaan bechare kahaan ho kahaan mere jeevan sahaare tumhen dil pukaare tumhen dil pukaare nazar se gira ke chale jaane waale nazar se gira ke chale jaane waale o tadpaane waale ye dil dhundhta hai tumhaare ishaare tumhaare ishaare tumhaare ishaare ye dil dhundhta hai tumhaare ishaare tumhaare ishaare tumhaare ishaare tadpte hain aankhon mein armaan dekho tadpte hain aankhon mein armaan dekho ye toofan dekho chale aao rota hai dil ghum ke maare ye dil ghum ke maare ye dil ghum ke maare chale aao rota hai dil ghum ke maare ye dil ghum ke maare ye dil ghum ke maare kahaan ho kahaan mere jeevan sahaare tumhen dil pukaare tumhen dil pukaare kahaan ho kahaaaaaan
woh to chale gaye ae dil yaad se unki pyaar kar woh to chale gaye ae dil yaad se unki pyaar kar jeene mein kya maza raha maut ka intezaar kar woh to chale gaye ae dil yaad se unki pyaar kar tujhko khushi se kya garaz ghum hai tere naseeb mein tujhko khushi se kya garaz ghum hai tere naseeb mein khushiyon ki aas chhod de ghum ko gale ka haar kar jeene mein kya maza raha maut ka intezaar kar woh to chale gaye ae dil yaad se unki pyaar kar bhool ja din bahaar ke dekh na khwaab pyaar ke bhool ja din bahaar ke dekh na khwaab pyaar ke dil to nisaar kar diya jaan bhi ab nisaar kar jeene mein kya maza raha maut ka intezaar kar woh to chale gaye ae dil yaad se unki pyaar kar
ye hawaa ye raat ye chaandni teri ik adaa pe nisaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni teri ik adaa pe nisaar hai mujhe kyun na ho teri aarzoo teri justjoo mein bahaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni tujhe kyaa khabar hai o bekhabar tujhe kyaa khabar hai o bekhabar teri ik nazar mein hai kyaa asar tujhe kyaa khabar hai o bekhabar teri ik nazar mein hai kyaa asar jo gazab mein aaye to kehar hai jo ho meharbaan wo qaraar hai mujhe kyun na ho teri aarzoo teri justjoo mein bahaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni teri baat baat hai dil nashin teri baat baat hai dil nashin koi tujhse badh ke nahin hasin teri baat baat hai dil nashin koi tujhse badh ke nahin hasin hai kali kali mein jo mastiyaan teri aankh ka ye khumaar hai mujhe kyun na ho teri aarzoo teri justjoo mein bahaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni teri ik adaa pe nisaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Mein Sama Gaye Sangdil (1952) 04:37 14134
 
Poster of Sangdil (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Sazzad Husain
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Dileep Kumar
Duration : 04:37   Song Number : 14134   

Din Bure Hote Hain Haalaat Bure Hote Hain Sangdil (1967) 05:09 38022
 
Poster of Sangdil (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
G S Kohli
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:09   Song Number : 38022   

Mere Jeevan Sahaare Sangdil (1952) 03:53 16311
 
Poster of Sangdil (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Sazzad Husain
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:53   Song Number : 16311   

Woh To Chale Gaye Sangdil (1952) 03:20 35983
 
Poster of Sangdil (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Sazzad Husain
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:20   Song Number : 35983   

Yeh Hawa Yeh Raat Yeh Chandni Sangdil (1952) 03:06 14135
 
Poster of Sangdil (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Sazzad Husain
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:06   Song Number : 14135