Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePoonam%20(1952)
HomePoonam%20(1952)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa zara mere humnasheen thaam le mujhe thaam le aa zara mere humnasheen thaam le mujhe thaam le zindagi se bhag kar aaya hoon main mujhe thaam le aa zara mere humnasheen thaam le mujhe thaam le aa zara apni hasti se khud main pareshan hoon jiski manzil nahin aisa insaan hoon apni hasti se khud main pareshan hoon jiski manzil nahin aisa insaan hoon main kahan tha kahan se kahan aa gaya kya se kya ho gaya main bhi hairaan hoon aa zara mere humnasheen thaam le mujhe thaam le aa zaraa bujh gaya bhi to kya apne dil ka diya ab na royenge hum roshni ke liye bujh gaya bhi to kya apne dil ka diya ab na royenge hum roshni ke liye dil ka shisha jo toota to ghum kyun karen dard kaafi hai bas zindagi ke liye aa zara mere humnasheen thaam le mujhe thaam le aa zara raat aati rahi raat jati rahi mere ghum ka na lekin sawera hua raat aati rahi raat jati rahi mere ghum ka na lekin sawera hua apne apne naseebon ki baaten hai ye jo mila humko uska bahut shukriya aa zara mere
aayi aayi raat suhaani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani aayi aayi raat suhaani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani neend ki pariyaan aayin sulaane neend ki pariyaan aayin sulaane phoolon ki doli mein jhula jhulaane jhula jhulaane phoolon ki doli mein jhula jhulaane jhula jhulaane naazon ki paali o meri jaani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani aayi aayi raat suhaani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani chaand tera anmol khilona chaand tera anmol khilona pyaar ki godi tera bichhona tera bichhona pyaar ki godi tera bichhona tera bichhona roop nagar ki chhoti si raani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani aayi aayi raat suhaani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani pure ho tere armaan saare pure ho tere armaan saare itni umar ho jitne hain taare jitne hain taare itni umar ho jitne hain taare jitne hain taare har roz aaye ye shaadmaani har roz aaye ye shaadmaani sunn le khushi ki kahani
ab to aa jaa o balam ab to aa jaa o balam furkat ke maare ro diye haal par duniyaa to duniyaa chaand taare ro diye ab to aa jaa o balam mere naale mere shikwe mere aansun mere ghum mere naale mere shikwe mere aansun mere ghum ek do ki baat kya hai aaj saare ro diye ab to aa jaa o balam shaam guzari raat aayi raat guzari din huaa shaam guzari raat aayi raat guzari din huaa ghum naa poochho zindagi ke har sahaare ro diye ab to aa jaa o balam meri chaahen meri aahen meri raahen lutt ghayin meri chaahen meri aahen meri raahen lutt ghayin doobti aankhon ke ab pyaase kinaare ro diye ab to aa jaa o balam furkat ke maare ro diye haal par duniyaa to duniyaa chaand taare ro diye ab to aa jaa o balam
amme abhayam tharoooo amme abhayam tharoooo irul moodumende kannukalil deepamaanu nee thanal thedi thedi njaanalayum theeramaanu nee irul moodumende kannukalil deepamaanu nee thaliraayi mannil njaan pirannu poovaninjathum thaliraayi mannil njaan pirannu poovaninjathum karunaamayee nin munbilallo vaadi veezhvathum en vishaada bhaaram theerkkum aashrayamalle irul moodumende kannukalil deepamaanu nee thirumaaril ninnu nee churanna sneha dhaarayo thirumaaril ninnu nee churanna sneha dhaarayo marubhoomiyithil njaan nukarum daaha neeramme agathaaril ende jeeva raktham kaazhcha vachoo njan irul moodumende kannukalil deepamaanu nee thanal thedi thedi njaanalayum theeramaanu nee amme abhayam tharoooo
dil tadpe tadpaye jin ke milan ko tarse wo to na aaye mousam aaye jaaye dil tadpe tadpaye jin ke milan ko tarse wo to na aaye mousam aaye jaaye dil tadpe tadpaye sapne to kho gaye kar ke deewana mujhe karni pe apne dil ki pada pachhtana mujhe sapne to kho gaye kar ke deewana mujhe karni pe apne dil ki pada pachhtana mujhe khudh ko mana loon dukhde chhupa loon main khudh ko mana loon dukhde chhupa loon dil ki lagi haaye kon bujhaaye dil tadpe tadpaye sapnon ke saathi mere dum bhar ko aajaa ghayal mere dil ko dheeraj bandha jaa sapnon ke saathi mere dum bhar ko aajaa ghayal mere dil ko dheeraj bandha jaa teri hi yaadennn teri hi yaaden teri hi baaten teri hi yaaden teri hi baaten behle na ab mera jee behlaaye dil tadpe tadpaye rasta na sujhe koi na koi manzil saathi bechara mera toota hua dil rasta na sujhe koi na koi manzil saathi bechara mera toota hua dil kis ko sada doooon kis ko sada doon kis ko pukaarun main kis ko sada doon kis ko pukaarun daste hain mere dil
din suhaane din suhaane ye mausam bahaar ka din suhaane ye mausam bahaar ka dil ye chaahe main gaaun geet pyaar ka dil ye chaahe main gaaun geet pyaar ka hoo geet pyaar ka din suhaane din suhaane ye mausam bahaar ka ye dhadkan ye masti ye hulchal ye dhadkan ye masti ye hulchal ye jawaani pe khushiyon ka aanchal ye jawaani pe khushiyon ka aanchal kehna kya zindagi ke singaar ka kehna kya zindagi ke singaar ka mausam bahaar ka din suhaane din suhaane ye mausam bahaar ka jee ye chaahe ke apna ho koi jee ye chaahe ke apna ho koi neend mein pyaara sapna ho koi neend mein pyaara sapna ho koi aur maza ho kisi ke intezaar ka aur maza ho kisi ke intezaar ka mausam bahaar ka din suhaane din suhaane ye mausam bahaar ka khil uthi dil ki khaamosh kaliyaan khil uthi dil ki khaamosh kaliyaan jab sajaayi ummeedon ki galiyaan jab sajaayi ummeedon ki galiyaan ye machalna dil e beqaraar ka ye machalna dil e beqaraar ka mausam bahaar ka din suhaane din suhaane ye mausam bahaar ka dil
do din ki zindagi mein dukhde hain beshumaar dukhde hain beshumaar do din ki zindagi mein dukhde hain beshumaar dukhde hain beshumaar hai zindagi ussi ki jo hans hans ke de guzaar hans hans ke de guzaar ubhrenge phir sitaare chamkega phir se chaand chamkega phir se chaand ubhrenge phir sitaare chamkega phir se chaand chamkega phir se chaand ujde huye chaman mein aayegi phir bahaar aayegi phir bahaar hai zindagi ussi ki jo hans hans ke de guzaar hans hans ke de guzaar hai dhoop kahin chhaayaaaa hai dhoop kahin chhaayaa ye zindagi ki reet ye zindagi ki reet hai aaj teri haar to phir kal hai teri jeet hai aaj teri haar to phir kal hai teri jeet har saans tujhse bas yahi kehti hai baar baar kehti hai baar baar hai zindagi ussi ki jo hans hans ke de guzaar hans hans ke de guzaar marne ke sau bahaane jeene ko sirf ek jeene ko sirf ek marne ke sau bahaane jeene ko sirf ek jeene ko sirf ek ummeed ke suron mein bajte hain dil ke taar bajte hain dil ke taar hai zindagi ussi
jhoome jhoome dil mera jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera jhoome jhoome dil mera jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera angdaai aane lagi masti bhi gaane lagi aankhon mein pyaar liye raat bhi jaane lagi aankhon mein pyaar liye raat bhi jaane lagi chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera jhoome jhoome dil mera jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera main naachun pyaar naache mera singaar naache taaron ne saaz chheda dil ki pukaar naache taaron ne saaz chheda dil ki pukaar naache chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera jhoome jhoome dil mera jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani
laagi lag jaaye logo lagaayi nahin jaaye ree ye agan lag jaaye to bujhaayi nahin jaaye re laagi lag jaaye logo lagaayi nahin jaaye ree ye agan lag jaaye to bujhaayi nahin jaaye re jab ye bachpan kahin door jaane lage rut jawaani ki ye paas aane lage dil ki dhadkan naye geet gaane lage saans nagme naye gungunane lage bin piye ye kadam dagmagane lage phir kisi din kahin aankh aise lade aankh aise lade saath dil le ude jab mile dil jawaan to shuru daastaan do deewane bane jism do ek jaan jo mile dil to milke juda ho kahan ye muhabbat dilon se mitaayi nahin jaaye ree ye agan lag jaaye to bujhaayi nahin jaaye re pyaar ke rang se phir hansi ho jawaan phoolon ki ho zameen pyaaron ka aasmaan ho sharaabi hawa ho gulaabi ghata muskuraaye nazar dagmagaye ada har kadam pe khushi har kadam pe nasha aate aate kabhi aaye phir ye ghadi zindagi se jude zindagi ki kadi preet dulhan bane laal joda saje pyaar dulha bane sar pe sehra bandhe haath mehndi rache aur piya thaam le jodi ban
man ki gagariya mein tu chamka kamal khila meri aas ka nazar utha ke dekha to nikla tu chanda aakaash ka tune chhal kiya haaye chhal kiya tune chhal kiya haaye chhal kiya man madhuban mein tu muskaayi phool khila meri aas ka palak khuli to dekha ye maine sapna tha madhumaas ka tune chhal kiya haaye chhal kiya tune chhal kiya haaye chhal kiya gaa utha tha dil mera kisi ke pyaar mein beh gaye wo geet aansuon ki dhaar mein kiski ye nazar lagi mere singaar mein kaante hi mile humein to is bahaar mein ek bhanwre ne kali ko behka khel rachaaya raas ka bhor bhayi ud gayaa bedardi dhokha tha vishwaas ka tune chhal kiya haaye chhal kiya tune chhal kiya haaye chhal kiya ik nazar se tune man ko jagmagaa diya ik nazar se pyaar ka diya bujha diya ik lehar ne hum ko kinaare laga diya ik lehar ne aa ke bhanwar mein dooba diya tere pyaar mein hum ne khela khel ye aas niraas ka aisi pyaas jagaayi hai tune ant nahin is pyaas ka tune chhal kiya haaye chhal kiya tune chhal kiya haaye
minnana minnal ponnarakkunnu penninu kuriyaavaan kanninu kannaay kannezhuthunnu penninu kuliraavam mazha poomazhayaavumbol en manassine nanaykkumbol oru malanira pookkunnu en thelineer thaazhvarayil pon ithal nira thirayadi poombaatte kurunnu chiraku nanayaanaay minnana minnal ponnarakkunnu penninu kuriyaavaan kanninu kannaay kannezhuthunnu penninu kuliraavam nin mudiyil mundhiri malaraay nin maarile marukile marukaay nin mudiyil mundhiri malaraay nin maarile marukile marukaay oru nimisham veruthe vaa neeyonnu vaa nee kadhaliththeen muththumbol kai kond meettumbol chirakukalil chirakaniyum cheriya naalamaay minnana minnal ponnarakkunnu penninu kuriyaavaan kanninu kannaay kannezhuthunnu penninu kuliraavam nin nerukil thannathorumma njan nenjilithaanorumma nin nerukil thannathorumma njan nenjilithaanorumma nilaaviloraal neripukayum poo thennale nee kalamaanil kannalle karukappu thirayunnu kurukukayo kulir mozhiyil ee sandhyayil minnana minnal ponnarakkunnu penninu
muhabbat rang laayegi janaaaaaab aahista aahista ke jaise rang laati hai sharaaab aahista aahista muhabbat rang laayegi abhi to tum jhijhakte ho abhi to tum simatte ho haaye abhi to tum jhijhakte ho abhi to tum simatte ho ke jaate jaate jaayega hijaaaaab aahista aahista hijaab apno se hota hai nahin hota hai gairon se koi bhi baat banti hai janaaaaaab aahista aahista muhabbat rang laayegi abhi kamsin ho kya jaano muhabbat kis ko kehte hain abhi kamsin ho kya jaano muhabbat kis ko kehte hain bahaaren tum pe laayengi shabaaaab aahista aahista bahaaren aa chuki hum par zuroorat baaghban ki hai tumhaare pyaar ka doongi jawaaaaab aahista aahista muhabbat rang laayegi janaaaaaab aahista aahista ke jaise rang laati hai sharaaab aahista aahista muhabbat rang laayegi janaaaaaab aahista aahista ke jaise rang laati hai sharaaab aahista aahista
o bhole baalma o more saajna aaaa aaaa aaaa aaaa ghoogharun baaje chhun chhun mundri baaje gun gun o bhole baalma o more saajna aaaa aaaa aaaa aaaa ghoogharun baaje chhun chhun mundri baaje gun gun kehti hai bahaar mere phoolon ko dekh kehti hai bahaar mere phoolon ko dekh baagon mein daaliyon pe jhulon ko dekh baagon mein daaliyon pe jhulon ko dekh unche unche baadlon ko gale laga ke unche unche baadlon ko gale laga ke jhoome ye aasmaan ghumen ye aasmaan aaaa aaaa aaaa aaaa ghoogharun baaje chhun chhun mundri baaje gun gun o bhole baalma o more saajna aaaa aaaa aaaa aaaa ghoogharun baaje chhun chhun mundri baaje gun gun ambua ki daal pe koyal ka shor ambua ki daal pe koyal ka shor sapnon ki chhaaon mein naache mann mor sapnon ki chhaaon mein naache mann mor bholi bhaali teri chhabi nainon mein laa ke bholi bhaali teri chhabi nainon mein laa ke dole ye dil jawaan bole ye dil jawaan aaaa aaaa aaaa aaaa ghoogharun baaje chhun chhun mundri baaje gun gun o bhole baalma
kaaga sab tan khaiyo ki chun chun khaiyo maans do naina mat khaiyo mohe piya milan ki aas piya milan ki aas piya milan ki aas re mohe piya milan ki aas re piya milan ki aas baat takti ek virahan mein man ke deep jalaye bujh na paati pran baati jaane wo kab aaye unke darshan bin na nikle unke darshan bin na nikle tan se bairan saans re piya milan ki aas re mo he piya milan ki aas re piya milan ki aas jab se bichhde aise bichhde nainan neend na aaye yaad jag ki main sulagti aisi aag lagaye sau sau saawan baras gaye sau sau saawan baras gaye par bujhi na man ki pyaas re piya milan ki aas re mohe piya milan ki aas re piya milan ki aas
saathi reeeeeee saathi reeeeeeeeee tujh bin jiya udaas re ye kaisi anbhujh pyaas re aa jaa aa aa aa aa aa aa tujh bin jiya udaas re ye kaisi anbhujh pyaas re aa jaa aa aa aa aa aa aa donon jahaan se door yahaan main bhatak rahi hoon jaane kahaan main donon jahaan se door yahaan main bhatak rahi hoon jaane kahaan main jaane kahaan main saathi reeeeeee saathi reeeeeeeeee tujh bin jiya udaas re ye kaisi anbhujh pyaas re aa jaa aa aa aa aa aa aa naa main kaaya naa main chhaya phir kyun dole mann bharmaaya naa main kaaya naa main chhaya phir kyun dole mann bharmaaya mann bharmaaya saathi reeeeeee saathi reeeeeeeeee tujh bin jiya udaas re ye kaisi anbhujh pyaas re aa jaa aa aa aa aa aa aa pyaar ki main anbujh kahaani kuchh jaani aur kuchh anjaani pyaar ki main anbujh kahaani kuchh jaani aur kuchh anjaani kuchh anjaani saathi reeeeeee saathi reeeeeeeeee tujh bin jiya udaas re ye kaisi anbhujh pyaas re aa jaa aa aa aa aa aa aa tujh bin jiya udaas re ye kaisi anbhujh pyaas
Sapnon Mein Mere Koi
tum kahan le chale ho sajan albele ye kaun saa jahaan hai bataao to bataao to ye safar anjaana ye pyaar ki hain raahen zara sang mere tum aavo to tum aavo to tum kahan le chale ho tumne aankhon se kya jaadoo daala mann mera hua matwaala sajan tumne aankhon se kya jaadoo daala mann mera hua matwaala saanwariyaa behke hum tum dam bhar kahin ruk jaao to ye safar anjaana ye pyaar ki hain raahen zara sang mere tum aavo to tum aavo to tum kahan le chale ho abhi jhoomengi dekhna fizaayen gungunaane lagengi hawaayen sanam abhi jhoomengi dekhna fizaayen gungunaane lagengi hawaayen zara tum pyaar ka ye taraana mere sang gaavo to tum kahan le chale ho sajan albele ye kaun saa jahaan hai bataao to bataao to ye safar anjaana ye pyaar ki hain raahen zara sang mere tum aavo to tum aavo to tum kahan le chale ho aaaahaaaa haaaaa haaaa haaaa haaaaaa aaaahaaaa haaaaa haaaa haaaa haaaaaa haaaaa chhup jaayegi shaam suhaani ban jaayegi ek kahaani lajjaa ke chhup jaayegi shaam suhaani
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Zara Mere Humnasheen Poonam (1981) 04:37 36276
 
Poster of Poonam (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:37   Song Number : 36276   

Aayi Aayi Raat Suhaani Poonam (1952) 04:21 13966
 
Poster of Poonam (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 04:21   Song Number : 13966   

Ab To Aa Jaa O Balma Poonam (1952) 03:15 13967
 
Poster of Poonam (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:15   Song Number : 13967   

Amme Abhayam Tharoo Pambaram (1979) 04:13 11592
 
Poster of Pambaram (1979)
 
Category
Malayalam
Year- 
1979
Duration : 04:13   Song Number : 11592   

Dil Tadpe Tadpaye Poonam Ki Raat (1965) 05:03 13973
 
Poster of Poonam Ki Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 05:03   Song Number : 13973   

Din Suhaane Ye Mausam Poonam (1952) 03:29 13968
 
Poster of Poonam (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:29   Song Number : 13968   

Do Din Ki Zindagi Mein Poonam (1952) 03:13 13969
 
Poster of Poonam (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:13   Song Number : 13969   

Jhoome Dil Mera Poonam (1952) 03:08 13970
 
Poster of Poonam (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:08   Song Number : 13970   

Laagi Lag Jaaye Logo Poonam (1981) 08:07 37062
 
Poster of Poonam (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Poonam Dhillon
Duration : 08:07   Song Number : 37062   

Man Ki Gagariya Piya Milan Ki Aas (1961) 04:02 17665
 
Poster of Piya Milan Ki Aas (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
Duration : 04:02   Song Number : 17665   

Minnana Minnu Payum Puli (2007) 05:05 11717
 
Poster of Payum Puli (2007)
 
Category
Malayalam
Year- 
2007
Duration : 05:05   Song Number : 11717   

Muhabbat Rang Laayegi Poonam (1981) 06:14 16296
 
Poster of Poonam (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ranga Rao
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Poonam Dhillon
Duration : 06:14   Song Number : 16296   

O Bhole Balma Poonam (1952) 03:18 13971
 
Poster of Poonam (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:18   Song Number : 13971   

Piya Milan Ki Aas Piya Milan Ki Aas (1961) 03:35 38511
 
Poster of Piya Milan Ki Aas (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
B D Mishra
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ameeta
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 03:35   Song Number : 38511   

Saathi Re Tujh Bin Jiya Poonam Ki Raat (1965) 05:33 12428
 
Poster of Poonam Ki Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 05:33   Song Number : 12428   

Sapnon Mein Mere Koi Poonam Ki Raat (1965) 05:15 39659
 
Poster of Poonam Ki Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 05:15   Song Number : 39659   

Tum Kahan Le Chale Poonam Ki Raat (1965) 03:26 13972
 
Poster of Poonam Ki Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nandini
Duration : 03:26   Song Number : 13972