Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePink%20Floyd
HomePink%20Floyd
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aankh jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain saamne aap hua karte hain aankh jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain aap jaisa hi mujhe lagta hai lagta hai aap jaisa hi mujhe lagta hai khwaab mein jis se mila karte hain khwaab mein jis se mila karte hain aankh jab band jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain tu agar chhod ke jaata hai to kya tu agar chhod ke jaata hai to kya tu agar chhod ke jaata hai to kya tu agar chhod ke jaata hai to kya haadse roz hua karte hain haadse roz hua karte hain aankh jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain naam unn ka na koi unn ka pata unn ka pata naam unn ka na koi unn ka pata log jo dil mein raha karte hain log jo dil mein raha karte hain aankh jab band jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain hum ne raahi ka chalan seekha hai hum ne raahi ka chalan seekha hai hum ne raahi ka chalan seekha hai hum ne raahi ka chalan seekha hai hum akele hi chala karte
bhagwan meri naiyya uss paar laga dena bhagwan meri naiyya uss paar laga dena bhagwan meri naiyya uss paar laga dena uss paar laga dena ab tak to nibhaya hai ab tak to nibhaya hai aage bhi nibha lena bhagwan meri naiyya uss paar laga dena sanmbhav hai jhanjhaton mein main tum ko bhool jaaun sanmbhav hai jhanjhaton mein main tum ko bhool jaaun sanmbhav hai jhanjhaton mein main tum ko bhool jaaun par naath kahin tum bhi mujhko naa bhula dena naa bhula dena bhagwan meri naiyya uss paar laga dena bhagwan meri naiyya uss paar laga dena dal bal ke saath maaya ghere mujhe jo aa kar dal bal ke saath maaya ghere mujhe jo aa kar dal bal ke saath maaya ghere mujhe jo aa kar tab dekhte naa rehna jhat aa ke chhuda lena chhuda lena bhagwan meri naiyya uss paar laga dena bhagwan meri naiyya uss paar laga dena tum isht main upasak tum pujya main pujaran tum isht main upasak tum pujya main pujaran tum isht main upasak tum pujya main pujaran yadi satya hai to aa ke sach kar ke dikha
chaand phir nikla magar tum na aaye jala phir mera dil karoon kya main haai chaand phir nikla magar tum na aaye jala phir mera dil karoon kya main haai chaand phir nikla ye raat kehti hai wo din gaye tere ye jaanta hai dil ke tum nahin mere ye raat kehti hai wo din gaye tere ye jaanta hai dil ke tum nahin mere khadi hoon main phir bhi nigahen bichhaye main kya karoon haai ke tum yaad aaye chaand phir nikla magar tum na aaye jala phir mera dil karoon kya main haai chaand phir nikla sulagte seene se dhuaan sa uthtaa hai lo ab chale aao ke dum ghuttaa hai sulagte seene se dhuaan sa uthtaa hai lo ab chale aao ke dum ghuttaa hai jala gaye tan ko baharon ke saaye main kya karoon haai ke tum yaad aaye chaand phir nikla magar tum na aaye jala phir mera dil karoon kya main haai chaand phir nikla
aah chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa o o o chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa ha ha ha in adaaon ka zamaanaa bhi hai diwaanaa diwaanaa kyaa kahegaa o o o chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa ha ha ha in adaaon ka zamaanaa bhi hai diwaanaa diwaanaa kyaa kahegaa aa ha ha chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa main chali main chali ab khoob chhedo pyaar ke afsaane kuchh mausam hai diwaanaa kuchh tum bhi ho diwaane main chali ab khoob chhedo pyaar ke afsaane kuchh mausam hai diwaanaa kuchh tum bhi ho diwaane zaraa sunnaa jaan e tamnnaa o zaraa sunnaa jaan e tamnnaa itnaa to sochiye mausam suhaanaa kyaa kahegaa o o o chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa ha ha ha in adaaon ka zamaanaa bhi hai diwaanaa diwaanaa kyaa kahegaa aa ha ha chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa o ho ho ho ho ho aa ha ha ha o ho ho ho ho ho aa ha ha ha o ho ho ho ho ho umm hmm hmm hmmm yun na dekho jaag jaaye pyaar ki angdaai ye rastaa ye tanhaai lo dil ne thokar khaayee yahi din
dil e naadaan tujhe hua kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dava kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai hum hain mushtaaq aur wo bezaar hum hain mushtaaq aur wo bezaar ya ilaahi ye maajra kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai hum ko unse wafaa ki hai ummeed hum ko unse wafaa ki hai ummeed jo nahin jaante wafa kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai main bhi munh mein zubaan rakhta hoon main bhi munh mein zubaan rakhta hoon kaash puchho ke muddaa kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai jab ke tujh bin nahin koi moujood jab ke tujh bin nahin koi moujood phir ye hangaama e khuda kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai
bol siyavar raamchandra ki jai pawansut hanumaan ki jai har har mahadev ki jai paarvati ke pati bhagwati pandey ji ki jai ganga ghaat ka paani piya hai ganga ghaat ka paani piya hai ab sabko main paani pila dunga ganga ghaat ka paani piya hai ab sabko main paani pila dunga mujhko bhala samajhte ho kya tumhen haridwaar pahuncha dunga ganga ghaat ka paani piya hai ab sabko main paani pila dunga haa pyaar ki baani bolne waala ban jaaye ek tamaasha is duniya mein to chalti hai bas laathi ki bhaasha re pyaar ki baani bolne waala ban jaaye ek tamaasha is duniya mein to chalti hai bas laathi ki bhaasha kaun hai tola kaun hai maasha ye bhed abhi samjha dunga ganga ghaat ka paani piya hai ab sabko main paani pila dunga haa do shabdon mein keh deta hoon is duniya ki kahaani bhole ko jag moorkh samjhe aur chatur ko gyaani re do shabdon mein keh deta hoon is duniya ki kahaani bhole ko jag moorkh samjhe aur chatur ko gyaani bhola hoon main nirbal nahin din ko bhi taare dikha
shamma jalti hai jale shamma jalti hai jale raat dhalti hai dhale chhod ke aisi mehfil hum nahin jaane waale haaye haaye haaye yeh nighaahein haaye haaye haaye yeh nighaahein kar de sharabi jise chahein jise chahein main to main to bhool gaya raahein raat hasin hai jawaan hain nazaare jhoom chale hum dil ke sahaare raat hasin hai jawaan hain nazaare jhoom chale hum dil ke sahaare aaj koi humko na pukaare hey hey hey rokti hain meri raahein mai ki botal jaisi baahein haaye haaye yeh nighaahein haaye haaye haaye yeh nighaahein kar de sharabi jise chahein jise chahein main to main to bhool gaya raahein yun jo samaan behka behka ho hum bhi zara behke to mazaa ho hey hey hey ho ho ho hmm hmm hmm yun jo samaan behka behka ho hum bhi zara behke to mazaa ho aankh piye aur dil ko nasha ho ho ho ho yeh ishaare yeh adayein mai ki botal jaisi baahein haaye haaye yeh nighaahein haaye haaye haaye yeh nighaahein kar de sharabi jise chahein jise chahein main to main to bhool gaya
jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri tera dil to machalta hoga jab aati hogi yaad meri tera dil to machalta hoga tu bhi to mujhe milne ko tu bhi to mujhe milne ko din raat tadapta hoga jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri likhe to honge khat mujhko par daak mein na daale honge par daak mein na daale honge ke mujhko dikhane ke liye ke mujhko dikhane ke liye tune sab vo sambhale honge barson na mera khat pa ke tu thandi aanhen to bharta hoga jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri khayalon mein tu mujhko laa ke karta to hoga dil joi karta to hoga dil joi ye bhi to kabhi sochta hoga ye bhi to kabhi sochta hoga le jaye na mujhe aur koi kisi aur ki hone ke darr se tera dil bhi dhadakta hoga jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri tera dil to machalta hoga tu bhi to mujhe milne ko tu bhi to mujhe milne ko din raat tadapta hoga jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri
jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyooooo salli ji salli ji jab main pyaar sikhlaaun tum door door rahiyooooo jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyoooooo salli ji salli ji jab main pyaar sikhlaaun tum door door rahiyoooooo bholi bhali meri didi pyaar vyaar na jaane bholi bhali meri didi pyaar vyaar na jaane apne aapko kuchh na samjhe tumko swaami maane ha tumko swaami maane swami ji swami ji ye to badi natkhat hai iski baaton mein na aayioooooo jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyooooo tu to aadha ang hai mera main deepak tu baati tu to aadha ang hai mera main deepak tu baati tera mera dharm ka naata phir kaahe sharmaati phir kaahe sharmaati sajni ji sajni ji jo hua so hua ab aur na tarsaiyoooooo jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyooooo chhoti saali ka ye haq hai rang mein bhang milaaye chhoti saali ka ye haq hai rang mein bhang milaye chup ri apne ji jaa ji se laaj tujhe na aaye laaj tujhe
kaari kaari raina saari sau andhere kyun laayi kyun laayi roshani ke paaon mein ye bediyaan si kyun aayi kyun aayi ujiyaare kaise angaare jaise chhaon chhaili dhoop maili kyun hai ri kaari kaari raina sari sau andhere kyun laayi kyun laayi roshani ke paaon mein ye bediyaan si kyun aayi kyun aayi ujiyaare kaise angaare jaise chhaon chhaili dhoop maili kyun hai ri titliyon ke pankhon par rakh diye gaye patthar ae khuda tu gum hai kahaan reshmi libaason ko cheerte hain kuchh khanjar ae khuda tu gum hai kahaan kya reet chal padi hai kya aag jal padi hai kyun cheekhta hai surmayi dhuaan kya reet chal padi hai kya aag jal padi hai kyun cheekhta hai surmayi dhuaan kaari kaari raina saari sau andhere kyun laayi kyun laayi roshani ke paaon mein ye bediyaan si kyun aayi kyun aayi ujiyaare kaise angaare jaise chhaon chhaili dhoop maili kyun hai ri pankhudi ki beti hai kankadon pe leti hai barishen hain tezaab ki na ye uth ke chalti hai na chita mein jalti hai laash hai ye kis
maa to hai maa maa to hai maa maa jaisi duniyaan mein hai koi kahaan maa to hai maa maa to hai maa maa jaisi duniyaan mein hai koi kahaan maa to hai maa maa to hai maa maa jaisi duniyaan mein hai koi kahaan wo maaaa wo maaa maa to hai maa maa to hai maa maa jaisi duniyaan mein hai koi kahaan maa tu hi mandir maa tu hi pooja pooja ka vardaan maa ye lok tu hai parlok tu hai tujh mein hai donon jahaan maa tu hi mandir maa tu hi pooja pooja ka vardaan maa ye lok tu hai parlok tu hai tujh mein hai donon jahaan maa tu bhagwaan ka dusra roop hai teri soorat mein parmatma maa to hai maa maa to hai maa maa jaisi duniyaan mein hai koi kahaan maa teri mamta ganga ki dhaara hai swarg saaya tera tune diya hai jo pyaar humko kya de koi dusra maa teri mamta ganga ki dhaara hai swarg saaya tera tune diya hai jo pyaar humko kya de koi dusra maa tera mol to hai usi ko pata nahin jiski koi maa yahaan maa to hai maa maa to hai maa maa jaisi duniyaan mein hai koi kahaan toota jo teri
maana janaab ne pukara nahin kya mera saath bhi gawara nahin muft mein ban ke chal diye tan ke wallah jawaab tumhara nahin maana janaab ne pukara nahin kya mera saath bhi gawara nahin muft mein ban ke chal diye tan ke wallah jawaab tumhara nahin maana janaab ne pukara nahin yaaron ka chalan hai ghulami deten hai haseenon ko salami yaaron ka chalan hai ghulami deten hai haseenon ko salami gussa na kijiye jaane bhi dijiye bandagi to bandagi to lijiye sahab maana janaab ne pukara nahin kya mera saath bhi gawara nahin muft mein ban ke chal diye tan ke wallah jawaab tumhara nahin maana janaab ne pukara nahin toota phoota dil ye humara jaisa bhi hai ab hai tumharaaaa toota phoota dil ye humara jaisa bhi hai ab hai tumharaaa idhar dekhiye nazar phenkiye dillagi na dillagi na kijiye sahab maana janaab ne pukara nahin kya mera saath bhi gawara nahin muft mein ban ke chal diye tan ke wallah jawaab tumhara nahin maana janaab ne pukara nahin mashaalla kehna to maana ban gaya
laaaa laaa lala lalaaaaaaa laaaaaaaa zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom main jab chhedunga dil ka taraana to aa jaayega toofan saaaa aye main jab chhedunga dil ka taraana to aa jaayega toofan saaaa ek ek dil bechain ho hulchul si macha doon abhiiiii kaho to main ik aag si mehfil mein laga doon abhiiiii aye main jab chhedunga dil ka taraana to aa jaayega toofan saaaa ek ek dil bechain ho hulchul si macha doon abhiiiii kaho to main ik aag si mehfil mein laga doon abhiiiii shole hain ye nagmen mere dhokha naa khana hoon dil jala ye soch ke tum paas aana shole hain ye nagmen mere dhokha naa khana hoon dil jala ye soch ke tum paas aana aisa naa ho duniyaa kahe haaye ke ye kya huaaaa main jab chhedunga dil ka taraana to aa jaayega toofan saaaa ek ek dil bechain ho hulchul si macha doon abhiiiii kaho to main ik aag si mehfil mein laga doon abhiiiii heyyyy hoooooo heyyyyy heyyyy hoooooo hooooo preeeem pyaar deewaanaa
jab meri yaad sataaye to mujhe khat likhna jab meri yaad sataaye to mujhe khat likhna tum ko jab neend naa aaye to mujhe khat likhna jab meri yaad sataaye to mujhe khat likhna geele pedon ki ghani chhanv mein hansta saawan pyaasi dharti mein samaane ko tarasta saawan raat bhar chhat pe lagaataar barastaa saawan dil mein jab aag lagaayen toooo dil mein jab aag lagaayen to mujhe khat likhna tum ko jab neend naa aaye to mujhe khat likhna jab bhadak uthen kisi shaakh pe patta koi gudgudaaye tumhen bitaa hua lamha koi jab meri yaad ka bechain papiha koi jee ko reh reh ke jalaayen toooo jee ko reh reh ke jalaayen to mujhe khat likhna tum ko jab neend naa aaye to mujhe khat likhna jab nighaahon ke liye koi nazaara naa rahe chaand chhup jaaye gagan par koi taara naa rahe bhare sansaar men jab koi saharaa naa rahe log ho jaayen paraaye tooooo log ho jaayen paraaye to mujhe khat likhna tum ko jab neend naa aaye to mujhe khat likhna jab meri yaad sataaye to mujhe khat likhna
o o ho ho nigahein mastana dekh samma hai suhaana teer dil pe chalake haan zaraa jhuk jaana o ho ho o nigahein mastana umm hmm hmm dekh samma hai suhaana umm hmm hmm teer dil pe chalake hmm hmm haan zaraa jhuk jaana o ho ho o nigahein mastana umm hmm hmm hmm umm hmm hmm koi dekhe nasheeli aankhein mal mal ke dil kaise bane na deewana shamma kare hai ishaare jab jal jal ke kaho kya kare parwaana ho ho o nigahein mastana umm hmm hmm dekh samma hai suhaana hmm hmm teer dil pe chalake hmm hmm haan zaraa jhuk jaana o nigahein mastana hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm daaman na bachaana mere haathon se armaan ke gale se lag jaana jale chaand sitaare jin baaton se sun jaa wahi afsaana ho ho o nigahein mastana umm hmm hmm dekh samma hai suhaana umm hmm hmm teer dil pe chalake hmm hmm haan zaraa jhuk jaana o nigahein mastana aa haa haa aa aa aa o o aa aa aa aa o o basti ke diyon ko bujh jaane de lehraake na ruk
tere milne se pehle tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi muskuraati huyi subah koi na thi gungunaati huyi raat koi na thi aaj har cheez se jaan pehchaan hai aaj har cheez se jaan pehchaan hai ye tere pyaar ka mujhpe ehsaan hai aaj har cheez se jaan pehchaan hai ye tere pyaar ka mujhpe ehsaan hai dil se dil is tarah aaj milne lage jaise pehle mulakaat koi na thi tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi isse pehle bhi chhaye the baadal magar isse pehle bhi chhaye the baadal magar shakh e dil par to guncha na koi khila isse pehle bhi chhaye the baadal magar shakh e dil par to guncha na koi khila isse pehle ghataayein ghataayein na thi ya ghataaon mein barsaat koi na thi tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi muskuraati huyi subah koi na thi gungunaati huyi raat koi na thi la la laa la la la la la la
thaen sindhudhe vaanam unai enai thaalaattudhey maekangale tharum raakangale ennaalum vaazhga panneeril aadum sevvaazhai kaalgal pani medai podum paal vanna maeni pani medai podum paal vanna maeni kondaaduthe sukam sukam paruvangal vaazhga thaen sindhudhe vaanam unai enai thaalaattudhey maekangale tharum raakangale ennaalum vaazhga vaidhegi munne raduvamsa raaman vilayaada vandhaal verenna vendum vilayaada vandhaal verenna vendum sorkangale varum tharum sonthangal vaazhga thaen sindhudhe vaanam unai enai thaalaattudhey kannodu kannkal kavi paada vendum kaiyodu kaikal uravaada vendum kannangale itham padham kaalangal vaazhga thaen sindhudhe vaanam unai enai thaalaattudhey maekangale tharum raakangale ennaalum vaazhga
tujhse hi hai roshni saundhi si khushboo nayi tu hai khushi tu ban gayi zindagi tujhse hi hai roshni saundhi si khushboo nayi tu hai khushi tu ban gayi zindagiiii tujhse hi hai roshni hazaaron sitaaron se sajti teri reh guzarrr khayaalon se aage bhaage jaaye teri nazarrr tu bani dil ki zameen ab nahin koi kami bekasi mein tu meri khudiiii tujhse hi hai roshni jhonka hawa ka razaa teri dil ki sune ae jazba ae masoom tujhe hi to manzil chune tu bani dil ki zameen ab nahin koi kami bekasi mein tu meri khudiiii tujhse hi hai roshni saundhi si khushboo nayi tu hai khushi tu ban gayi zindagiiii tujhse hi hai roshni
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankh Jab Band Kiya Karte Hain Peenaz Masani 06:23 36928
 
Poster of Peenaz Masani
 
Category
Ghazal
Singer- 
Penaz Masani
Duration : 06:23   Song Number : 36928   

Bhagwan Meri Naiyya Peenaz Masani 04:23 18383
 
Poster of Peenaz Masani
 
Category
Devotional
Music Director- 
Paneez Masant
Singer- 
Penaz Masani
Duration : 04:23   Song Number : 18383   

Chaand Phir Nikla Paying Guest (1957) 04:11 12147
 
Poster of Paying Guest (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:11   Song Number : 12147   

Chhod Do Aanchal Zamaanaa Kyaa Kahegaa Paying Guest (1957) 04:29 12086
 
Poster of Paying Guest (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Duration : 04:29   Song Number : 12086   

Dil E Nadaan Tujhe Huwa Kya Hai Peenaz Masani 04:30 39870
 
Poster of Peenaz Masani
 
Category
Ghazal
Lyricist
Galib
Singer- 
Penaz Masani
Duration : 04:30   Song Number : 39870   

Ganga Ghaat Ka Paani Ponga Pandit (1975) 06:26 40876
 
Poster of Ponga Pandit (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 06:26   Song Number : 40876   

Haay Haay Yeh Nighaahein Paying Guest (1957) 04:38 13946
 
Poster of Paying Guest (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:38   Song Number : 13946   

Jab Aati Hogi Yaad Meri Phaansi (1978) 04:55 19124
 
Poster of Phaansi (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulshan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sulakshana Pandit
Duration : 04:55   Song Number : 19124   

Jijaji Meri Didi Hai Ponga Pandit (1975) 05:53 40202
 
Poster of Ponga Pandit (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 05:53   Song Number : 40202   

Kaari Kaari Pink (2016) 06:23 39427
 
Poster of Pink (2016)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2016
Lyricist
Tanveer Ghazi
Music Director- 
Shantanu Moitra
On Screen Actors- 
Tanushree Dutta
Duration : 06:23   Song Number : 39427   

Maa To Hai Maa Paanch Qaidi (1981) 06:36 32127
 
Poster of Paanch Qaidi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amjad Khan, Mahendra Sandhu
Duration : 06:36   Song Number : 32127   

Maana Janaab Ne Pukara Nahin Paying Guest (1957) 04:20 20887
 
Poster of Paying Guest (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:20   Song Number : 20887   

Main Jab Chhedunga Dil Ponga Pandit (1975) 08:19 13963
 
Poster of Ponga Pandit (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 08:19   Song Number : 13963   

Mujhe Khat Likhna Peenaz Masani 04:24 18402
 
Poster of Peenaz Masani
 
Category
Ghazal
Singer- 
Penaz Masani
Duration : 04:24   Song Number : 18402   

O Nigahein Mastana Paying Guest (1957) 04:55 12109
 
Poster of Paying Guest (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Nutan, Dev Anand
Duration : 04:55   Song Number : 12109   

Tere Milne Se Pehle Ponga Pandit (1975) 05:36 17257
 
Poster of Ponga Pandit (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Neeta Mehta
Duration : 05:36   Song Number : 17257   

Then Sinthuthe Vaanam Ponnukku Thanga Manasu (1973) 03:44 19081
 
Poster of Ponnukku Thanga Manasu (1973)
 
Category
Tamil
Year- 
1973
Lyricist
Kannadasan
Music Director- 
G K Venkatesh
On Screen Actors- 
Siva Kumar, Jayachitra
Duration : 03:44   Song Number : 19081   

Tujhse Hi Hai Roshni Pink (2016) 04:29 40051
 
Poster of Pink (2016)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2016
Lyricist
Anupam Roy
Music Director- 
Anupam Roy
Singer- 
Anupam Roy
Duration : 04:29   Song Number : 40051