Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRaampur%20Ka%20Lakshman%20(1972)
HomeRaampur%20Ka%20Lakshman%20(1972)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm goom hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam par tumhe likh nahin paaun main uska naam haaye raam haaye raam ho goom hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam par tumhe likh nahin paaun main uska naam haaye raam haaye raam socha hai ek din main usse milke keh daalun apne sab haal dil ke aur kar doon jeevan uske hawale phir chhod de chaahe apna bana le main to uska re hua deewana ab to jaisa bhi mera ho anjaam ho goom hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam par tumhe likh nahin paaun main uska naam haaye raam haaye raam chaaha hai tumne jis baawri ko woh bhi sajanwa chaahe tumhi ko naina uthaae to pyaar samjho palken jhukaa de to ikraar samjho rakhti hai kabse chhupa chhupa ke apne honthon mein piya tera naam ho goom hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam par tumhe likh nahin paaun main uska naam ho goom hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam par tumhe likh nahin paaun main uska naam haaye raam haaye raam
kaahe apnon ke kaam nahin aaye tu kehte hai sab ki bigdi raam banaaye tu hey raam kaahe apnon ke kaam nahin aaye tu kehte hai sab ki bigdi raam banaaye tu hey raam tu hai mujhi mein to phir sun le uthti pukaar mere manvaa se jiss duniyaa mein koi naa mera mohe utha le aisi duniyaa se jiya nahin jaaye ab hey raam jiya nahin jaaye ab hey raam kaahe apnon ke kaam nahin aaye tu kehte hai sab ki bigdi raam banaaye tu hey raam pyaar to tera sach hai bhagwan khud ko sujaayi nahin detaaa reee kabhi koi apna hota hai paas hi phir bhi dikhaayi nahin detaaa reee dosh hai apna tu badnaam dosh hai apna tu badnaam kaun kahe apnon ke kaam nahin aaye tu kehte hai sab ki bigdi raam banaaye tu hey raam
are pyaar ka samay kam hai jahaan ladte hain log kaise wahaan kyun mere yaar maine bhi aaj kya baat kahi de taali pyaar ka samay kam hai jahaan ladte hain log kaise wahaan kyun mere yaar maine bhi aaj kya baat kahi de taali jo bhi kare pyaar main uska yaar galat mujhe na samjhna main to yahaan aaya hoon milan ke liye main subah shaam sabka ghulam itna magar yaad rakhna bura hoon main bas dushman ke liye ulfat ke jo pyaase ho tum chaahat ka hoon main bhi sawaali pyaar ka samay kam hai jahaan ladte hain log kaise wahaan kyun mere yaar maine bhi aaj kya baat kahi de taali abhi ye samaa hai mehrbaan jhoom ke jee le deewane kaisi haaye mastaani raat hai zindagi ka le le maza phir kya ho kaun jaane bhai mere kuchh na tere haath hai do chaar pal lehra ke chal hai zindagi kab rukne waali pyaar ka samay kam hai jahaan ladte hain log kaise wahaan kyun mere yaar maine bhi aaj kya baat kahi de taali khel haseen aadat meri chup rehna main na jaanu maine yahi ab tak jaana nahin
raampur kaa baasi hoon main lachhman mera naam seedhi saadhi boli meri seedha saadha kaam hoooo par hoon bada albelaa hoooo sau ke barabar akela hooooo raampur kaa baasi hoon main lachhman mera naam seedhi saadhi boli meri seedha saadha kaam rukna jhukna main kya jaanun aye bhai hooooooo yaar ki yaari mujhko yahaan talak laayi are khel tamaasa mujhko mat samjho pyaaro hoooooo abhi to parda uthne mein der hai yaaro tum dekhogeeeeeee haayeeee tum dekhoge uss roz mujhe main apni jaan pe jiss din khela raampur kaa baasi hoon main lachhman mera naam seedhi saadhi boli meri seedha saadha kaam pyaar muhabbat mein waise to dheela hoon hooooo lekin dil ka main bhi bada rangeela hoon are aankhon aankhon hi mein jin pe lehraaun hooooo unn honthon ki laali utaar le jaaun kar doon paagalllll hoyeeee kar doon paagal ho chaahe gaanv ki gori yaa koi shahri laila raampur kaa baasi hoon main lachhman mera naam seedhi saadhi boli meri seedha saadha kaam suit pahen ke tum dekho naqli
ho sanwla rang hai mera reshmi ang hai mera arey sanwla rang hai mera hay re reshmi ang hai mera kala kala jadu hai aisa meri nazar mein haay re chahe kahin par maru katari laage jigar mein arey re re dekho dekho bacho zara sanwla rang hai mera reshmi ang hai mera arey sanwla rang hai mera mera mera reshmi ang hai mera kala kala jadu hai aisa meri nazar mein chahe kahin par marun katari lage jigar mein arey re re dekho dekho bacho zara sanwla rang hai mera reshmi ang hai mera mera mera meri ada mein mastani lehar bhi hai lekin inmein thoda thoda zehar bhi hai aa aa aa aa aa aa meri ada mein mastani lehar bhi hai ha aa lekin inmein thoda thoda zehar bhi hai jisne jisne dekha jalwa haay re jisne jisne dekha jalwa meri adaon ka koi bacha aur koi mar gaya ha sanwla rang hai mera haay re reshmi ang hai mera sanwla rang hai mera mera mera reshmi ang hai mera kala kala jadu hai aisa meri nazar mein chahe kahin par marun katari laage jigar mein arey re re dekho dekho bacho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Goom Hai Kisi Ke Pyaar Mein Raampur Ka Lakshman (1972) 04:17 20488
 
Poster of Raampur Ka Lakshman (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Rekha
Duration : 04:17   Song Number : 20488   

Kaahe Apnon Ke Raampur Ka Lakshman (1972) 02:58 14028
 
Poster of Raampur Ka Lakshman (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Rekha
Duration : 02:58   Song Number : 14028   

Pyaar Ka Samay Kam Hai Raampur Ka Lakshman (1972) 05:03 12442
 
Poster of Raampur Ka Lakshman (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Rekha, Shatrughan Sinha
Duration : 05:03   Song Number : 12442   

Raampur Kaa Baasi Hoon Raampur Ka Lakshman (1972) 05:00 12443
 
Poster of Raampur Ka Lakshman (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 05:00   Song Number : 12443   

Sanwla Rang Hai Mera Raampur Ka Lakshman (1972) 05:35 40260
 
Poster of Raampur Ka Lakshman (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:35   Song Number : 40260