Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNastik%20(1954)
HomeNastik%20(1954)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hey he he aaj ka yeh din kal ban jayega kal aaj ka yeh din kal ban jayega kal peechhe mud ke na dekh pyaare aage chal tu peechhe mud ke na dekh pyaare aage chal aaj ka yeh din kal ban jayega kal peechhe mud ke na dekh pyaare aage chal peechhe mud ke na dekh pyaare aage chal hey he he jane wale pe na aitbaar kar aane wale ka tu intezaar kar jane wale pe na aitbaar kar aane wale ka tu intezaar kar beete dino ki yaadon mein na jal ae babu aage chal aaj ka yeh din kal ban jayega kal peechhe mud ke na dekh pyaare aage chal are peechhe mud ke na dekh pyaare aage chal yeh shikve baharon ke fizul hain phoolon mein kanten kanton mein phool hain yeh shikve baharon ke fizul hain phoolon mein kanten kanton mein phool hain badla hai mausam tu bhi to badal badla hai mausam tu bhi to badal sheru aage chal ee aaj ka yeh din kal ban jayega kal peechhe mud ke na dekh pyaare aage chal aree peechhe mud ke na dekh pyaare aage chal ae bhai tera dhyaan kidhar hai ek jagah jo baitha reh
hmm hmmm aawaargi aawaargi aawaargi aawaargi humaari pyaari si thi kabhi jo wahi aaj humko rulaane lagi hai jo bharti thi dil mein tarangen humesha wahi aaj jee ko jalaane lagi hai aawaargi humaari na koyi ghum na gila na koyi shubah ka nishaan na koyi ghum na gila na koyi shubah ka nishaan paayi thi har khushi har suqun humko tha nagme the bahaaron ke tarannum har kahin phir bhi kyun hum bhatka kiye yeh tu hi bata aawaargi aawaargi aawaargi humaari pyaari si thi kabhi jo wahi aaj humko rulaane lagi hai aawaargi humaari khamoshiyaan hain har taraf tanhaaiyaan hain har taraf khamoshiyaan hain har taraf tanhaaiyaan hain har taraf yaadon ke bhanwar se ab kaise niklen saathi na raha koi na koi humsafar zindagi ke safe par likhne ko hai ab to bas aawaargi aawaargi aawaargi humaari pyaari si thi kabhi jo wahi aaj humko rulaane lagi hai jo bharti thi dil mein tarangen humesha wahi aaj jee ko jalaane lagi hain aawaargi humaari
do ghadi behla gayin parchhaiyaan do ghadi behla gayin parchhaiyaan phir wahi hum hain wahi tanhaaiyaan tanhaaiyaan do ghadi behla gayin parchhaiyaan rasmasata jism poonam ki chhata ye ghanere baal saawan ki ghata tum jo hans kar baadlon ko dekh lo tum jo hans kar baadlon ko dekh lo bijliyaan lene lage angdaaiyaan phir wahi hum hain wahi tanhaaiyaan tanhaaiyaan do ghadi behla gayin parchhaiyaan jo bhi inn aankhon mein khoya kho gaya jo tumhara ho gaya bas ho gaya jo bhi inn aankhon mein khoya kho gaya jo tumhara ho gaya bas ho gaya doobne waala na phir ubhraa kabhi doobne waala na phir ubhraa kabhi uff nigaah e naaz ki gehraaiyaan phir wahi hum hain wahi tanhaaiyaan tanhaaiyaan do ghadi behla gayin parchhaiyaan tum meri duniyaa mera imaan bhi ho tum meri hasrat tumhin armaan bhi ho tum jo ho to har taraf sangeet hai tum jo ho to har taraf sangeet hai tum nahin to zehar hai shehnaaiyaan phir wahi hum hain wahi tanhaaiyaan tanhaaiyaan do ghadi behla gayin
gagan jhanjhana raha pawan sansanaa raha gagan jhanjhana raha pawan sansanaa raha lehar lehar pe aaj hai toofan o naiyya waale hooooo saavdhaan gagan jhanjhana raha pawan sansanaa raha lehar lehar pe aaj hai toofan o naiyya waale hooooo saavdhaan saavdhaan hey brahma hey vishnu hey shankar sarv shaktimaan hey brahma hey vishnu hey shankar sarv shaktimaan raksha karo raksha karo hey dayanidhaan meri pat raakho bhagwaan meri pat raakho bhagwaan himmat naa haar prabhu ko pukaar himmat naa haar prabhu ko pukaar wohi teri naiyaa lagaayega paar wohi teri naiyaa lagaayega paar tanik bhi tilmilaana naa zara bhi dil hilaana naa hazaar haath waala hai bhagwaan o naiyya waale hooooo saavdhaan saavdhaan hey govinda hey mukunda sankat mein aaj mere praan hey govinda hey mukunda sankat mein aaj mere praan raksha karo raksha karo hey dayanidhaan meri pat raakho bhagwaan meri pat raakho bhagwaan hey bhagwaaaaaan hey bhagwaaaaaan hey bhagwaaaaaan hey bhagwaaaaaan
kaanha bajaaye bansuri aur gwaale bajaayen manjire oh gopiyaan naachen chhumak chhum oooo oooo oooo ooo kaanha bajaaye bansuri aur gwaale bajaayen manjire oh gopiyaan naachen chhumak chhum gore gore haathon mein kangna khanke gore gore haathon mein kangna khanke chanchal paaon mein dekho penjaniyaa chhanke dholak dhamaak bole jhaanj bhi jhamaak bole dhoom machi hai dhoom machi hai jamuna teere oh gopiyaan naachen chhumak chhum ooo oooo oooo oooo na tan ka dhyaan raha na man ka dhyaan re aaj sabhi sundariyaan bhuli hain bhaan re sakhiyon ke sang sang thhanak rahi hai mridang jhoom jhoom kaaminiya aisi huyi baanwli jhoom jhoom kaaminiya aisi huyi baanwli baalon ki lat uljhi re ho gopiyaan naachen chhumak chhum oooo oooo oo oooo oooo chhaya brindavan mein aaj ajab rang hai chhaya brindavan mein aaj ajab rang hai dharti chakra rahi hai aasmaan dang hai kaisa hai ye kamaal dason dishaayen nihaal jamuna deti hai taal baraah ghodon waala suraj ka rath bhi baraah ghodon
dekh tere sansaar ki haalat kya ho gayi bhagwaan kitna badal gayaa insaan kitna badal gayaa insaan sooraj na badlaa chaand na badlaa na badlaa re aasmaan kitna badal gayaa insaan kitna badal gayaa insaan aaya samay bada bedhanga aaj aadmi bana lafanga kahin pe jhagda kahin pe danga naach raha nar ho kar nanga chhal aur kapat ke haathon apna bech raha imaan kitna badal gayaa insaan kitna badal gayaa insaan dekh tere sansaar ki haalat kya ho gayi bhagwaan kitna badal gayaa insaan kitna badal gayaa insaan raam ke bhakt rahim ke bande rakhte aaj fareb ke phande kitne ye makkar ye andhe dekh liye inke bhi dhandhe inhi ki kaali kartooton se huya ye mulk masaan kitna badal gayaa insaan kitna badal gayaa insaan dekh tere sansaar ki haalat kya ho gayi bhagwaan kitna badal gayaa insaan kitna badal gayaa insaan jo hum aapas mein na jhagadte bane huye kyun khel bigadte kaahen laakhon ghar ye ujadte kyun ye bachche maa se bichhadte phoot phoot kar kyun rote pyaare baapu ke pran
hmm hm hm hm hm hmm laa la la la la la la la aa kitni haseen hain nasheeli nasheeli ye nazdeekiyan ye nazdeekiyan baahon mein baahein saanson mein saansein nazron mein nazrein ho kitni haseen hain nasheeli nasheeli dhimi dhimi aahtein dhima dhima sa suroor aap hon jo saath mein kuchh na chaahiye huzoor dhimi dhimi aahtein dhima dhima sa suroor aap hon jo saath mein kuchh na chaahiye huzoor koi chaah baaki nahin haan itna kehna hai zaroor ho paas ho ya door ho chhodiye na chhodiye ye nazdeekiyan ye nazdeekiyan baahon mein baahein saanson mein saansein nazron mein nazrein ho kitni haseen hain nasheeli nasheeli mehki mehki chandani si ye humaari preet hai har ghadi hon saath hum aisi nahin koi reet hai mehki mehki chandani si ye humaari preet hai har ghadi hon saath hum aisi nahin koi reet hai chaahe jahaan bhi mein rahoon sang mere meet hai haan kaise bhi hon faasle na kam hongi na kam hongi ye nazdeekiyan ye nazdeekiyan baahon mein baahein saanson mein saansein
maine ik geet likha hai jo tumko sunaati hoon soye huye rangeen khwabon ko saanson se sajaati hoon maine ik geet likha hai jo tumko sunaati hoon soye huye rangeen khwabon ko saanson se sajaati hoon maine ik geet likha hai jo tumko sunaati hoon soye huye rangeen khwabon ko saanson se sajaati hoon maine ik geet likha hai hanste huye phoolon pe thehri huyi shabnam hai ye kaun sa nagma hai ye kaun si sargam hai hanste huye phoolon pe thehri huyi shabnam hai ye kaun sa nagma hai ye kaun si sargam hai ik saaz jo gumsum hai main usko jagaati hoon maine ik geet likha hai jo tumko sunaati hoon soye huye rangeen khwabon ko saanson se sajaati hoon maine ik geet likha hai ye dhoop khatkti si soye huye saaye hain ye dhoop khatkti si soye huye saaye hain kis desh se chal kar ye iss desh mein aaye hain main inki sadaa bankar uss paar se aati hoon saanson mein samaati hoon maine ik geet likha hai jo tumko sunaati hoon soye huye rangeen khwabon ko saanson se sajaati hoon maine ik
ooooo ooo hoooo hoooo tod ke jhoothe bharam ke fande tod ke jhoothe bharam ke fande sheesh jhuka kar dekh to bande sheesh jhuka kar dekh to bande ho sakta hai ho sakta hai teri bhi sun le sabki sunne wala sagre jagat ka ek rakhwala mohan murli wala sagre jagat ka ek rakhwala shyam ki leela main kya jaanun ho shyam ki leela main kya jaanun main logon ki baat na maanun dars dikhaye saamne aaye dars dikhaye saamne aaye mujhse chhupne wala sagre jagat ka ek rakhwala mohan murli wala sagre jagat ka ek rakhwala
amrit aur zehar donon hain sagar mein ek saath manthan ka adhikaar hai sab ko phal prabhu tere haath tere phoolon se bhi pyaar tere kaanton se bhi pyaar jo bhi dena chahe de de kartaar duniya ke taranhaar duniya ke taranhaar tere phoolon se bhi pyaar tere kaanton se bhi pyaar jo bhi dena chahe de de kartaar duniya ke taranhaar duniya ke taranhaar chahe sukh de ya dukh chaahe khushi de ya ghum chaahe sukh de ya dukh chaahe khushi de ya ghum maalik jaise bhi rakhega waise rah lenge ham malik rah lenge ham chaahe hansi bhara sansaar de ya ansuon ki dhaar jo bhi dena chahe de de kartaar duniya ke taaranhaar duniya ke taaranhaar tere phoolon se bhi pyaar tere kaanton se bhi pyaar jo bhi dena chahe de de kartaar duniya ke taaranhaar duniya ke taaranhaar ham ko donon hain pasand teri dhoop aur chhanv ham ko donon hain pasand teri dhoop aur chhanv data kisi bhi disha mein le chal zindagi ki naav le chal zindagi ki naav chaahe hamen laga de paar duba de chahe hame majhdhar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Ka Yeh Din Nastik (1983) 04:50 18148
 
Poster of Nastik (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 04:50   Song Number : 18148   

Aawaargi Humaari Yeh Nazdeekiyan (1982) 06:01 18932
 
Poster of Yeh Nazdeekiyan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Vinod Pandey
Music Director- 
Raghunath Seth
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 06:01   Song Number : 18932   

Do Ghadi Behla Gayin Yeh Nazdeekiyan (1982) 06:18 14426
 
Poster of Yeh Nazdeekiyan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
G B Srivastava
Music Director- 
Raghu Nath Seth
Singer- 
Bhupendra
On Screen Actors- 
Marc Zuber
Duration : 06:18   Song Number : 14426   

Gagan Jhanjhana Raha Nastik (1954) 03:17 13837
 
Poster of Nastik (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 03:17   Song Number : 13837   

Kanha Bajaye Bansuri Nastik (1954) 05:07 40023
 
Poster of Nastik (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 05:07   Song Number : 40023   

Kitna Badal Gaya Nastik (1954) 03:31 20323
 
Poster of Nastik (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Pradeep
On Screen Actors- 
Ajit, Nalini Jayvant
Duration : 03:31   Song Number : 20323   

Kitni Haseen Hai Nasheeli Yeh Nazdeekiyan (1982) 05:40 14427
 
Poster of Yeh Nazdeekiyan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Vinod Pandey
Music Director- 
Raghu Nath Seth
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Parveen Babi
Duration : 05:40   Song Number : 14427   

Maine Ik Geet Likha Yeh Nazdeekiyan (1982) 06:10 37988
 
Poster of Yeh Nazdeekiyan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
J P Dixit
Music Director- 
Raghunath Seth
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Marc Zuber
Duration : 06:10   Song Number : 37988   

Sagre Jagat Ka Ek Rakhwala Nastik (1983) 02:38 38385
 
Poster of Nastik (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Master Raajesh, Baby Pinki
Duration : 02:38   Song Number : 38385   

Tere Phoolon Se Bhi Pyaar Nastik (1954) 04:17 38073
 
Poster of Nastik (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ajit, Nalini
Duration : 04:17   Song Number : 38073