Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohabbat%20Isko%20Kahete%20Hain%20(1965)
HomeMohabbat%20Isko%20Kahete%20Hain%20(1965)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tum isko khel samjhe ho magar ik din dikha denge mohabbat isko kehte hain mohabbat aisi hoti hai humse hoti muhabbat jo tumko humse hoti muhabbat jo tumko tum ye apna chalan chhod dete dard hota jo kuchh bhi humara tum ye deewanapan chhod dete chhod do tum adaa ruthne ki chhod do tum adaa ruthne ki hum ye deewanapan chhod denge phool si ek hansi par tumhari zindagi ka chaman chhod denge phool si ek hansi par tumhari tumko kehta hai kya ye zamaana tumko kehta hai kya ye zamaana tum zara ye kahaani bhi sunte aarzoo hi rahi ek din tum kuchh humari jubaani bhi sunte kya sune tum jo aise hi hote phir ye apna chalan chhod dete dard hota jo kuchh bhi humara tum ye deewanapan chhod dete hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm iss kadar lag rahi ho haseen tum iss kadar lag rahi ho haseen tum kaash utre naa gussa tumhara tum yahi chahte ho to behtar ab naa utrega gussa humara ik zara muskura kar to dekho hum ye deewanapan chhod denge phool si ek hansi par
itna husn pe huzoor naa guroor kijiye itna husn pe huzoor naa guroor kijiye dil ke maaron ka khayaal kuchh zuroor kijiye dil ke maaron ka khayaal kuchh zuroor kijiye yun naa pheriye nazar mud ke dekhiye idhar kahiye jo bhi chaahiye itni arz hai magar jo hai aapke unhen yun naa door kijiye jo hai aapke unhen yun naa door kijiye itna husn pe huzoor naa guroor kijiye roko zulf ko yahin kaabu dil pe ab nahin ye deewana aapka zulfen chhoo naa len kahin yun naa ruth ke humen majboor kijiye yun naa ruth ke humen majboor kijiye itna husn pe huzoor naa guroor kijiye ye to jaante hain hum gussa tum nahin sanam jaate jaate aapke tab to ruk gaye kadam kahiye hai na dil ki baat kahiye hai na dil ki baat manzoor kijiye kahiye hai na dil ki baat manzoor kijiye itna husn pe huzoor naa guroor kijiye dil ke maaron ka khayaal kuchh zuroor kijiye dil ke maaron ka khayaal kuchh zuroor kijiye itna husn pe huzoor naa guroor kijiye
jo hum pe guzarti hai tanha kise samjhaayen tanha kise samjhaayen tumhi to nahin milte jaayen to kidhar jaayen jaayen to kidhar jaayen samjha hai naa samjhega iss ghum ko yahaan koi bedardon ki basti hai humdard kahaan koi jo sirf tumhaara hai wo dil kise dikhlaaye wo dil kise dikhlaaye jo hum pe guzarti hai tanha kise samjhaayen tanha kise samjhaayen jab jaane wafaaa teri furkat naa sataayegi wo subah kab aayegi wo shaam kab aayegi kab tak dil e naadaan ko hum waadon se behlaayen hum waadon se behlaayen tumhi to nahin milte jaayen to kidhar jaayen jaayen to kidhar jaayen aa jaa ke mohabbat ki mitne ko hai tasveeren aa jaa ke mohabbat ki mitne ko hai tasveeren pehre hai nighaahon pe aur paaon mein zanjeeren bas mein hi nahin warna hum udd ke chale aaye hum udd ke chale aaye bas mein hi nahin warna hum udd ke chale aaye hum udd ke chale aaye jo hum pe guzarti hai tanha kise samjhaayen tanha kise samjhaayen
meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya unhi ko laakhon haseenon mein intekhaab kiyaa meri nighaah ne kya wo aaye ghar mein bahaar aa ke ruk gayi jaise wo aaye ghar mein bahaar aa ke ruk gayi jaise fizaa mein phool ki daali si jhuk gayi jaise kuchh iss adaa se kisi shoukh ne hizaab kiya kuchh iss adaa se kisi shoukh ne hizaab kiya meri nighaah ne kya wo zulf e naaz khule khul ke kuchh dhalak si gayi sitaare toot pade chandani chhalak si gayi jo maine chehra e jaana ko benaqaab kiyaa meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya meri nighaah ne kya ye mere geet mein jo rang hai nazaakat hai ye mere geet mein jo rang hai nazaakat hai ye sab usi nighaah e naaz ki inaayat hai ke mujhse zarre ko chamkaa ke aaftaab kiya meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya unhi ko laakhon haseenon mein intekhaab kiyaa
thahriye hosh mein aa lun to chale jaiyegaa umm hmm aap ko dil mein bithaa lun to chale jaiyegaa umm hmm aap ko dil mein bithaa lun kab talak rahiyegaa yun door ki chaahat ban ke kab talak rahiyegaa yun door ki chaahat ban ke dil mein aa jaaiye ikraar e mohabbat ban ke apni takdeer bana lun to chale jaiyegaa umm hmm aap ko dil mein bithaa lun to chale jaiyegaa aap ko dil mein bithaa lun mujh ko ikraar e mohabbat se hayaa aati hai mujh ko ikraar e mohabbat se hayaa aati hai baat kehte huye gardan meri jhuk jaati hai dekhiye sar ko jhuka lun to chale jaiyegaa umm hmm dekhiye sar ko jhuka lun to chale jaiyegaa haai aap ko dil mein bithaa lun aisi kyaa sharm zara paas to aane dijeye aisi kyaa sharm zara paas to aane dijeye rukh se bikhari huyi zulfein to hataane dijeye pyaas aankhon ki bujha lun to chale jaiyegaa umm hmm aap ko dil mein bithaa lun
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Humse Hoti Muhabbat Mohabbat Isko Kahete Hain (1965) 04:18 13758
 
Poster of Mohabbat Isko Kahete Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 04:18   Song Number : 13758   

Itna Husn Pe Huzoor Mohabbat Isko Kahete Hain (1965) 02:57 13759
 
Poster of Mohabbat Isko Kahete Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Tuntun (Uma Devi)
Duration : 02:57   Song Number : 13759   

Jo Hum Pe Guzarti Hai Mohabbat Isko Kahete Hain (1965) 04:19 13760
 
Poster of Mohabbat Isko Kahete Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 04:19   Song Number : 13760   

Meri Nighaah Ne Kya Mohabbat Isko Kahete Hain (1965) 03:27 13761
 
Poster of Mohabbat Isko Kahete Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ramesh Dev
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 03:27   Song Number : 13761   

Thahriye Hosh Mein Aa Mohabbat Isko Kahete Hain (1965) 03:12 13757
 
Poster of Mohabbat Isko Kahete Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 03:12   Song Number : 13757