Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNakli%20Nawab%20(1962)
HomeNakli%20Nawab%20(1962)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chheda jo dil ka fasaana hansa zor se kyun zamaana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane mubaariq jahaan tujhko tera uthaaya faqeeron ne deraa milega kahaan ab thikaana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane mila kuchh naa rasta badal ke gira wo chala jo sambhal ke hai ye khel kitna purana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane bacha saari duniyaa se jo dil huaa apne teeron se ghaayal pada kaise ulta nishaana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane chheda jo dil ka fasaana hansa zor se kyun zamaana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane
are waah maalik tera jawaab nahin hai phoolon se rangeen zameen hai kaanton ka ghum bhi yahin hai duniya ke maalik ye duniya teri hai meri nahin hai phoolon se rangeen zameen hai khilti hain kaliyan mujhe kya hanste hai naadan mujhe kya rota hai insaan mujhe kya duniya ke maalik o duniya ke maalik ye duniya are teri hai meri nahin hai phoolon se rangeen zameen hai phoolon ko murjhate dekha bhanwaro ko udd jaate dekha khud ko na sharmaate dekha duniya ke maalik o duniya ke maalik ye duniya are teri hai meri nahin hai phoolon se rangeen zameen hai de deke teri duhayi khaate hain mehnat paraai karte hain bande khudaayi duniya ke maalik o duniya ke maalik ye duniya are teri hai meri nahin hai phoolon se rangeen zameen hai kaanton ka ghum bhi yahin hai duniya ke maalik ye duniya teri hai meri nahin hai phoolon se rangeen zameen hai
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin hai tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin hai kya jaane tumhen khauf e khuda hai ke nahin hai tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin jeene ka hunar sab ko seekhata hai yahi ishq insaan ko insaan banaata hai yahi ishq iss ishq ki tauhin e khata hai ke nahin hai tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin maana hai badi dard bhari ishq ki rooh daad hoti nahin mit kar bhi muhabbat kabhi barbaad har daur mein majnu huye har daur mein farhaad har saaz mein aaj unki sadaa hai ke nahin hai tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin ghum phool mein palne kaa bhula kar kabhi dekho sar ishq ke kadmon pe jhuka kar kabhi dekho ghar baar muhabbat mein loota kar kabhi dekho khone mein bhi paane ka mazaa hai ke nahin hai tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin jab ho hi gaya pyaar to sansaar ka darr kya hai kaun bhala kaun bura kisi ki khabar kya dil mein naa utar jaaye to ulfat ki nazar kya hum dil ke pujaari hai pata hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chheda Jo Dil Ka Nakli Nawab (1962) 03:09 13834
 
Poster of Nakli Nawab (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 03:09   Song Number : 13834   

Phoolon Se Rangeen Nakli Nawab (1962) 03:19 12410
 
Poster of Nakli Nawab (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 03:19   Song Number : 12410   

Tum Poochhte Ho Ishq Nakli Nawab (1962) 04:27 13833
 
Poster of Nakli Nawab (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:27   Song Number : 13833