Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSaajan%20Ka%20Ghar%20(1994)
HomeSaajan%20Ka%20Ghar%20(1994)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aap ke kareeb hum rehte hain apna naseeb tumhen kehte hain aap ke kareeb hum rehte hain apna naseeb tumhen kehte hain armaan bhi hain tumhen paane ka tum pe dil o jaan lutaane ka jaan ki kasam sach kehte hain jaan ki kasam sach kehte hain aap ke kareeb hum rehte hain apna naseeb tumhen kehte hain armaan bhi hain tumhen paane ka tum pe dil o jaan lutaane ka jaan ki kasam sach kehte hain jaan ki kasam sach kehte hain aap ke kareeb hum rehte hain apna naseeb tumhen kehte hain aap se hai humen kitni muhabbat aap to ye nahin jaane hooo aap ko aise kaise bataayen aap ko hum kya maane dhadkan pe kyaaa humne likha hai dhadkan pe kyaaa humne likha hai padh lo dil ki nazar se aap ke kareeb hum rehte hain apna naseeb tumhen kehte hain armaan bhi hain tumhen paane ka tum pe dil o jaan lutaane ka jaan ki kasam sach kehte hain jaan ki kasam sach kehte hain aap ke kareeb hum rehte hain apna naseeb tumhen kehte hain aap ko sab maaloom hai dilbar aap ko kya batlaayen aap ne humko
ab aur na mujhse sharmao mann chaaha pyaar mujhe de do ye hont mila kar honton se koi uphaar mujhe de do ab aur na mujhse sharmao mann chaaha pyaar mujhe de do saans ghule saanson mein pawan magan ho jaye jhoom uthe ye nadiya leher leher muskaaye har saans ghule saanson mein pawan magan ho jaye aur jhoom uthe ye nadiya leher leher muskaaye main shaam saja loon sapnon ki itna adhikaar mujhe de do ab aur na mujhse sharmao mann chaaha pyaar mujhe de do preet ke rass mein dooba uda uda ye aanchal jaise neel gagan mein dhula dhula sa badal hai preet ke rass mein dooba uda uda ye aanchal ho jaise neel gagan mein dhula dhula sa badal tum hosh udane se pehle bahon ka haar mujhe de do ab aur na mujhse sharmao mann chaaha pyaar mujhe de do ye hont mila kar honton se koi uphaar mujhe de do koi uphaar mujhe de do mann chaaha pyaar mujhe de do koi uphaar mujhe de do hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmmm
aise naa the hum jaisi humari ki ruswaayi logon ne kuchh tumne kuchh tumne badnaam kiya kuchh aag lagaayi logon ne aise naa the hum ho sakta hai tumne jo dekha ho sanam tumhari nazron ka dhoka ho dil se naa door karo yaar humen humne kiya hai pyaar tumhen ho sakta hai tumne jo dekha ho sanam tumhari nazron ka dhoka ho ek zara si baat pe kya kya baat banaayi logon ne kuchh tumne kuchh tumne badnaam kiya kuchh aag lagaayi logon ne aise naa the hum thokar mein iss dil ko liye tod ke tum to chal bhi diye thokar mein iss dil ko liye tod ke tum to chal bhi diye chal bhi diye tumko khabar kya shehar mein uss din idd manaayi logon ne kuchh tumne kuchh tumne badnaam kiya kuchh aag lagaayi logon ne aise naa the hum ishq pe aafat kya hai naa poocho dil pe qayamat kya hai naa poochho zakm tumhare hi haath ka hai dukh to humen iss baat ka hai ishq pe aafat kya hai naa poocho dil pe qayamat kya hai naa poochho aur ye qayamat saath tumhare mil ke uthaayi logon ne kuchh tumne
aye dil e beqaraar jhoom aye dil e beqaraar jhoom aye dil e beqaraar jhoom aye dil e beqaraar jhoom abr e bahaar aa gaya daur e fizaa chala gaya ishq muraad paa gaya husn ki mach rahi hai dhoom aye dil e beqaraar jhoom aye dil e beqaraar jhoom chhitki huyi hai chandani masti mein hai kali kali tu bhi hazaar baar jhoom aye dil e beqaraar jhoom taaren hain maahtaab hai pushp hai aur shabaab hai zindagi kamyaab hai aarzoon ki hai huzoom aye dil e beqaraar jhoom aye dil e beqaraar jhoom tera nasha tera khumaar ab hai bahaar hi bahaar peer e jawaan ke haath choom aye dil e beqaraar jhoom aye dil e beqaraar jhoom aye dil e beqaraar jhoom
bahut pyaar karte hain tum ko sanam bahut pyaar karte hain tum ko sanam kasam chaahe le lo kasam chaahe le lo khudaa ki kasam bahut pyaar karte hain tum ko sanam humaari ghazal hain tasavor tumhaara humaari ghazal hain tasavor tumhaara tumhaare binaa ab na jeenaa ganwara tumhen yun hi chaahenge tumhen yun hi chaahenge jab tak hain hum bahut pyaar karte hain tum ko sanam saagar ke baahon mein maujein hain jitani saagar ke baahon mein maujein hain jitani hum ko bhi tum se mohabbat hai utani ke ye beqraari ke ye beqraari na ab hogi kam bahut pyaar karte hain tum ko sanam bahut pyaar karte hain tum ko sanam kasam chaahe le lo kasam chaahe le lo khudaa ki kasam bahut pyaar karte hain tum ko sanam bahut pyaar karte hain tum ko sanam bahut pyaar karte hain tum ko sanam bahut pyaar karte hain tum ko sanam
bahut pyaar karte hain tumko sanam bahut pyaar karte hain tumko sanam kasam chaahe le lo kasam chaahe le lo khudaa ki kasam bahut pyaar karte hain tumko sanam humen har ghadi aarzoo hai tumhaari humen har ghadi aarzoo hai tumhaari hoti hai kaisi sanam beqaraari milenge jo tumko to milenge jo tumko to bataayenge hum bahut pyaar karte hain tumko sanam bahut pyaar karte hain tumko sanam kasam chaahe le lo kasam chaahe le lo khudaa ki kasam bahut pyaar karte hain tumko sanam bahut pyaar karte hain tumko sanam
banayi hai itni badi jisne duniya use toote dil ka banana na aaya banana na aaya juda to kiya usne hum ko mila kar juda kar diya to milana na aaya milana na aaya sunna hai ke usne sitaare banaye sunna hai ke usne sitaare banaye diye saikdon aasman par jalaye aasman par jalaye bujha do humara charag e tamanna use ye diya to jalana na aaya jalana na aaya ye aahon ke shole ashkon ki ladiyan ye aahon ke shole ye ashkon ki ladiyan ye roti thi aankhon mein sawan ki jhadiya sawan ki jhadiya jigar mein laga di hai ye aag kisne ke daman bhi hum ko bachana na aaya bachana na aaya banayi hai itni badi jisne duniya use toote dil ka banana na aaya banana na aaya
aa aa aa aaaa hmm hmm hmmm hmmmmm bheegi chaandni chhaayi bekhudi aa jaa daal de baahon mein apni baaahen bheegi chaandni chhaayi bekhudi aa jaa daal de baahon mein apni baaahen bheegi chaandni zulfon ka ye andheraa mukhde kaa ye saweraa zulfon ka ye andheraa mukhde kaa ye saweraa tere hi waaste hain baahon ka narm gheraa mera armaan tu hai dil ka toofaan tu hai mere sanam bheegi chaandni chhaayi bekhudi aa jaa daal de baahon mein apni baaahen bheegi chaandni dil ke qareeb aa jaa mere naseeb aa jaa dil ke qareeb aa jaa mere naseeb aa jaa aa meri jaan hai tu saanson mein tu samaa jaa honthon pe naam teraa ulfat hai kaam meraa teri kasam bheegi chaandni chhaayi bekhudi aa jaa daal de baahon mein apni baaahen bheegi chaandni
boonden nahin sitaare tapke hain kenhkashaa se boonden nahin sitaare tapke hain kenhkashaa se sadke utar rahe hain tum par ye aasmaan se boonden nahin sitaare tapke hain kenhkashaa se moti ke rang rutt ke qatre damak rahe hain yaa reshmi latton mein zugnun chamak rahe hain aanchal mein jaise bijli kondhe yahaan wahaan se sadke utar rahe hain tum par ye aasmaan se boonden nahin sitaare tapke hain kenhkashaa se dekhen to koi aalam bheege se pairhan kaa paani mein hai ye shola yaa noor hai badan kaa angdaai le rahe hain armaan jawaan jawaan se sadke utar rahe hain tum par ye aasmaan se boonden nahin sitaare tapke hain kenhkashaa se pehlu mein aa ke mere kya cheez lag rahi ho baahon ke daayare mein tasveer lag rahi ho hairaan hoon ke tum ko dekhun kahaan kahaan se sadke utar rahe hain tum par ye aasmaan se boonden nahin sitaare tapke hain kenhkashaa se sadke utar rahe hain tum par ye aasmaan se boonden nahin sitaare tapke hain kenhkashaa se
bujha diye hain khud apne haathon muhabbaton ke diye jala ke meri wafaa ne ujaad di hain umeed ki bastiyaan basaa ke tujhe bhula denge apne dil se ye faisla to kiya hai lekin naa dil ko maaloom hai naa humko naa dil ko maaloom hai naa humko jiyenge kaise tujhe bhulaa ke bujha diye hain khud apne haathon muhabbaton ke diye jala ke kabhi milenge jo raaste mein to munh phira kar palat padenge kabhi milenge jo raaste mein to munh phira kar palat padenge kahin sunenge jo naam tera kahin sunenge jo naam tera to chup rahenge nazar jhuka ke naa sochane par bhi sochti hoon ke zindgaani mein kya rahega naa sochane par bhi sochti hoon ke zindgaani mein kya rahega teri tamanna ko bhasm kar ke tere khyaalon se door jaa ke bujha diye hain khud apne haathon muhabbaton ke diye jala ke
chah barbaad karegi humen maalum naa tha chah barbaad karegi humen maalum naa tha rote rote hi kategi humen maalum naa tha rote rote hi kategi humen maalum naa tha maut bhi hum pe hansegi humen maaluuuum naa tha zindagi rog banegi humen maalum naa tha zindagi rog banegi humen maalum naa tha chah barbaad karegi humen maalum naa tha chhayi ghanghor ghata chand sitaare na rahe wo ummeedein na rahin ab wo sahaare na rahe gair to gair hi the wo bhi hamaare na rahe hum pe aisi bhi padegi humen maalum naa tha hum pe aisi bhi padegi humen maalum naa tha chah barbaad karegi humen maalum naa thaaaa
padave nee rekkalu naa rekkalu chachi podam ee dikkulu aa chukkalu dhati paruvam lo raadhari aakasam aindhe paipaikella nannadhe chakkori padara aa chotiki ee chotikantaana neetho ye chotikaina venta ne rana chakkori pandhemulo pandhemulo ne mundharo nuv mundharo choodham choodham modata aa maatani mattada galadevaro modata ee premani bayatuncha galadevaro tholiga mounalani mogincha galadevaro mundhu cheppedevaro mundhunde devaro yedhuruga nilichi yedhalani teriche kaalam yeppudo aa kshanam inkeppudo itte pasigatti kanu kadalika batti kanipetti valapula ruchi batte pani mutte avasaramata ikapaina innalluga daagunnadi viraham ennallani moyyalata hrudayam andhaki ee payanam suluvuga mugisena itte pasigatti kanu kadalika batti kanipetti valapula ruchi batte pani mutte avasaramata ikapaina innalluga daagunnadi viraham ennallani moyyalata hrudayam andhaki ee payanam suluvuga mugisena chakkori pandhemulo pandhemulo modata aa maatani mattada galadevaro modata ee premani
chalo haseen geet ek banayen wo geet phir bana ke gungunayen chalo haseen geet ek banayen wo geet phir bana ke gungunayen khayalon ko chalo zara sajayen nashe mein kyu na jhoom jhoom jaayen aa ha aa ha chalo haseen geet ek banayen wo geet phir bana ke gungunayen khayalon ko chalo zara sajaayen aur nashe mein kyun na jhoom jhoom jaayen aa ha aa ha aise ye mauke masti ke jhonke aate hain roz kab yahaan armaan dil ke phoolon se khilke hote hain roz kab jawaan la la la la la la la la la la la haan la la la la la la la la la la la to mil ke aao rang hum jamaayen nashili dhun pe nachen khoob gaayen khayalon ko chalo zara sajaayen aur nashe mein kyun na jhoom jhoom jaayen aa ha aa ha ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru la la la la la la la la ye rang raliyaan sapnon ki galiyaan mehki huyi hain aaj to dekho ye saara badla nazaara tumne jo chheda saaz ko la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la jo ho
dekha hai pehli baar saajan ki aankhon mein pyaar dekha hai pehli baar saajan ki aankhon mein pyaar ab jaake aaya mere bechaen dil ko karaar dilbar tujhe milne ko kab se tha main bekaraar ab jaake aaya mere bechaen dil ko karaar dekha hai pehli baar saajan ki aankhon mein pyaar ab jaake aaya mere bechaen dil ko karaar palkein jhukaaun tujhe dil mein basaaoon ab bin tere main to kahin chaen na paaoon palkein jhukaaun tujhe dil mein basaaoon ab bin tere main to kahin chaen na paaoon tu mera jigar hai tu meri nazar hai tu meri aarzoo tu mera humsafar hai dekha hai pehli baar saajan ki aankhon mein pyaar ab jaake aaya mere bechaen dil ko karaar meri adaayein ye meri jawaani bas tere liye hai ye meri zindagani meri adaayein ye meri jawaani bas tere liye hai ye meri zindagani tu meri gazal hai tu mera taraana aa teri dhadkanon pe likh doon dil ka fasana dekha hai pehli baar saajan ki aankhon mein pyaar dekha hai pehli baar jaanam ki aankhon mein pyaar ab jaake aaya mere
iss paanch mann ke jism se kya faayda humen are pehlu mein le ke baithe hainnn dil do chhataak ka dil ho gaya shanty flat ya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh o kiya yaar ne shanty flat ya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh chala jab nazar ka chaaku hua dil cham chamku main ho gaya aaku baaku tu meri ho gayi bhibdi tet ya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh dil ho gaya shanty flat ya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh aise uss yaar ne taada chala dil pe kulhada kulhada kulhada ye kaisa fatka maara haaye mujhe kar gaya lamletiya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh dil ho gaya shanty flat ya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh pada jab prem mein ghaata to bika apna aata laga wo chaata faata are main ho gaya chatam chat ya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh dil ho gaya shanty flat ya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh kiya yaar ne shanty flat ya rabba kher ho
ek baat poochhti hoon aye dil jawaab dena ek baat poochhti hoon aye dil jawaab dena kyun unki ho gayi hoon aye dil jawaab dena ek baat poochhti hoon nadiya ki lehren machal ke saahil se kyun takraati hain saawan ki bijliyaan tadap kar baadal mein kyun lehraati hai aapas mein pyaar hai dil beqaraar hai mil ke gale kho jaati hai jaati hai jaati hai ek baat poochhti hoon aye dil jawaab dena haan dil jawaab dena ek baat poochhti hoon kiss ki lagan mein ye shamma har raat dil ko jalaati hai chanda ke pyaar mein chakori kyun apni jaan ganvaati hai sholon ki baahon mein chaahat ki raahon mein marr ke bhi zindagi paati hai paati hai paati hai ek baat poochhti hoon aye dil jawaab dena haan dil jawaab dena ek baat poochhti hoon soorat ko dekh ke kisi ki aankhen ye kyun jhuk jaati hain paate hi saamne kisi ko saansen ye kyun ruk jaati hain jiss dil mein chor ho masti ka daur ho aankhen wahin jhuk jaati hain jaati hain jaati hain ek baat poochhti hoon aye dil jawaab dena kyun
ek jhooti si tasalli wo mujhe de ke chale mera dil le ke chale ek jhooti si tasalli wo mujhe de ke chale mera dil le ke chale tere waadon ke sahaare pe jiye jaayenge hum sehte jaayenge sitam tere waadon ke sahaare pe jiye jaayenge hum sehte jaayenge sitam sehte jaayenge sitam raaz ye tere siwaa aur koi jaan naa le mera dil le ke chale ek jhooti si tasalli apne beemar ko wo dekhne aaye the magar di naa kuchh dil ki khabar apne beemar ko wo dekhne aaye the magar di naa kuchh dil ki khabar li naa kuchh dil ki khabar bujh naa jaaye ye diya yun ke jalaaye naa jale mera dil le ke chale ek jhooti si tasalli wo mujhe de ke chale mera dil le ke chale
gajab chamke bindiya tori aadhi raat kareja chhuye rasiya tori yahi baat gajab chamke bindiya tori aadhi raat kareja chhuye rasiya tori yahi baat dekho re zaalim kaise khadi gagri jaise ras ki bhari darshan ko tarsun re balam main barkha wali badri dekho re zaalim kaise khadi gagri jaise ras ki bhari darshan ko tarsun re balam main barkha wali badri bin barse hi udi chali jaat re gajab chamke ha gajab chamke bindiya tori aadhi raat kareja chhuye rasiya tori yahi baat joban mora dekho to jawaani badhe raja joban mora dekho to jawaani badhe raja lambi ho umariya jo nazar lade raja ji bhar ke niharun to niharun tohe kaise jiyra mein palak tori dank maare jaise re na jaye pakad mera haath re kareja chhuye kareja chhuye rasiya tori yahi ba ae gajab chamke bindiya tori aadhi ho ho ho ho ho kareja chhuye rasiya tori yahi ba hey gajab chamke bindiya tori aadhi raat
ghum diye mustqil kitna naazuk hai dil yeh na jaana haaye haaye ye zaalim zamaana de uthe daag lo usse hai mahino keh sunaana haaye haaye ye zaalim zamaana dil ke haathon se daaman chhuda kar ghum ki nazron se nazrein bacha kar dil ke haathon se daaman chhuda kar ghum ki nazron se nazrein bacha kar uth ke wo chal diye kehte hi reh gaye hum fasaana haaye haaye ye zaalim zamaana koi meri ye roodaad dekhe yeh muhabbat ki bedaad dekhe koi meri ye roodaad dekhe yeh muhabbat ki bedaad dekhe phuk raha hai jigar pad raha hai magar muskurana haaye haaye ye zaalim zamaana ghum diye mustqil kitna naazuk hai dil yeh na jaana haaye haaye ye zaalim zamaana
gori sasuraal chali doli saj gayi shagnon waali gori sasuraal chali ho o o bindiyaa cham cham chamke paayal chham chham chhanke chuda chamak dikhaye gajraa mehak lutaaye phadke ang badan ke jodaa laal pehan ke doli saj gayi shagnon waali ho o o aaye ghadi milan ki kaliyaan khil gayi mann ki gori raaj karegi sukh se god bharegi sakhiyan dewen badhayi baaj rahi shehnayee doli saj gayi shagnon waali ho o o jaadoo daar ke sabka mann mohegi sabka nanad balaayen legi saas duvayen degi chhu kar paanw sasur ke bhaag jagaayegi ghar ke doli saj gayi shagnon waali
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Ke Kareeb Saajan Ki Baahon Mein (1995) 06:53 18779
 
Poster of Saajan Ki Baahon Mein (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tabu
Duration : 06:53   Song Number : 18779   

Ab Aur Na Mujhse Sharmao Siskiyan (1983) 03:59 19222
 
Poster of Siskiyan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
On Screen Actors- 
Madhu Chanda, Virendra
Duration : 03:59   Song Number : 19222   

Aise Naa The Hum Saajan Ki Saheli (1980) 04:49 14122
 
Poster of Saajan Ki Saheli (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 04:49   Song Number : 14122   

Aye Dil E Beqaraar Shahjehan (1946) 03:12 11227
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Sahgal
Raag- 
Bihag
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:12   Song Number : 11227   

Bahut Pyar Karte Hain (Female) Saajan (1991) 03:50 18616
 
Poster of Saajan (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Salman Khan
Duration : 03:50   Song Number : 18616   

Bahut Pyar Karte Hain (Male) Saajan (1991) 03:01 18617
 
Poster of Saajan (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Salman Khan
Duration : 03:01   Song Number : 18617   

Banayi Hai Itni Badi Shisham (1952) 03:26 14250
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:26   Song Number : 14250   

Bheegi Chaandni Chhaayi Bekhudi Suhagan (1964) 03:18 11906
 
Poster of Suhagan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Mala Sinha
Duration : 03:18   Song Number : 11906   

Boonden Nahin Sitaare Saajan Ki Saheli (1980) 05:31 14123
 
Poster of Saajan Ki Saheli (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 05:31   Song Number : 14123   

Bujha Diye Hain Khud Apne Shagoon (1964) 03:26 14210
 
Poster of Shagoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 03:26   Song Number : 14210   

Chah Barbaad Karegi Shahjehan (1946) 03:17 11233
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:17   Song Number : 11233   

Chakori Sahasam Swasaga Sagipo (2016) 05:46 40361
 
Poster of Sahasam Swasaga Sagipo (2016)
 
Category
Telugu
Year- 
2016
Lyricist
Ananta Sriram
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Naga Chaitanya, Manjima Mohan
Duration : 05:46   Song Number : 40361   

Chalo Haseen Geet Ek Banaye Shaukeen (1982) 03:50 38706
 
Poster of Shaukeen (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Rati Agnihotri
Duration : 03:50   Song Number : 38706   

Dekha Hai Pehli Baar Saajan (1991) 06:11 18619
 
Poster of Saajan (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Salman Khan, Madhuri Dixit, Sanjay Dutt
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:11   Song Number : 18619   

Dil Ho Gaya Shanty Flat Shisham (1952) 03:19 15670
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Nazim Panipati
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:19   Song Number : 15670   

Ek Baat Poochhti Suhagan (1964) 04:29 14292
 
Poster of Suhagan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:29   Song Number : 14292   

Ek Jhooti Si Tasalli Shisham (1952) 03:01 14251
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Ziya Sarhadi
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 03:01   Song Number : 14251   

Gajab Chamke Bindiya Teri Sagina (1974) 03:17 40044
 
Poster of Sagina (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Saira Banu
Duration : 03:17   Song Number : 40044   

Ghum Diye Mustqil Shahjehan (1946) 02:56 14215
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Kundan Lal Saigal, Ragini
Raag- 
Asavari
Duration : 02:56   Song Number : 14215   

Gori Sasural Chali Shagoon (1964) 03:32 14209
 
Poster of Shagoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Jagjit Kaur
On Screen Actors- 
Kamal Jeet
Duration : 03:32   Song Number : 14209