Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNausherwan-E-Adil%20(1957)
HomeNausherwan-E-Adil%20(1957)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bheeni bheeni hai mithi mithi hai bheeni bheeni hai kyun hawaa milke aayi hai masti chhaayi hai phool laayi hai khushnuma mehak rahe hain dil jigar na hosh hai na hai khabar mehak rahe hain dil jigar na hosh hai na hai khabar kahin pe dil kahin pe hum hai kuchh khushi to kuchh hai gham kahin pe dil kahin pe hum hai kuchh khushi to kuchh hai gham naya hua ye maazara bheeni bheeni hai mithi mithi hai bheeni bheeni hai kyun hawaa milke aayi hai masti chhaayi hai phool laayi hai khushnuma khili hai jo kali kali mehakti hai gali gali khili hai jo kali kali mehakti hai gali gali ye keh rahi hain bulbulen sanam ke ghar chalo chalen ye keh rahi hain bulbulen sanam ke ghar chalo chalen bahaar ka mile maja bheeni bheeni hai mithi mithi hai bheeni bheeni hai kyun hawaa milke aayi hai masti chhaayi hai phool laayi hai khushnuma
bhool jaayein saare ghum doob jaayein pyaar mein baj rahi hai dhun yahi raat ke sitaar mein bhool jaayein saare ghum hans rahe hain phool jo gaa rahaa hai gulsitaan gaa rahaa hain gul jahaan gaa rahaa hai aasmaan tu hi tu ki hai sadaa tu hi tu ki hai sadaa laakh mein hazaar mein bhool jaayein saare ghum doob jaayein pyaar mein baj rahi hai dhun yahi raat ke sitaar mein bhool jaayein saare ghum sharm se jo hai dari aa nahin rahi hansi bekhudi mein bekhudi kar rahi hai gudgudi hum na hain karaar mein hum na hain karaar mein dil na hai karaar mein bhool jaayein saare ghum doob jaayein pyaar mein baj rahi hai dhun yahi raat ke sitaar mein bhool jaayein saare ghum ishq mein zarar nahin kuchh humein khatar nahin ishq mein zarar nahin kuchh humein khatar nahin bijliyon se darr nahin bijliyon se darr nahin jal bhi jaayein aashiyaan jal bhi jaayein aashiyaan aa magar bahaar mein bhool jaayein saare ghum doob jaayein pyaar mein baj rahi hai dhun yahi raat ke sitaar mein
taaron ki zabaan par hai muhabbat ki kahaani taaron ki zabaan par hai muhabbat ki kahaani ae chaand mubaarak ho tujhe raat suhaani taaron ki zabaan par hai muhabbat ki kahaani ae chaand mubaarak ho tujhe raat suhaani kehte hain jise chaandni hai noor e muhabbat kehte hain jise chaandni hai noor e muhabbat taaron se sunehri hai hamesha teri qismat taaron se sunehri hai hamesha teri qismat jaa jaa ke palat aati hai phir teri jawaani ae chaand mubaarak ho tujhe raat suhaani chhaayaa huaa duniyaa pe muhabbat kaa asar hai aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa chhaayaa huaa duniyaa pe muhabbat kaa asar hai kehte hain jise chaand meraa daag e jigar hai kehte hain jise chaand meraa daag e jigar hai taaron se kahaa kartaa hai ye dil ki kahaani ae chaand mubaarak ho tujhe raat suhaani taaron ki zabaan par hai muhabbat ki kahaani ae chaand mubaarak ho tujhe raat suhaani hum hon na hon duniyaa yun hi aabaad rahegi hum hon na hon duniyaa yun hi aabaad rahegi ye thandi hawaa aur
ye hasrat thi ke iss duniyaa mein bas do kaam kar jaate ye hasrat thi ke iss duniyaa mein bas do kaam kar jaate tumhari yaad mein jeete tumhare ghum mein mar jaate ye hasrat thi ke iss duniyaa mein bas do kaam kar jaate ye duniyaa doobti toofan aata iss qayaamat kaaaaa haaaaaa aaaa aaaaa ye duniyaa doobti toofan aata iss qayaamat kaa agar dam bhar ko aankhon mein meri aansu thehar jaate ye hasrat thi ke iss duniyaa mein bas do kaam kar jaate tumhari yaad aa aa kar mere nashtar chubhoti hai tumhari yaad aa aa kar mere nashtar chubhoti hai mere nashtar chubhoti hai wagad naa dil ke saare zakhm itne din mein bhar jaate wagad naa dil ke saare zakhm itne din mein bhar jaate ye hasrat thi ke iss duniyaa mein bas do kaam kar jaate kahaan tak dukh uthaayeeen kahaan tak dukh uthaayen teri furkat aur judaayi keeee teri furkat aur judaayi ke agar marna hi tha ik din naa kyun phir aaj mar jaate agar marna hi tha ik din naa kyun phir aaj mar jaate ye hasrat thi ke iss duniyaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bheeni Bheeni Hai Nausherwan-E-Adil (1957) 03:09 13846
 
Poster of Nausherwan-E-Adil (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Parvez Shamsi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:09   Song Number : 13846   

Bhool Jayen Sare Gham Nausherwan-E-Adil (1957) 03:54 12108
 
Poster of Nausherwan-E-Adil (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Parvez Shamsi
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Raj Kumar
Duration : 03:54   Song Number : 12108   

Taaron Ki Zabaan Par Nausherwan-E-Adil (1957) 03:33 13845
 
Poster of Nausherwan-E-Adil (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Parvez Shamsi
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:33   Song Number : 13845   

Ye Hasrat Thi Ke Nausherwan-E-Adil (1957) 03:57 15163
 
Poster of Nausherwan-E-Adil (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Parvez Shamsi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bipin Gupta
Duration : 03:57   Song Number : 15163