Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePhaansi%20(1978)
HomePhaansi%20(1978)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aankh jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain saamne aap hua karte hain aankh jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain aap jaisa hi mujhe lagta hai lagta hai aap jaisa hi mujhe lagta hai khwaab mein jis se mila karte hain khwaab mein jis se mila karte hain aankh jab band jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain tu agar chhod ke jaata hai to kya tu agar chhod ke jaata hai to kya tu agar chhod ke jaata hai to kya tu agar chhod ke jaata hai to kya haadse roz hua karte hain haadse roz hua karte hain aankh jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain naam unn ka na koi unn ka pata unn ka pata naam unn ka na koi unn ka pata log jo dil mein raha karte hain log jo dil mein raha karte hain aankh jab band jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain hum ne raahi ka chalan seekha hai hum ne raahi ka chalan seekha hai hum ne raahi ka chalan seekha hai hum ne raahi ka chalan seekha hai hum akele hi chala karte
bhagwan meri naiyya uss paar laga dena bhagwan meri naiyya uss paar laga dena bhagwan meri naiyya uss paar laga dena uss paar laga dena ab tak to nibhaya hai ab tak to nibhaya hai aage bhi nibha lena bhagwan meri naiyya uss paar laga dena sanmbhav hai jhanjhaton mein main tum ko bhool jaaun sanmbhav hai jhanjhaton mein main tum ko bhool jaaun sanmbhav hai jhanjhaton mein main tum ko bhool jaaun par naath kahin tum bhi mujhko naa bhula dena naa bhula dena bhagwan meri naiyya uss paar laga dena bhagwan meri naiyya uss paar laga dena dal bal ke saath maaya ghere mujhe jo aa kar dal bal ke saath maaya ghere mujhe jo aa kar dal bal ke saath maaya ghere mujhe jo aa kar tab dekhte naa rehna jhat aa ke chhuda lena chhuda lena bhagwan meri naiyya uss paar laga dena bhagwan meri naiyya uss paar laga dena tum isht main upasak tum pujya main pujaran tum isht main upasak tum pujya main pujaran tum isht main upasak tum pujya main pujaran yadi satya hai to aa ke sach kar ke dikha
dil e naadaan tujhe hua kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dava kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai hum hain mushtaaq aur wo bezaar hum hain mushtaaq aur wo bezaar ya ilaahi ye maajra kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai hum ko unse wafaa ki hai ummeed hum ko unse wafaa ki hai ummeed jo nahin jaante wafa kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai main bhi munh mein zubaan rakhta hoon main bhi munh mein zubaan rakhta hoon kaash puchho ke muddaa kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai jab ke tujh bin nahin koi moujood jab ke tujh bin nahin koi moujood phir ye hangaama e khuda kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai dil e naadaan tujhe hua kya hai
jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri tera dil to machalta hoga jab aati hogi yaad meri tera dil to machalta hoga tu bhi to mujhe milne ko tu bhi to mujhe milne ko din raat tadapta hoga jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri likhe to honge khat mujhko par daak mein na daale honge par daak mein na daale honge ke mujhko dikhane ke liye ke mujhko dikhane ke liye tune sab vo sambhale honge barson na mera khat pa ke tu thandi aanhen to bharta hoga jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri khayalon mein tu mujhko laa ke karta to hoga dil joi karta to hoga dil joi ye bhi to kabhi sochta hoga ye bhi to kabhi sochta hoga le jaye na mujhe aur koi kisi aur ki hone ke darr se tera dil bhi dhadakta hoga jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri tera dil to machalta hoga tu bhi to mujhe milne ko tu bhi to mujhe milne ko din raat tadapta hoga jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri
jab meri yaad sataaye to mujhe khat likhna jab meri yaad sataaye to mujhe khat likhna tum ko jab neend naa aaye to mujhe khat likhna jab meri yaad sataaye to mujhe khat likhna geele pedon ki ghani chhanv mein hansta saawan pyaasi dharti mein samaane ko tarasta saawan raat bhar chhat pe lagaataar barastaa saawan dil mein jab aag lagaayen toooo dil mein jab aag lagaayen to mujhe khat likhna tum ko jab neend naa aaye to mujhe khat likhna jab bhadak uthen kisi shaakh pe patta koi gudgudaaye tumhen bitaa hua lamha koi jab meri yaad ka bechain papiha koi jee ko reh reh ke jalaayen toooo jee ko reh reh ke jalaayen to mujhe khat likhna tum ko jab neend naa aaye to mujhe khat likhna jab nighaahon ke liye koi nazaara naa rahe chaand chhup jaaye gagan par koi taara naa rahe bhare sansaar men jab koi saharaa naa rahe log ho jaayen paraaye tooooo log ho jaayen paraaye to mujhe khat likhna tum ko jab neend naa aaye to mujhe khat likhna jab meri yaad sataaye to mujhe khat likhna
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankh Jab Band Kiya Karte Hain Peenaz Masani 06:23 36928
 
Poster of Peenaz Masani
 
Category
Ghazal
Singer- 
Penaz Masani
Duration : 06:23   Song Number : 36928   

Bhagwan Meri Naiyya Peenaz Masani 04:23 18383
 
Poster of Peenaz Masani
 
Category
Devotional
Music Director- 
Paneez Masant
Singer- 
Penaz Masani
Duration : 04:23   Song Number : 18383   

Dil E Nadaan Tujhe Huwa Kya Hai Peenaz Masani 04:30 39870
 
Poster of Peenaz Masani
 
Category
Ghazal
Lyricist
Galib
Singer- 
Penaz Masani
Duration : 04:30   Song Number : 39870   

Jab Aati Hogi Yaad Meri Phaansi (1978) 04:55 19124
 
Poster of Phaansi (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulshan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sulakshana Pandit
Duration : 04:55   Song Number : 19124   

Mujhe Khat Likhna Peenaz Masani 04:24 18402
 
Poster of Peenaz Masani
 
Category
Ghazal
Singer- 
Penaz Masani
Duration : 04:24   Song Number : 18402