Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePankaj%20Udhas
HomePankaj%20Udhas
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmmm hmmm hmmmm hmm hmmm hmmm hmmmm aur aahista kijiye baatein dhadkane koi sun raha hoga aur aahista kijiye baatein dhadkane koi sun raha hoga labz girne na paaye honthon se waqt ke haath inko chun lenge kaan rakhte hain ye dar o deewar raaz ki saari baat sun lenge aur aahista kijiye baatein aise bolo ke dil ka afsaana dil sune aur nigaah dohraaye aise bolo ke dil ka afsaana dil sune aur nigaah dohraaye apne chaaron taraf ki ye duniyan saans ka shor bhi na sun paaye na sun paaye aur aahista kijiye baatein hmm hmmm hmmm dhadkane koi sun raha hoga labz girne na paaye honthon se waqt ke haath inko chun lenge kaan rakhte hain ye dar o deewar raaz ki saari baat sun lenge aur aahista kijiye baatein aa aaaa aaa aaa aa aaaa aaa aaa aaiye band kar lein darwaaze aaa aaaa aaaa raat sapne churaa na le jaaye aaa aaaa aaaa aaiye band kar lein darwaaze raat sapne churaa na le jaaye koi jhonka hawa ka awaara dil ki baaton ko udda na le jaaye na le jaaye aur aahista kijiye
Aaiye Barishon Ka Mausam Hai
aaj maine socha hai tumko main na chumunga aaj main to choomunga uss khuda ke haathon ko jis khuda ke haathon ne aapko banaya hai aapko banaya hai aaj maine socha hai tumko main na chumunga aaj main to choomunga uss khuda ke haathon ko jis khuda ke haathon ne aapko banaya hai aapko banaya hai rakh diya sitaaron ka husn tere aanchal mein bhar diya ghataaon ka rang tere kaajal mein mauj teri chudi hai lehar teri jhaanjhar hai chaand tere maathe ka jagmagaata jhumar hai chaandani jameen par hai yaa tumhara saya ha aaj maine socha hai tumko main na chumunga aaj main to choomunga uss khuda ke haathon ko jis khuda ke haathon ne aapko banaya hai aapko banaya hai shaakh se lachak le kar di tumhari baahon ko ras gulaab se le kar di mithas honthon ko baadlon ko gutha hai kaale kaale baalon mein iss zameen ka sab sona rakh diya hai gaalon mein rab ne kiss muhabbat se aapko banaya hai aaj maine socha hai tumko main na chumunga aaj main to choomunga uss khuda ke haathon ko jis
mujh badh kar jo jaanta hai mujhe hai kareeb aur ajnabee hai wo jo mere sher padh nahin sakta kya kahoon meri shaayari hai woh aaj wohi geeton ki raani aaj wohi hai jaane ghazal aaj wohi geeton ki raani aaj wohi hai jaane ghazal chalte chalte raah mein jiska saath hua tha pal do pal aaj wohi geeton ki raani aaj wohi hai jaane ghazal ik ik lamhaa badhati jaaye phir bhi dil bechain nahin ik ik lamhaa badhati jaaye phir bhi dil bechain nahin ik ik lamhaa badhati jaaye phir bhi dil bechain nahin phir bhi dil bechain nahin ghum ki raat hai yaa phela hai teri aankhon ka kaajal chalte chalte raah mein jiska saath hua tha pal do pal aaj wohi geeton ki raani aaj wohi hai jaane ghazal manzil ke badle paaonga kuchh yaadein aur kuchh aansoon manzil ke badle paaonga kuchh yaadein aur kuchh aansoon manzil ke badle paaonga kuchh yaadein aur kuchh aansoon kuchh yaadein aur kuchh aansoon mujhko ye maaloom hai lekin saath mere kuchh door to chal chalte chalte raah mein jiska saath
aap jinke kareeb hote hain aap jinke kareeb hote hain wo bade khushnaseeb hote hain aap jinke kareeb hote hain aap jinke kareeb hote hain jab tabiyat kisi pe aati hai jab tabiyat kisi pe aati hai maut ke din kareeb hote hain maut ke din kareeb hote hain wo bade khushnaseeb hote hain aap jinke kareeb hote hain mujhse milna phir aap ka milna mujhse milna phir aap ka milna aap kisko naseeb hote hain aap kisko naseeb hote hain wo bade khushnaseeb hote hain aap jinke kareeb hote hain zulm seh kar jo uff nahin karte zulm seh kar jo uff nahin karte unke dil bhi ajeeb hote hain unke dil bhi ajeeb hote hain wo bade khushnaseeb hote hain aap jinke kareeb hote hain aap jinke kareeb hote hain
abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana ye bikhri si zulfein ye faila sa kajal ye bheega sa gajra ye simta sa aanchal tere haal se log pehchan lenge tujhe dekh kar sab mujhe jaan lenge mujhe jaan lenge abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana ye behke kadam ladkhadaati jawani hai betaab dil aur mohabbat diwani ye behke kadam ladkhadaati jawani hai betaab dil aur mohabbat diwani safak jaise gaalon pe ubhari huyi hai mere honth ki ek mehakti nishani tere jism se udti meri ye khushboo suna degi har ek ko sari kahaani na ban jaye apna milan ek fasana milan ek fasana abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana jo puchhega koi toh tum kya kahogi sawalon ki bouchhar mein chup rahogi jo puchhega koi toh tum kya kahogi sawalon ki bouchhar mein chup rahogi pareshaan ghabrayi si khamoshi mein jawaabon ki manzil bahut dur hogi buzurgon ki annkhen uda degi rangat saheli ke
bawasta ka bhi jaamo sughse na hua kuchh fayeda koyal ki bhi koo se na hua aa kabar pe meri ke mera zimma hai tu mast agar mitti ki boo se na hua paigam e ajar laayi thi laayi hogi tab ghum ki ghata chhayi thi chhayi hogi ye jaam ye khushboo ye bahara ye sharaab gulshan mein fiza aayi thi aayi hogi bahaaren agar tumse daaman bachaye mere zakhm se taazgi maang lena bahaaren agar tumse daaman bachaye mere zakhm se taazgi maang lena agar tum se sooraj kabhi rooth jaaye mere jaam se roshni maang lena bahaaren agar tumse daaman bachaye mere zakhm se taazgi maang lena gaya aa ke aangan se khushboo ka mausam ke mausam ko ek roz jana tha yun bhi gaya aa ke aangan se khushboo ka mausam ke mausam ko ek roz jana tha yun bhi abhi daaliyon par bahut phool honge kisi phool se dilkashi maang lena bahaarein agar tumse daaman bachaye mere zakhm se taazgi maang lena kabhi bojh ghum ka jo badh jaye dil par to ro lena tanhaayion se lipat kar kabhi bojh ghum ka jo badh jaye dil par to
bhalobasa bhalobasa tar aar kono naam nei bhalobasa bhalobasa tar aar kono naam nei bhalobasa bhalobasa bhalobasa mon chhara taar daam nei bhalobasa bhalobasa tar aar kono naam nei bhalobasaa ektu dekha ektu katha ektu khani porichay ektu dekha ektu katha ektu khani porichay dhire dhire koli fute ful hoy bhalobasa sheshe hoye jay bhalobasa bhalobasa tar aar kono naam nei bhalobasaa jayna bala jayna bojha kothay betha keno bhay jayna bala jayna bojha kothay betha keno bhay emon betha sabai pete chay bhalobasa hole emon hoy bhalobasa bhalobasa tar aar kono naam nei bhalobasa bhalobasa bhalobasa mon chhara taar daam nei bhalobasa bhalobasa tar aar kono naam nei mon chhara kono daam nei tar aar kono naam nei mon chhara kono dam nei
muddaten guzari teri yaad bhi aayi na humen aur hum bhool gaye hon tujhe aisa bhi nahin bhool jaane ka housla na hua bhool jaane ka housla na hua door reh kar bhi woh juda na huaa bhool jaane ka housla na hua door reh kar bhi woh juda na huaa bhool jaane ka housla na hua tujhse mil kar kisi se kyaa milte tujhse mil kar kisi se kyaa milte koi tujh jaisa doosra na hua koi tujh jaisa doosra na hua bhool jaane ka housla na hua mere sheron mein uski soorat hai mere sheron mein uski soorat hai jisko dekhe huye zamaana hua jisko dekhe huye zamaana hua bhool jaane ka housla na hua sirf us se wafa na ki raashid sirf us se wafa na ki raashid jo kabhi humse bewafa na hua jo kabhi humse bewafa na hua bhool jaane ka housla na hua door reh kar bhi woh juda na huaa bhool jaane ka housla na hua bhool jaane ka housla na hua
chaand chamka hai chaandni ke liye chaand chamka hai chaandni ke liye ye bhi jeena hua kisi ke liye chaand chamka hai band aankhen karo gale bhi milo band aankhen karo gale bhi milo maut aayi hai zindagi ke liye chaand chamka hai kis ke aansun gire kafan pe mere kis ke aansun gire kafan pe mere kaun royaa hai ajnabi ke liye chaand chamka hai mere dushman hi jaante hain ye mere dushman hi jaante hain ye kitna tarsa hoon dosti ke liye chaand chamka hai chaandni ke liye chaand chamka hai chaandni ke liye ye bhi jeena hua kisi ke liye chaand chamka hai chaand chamka hai chaand chamka hai chaand chamka hai
chaandi jaisa rang hai tera sone jaise baal ek tu hi dhanwaan hai gori baaki sab kanggaal chaandi jaisa rang hai tera sone jaise baal ek tu hi dhanwaan hai gori baaki sab kanggaal ek tu hi dhanwaan hai gori baaki sab kanggaal jis raste se tu guzre wo phoolon se bhar jaaye jis raste se tu guzre wo phoolon se bhar jaaye tere pair ki komal aahat sote bhaag jagaaye jo pathar chhoo le gori tu wo heera ban jaaye tu jisko mil jaaye wo tu jisko mil jaaye wo ho jaaye maala maal ek tu hi dhanwaan hai gori baaki sab kanggaal chaandi jaisa rang hai tera sone jaise baal ek tu hi dhanwaan hai gori baaki sab kanggaal jo berang ho uss par kya kya rang jamaate log jo berang ho uss par kya kya rang jamaate log tu naadaan naa jaane kaise roop churaate log nazren bhar bhar dekhen tujhko aate jaate log chhail chhabili raani thoda chhail chhabili raani thoda ghunghat aur nikaal ek tu hi dhanwaan hai gori baaki sab kanggaal chaandi jaisa rang hai tera sone jaise baal ek tu hi dhanwaan
khote naa ho jo hosh unhein ghar bula ke pee khote naa ho jo hosh unhein ghar bula ke pee ya phir button ko saamane apne bithaa ke pee behad naa pee naa bol bahut josh me naa aa ruk ruk ke pee sukun se pee sar jhuka ke pee daulat hai fakat chaar dino ki pee le izzat hai fakat chaar dino ki pee le hai waqt shabo roj tabaahi ki taraf mohlat hai fakat chaar dino ki pee le chalo pee le ke yaar aaye naa aaye chalo pee le ke yaar aaye naa aaye yeh mausam baar baar aaye naa aaye chalo pee le ke yaar aaye naa aaye gulaabo ki tarah tum taaza rahna gulaabo ki tarah tum taaza rahna gulaabo ki tarah tum taaza rahna zamane me bahaar aaye naa aaye zamane me bahaar aaye naa aaye yeh mausam baar baar aaye naa aaye chalo pee le ke yaar aaye naa aaye yeh socha hai ki usko bhool jaayein yeh socha hai ki usko bhool jaayein yeh socha hai ki usko bhool jaayein abb iss dil ko qaraar aaye naa aaye abb iss dil ko qaraar aaye naa aaye yeh mausam baar baar aaye naa aaye chalo pee le ke yaar
chokh tar chorbali mon je pathor chokh tar chorbali mon je pathor kaborer oporete jeno badha ghar bhalobasa jake kore gechhe par chokh tar chorbali mon je pathor kaborer oporete jeno badha ghar bhalobasa jake kore gechhe par chokh tar chorbali mon je pathor ekhane kakhono aseni fagun ekhane kakhono aseni fagun nebheni kakhono ekhane agun ekhane agun teer nei paar nei e kon sagor teer nei paar nei e kon sagor kaborer oporete jeno badha ghar bhalobasa jake kore gechhe par chokh tar chorbali mon je pathor melechhe pakha achena akashe janena kothay ki achhe sheshe janena kothay ki achhe sheshe ki achhe sheshe sapner chhai jar sithir sidur sapner chhai jar sithir sidur maroner paye tar jibano nupur jibano nupur bane dube gechhe samayer char bane dube gechhe samayer char kaborer oporete jeno badha ghar bhalobasa jake kore gechhe par chokh tar chorbali mon je pathor chokh tar chorbali mon je pathor kaborer oporete jeno badha ghar bhalobasa jake kore gechhe par chokh tar
sab chaman se gulab le aaye husn wale shabab le aaye shekh sahab ne mang li jannat hum wahan se sharab le aaye choom kar madbhari aankhon se gulabi kagaz choom kar madbhari aankhon se gulabi kagaz usne bheja hai mere naam sharabi kagaz choom kar madbhari aankhon se gulabi kagaz usne bheja hai mere naam sharabi kagaz choom kar madbhari aankhon se gulabi kagaz usske haathon mein gulabon ki mehek hai shayad usske haathon mein gulabon ki mehek hai shayad usske hathon mein gulabon ki mehek hai shayad usske chhoone se hua sara gulabi kagaz usske chhoone se hua sara gulabi kagaz choom kar madbhari aankhon se gulabi kagaz usska khat paate hi maikhane ki yaad aati hai usska khat paate hi maikhane ki yaad aati hai usska khat paate hi maikhane ki yaad aati hai kahin mujhko bhi bana de na sharabi kagaz kahin mujhko bhi bana de na sharabi kagaz choom kar madbhari aankhon se gulabi kagaz kahin main usska pata bhul na jaun rashid kahin main usska pata bhul na jaun rashid kahin
aaj maine socha hai tumko main na chumunga aaj main to chumunga us khuda ke haathon ko jiss khuda ke haathon ne aap ko banaaya hai aap ko banaaya hai hmmmm mm mm mm mm aaj maine socha hai tumko main na chumunga aaj main to chumunga us khuda ke haathon ko jiss khuda ke haathon ne aap ko banaaya hai aap ko banaaya hai hmmmm mm mm mm mm aaaaaaaaaaa aaa aaa aaaa rakh diya sitaaron ka husn tere aanchal mein bhar diya ghataon ka rang tere kajal mein mauj teri chudi hai lehar teri jhaanjhar hai chand tere maathe ka jagmagaata jhumar hai hmmmm mm mm mm mm chandni zameen par hai ya tumhara saaya hai aaj maine socha hai tumko main na chumunga aaj main to chumunga us khuda ke haathon ko jiss khuda ke haathon ne aap ko banaaya hai aap ko banaaya hai hmmmm mm mm mm mm ni ni sa re re ma ni dha ma ga re ma re pa re dha ni dha ma pa ma pa dha ni sa re ni sa pa ni dha ni sa ni pa ma pa ni dha ma re sa ni sa pa ni dha ni sa shakh se lachak le kar di tumhari baahon ko ras gulaab se
Deewaron Se Mil Kar Rona, Acchha Lagta Hai
raat yun dil mein teri khoyi huyi yaad aayi jaise viraane mein chupke se bahaar aaj aaye jaise sehraav mein houle se chale baad e nashin jaise bimaar ko bewajah karaar aa jaaye dil dhadakne ka sabab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aaya woh teri yaad thi ab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aaya aaj mushkil tha sambhalna ae dost aaj mushkil tha sambhalna ae dost aaj mushkil tha sambhalna ae dost tu museebat main ajab yaad aaya woh teri yaad thi ab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aaya haal e dil hum bhi sunaate lekin haal e dil hum bhi sunaate lekin haal e dil hum bhi sunaate lekin jab woh rukhsat huwa tab yaad aaya woh teri yaad thi ab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aaya baith kar saaya e gul mein nasir baith kar saaya e gul mein nasir baith kar saaya e gul mein nasir hum bohut roye woh jab yaad aaya woh teri yaad thi ab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aaya dil dhadakne ka sabab yaad aaya
iss saadgi pe kaun na mar jaaye aye khuda iss saadgi pe kaun na mar jaaye aye khuda ladte hain aur haath mein talwaar bhi nahin ye aur baat milne ka waada nahin kiya ye aur baat milne ka waada nahin kiya waise to unke honthon par inkaar bhi nahin dil kaise tod dete hain samjha diya ke yoon dil kaise tod dete hain samjha diya ke yoon patthar ko usne sheeshe se takra diya ke yoon dil kaise tod dete hain samjha diya ke yoon poochha ke chaand din mein nikalta hai kiss tarah poochha ke chaand din mein nikalta hai kiss tarah poochha ke chaand din mein nikalta hai kiss tarah aanchal ko usne chehre se sarka diya ke yoon aanchal ko usne chehre se sarka diya ke yoon patthar ko usne sheeshe se takra diya ke yoon dil kaise tod dete hain samjha diya ke yoon poochha ghataayein dhoop mein chhaati hain kiss tarah poochha ghataayein dhoop mein chhaati hain kiss tarah poochha ghataayein dhoop mein chhaati hain kiss tarah usne hawa mein zulfon ko lehra diya ke yoon usne hawa mein
kadam kadam pe rahe saath roshni bankar har ek shaam se pehle har ek shaam ke baad wahan pahunch ke ye kehna saba salaam ke baad tumhara naam hai lab pe khuda ke naam ke baad din bhar ki sab baatein saare kaam tumhare naam din bhar ki sab baatein saare kaam tumhare naam jab se likhi hai maine har ek shaam tumhare naam din bhar ki sab baatein saare kaam tumhare naam duniya ke bazaar mein apni kya qeemat hai phir bhi duniya ke bazaar mein apni kya qeemat hai phir bhi duniya ke bazaar mein apni kya qeemat hai phir bhi jo bhi mil sakte hon mere daam tumhare naam din bhar ki sab baatein saare kaam tumhare naam umr ki raahon mein kitne hi log mile ye sach hai umr ki raahon mein kitne hi log mile ye sach hai umr ki raahon mein kitne hi log mile ye sach hai lekin ab is safar ka hai anjaam tumhare naam din bhar ki sab baatein saare kaam tumhare naam sher kahan likhta hai wo likhti hai tumhari aankhein sher kahan likhta hai wo likhti hai tumhari aankhein sher kahan likhta
dukh sukh tha ek sabka apna ho ya begana dukh sukh tha ek sabka apna ho ya begana ek wo bhi tha zamana ek ye bhi hai zamana dukh sukh tha ek sabka apna ho ya begana ek wo bhi tha zamana ek ye bhi hai zamana dada hayaat the jab mitti ka ek ghar tha choron ka koi khatka na daakuon ka dar tha khaate the rukhi sukhi sote the neend gehri santosh tha dilon ko maathe pe bal nahin tha shaamein bhari bhari thi aabad thi dophari dil mein kapat nahin tha aankhon mein chal nahin tha the log bhole bhale lekin the pyaar wale duniya se kitni jaldi sab ho gaye rawana dukh sukh tha ek sabka apna ho ya begana ek wo bhi tha zamana ek ye bhi hai zamana abba ka waqt aaya taalim ghar mein aayi taalim saath apne taaza vichar laayi aage rawayaton se badhne ka dhyan aaya mitti ka ghar hata to pakka makaan aaya daftar ki naukri thi tankha ka tha sahara maalik pe tha bharosa ho jata tha guzara paisa agarche kam tha phir bhi na koi ghum tha kaisa bhara poora tha apna gareeb khana dukh sukh
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aahista Pankaj Udhas 07:15 17992
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 07:15   Song Number : 17992   

Aaiye Barishon Ka Mausam Hai Pankaj Udhas 04:47 13630
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Naseem Ajmeri
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 04:47   Song Number : 13630   

Aaj Maine Pankaj Udhas 06:10 18089
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
On Screen Actors- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:10   Song Number : 18089   

Aaj Wohi Geeton Ki Raani Pankaj Udhas 07:00 18013
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:00   Song Number : 18013   

Aap Jinke Kareeb Hote Hain Pankaj Udhas 04:28 17990
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 04:28   Song Number : 17990   

Abhi Ghar Na Jana Pankaj Udhas 10:28 19207
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 10:28   Song Number : 19207   

Bahaaren Agar Tumse Daaman Bachaye Pankaj Udhas 08:52 35867
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 08:52   Song Number : 35867   

Bhalobasha Pankaj Udhas 04:26 19241
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 04:26   Song Number : 19241   

Bhool Jaane Ka Hausla Na Hua Pankaj Udhas 05:14 40777
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 05:14   Song Number : 40777   

Chaand Chamka Hai Chaandni Ke Liye Pankaj Udhas 03:48 18008
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 03:48   Song Number : 18008   

Chaandi Jaisa Rang Pankaj Udhas 06:49 17993
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
On Screen Actors- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:49   Song Number : 17993   

Chalo Pee Le Ke Yaar Pankaj Udhas 06:53 32407
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:53   Song Number : 32407   

Chokh Tor Chorabali Pankaj Udhas 05:25 19242
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 05:25   Song Number : 19242   

Choom Kar Madbhari Pankaj Udhas 06:29 19215
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:29   Song Number : 19215   

Chumunga Pankaj Udhas 06:19 18118
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:19   Song Number : 18118   

Deewaron Se Mil Kar Rona Pankaj Udhas 05:52 17995
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
On Screen Actors- 
Pankaj Udhas
Duration : 05:52   Song Number : 17995   

Dil Dhadakne Ka Sabab Pankaj Udhas 06:31 38407
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:31   Song Number : 38407   

Dil Kaise Tod Dete Hain Pankaj Udhas 08:58 18492
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 08:58   Song Number : 18492   

Din Bhar Ki Sab Baatain Pankaj Udhas 07:13 32290
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 07:13   Song Number : 32290   

Dukh Sukh Tha Ek Sabka Pankaj Udhas 07:15 32722
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:15   Song Number : 32722