Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePyar%20Pyar%20(1993)
HomePyar%20Pyar%20(1993)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dekha hai teri aankhon mein pyaar hi pyaar beshumaar dekha hai teri aankhon mein pyaar hi pyaar beshumaar paaya hai teri baaton mein pyaar hi pyaar beshumaar dekha hai teri aankhon mein aye bahaaron ki pari ye hai taqdeer meri jo bhi samjha hai mujhe wo inayat hai teri aye bahaaron ki pari ye hai taqdeer meri jo bhi samjha hai mujhe wo inayat hai teri dekha hai teri aankhon mein pyaar hi pyaar beshumaar paaya hai teri baaton mein pyaar hi pyaar beshumaar dekha hai teri aankhon mein mere achhe the karam jo mulaakaat huyi mehrbaan husn hua kya ajab baat huyi mere achhe the karam jo mulaakaat huyi mehrbaan husn hua kya ajab baat huyi dekha hai teri aankhon mein pyaar hi pyaar beshumaar paaya hai teri baaton mein pyaar hi pyaar beshumaar dekha hai teri aankhon mein maine socha bhi na tha mujhko mil jaayegi tu jaise lehraaye sabaa aise lehraayegi tu maine socha bhi na tha mujhko mil jaayegi tu jaise lehraaye sabaa aise lehraayegi tu dekha hai teri aankhon mein pyaar hi
dekhe kayi chehre jahaan mein magar dekhe kayi chehre jahaan mein magar ek tere hi chehre pe pyaar aaya pyaar aaya pyaar aaya ek tere hi chehre pe pyaar aaya pyaar aaya pyaar aaya honge hasin laakhon jahaan mein magar honge hasin laakhon jahaan mein magar ek tujhpe hi dil dildaar aaya pyaar aaya pyaar aaya ek tere hi chehre pe pyaar aaya pyaar aaya pyaar aaya aankhon mein aisi kaajal ki rekhaa pehle kabhi bhi maine na dekhaa aankhon mein aisi kaajal ki rekhaa pehle kabhi bhi maine na dekhaa gaalo pe aisa til ka nishaan dekha na maine kabhi meri jaan huye jawaan duniyaa mein kitne magar huye jawaan duniyaa mein kitne magar yun kisi pe na aisa nikhaar aaya pyaar aaya pyaar aaya mujhko kisi se ulfat nahin thi pehle meri aisi haalat nahin thi mujhko kisi se ulfat nahin thi pehle meri aisi haalat nahin thi aankhon se padh le dil ki kahaani tujh pe lutaa di ye zindgaani betabi iss dil ki badhati gayi betabi iss dil ki badhati gayi pyaar aisa kisi pe pehli baar aaya pyaar
main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun tujhe dil ke aayine mein maine baar baar dekha tujhe dil ke aayine mein maine baar baar dekha teri akhadiyon mein dekha to chhalakta pyaar dekha tera teer meine dekha to zigar ke paar dekha main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun tera rang hai salona tere ang mein lachak hai tera rang hai salona tere ang mein lachak hai teri baat mein hai jaadoo tere bol mein khanak hai teri har ada muhabbat tu zamin ki thanak hai main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun mera dil lubha raha hai tera roop sada sada mera dil lubha raha hai tera roop sada sada ye jhooki jhooki nigahein kare pyaar dil mein jyaada main tujhi pe jaan dunga hai yahi
o sakhiyaan sakhiyaan mori akhiyaan lad gayin ek jaadugar se ek jaadugar se o sakhiyaan sakhiyaan mori akhiyaan lad gayin ek jaadugar se ek jaadugar se o sakhiyaan sakhiyaan ek dard uthe hai reh reh ke jigar mein rehta hai wo zaalim har waqt nazar mein yaad uski jo aaye raaton ko jagaaye uljhen meri saansen diwaana banaaye o sakhiyaan sakhiyaan mori akhiyaan lad gayin ek jaadugar se ek jaadugar se o sakhiyaan sakhiyaan mori akhiyaan lad gayin ek jaadugar se ek jaadugar se o sakhiyaan sakhiyaan meethi si kasak hai nas nas mein chamak hai jaagi hain ummangein aur dil mein dhadak hai bas ek nazar se kya cheez pilaayi mujhko to sharaabi kehti hai khudaayi o sakhiyaan sakhiyaan mori akhiyaan lad gayin ek jaadugar se ek jaadugar se o sakhiyaan sakhiyaan mori akhiyaan lad gayin ek jaadugar se ek jaadugar se o sakhiyaan sakhiyaan is pyaar ne meri kismat hi badal di ikraar ne meri haalat hi badal di jab tak na huya tha veeraan the nazaare jis din se huya hai din hain bade
tu mera main teri duniyaa jale to jale tu mera main teri duniyaa jale to jale na na na na dil tera jaan teri duniyaa jale to jale dil tera jaan teri duniyaa jale to jale jhoom jhoom naache mera pyaar bhara dil gun gun gaaye iqraar bhara dil tujh se nighaahein mili mil gaya dil phool ki tarah se mera khil gaya dil jhoom jhoom naache mera pyaar bhara dil gun gun gaaye iqraar bhara dil tujh se nighaahein mili mil gaya dil phool ki tarah se mera khil gaya dil rutt jawaan pyaar bhari duniyaa jale to jale na na na na dil tera jaan teri duniyaa jale to jale aa haa aa haa tu mera main teri ho duniyaa jale to jale na na na na na na na na dil tera jaan teri duniyaa jale to jale waada nibhane dekho aaye hain sanam lab pe duaayein laaye tere liye hum dil jo diya hai tujhe phir kya hai ghum marta hoon tujhpe hi apni kasam haaye waada nibhane dekho aaye hain sanam lab pe duaayein laaye tere liye hum dil jo diya hai tujhe phir kya hai ghum marta hoon tujhpe hi apni kasam tu meri
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dekha Hai Teri Aankhon Mein Pyar Hi Pyar (1969) 04:22 12031
 
Poster of Pyar Hi Pyar (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Vyjayanthimala
Duration : 04:22   Song Number : 12031   

Dekhe Kayi Chehre Pyar Pyar (1993) 04:36 31513
 
Poster of Pyar Pyar (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Beena Banerjee, Kishore Anand
Duration : 04:36   Song Number : 31513   

Main Kahin Kavi Na Pyar Hi Pyar (1969) 04:57 20856
 
Poster of Pyar Hi Pyar (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Vyjayanthimala
Duration : 04:57   Song Number : 20856   

O Sakhiyan Sakhiyan Pyar Hi Pyar (1969) 05:14 19297
 
Poster of Pyar Hi Pyar (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 05:14   Song Number : 19297   

Tu Mera Main Teri Pyar Hi Pyar (1969) 06:37 21334
 
Poster of Pyar Hi Pyar (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Vyjayanthimala
Duration : 06:37   Song Number : 21334