Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRahat%20Fateh%20Ali%20Khan
HomeRahat%20Fateh%20Ali%20Khan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaa re pritam pyare bandook mein na to goli mere aaa re pritam pyare bandook mein na to goli mere aaa re pritam pyare sab aag to mere choli mein re zara hukka utha zara chillam jalaaaaaa pallu ke neeche chupake rakha hai utha doon to hangama ho pallu ke neeche chupake rakha hai utha doon to hangama ho yauvan se apne dupatta gira doon toh kaule kanwaron ka chehra khile haaye main aankh maaron to noton ki barish ho lakh jo hilla doon to jhilla hile jhilla hile jhilla hile hile hile jhilla hile hile hile hile hile jhilla hile hile hile hile zara toonti baja zara thumka lagaaaaaa haan pallu ke neeche chupake rakha hai utha doon to hangama ho pallu ke neeche daba ke rakha hai utha doon to hangama ho main to hoon jungle ki nazuk heeraniya re khunkhaar zaalim shikaari hai tu arrey kaante supaari bana ke mujhe jo wo bedard aari re aari hai tu aari hai tu aari aari aari aari aari hai tu aari aari aari aari aari hai tu aari aari aari un na gaddi dhikha un na body
aale re ganpati aaj dari re aale re ganpati aaj dari re bappa morya anand zhala majhya mana bhari re aale re ganpati aaj dari re aale re ganpati aaj dari re sajle makhar he phoolmaal ovali sajle makhar he phoolmaal ovali ujaloon aarti tabkaat thevali ujaloon aarti tabkaat thevali modakahi avadicha godi tyachi nyari re aale re ganpati aaj dari re aale re ganpati aaj dari re bappa morya anand zhala majhya mana bhari re aale re ganpati aaj dari re aale re ganpati aaj dari re taal zanja mrudungacha gajarahi dhumala taal zanja mrudungacha gajarahi dhumala balgopalancha mela nachamadhye ramla balgopalancha mela nachamadhye ramla deva ganeshacha ghosh jay jay kari re aale re ganpati aaj dari re aale re ganpati aaj dari re bappa morya anand zhala majhya mana bhari re aale re ganpati aaj sa ga ma dh ni sa sa ni dh ni dh ma dh ma ga ma ga sa ga sa ni sa dh ni sa dari re aale re ganpati aaj dari re
aapka chehra masha allaah julf ka pehra suhaan allaah aapki baaten wallah wallah itni muhabbat allah allah julf ka saawan gaal ki bijli donon ka deewana hoon julf ka saawan gaal ki bijli donon ka deewana hoon mera haq hai oo shehjaadi mera haq hai oo shehjaadi chaahat ka parwaana hoon aapka chehra ha ha aa aa masha allaah mm hm hm julf ka pehra o ho suhaan allaah ho aapki baaten wallah wallah itni muhabbat ho allah allah pyaar ka saagar itna gehra do dil jis mein doob chuke hain pyaar ka saagar itna gehra do dil jis mein doob chuke hain duniyaa waale bhed na jaane duniyaa waale bhed na jaane doob ke hum to paar huye hain aapka chehra hmm hm hm hm masha allaah oo ho ho julf ka pehra o ho suhaan allaah aapki baaten wallah wallah itni muhabbat allah allah in baahon ke haar to daalo apne gale se mujhe laga lo in baahon ke haar to daalo apne gale se mujhe laga lo aisa nasha hai behki jaaun aisa nasha hai behki jaaun aaj mujhe tum khud hi sambhalo aapka chehra ha ha aa
aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara veeranon mein sehraaon mein aate jaate inn raahon mein tere ishaaron par naachi main jeevan bhar aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara ab to batlaa aye dil mere baaki hain ab kitne phere ab to ruke ye safar mera bhi koi ghar aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara raat aur din ke ye do chehre kab tak pehnun kuchh to keh re kaun hoon main kya hoon sach hoon ke saaya hoon aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara
agar bewafaa tujhko pehchaan jaate khuda ki kasam hum muhabbat na karte jo maaloom hota ye anjaam e ulfat to dil ko lagaane ki zurrat naa karte agar bewafaa tujhko pehchaan jaate khuda ki kasam hum muhabbat na karte jinhen tumne samjha meri bewafaayi meri zindagi ki wo majbooriyaan thi jinhen tumne samjha humari muhabbat ka ik imtehaan tha ye do din ki thodi si jo dooriyaan thi jo dooriyaan thi agar sachchi hoti muhabbat tumhari to ghabraa ke tum yun shikaayat naa karte agar bewafaa tujhko pehchaan jaate khuda ki kasam hum muhabbat na karte jo hum pe hai guzri humin jaante hain sitam kaun sa hai nahin jo uthaaya jo hum pe hai guzri nighahon mein phir bhi rahi teri soorat har ik saans mein tera paigaam aaya paigaam aaya agar jaante tum hi ilzaam doge to bhule se bhi hum to ulfat naa karte agar bewafaa tujhko pehchaan jaate khuda ki kasam hum muhabbat na karte
apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do ban jaye yaadgaar jo ban jaye yaadgaar jo aisa payam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do ab tak kati ye zindagi ghum ki andheri raat mein likhe huye the ghum hi ghum kismat ne mere haath mein aaj isi haath mein koi aaj isi haath mein koi rang bhari shaam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do dil mein tumhare aayega aakhir koi to khushnaseeb nazren karam jo mujh pe ho aaj aaun main zara kareeb mere naseeb mein hi tum mere naseeb mein hi tum honthon ke jaam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do aashiq hazaron aur bhi aayenge iss makaam pe likhenge apne naam wo saath hamare naam ke aaj unhin aashiqon ke naam aaj unhin aashiqon ke naam mera salaam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do ban jaye yaadgaar jo ban jaye yaadgaar jo aisa payam likh do apne naam ke kareeb mera
aur nahin bas aur nahin ghum ke pyaale aur nahin aur nahin bas aur nahin ghum ke pyaale aur nahin dil mein jagah nahin baaki rok nazar apni saaki aur nahin bas aur nahin ghum ke pyaale aur nahin aur nahin bas aur nahin sapne nahin yahaan tere apne nahin yahaan tere sapne nahin yahaan tere apne nahin yahaan tere sachaai ka mol nahin chup ho ja kuchh bol nahin pyaar preet chillaayega to apna gala ganvaayega patthar rakh le seene par kasmen kha le jeene par kasmen kha le jeene par gaur nahin hai aur nahin parwaano par gaur nahin aansu aansu dhalte hain angaaron par chalte hain to aur nahin bas aur nahin aaaa aaaa aaa aaa kitna padhu zamaane ko kitna gadhoon zamaane ko kitna padhu zamaane ko kitna gadhoon zamaane ko kaun gunon ko ginta hai kaun dukhon ko chunta hai hamdardi kaafoor huyi neki chaknaa choor huyi ji karta bas kho jaaoon kafan odhkar so jaaoon kafan odhkar so jaaun daur nahin ye aur nahin insaanon ka daur nahin farz yahaan par farzi hai asli to khud garzi
bhula do bhula do woh baatein purani jo dil ko jalati rahin woh yaadein tumhari woh baatein tumhari jo humko satati rahin bhula do bhula do woh baatein purani jo dil ko jalati rahin woh yaadein tumhari woh baatein tumhari jo humko satati rahin wo ho ho ho ho o ho ho wo ho ho o ho o o ho wo kaisi subaha thi khushiyon ka thaa safar sab yaar sang the koi thi naa fikar dukh aaya sukh khoya ghum ban gaya hum safar apne kya paraye kya sab rang hain ek se kachche sab dhaage hain ye band hai reath ke manzil naa saathi hai chalta hoon main bekhabar ho ho ho ho wo ho ho ho wo ho ho bhula do bhula do woh baatein purani jo dil ko jalati rahin woh yaadein tumhari woh baatein tumhari jo humko satati rahin bhula do bhula do woh baatein purani jo dil ko jalati rahin woh yaadein tumhari woh baatein tumhari jo humko satati rahin wo ho ho ho ho ho ho ho ho wo ho ho ho ho ho
lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori chandaniya chhup jaana re chhan bhar ko luk jaana re neendiya aankhon mein aaye bitiya meri so jaaye hmmmmm neendiya aankhon mein aaye bitiya meri so jaaye leke god mein sulaaun gaaun raat bhar sunaaun main lori lori ho main lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori kardhaniya chhum chhum baje palkan mein sapna saje dheeme dheeme haule haule pawan basanti doley hmmmm dheeme dheeme haule haule pawan basanti doley leke god mein sulaaun gaaun raat bhar sunaaun main lori lori oh ho main lori lori meri muniya rani bane mehlon ka raja miley dekhe khushiyon ke mele dard kabhi na jhele ooo dekhe khushiyon ke mele dard kabhi na jhele leke god mein sulaaun gaaun raat bhar sunaaun main lori lori hmmmm main lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori
ishq da charkha dukhaa diyaa pooniyaa ishq da charkha dukhaa diyaa pooniyaa jiven jiven kati jaavaan hon payi hai dhuniyaan mera aye charkha mera aye charkha nau lakha kude mera aye charkha nau lakha kude mera aye charkha nau lakha kude mera aye charkha nau lakha kude jyun kat di kat di pakka kude mera aye charkha nau lakha kude mera aye charkha nau lakha kude main te mang raanjhan di hoyinyaan main te mang raaaaajhan di raanjhan di hoyinyaan main te mang raanjhan di hoyinyaan main te mang raanjhan di hoyinyaan main te mang raanjhan di hoyinyaan mera baabul karda chhakka kude mera aye charkha mera aye charkha mera aye charkha nau lakha kude jyun kat di kat di pakka kude mera aye charkha mera aye charkha mera aye charkha mera aye charkha mera aye charkha mera aye charkha mera aye charkha nau lakha kude mera aye charkha nau lakha kude nau lakha kude nau lakha kude har charkhe de gede main tainu yaad kardi aajaa har charkhe de gede tainu yaad kardi aajaa har charkhe
duniya chale pichadi to main chalu agaadi sab khel jaanta hoon main hoon bada khiladi oh ho duniya chale pichadi to main chalu agaadi sab khel jaanta hoon main hoon bada khiladi simti mein leke jaaun aur sab ko main sikhaun kya duniya chale pichadi to main chalu agaadi sab khel jaanta hoon main hoon bada khiladi simti mein leke jaaun aur sab ko main sikhaun kya are kya rang roop hai kya chaal dhaal hai are kya rang roop hai kya chaal dhaal hai yeh lajawaab hai yeh bemisaal hai po po po pon pon po po pon pon pon pon pon pon po po po pon pon are naya naya saal hai naya naya maal hai mil jaaye koi chhori kaali ho chaahe gori mil jaaye koi chhori kaali ho chaahe gori chupke se chori chori bandhoon main dil ki dori simti mein leke jaaun aur sab ko main sikhaun kya aankhon mein rob hai pocket mein note hai are aankhon mein rob hai pocket mein note hai natkhat mizaaj hai rangeela koat hai soorat masoom hai neeyat mein khot hai payjama tang hai dheela langot hai aisa
chikni kamar pe teri mera dil fisal gaya haye hey chikni kamar pe teri mera dil fisal gaya strongly yeh jadoo tera mujhpe chal gaya hey chikni kamar pe teri mera dil fisal gaya strongly yeh jadoo tera mujhpe chal gaya jadoo yeh chal gaya mera dil fisal gaya oh darling tu pehle se kitna badal gaya strongly yeh jadoo tera mujhpe chal gaya teri meri yeh jodi jamegi apne love ki kahani banegi tujhko nakhre uthaane padenge saare chakkar bhulaane padenge mujhe saare funde hain aate haan log kis tarah ladki pataate tune aankhon se neendein udaa di soyi soyi si dhadkan jagaa di jadoo yeh chal gaya mera dil fisal gaya oh darling tu pehle se kitna badal gaya strongly yeh jadoo tera mujhpe chal gaya pehle pehle to zidd pe addi tu haan sunle patna ki ae fuljhadi tu maine chutki mein tujhko pataya tere nakhron ko jhat se wataya chal rowdy tujhko bole zamaana kaam tera yeh topi firana main yeh jaanu ki tu hai khiladi teri neeyat bhi ab maine taadi jadoo yeh chal gaya mera dil
dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai ajnabee tum mere paas aao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao milne do ab dil se dil ko mitne do majbooriyon ko sheeshe mein apne doobo do sab faaslon dooriyon ko aakhon mein main muskuraun tumhaare jo tum muskuraao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai ajnabee tum mere paas aao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao hum tum na hum tum rahe ab kuchh aur hi ho gaye ab sapnon ke jhilmil nagar mein jaane kahaan kho gaye ab humraah poochhe kisi se na tum apni manzil bataao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai ajnabee tum mere paas aao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao kal hum se poochhe na koi kya ho gaya tha tumhein kal mud kar nahin dekhte hum dil ne kahaa hai chalaa chal jo door peechhe kahin reh gaye ab unhein mat bulaao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai
gore rang pe na itnaa gumaan kar gora rang do din mein dhal jaayega gore rang pe na itnaa gumaan kar gora rang do din mein dhal jaayega main shamma hoon tu hai parwaana main shamma hoon tu hai parwaana mujhse pehle tu jal jaayega ho gore rang pe na itnaa gumaan kar gora rang do din mein dhal jaayega ho o o roop mit jaata hai ye pyaar aye dildaar nahin mittaa ho o o phool murjhaane se gulzaar aye sarkaar nahin mittaa ho o o roop mit jaata hai ye pyaar aye dildaar nahin mittaa kya baat kahi hai oye tauba kya baat kahi hai oye tauba ye dil beimaan machal jaayega ho gore rang pe na itnaa gumaan kar gora rang do din mein dhal jaayega ho o o aapko hai aisa inkaar to ye pyaar yahin chhodo ho o o pyaar ka mausam hai bekaar ki taqraar yahin chhodo ho o o aapko hai aisa inkaar to ye pyaar yahin chhodo haathon mein haath zara de do haathon mein haath zara de do baaton mein waqt nikal jaayega main shamma hoon tu hai parwaana mujhse pehle tu jal jaayega aa aa aa aa aa aa aa ho
are haai haai ye majboori ye mausam aur ye doori are haai haai ye majboori ye mausam aur ye doori mujhe pal pal hai tadpaaye teri do takiyaan di naukri re mera laakhon ka saawan jaaye haai haai ye majboori ye mausam aur ye doori aa aa aa aa aa aa aa aa o o o o o kitne saawan beet gaye kitne saawan beet gaye baithi hoon aas lagaaye is saawan mein mile sajanwa wo saawan kab aaye kab aaye madhur milan ka ye saawan haathon se nikala jaaye teri do takiyaan di naukri re mera laakhon ka saawan jaaye haai haai ye majboori ye mausam aur ye doori prem ka aisa bandhan hai prem ka aisa bandhan hai jo bandh ke phir na toote are naukri ka hai kya bharosa aaj mile kal chhoote kal chhoote ambar pe hai racha sawambar phir bhi tu ghabraaye teri do takiyaan di naukri re mera laakhon ka saawan jaaye re ding dang ding dang ding dang dang re ding dang ding dang ding dang dang mujhe pal pal hai tadpaaye teri do takiyaan di naukri re mera laakhon ka saawan jaaye haai haai ye majboori ye
aajaaa aajaaa aajaaa jaane chaman aaja o gulbadan aaja deewaana mera dil tujhe de sada main teri aankhon mein main teri saanson mein na honge meri jaan kabhi hum juda main teri aankhon mein aajaaaa jheel mein aksar jhoom ke lehren pehle bhi to uthti thi lekin ye toofaan na the lekin ye toofaan na the baadal ban ke rukhpe zulfen pehle bhi to udti thi lekin ye armaan na the aaja tu baahon mein pyaar ki raahon mein deewaana mera dil tujhe de sada jaane chaman aajaa yun to kal bhi in jharnon mein pyaar ki jhaanjhar bajti thi lekin ye nagma na tha yun to kal bhi in phoolon mein jaane ada tu hansti thi lekin ye jalwa na tha jalwa bhi tera hai nagma bhi tera hai na honge meri jaan kabhi hum juda main teri aankhon mein aajaaa aankhon ke wo paimaane jo aankhon mein lehraate the aakhir chhalakne lage aakhir chhalakne lage mere dil ke afsaane jo honthon pe reh jaate the aakhir machalne lage aakhir machalne lage tu meri jannat hai meri mohabbat hai na honge meri jaan kabhi hum
jeena humko raas na aaya hum jaane kyun jeete hain kya saawan kya bhaadon apne sab din rote beetein hain jeena humko raas na aaya hum jaane kyun jeete hain jeena humko humse to jag ruth gaya hai ek tumhara kya shikvaa humse to jag ruth gaya hai ek tumhara kya shikvaa ab kyun aahein bharte hain hum ab kyun aansu peete hain jeena humko raas na aaya hum jaane kyun jeete hain jeena humko pyaar ki baazi aasan samjhe humne badi nadaani ki pyaar ki baazi aasan samjhe humne badi nadaani ki dil ki duhayi dene wale ye baazi kab jeete hain jeena humko raas na aaya hum jaane kyun jeete hain jeena humko daur e junoon mein kya kya sujhi kya kya humne kar dala daur e junoon mein kya kya sujhi kya kya humne kar dala khud hi garibaan faad liya hai khud hi garibaan seete hain jeena humko raas na aaya hum jaane kyun jeete hain jeena humko raas na aaya hmm mmm hmm mmm hmm mmm hmm mmm hmm mmm hmm mmm
aaa jin raaton mein neend ud jaati hai kya qeher ki raaten hoti hain darwaazon se takraa jaate hain deewaaron se baaten hoti hain jin raaton mein neend ud jaati hai kya qeher ki raaten hoti hain darwaazon se takra jaate hain deewaaron se deewaaron se baaten hoti hain jin raaton mein neend ghir ghir ke jo baadal aate hain aur be barse khul jaate hain aashaaon ki aashaaon ki jhoothi duniya mein sookhi barsaaten hoti hain jin raaton mein neend jab wo nahin hote pehlu mein aur lambi raaten hoti hain yaad aa ke yaad aa ke sataati rehti hain aur dil se aur dil se baaten hoti hain jin raaton mein neend hansne mein jo aansoo aate hain do tasveeren dikhlaate hain har roz har roz janaaze uthte hain har roz baraaten hoti hain jin raaton mein neend himmat kis ki hai jo poochh sake ye aarzu e saudaayi se kyun saahib kyun saahib aakhir akele mein ye kisse ye kisse baaten hoti hain jin raaton mein neend udd jaati hai kya qeher ki raaten hoti hain darwaazon se takra jaate hain
aa aa aa aa aa aa aa aa haa haa haa kaattu kurinji poovum choodi swapnam kandu mayangum pennu kaattu kurinji poovum choodi swapnam kandu mayangum pennu chirikkaarilla chirichaal chirikkarilla chirichaal our poonkuzhalee thalirum kori kulirum kori noorum paalum kuriyum thottu nadakkum pennu karayaarilla karanjaal karayaarilla karanjaal oru karim kuzhalee kopikkaarilla pennu kopichaal eettappuli pole naanikkaarillaa pennu naanichaal naadan pida pole kopikkarilla eettappulipole naanikkaarillaa pennu naanichaal naadan pida pole kaalippenne neelippenne thaalam thulli melam thulli vaa kaalippenne neelippenne thaalam thulli melam thulli vaa kaattu kurinji poovum choodi swapnam kandu mayangum pennu aa aa aa aa aa aa aa aa aa paadaarillival paadipoyaal then mazha peyyum aadaarillival aadipoyaal thazham poo vidarum kaalippenne neelippenne thaalam thulli melam thulli vaa kaalippenne neelippenne thaalam thulli melam thulli vaa kaalippenne neelippenne thaalam thulli melam
lala la lala la lala lala lala lala lala la la la lala la lala la lala laaaa kiss ki sadaayen mujhko bulaayen anjaane sapne neenden churaayen teri adaayen jaadoo jagaayen dharti sanwaare mausam sajaayen oooo hoooo hooo hey hey hey oooo hoooo hooo kiss ki sadaayen mujhko bulaayen anjaane sapne neenden churaaye teri adaayen jaadoo jagaayen dharti sanwaare mausam sajaayen lala la lala la hoooo aisi kahaan thi ye rutt suhaani kab se tujhe dhoondhe meri jawaani aisi kahaan thi ye rutt suhaani kab se tujhe dhoondhe meri jawaani hoooo aane se tere mehki hawaayen jaagi huyi hain saari fizaayen kiss ki sadaayen mujhko bulaayen anjaane sapne neenden churaayen hoooo teri adaayen to jaadoo jagaayen dharti sanwaare mausam sajaayen lala la lala la tere siwaa dil ko koi naa bhaaye pyaar kahin mera kho naa jaaye tere siwaa dil ko koi naa bhaaye pyaar kahin mera kho naa jaaye hooo phoolon se rangeen taaron se ujli saagar se gehri meri wafaaen kiss ki sadaayen mujhko bulaayen
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Re Pritam Pyare Rowdy Rathore (2012) 04:21 16584
 
Poster of Rowdy Rathore (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Sameer Anjaan
Music Director- 
Sajid, Wajid
On Screen Actors- 
Hazel Keech
Duration : 04:21   Song Number : 16584   

Aale Re Ganpati Radha Mangeshkar 03:42 15138
 
Poster of Radha Mangeshkar
 
Category
Marathi
Duration : 03:42   Song Number : 15138   

Aapka Chehra Masha Rootha Na Karo (1970) 05:24 32340
 
Poster of Rootha Na Karo (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 05:24   Song Number : 32340   

Aawaara Aye Mere Dil Raat Aur Din (1967) 05:22 14029
 
Poster of Raat Aur Din (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 05:22   Song Number : 14029   

Agar Bewafaa Tujhko Pehchaan Jaate Raat Ke Andhere Mein (1969) 03:37 16301
 
Poster of Raat Ke Andhere Mein (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Kumar
Duration : 03:37   Song Number : 16301   

Apne Naam Ke Kareeb Mera Bhi Naam Raat Ke Andhere Mein (1969) 04:05 35860
 
Poster of Raat Ke Andhere Mein (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Kumar
Duration : 04:05   Song Number : 35860   

Aur Nahin Bas Aur Nahin Roti Kapada Aur Makaan (1974) 06:51 20158
 
Poster of Roti Kapada Aur Makaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Shashi Kapoor, Zeenat Aman
Duration : 06:51   Song Number : 20158   

Bhula Do Raeth 03:57 18505
 
Poster of Raeth
 
Category
Indipop
Singer- 
Raeth
Duration : 03:57   Song Number : 18505   

Chandaniya (Lori Lori) Rowdy Rathore (2012) 03:54 32852
 
Poster of Rowdy Rathore (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Sajid, Wajid
Singer- 
Shreya Ghoshal
Duration : 03:54   Song Number : 32852   

Charkha Rahat Fateh Ali Khan 04:47 16038
 
Poster of Rahat Fateh Ali Khan
 
Category
Sufi
Lyricist
Bullay Shah
Music Director- 
The Professional Brothers
Duration : 04:47   Song Number : 16038   

Chinta Ta Ta Chita Chita Rowdy Rathore (2012) 04:25 16585
 
Poster of Rowdy Rathore (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Sameer Anjaan
Music Director- 
Sajid, Wajid
Singer- 
Mika Singh, Wajid
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Prabhu Deva
Duration : 04:25   Song Number : 16585   

Dhadang Dhang Dhang Rowdy Rathore (2012) 04:38 16586
 
Poster of Rowdy Rathore (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Faiz Anwar
Music Director- 
Sajid, Wajid
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Sonakshi Sinha
Duration : 04:38   Song Number : 16586   

Dil Ki Giraah Khol Do Raat Aur Din (1967) 04:54 20365
 
Poster of Raat Aur Din (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Nargis, Feroz Khan
Duration : 04:54   Song Number : 20365   

Gore Rang Pe Na Itnaa Gumaan Kar Roti (1974) 04:45 18371
 
Poster of Roti (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mumtaj, Rajesh Khanna
Duration : 04:45   Song Number : 18371   

Haai Haai Ye Majboori Roti Kapada Aur Makaan (1974) 03:33 20150
 
Poster of Roti Kapada Aur Makaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Zeenat Aman
Duration : 03:33   Song Number : 20150   

Jaan E Chaman Aaja Raat Andheri Thi (1967) 04:38 40837
 
Poster of Raat Andheri Thi (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Akhtar Romani
Music Director- 
Usha Khanna
Duration : 04:38   Song Number : 40837   

Jeena Humko Raas Raat Aur Din (1967) 04:24 32538
 
Poster of Raat Aur Din (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 04:24   Song Number : 32538   

Jin Raaton Main Neend Ud Jaati Hai Raat Ki Rani (1949) 03:22 40505
 
Poster of Raat Ki Rani (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:22   Song Number : 40505   

Kattukurinji Radha Enna Pennkutti (1979) 03:36 11497
 
Poster of Radha Enna Pennkutti (1979)
 
Category
Malayalam
Year- 
1979
Duration : 03:36   Song Number : 11497   

Kis Ki Sadaayen Mujhko Red Rose (1980) 05:34 14071
 
Poster of Red Rose (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Fazali
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Poonam Dhillon, Rajesh Khanna
Duration : 05:34   Song Number : 14071