Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePaap%20(2003)
HomePaap%20(2003)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bol sajna mujhe chhod ke yahaan dil tod ke mera kahaan jaaye kahaan jaaye kahaan jaaye sajna bol sajna mujhe chhod ke yahaan dil tod ke mera kahaan jaaye kahaan jaaye kahaan jaaye sajna jaane se pehle itna samajh le jaane se pehle itna samajh le dil roz roz nahin aaye sajna bol sajna mujhe chhod ke yahaan dil tod ke mera kahaan jaaye kahaan jaaye kahaan jaaye sajna kahaan jaaye kahaan jaaye kahaan jaaye sajna chaahne waale tujhe laakhon milenge yahaan aare aare re bujhne waala koi mujhsa milega kahaan aare aare re daasi hoon saiyaan teri padti hoon paiyaan teri oo oo daasi hoon saiyaan teri e e e padti hoon paiyaan teri kaahe mera jiya tadpaaye bol sajna mujhe chhod ke yahaan dil tod ke mera kahaan jaaye kahaan jaaye kahaan jaaye sajna kahaan jaaye kahaan jaaye kahaan jaaye sajna kab tak yun tarsaayegaa aur khud bhi tarsega tu aare aare re kab tak ghataa ki tarha dil pe na barsega tu aare aare re naata na todungi main pichha na chhodungi main oo oo naata na todungi
chori chori yun jab hon aankhen chaar kya hota hai hey deewana dil jab dhadke pehli baar kya hota hai begaane ban jaate hain yaar yaar yaar yaar anjaane ho jaata hai pyaar pyaar pyaar pyaar ye kya hota hai kaise hota hai jaane ye koi naa chori chori yun jab hon aankhen chaar kya hota hai deewana dil jab dhadke pehli baar kya hota hai saara ye shehar dekha ghoom ke dekhe laakhon haseen haaan humko hai yakeen koi bhi kahin tere jaisi nahin dil jo paagal kar jaaye wo deedar kya hota hai jaana ab humne jaana pehla pyaar kya hota hai begaane ban jaate hain yaar yaar yaar yaar anjaane ho jaata hai pyaar pyaar pyaar pyaar ye kya hota hai kaise hota hai jaane ye koi naa chori chori yun jab hon aankhen chaar kya hota hai deewana dil jab dhadke pehli baar kya hota hai dekhen jab tujhe dekhte rahen phir nazar naa jhuke haaye karna chaahe dil kitni hi baaten par zubaan naa khule bin bole hi aankhon se ye iqraar kya hota hai naa bhi jab haan lagti hai ye inqaar kya hota hai
ek subah ek mod par maine kaha use rok kar ek subah ek mod par maine kaha use rok kar haath badha aye zindagi aankh mila ke baat kar haath badha aye zindagi aankh mila ke baat kar roz tere jeene ke liye ek subah mujhe mil jaati hai roz tere jeene ke liye ek subah mujhe mil jaati hai murjhati hai koi shaam agar to raat koi khil jaati hai main roz subah tak aata hoon aur roz shuru karta hoon safar haath badha aye zindagi aankh mila ke baat kar tere hazaaron chehron mein ek chehra hi mujhse milta hai tere hazaaron chehron mein ek chehra hi mujhse milta hai aankhon ka rang bhi ek saa hai aawaz ka ang bhi milta hai sach poochho to hum do judwaa hain tu shaam meri main teri sehar haath badha aye zindagi aankh mila ke baat kar ek subah ek mod par maine kaha use rok kar haath badha aye zindagi aankh mila ke baat kar haath badha aye zindagi aankh mila ke baat kar ek subah ek mod par maine kaha use rok kar maine kaha use rok kar maine kaha use rok kar
garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo dekho kaise anjaane raston pe barse ghataaaa aao le le matwaali mastaani rutt ka mazaa garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo aa aa bhi jaa meri jaan aa bhi jaa chaahe tu zehar de yaa jeene ki duaa kaisa ye naata hai saanson se saanson ka sun to le de sadaa bheegi bheegi fazaaaaa yeh zindagi rangon mein doobegi surmai shaam ye bhoolegi na kabhi koi to baat ho aankhon se aankhon ki pyaar ki roshni jalti bhujhati huyeeee garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo aao dhundhe mil ke khushiyon ka lamhaa koi seene mein jo bhadke to bhadkaaye shola koi garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo garaj baras
hmm hmmm hmmm hmmmmm hmmm hmmm ghar se nikalte hi kuchh door chalte hi raste mein hai uska ghar kal subah dekha to baal banaati wo khidki mein aayi nazar ghar se nikalte hi kuchh door chalte hi raste mein hai uska ghar kal subah dekha to baal banaati wo khidki mein aayi nazar ghar se nikalte hi aaaaaaaaaaaa maasoom chehra neechi nigaahen bholi si ladki bholi adaayen na apsaraa hai na wo pari hai lekin ye uski jaadugari hai deewaana kar de wo ek rang bhar de wo sharma ke dekhe jidhar ghar se nikalte hi kuchh door chalte hi raste mein hai uska ghar aaaaaaaa karta hoon uske ghar ke main phere hasne lage hain ab dost mere sach keh raha hoon uski kasam hai main phir bhi khush hoon bas ek ghum hai jise pyaar karta hoon main jispe marta hoon usko nahin hai khabar ghar se nikalte hi kuchh door chalte hi raste mein hai uska ghar aaaaaaaaaaaa ladki hai jaise koyi paheli kal jo mili mujh ko uski saheli maine kaha usko jaake ye kehna achchha nahin hai yun door rehna kal shaam
intezaar intezaar intezaar intezaar intezaar intezaar intezaar intezaar meri subhon ko teri shaamon ka meri shaamon ko tere waadon ka meri raaton ko tere khaabon ka meri neendon ko teri baahon ka mere jazbon ko teri chaahon ka behki behki si kuchh khataaon ka ho khoobsoorat se kuchh gunaahon ka intezaar intezaar intezaar intezaar apne dilbar ka apne humdam ka apne jaanam ka intezaar surkh phoolon se mehka rasta hai dil to mera magar zard patta hai paas aankhon ke sabz manzar hai dil ka mausam to phir bhi banjar hai mehki mehki si kuchh hawaaon ka bheegi bheegi si kuchh ghataaon ka intezaar intezaar intezaar intezaar apne baadal ka apni baarish ka apne saawan ka intezaar apni dhadkan ka apni saanson ka apne jeene ka intezaar koi badli kabhi iss tarah aayegi pyaas sadiyon ki pal mein bujh jaayegi tujhko lauta ke meri aagosh mein dekhna waqt ki nabz thum jaaegi aisa hone ke kuchh duaaon ka umr bhar jo mille un panaahon ka intezaar intezaar intezaar intezaar tere aane
ruk ja tere haath bandhe hain karmon ki zanzeer mein apne khoon ko gale lagaana nahin teri takdeer mein kaisa hai naseeb tera kaisa tu sawaali hai kaisa hai naseeb tera kaisa tu sawaali hai sab kuchh paaya tune sab kuchh paaya tune phir bhi jholi khaali hai hai kaisa hai naseeb tera kaisa tu sawaali hai tune saari khushiyaan kho dee paap ki kaali raaton mein reh gaye ghum ke jalte aansu teri pyaasi aankhon mein kaisa hai naseeb tera kaisa tu sawaali hai sab kuchh paaya tune sab kuchh paaya tune phir bhi jholi khaali hai kaisa hai naseeb tera kaisa tu sawaali hai pyaar ka daaman maila na ho apne daag chhupa le tu tere kiye ki yahi saza hai maut ko gale laga le tu kaisa hai naseeb tera kaisa tu sawaali hai sab kuchh paaya tune sab kuchh paaya tune phir bhi jholi khaali hai hai kaisa hai naseeb tera kaisa tu sawaali hai apne daag chupa le tu maut ko gale laga le tu maut ko gale laga le maut ko gale laga le maut ko gale laga le
oh oh oh oh aa ha ha ha kurumozhee koonthalil vidarumo koonthalil vidarumo naanam veena chodiyil pootha chiriyil padarumo naanam veena chodiyil pootha chiriyil padarumo kurumozhee meniyil viriyumo meniyil viriyumo neeyum ninde azhakum ende manassil choriyumo neeyum ninde ahakum ende manassil choriyumo kurumozhee koonthalil vidarumo meniyil viriyumo vaasantha panthaa nee yen veesunna poovaadiyil neeyende chirakaala swapnangal pole viriyum velayil srungaara saayoojyamaay sangeetha romanjamaay endendu mookaabhilaashangalullil ozhukee shaanthamaay kurumozhee meniyil viriyumo koonthalil vidarumo premardra saundaryamee praavancheekaanandamee neeyende maunanuraagolsavam pol unaroo jeevanil neehaarya malyangalo en nitya romaanjamo ennende aathmaavil oolangal paadaan kadamaay nalkumo kurumozhee koonthalil vidarumo koonthalil vidarumo naanam veena chodiyil pootha chiriyil padarumo kurumozhee meniyil viriyumo meniyil viriyumo neeyum ninde azhakum ende manassil choriyumo kuru
Lele Gori
main tera tota tu meri maina main tera tota tu meri maina maane na kyun kehna phoolon ke jaisi teri jawaani phoolon ke jaisi teri jawaani jaane kya jaadu chalaye mera dil tota ban jaaye kaisa mitthu mitthu bole haaye mera dil tota ban jaaye kaisa mitthu mitthu bole haaye na tu hai tota na main hoon maina maanungi na kehna na tu hai tota na main hoon maina maanungi na kehna jaanun main jaanun baatein bana ke jaanun main jaanun baatein bana ke tu kaisa chakkar chalaye kyun dil tota ban jaaye kahe mitthu mitthu bole haaye kyun dil tota ban jaaye kahe mitthu mitthu bole haaye raahon mein kyun roke mujhko subho shaam khulke to bol kabhi mujhse tujhe kya hai kaam mujhko to hai tujhse bas itna sa kaam likh de haan likh de tu saari umar mere naam mera dil tota ban jaaye kaisa mitthu mitthu bole haaye mera dil tota ban jaaye kaisa mitthu mitthu bole haaye main tera tota tu meri maina maane na kyun kehna phoolon ke jaisi teri jawaani phoolon ke jaisi teri jawaani jaane kya
ho laagi tum se mann ki lagan lagan laagi tum se mann ki lagan lagan laagi tum se mann ki lagan lagan laagi tum se mann ki lagan gali gali ghoome dil tujhe dhoondhe gali gali ghoome dil tujhe dhoondhe tere bin tarse nayan lagan laagi tum se mann ki lagan lagan laagi tum se mann ki lagan lagan laagi tum se mann ki lagan lagan laagi tum se mann ki lagan aa ja o meri jaan mere dil ka jahaan maange teri khabar dhoondhe tera nishaan laagi tum se mann ki lagan lagan laagi tum se mann ki lagan lagan laagi tum se mann ki lagan lagan laagi tum se mann ki lagan gali gali ghoome dil tujhe dhoondhe gali gali ghoome dil tujhe dhoondhe tere bin tarse nayan lagan laagi tum se mann ki lagan lagan laagi tum se mann ki lagan lagan laagi tum se mann ki lagan lagan laagi tum se mann ki lagan tera tujhko saunp de kya laagat hai mor mera mujh mein kuchh naaheen jo howat so tor tere bin mera mann jaise ban mein hiran jaise pagli pawan laagi tum se mann ki lagan lagan laagi tum se mann ki
aa more miya aa more miya dil tujhko diya pyaar tujhse kiya lai la la la lai lai la la lai lai lai la ra lai ayeeeeeeee o solemiya o solemiya dil tujhko diya pyaar tujhse kiya o solemiya o solemiya dil tujhko diya pyaar tujhse kiya raaton main aaye na chaina beetegi kaise yeh raina raaton main aaye na chaina beetegi kaise yeh raina tu na mila jo to maine kya jiya maine kya jeeya maine kya jeeya o solemiya o solemiya dil tujhko diya pyaar tujhse kiya o solemiya woooo o solemiya dil tujhko diya pyaar tujhse kiya ban ke koi dard mere dil mein kahin chubh rahe ho aahen bhi ab le rahi hain naam tumhara iss dard ki tum dawa ho hoon khush wahin tum jahan ho chaahat main gum ho gaya hai yeh dil bechara ab tanha kya rahna jab milna hai tumse hi aakhir kyun rokun main khud ko kho jana hai ishq main aakhir jo khudh to sambhala to maine kya jeeya maine kya jeeya maine kya jeeya o solemiya o solemiya dil tujhko diya pyaar tujhse kiya o solemiya solemiya dil tujhko diya pyaar
rus ke tu challi gaiyyon kaanu enni door ni rus ke tu challi gaiyyon kaanu enni door ni sajjna da maaf kar dena si kasoor ni sajjna da maaf kar dena si kasoor ni tu na eh jaan sakki sara jag jaan da pyar vich maza hunda rusan manaan da tu na eh jaan sakki sara jag jaan da pyar vich maza hunda rusan manaan da rusan manaan da dil wala sheesha kar ditta choor choor ni sajjna da maaf kar dena si kasoor ni sajjna da maaf kar dena si kasoor ni har ghadi har pal saanu teri laud ni har ghadi har pal saanu teri laud ni tu te saade naal gaiyyan yaariyan vi tod ni yaariyan vi tod ni ishqe da hunda nayyion eh dastoor ni sajjna da maaf kar dena si kasoor ni sajjna da maaf kar dena si kasoor ni mere naalon pyaar tera kinna eh mahaan ni chhadya main sheher tu chhadya jahaan ni mere naalon pyaar tera kinna eh mahaan ni chhadya main sheher tu chhadya jahaan ni chhadya jahaan ni jind vech ke tu mile le lava jaroor ni sajjna da maaf kar dena si kasoor ni sajjna da maaf kar dena si
tera kaam hai jalna parwane chaahe shamma jale yaa naa jale shamma jale yaa naa jale tu pankh jala le deewane chaahe shamma jale yaa naa jale shamma jale yaa naa jale ye dard muhabbat ka seh jaa tu aag ke dariyaa mein beh jaa kehti hai jo duniyaa kehne de tu jalte jalte ye keh jaa ye keh jaa yun jal marte hain deewane yun jal marte hain deewane chaahe shamma jale yaa naa jale shamma jale yaa naa jale tera pyaar nahin hai harjaai tu saudayi hai saudayi marne mein hai shaan muhabbat ki jeene mein hain teri ruswaai ruswaai marte nahin jal kar parwaane marte nahin jal kar parwaane chaahe shamma jale yaa naa jale shamma jale yaa naa jale tera kaam hai jalna parwane chaahe shamma jale yaa naa jale shamma jale yaa naa jale shamma jale yaa naa jale shamma jale yaa naa jale
tere mere pyaar ki bandh gayi jab ye door macha dunga shor zamaana chaahe jo kahe so kahe oo oo oo oooo tere mere pyaar ki bandh gayi jab ye door macha dunga shor zamaana chaahe jo kahe so kahe oo oo oo oooo dheere dheere bol piya hai ye aapas ki baat mila tera saath zamaana kahin ye sahe naa sahe baahon mein teri ye baahen rahengi are baahon mein teri ye baahen rahengi to thokar mein hoga zamaana haa aaan thokar mein hoga zamaana dil ki ye baatein rehne do dil mein kya hai zaroori jataana kya hai zaroori jataana main naa kahunga to duniya kahegi main naa kahunga to duniya kahegi ye baat ek din to khulke rahegi dheere dheere are dheere dheere bol piya hai ye aapas ki baat mila tera saath zamaana kahin ye sahe naa sahe oo oo oo oooo tere mere pyaar ki bandh gayi jab ye door macha dunga shor zamaana chaahe jo kahe so kahe aaiyooo aayiiiii dekho humaare dil mil gaye hain dekho humaare dil mil gaye hain dil ke sahaare chalenge dil ke sahaare chalenge hum jo chalenge
ye jo thode se hain paise kharch tum par karun kaise ye jo thode se hain paise kharch tum par karun kaise agar kahin ek dukaan hoti jahaan pe milte gagan ke taare agar kahin ek dukaan hoti jahaan pe milte gagan ke taare main saare taare kharid leta tumhaare aanchal mein taank deta magar kya karun main ke ye jaantaa hoon taare milte nahin aise taare milte nahin aise ye jo thode se hain paise kharch tum par karun kaise agar kahin ek dukaan hoti jahaan pe milte haseen sapne agar kahin ek dukaan hoti jahaan pe milte haseen sapne main saare sapne kharid laata tumhaari palkon pe main sajaata magar kya karun main ke ye jaantaa hoon sapne milte nahin aise sapne milte nahin aise ye jo thode se hain paise kharch tum par karun kaise main jaantaa hoon main jaantaa hoon kahaan ye paise kahaan muhabbat kahaan ye zarre kahaan wo parvat kahaan ye kaagaz ki ek naav kahaan wo jazbaat ka bahaab ye sach hai magar phir bhi main sochta hoon ye jo thode se hain paise kharch tum par karun
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bol Sajna Mujhe Chhodke Yahaan Paapi (1977) 04:55 12223
 
Poster of Paapi (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Kulwant Jani
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Reena Roy
Duration : 04:55   Song Number : 12223   

Chori Chori Yun Jab Paap Ki Duniya (1988) 06:07 18701
 
Poster of Paap Ki Duniya (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Neelam
Duration : 06:07   Song Number : 18701   

Ek Subah Ek Mod Par Hip Hip Hurray (1984) 03:51 18520
 
Poster of Hip Hip Hurray (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Raj Kiran
Duration : 03:51   Song Number : 18520   

Garaj Baras Paap (2003) 04:51 20468
 
Poster of Paap (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Amjad Islaam Amjad
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Ali Azmat
On Screen Actors- 
John Abraham
Duration : 04:51   Song Number : 20468   

Ghar Se Nikalte Hi Papa Kahte Hain (1996) 07:24 12227
 
Poster of Papa Kahte Hain (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Jugal Hansraj
Duration : 07:24   Song Number : 12227   

Intezaar Paap (2003) 07:46 20587
 
Poster of Paap (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Udita Goswami
Duration : 07:46   Song Number : 20587   

Kaisa Hai Naseeb Tera Paapi (1977) 04:40 11915
 
Poster of Paapi (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Sunil Dutt
Duration : 04:40   Song Number : 11915   

Kurumozhi Koonthalil Vidarumo Pappu (1980) 04:48 11494
 
Poster of Pappu (1980)
 
Category
Malayalam
Year- 
1980
Duration : 04:48   Song Number : 11494   

Le Le Gori Pehan Le Chhori Paapi (1953) 02:52 39877
 
Poster of Paapi (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 02:52   Song Number : 39877   

Main Tera Tota Paap Ki Duniya (1988) 07:51 36935
 
Poster of Paap Ki Duniya (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Anjaan Sagari
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Neelam Kothari, Chanki Pandey
Duration : 07:51   Song Number : 36935   

Mann Ki Lagan Paap (2003) 04:49 20814
 
Poster of Paap (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Amjad Islaam Amjad
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
John Abraham
Raag- 
Bhupali
Duration : 04:49   Song Number : 20814   

O Solemiya Popcorn Khao Mast Ho Jao (2004) 04:58 16825
 
Poster of Popcorn Khao Mast Ho Jao (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Vishal Dadlani
Music Director- 
Vishal Shekhar
Singer- 
Sunidhi Chauhan
On Screen Actors- 
Rashmi Nigam
Duration : 04:58   Song Number : 16825   

Rus Ke Toon Chali Papi Tarey Anek (1976) 04:56 40672
 
Poster of Papi Tarey Anek (1976)
 
Category
Punjabi
Lyricist
Inderjit Hasanpuri
Music Director- 
S Mohindar
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:56   Song Number : 40672   

Tera Kaam Hai Jalna Parwane Paapi (1953) 03:11 16286
 
Poster of Paapi (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S Mohindar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:11   Song Number : 16286   

Tere Mere Pyaar Ki Paap Aur Punya (1974) 05:33 17663
 
Poster of Paap Aur Punya (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Vishweshwar Sharma
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kanchan, Mukesh
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Shashi Kapoor
Duration : 05:33   Song Number : 17663   

Ye Jo Thode Se Hain Paise Papa Kahte Hain (1996) 05:23 11792
 
Poster of Papa Kahte Hain (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Jugal Hansraj, Mayuri Kango
Duration : 05:23   Song Number : 11792