Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMere%20Hamdam%20Mere%20Dost%20(1968)
HomeMere%20Hamdam%20Mere%20Dost%20(1968)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


allah ye adaa kaisi hai inn haseenon mein allah ye adaa kaisi hai inn haseenon mein roothe pal mein naa maane mahinon mein roothe pal mein naa maane mahinon mein allah ye adaa kaisi hai inn haseenon mein aahen bhar bhar ke iltajaa kar ke humne dekha hai ye hain pathar ke jo manaaooooooooooo jo manaao naa maane mahinon mein allah ye adaa kaisi hai inn haseenon mein allah chaahe bhi hum to inkoooooo chaahe bhi hum to inko zaalim kahaan naa jaaye shikwaa hai unn se dil koooo shikwaa hai unn se dil ko ke jinko dekhe se pyaar aaye haaye chamak aankhon mein hai seetaron ki chhanv mukhde pe hain bahaaron ki bas dil hi bas dil hi bas dil hi nahin inke seenon mein bas dil hi nahin inke seenon mein allah ye adaa kaisi inn haseenon mein allah hoooooooo ooooo ooooooo ooooooooo ooooo ooooooo chaahat mein cheez kya hai chaahat mein cheez kya hai ye rang ye jawaani unn par lootane waale hooo unn par lootane waale lootaaye baithe hain zindgaani haaye chaahe raazi wo naa rahen phir
chalo sajna jahan tak ghata chale chalo sajna jahan tak ghata chale laga kar mujhe galeeee chalo sajna jahan tak ghata chale chalo sajna jahan tak ghata chale sundar sapnon ki hai manzil kadam ke neeche sundar sapnon ki hai manzil kadam ke neeche fursat kis ko itni dekhe jo mud ke peechhe tum chalo hum chalen hum chalen tum chalo saawan ki hawa chaleee chalo sajna jahan tak ghata chale dhadkan tumhre dil ki uljhi humari latt mein dhadkan tumhre dil ki uljhi humari latt mein tumhre tan ki chhaya kaajal bani palak mein ek hain do badan do badan ek hai aanchal ke tale taleee chalo sajna jahan tak ghata chale pathreeli rahon mein tum sang main jhoom loongi pathreeli rahon mein tum sang main jhoom loongi khaaoge jab thokar honthon se choom loongi pyaar ka aaj se aaj se pyaar ka hum se silsila chaleee chalo sajna jahan tak ghata chale laga kar mujhe galeeeee chalo sajna jahan tak jahan tak ghata chale chalo sajna jahan tak ghata chale
chhalkaaye jaam aaiye aap ki aankhon ke naam hothon ke naam chhalkaaye jaam aaiye aap ki aankhon ke naam hothon ke naam aankhon ke naam hothon ke naam phool jaise tan pe jalwe ye rango boo ke ye rango boo ke aaj jaam e mai uthe in hothon ko chhoo ke hothon ko chhoo ke lachkaiye shaakh e badan mehkaiye zulfon ki shaam chhalkaaye jaam aaiye aap ki aankhon ke naam hothon ke naam aap hi ka naam lekar pee hai sabhi ne pee hai sabhi ne aap par dadhak rahe hain pyalon ke seene pyalon ke seene yahan ajnabi koi nahin ye hai aap ki mehfil tamaam chhalkaaye jaam aaiye aap ki aankhon ke naam hothon ke naam kaun har kisi ki baahen baahon mein daale baahon mein daale jo nazar nasha pilaaye wo hi sambhale wo hi sambhale duniya ko ho auron ki dhun hum ko to hai saaki se kaam chhalkaaye jaam aaiye aap ki aankhon ke naam hothon ke naam chhalkaaye jaam aaiye aap ki aankhon ke naam hothon ke naam aankhon ke naam hothon ke naam
ho ooo ooo oo oo humen to ho gaya hai pyaar tumhen ho na ho humen to ho gaya hai pyaar tumhen ho na ho aetbaar dilbar yaar tumhen ho na ho aetbaar dilbar yaar tumhen ho na ho humen to ho gaya hai pyaar tumhen ho na ho aetbaar dilbar yaar tumhen ho na ho aetbaar dilbar yaar tumhen ho na ho kuchh to hai jo hum yun aahen bharte hain sabki aankhen hain tumpe hum isse darte hain kuchh to hai jo hum yun aahen bharte hain sabki aankhen hain tumpe hum isse darte hain tumhin ko dekha karte hain ke jaan e jaan kasam se haan humen to ho gaya hai pyaar tumhen ho na ho aetbaar dilbar yaar tumhen ho na ho aetbaar dilbar yaar tumhen ho na ho chaahat mein doori hai kisko raas aayi saanson mein talwaren si leti hain angdayi chaahat mein doori hai kisko raas aayi saanson mein talwaren si leti hain angdayi sitam hai aaj tanhayi ke jaan e jaan kasam se haan humen to ho gaya hai pyaar tumhen ho na ho aetbaar dilbar yaar tumhen ho na ho aetbaar dilbar yaar tumhen ho na ho humen to ho
huyi shaam unka khayaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa wohi zindagi ka sawaal aa gayaa wohi zindagi ka sawaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa abhi tak to honthon pe tha tabassum ka ek silsila bahut shaadmaan the hum unko bhula kar achanak ye kya ho gayaa ke chehre pe rang e malaal aa gayaa ke chehre pe rang e malaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa humen to yahi tha guroor ghum e yaar hai hum se door wahi ghum jise humne kis kis jatan se nikaalaa tha iss dil se door wo chal kar qayaamat ki chaal aa gayaa wo chal kar qayaamat ki chaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa wohi zindagi ka sawaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa
hmmm hmmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva hai yahi dil koocha tera aye mere humdam mere dost na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva hai yahi dil koocha tera aye mere humdam mere dost na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva besabab udegi har su tere pairhan ki khushbu besabab udegi har su tere pairhan ki khushbu idhar to aa sanvaar doon khule khule ye gesun wafa deti hai sadaaaaaa na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva aa ke khoon e dil mila ke bhar doon in labon ke khake aa ke khoon e dil mila ke bhar doon in labon ke khake bujha bujha badan tera kanval kanval bana ke khila doon rang e hinaaaaa na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva na jaaaa kahin ab na jaaaa dil ke siva aaj sheher e dil mein chal kar surt e charag jal kar aaj sheher e dil mein chal kar surt e charag jal kar isi jhuki huyi nazar ke kaajal se dil par likhe aa
tum jaao kahin tumko ikhtiyaar hum jaayen kahaan sajnaaaaa humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar tum jaao kahin tumko ikhtiyaar hum jaayen kahaan sajnaaaaa humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar wo chaahna humen suboh shaam wo chaahna humen suboh shaam wo har nazar muhabbat ke naam bhula do bhula do wo baaten tamaam humennnnnn humen yaad hai har iqraar humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar munh dekhte har ilzaam par munh dekhte har ilzaam par aise to hum nahin the magar badal hi gayi jab tumhari nazar jooooooooo jo chaahe kaho dildaar humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar maana tumhen nahin aitbaar maana tumhen nahin aitbaar jhutha sahi dil e beqaraar kahaan phenk den dard ki yaadgaar apnaaaaaa apna to yahi sansaar humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar tum jaao kahin tumko ikhtiyaar hum jaayen kahaan sajnaaaaa humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Allah Ye Ada Kaisi Mere Hamdam Mere Dost (1968) 07:05 12183
 
Poster of Mere Hamdam Mere Dost (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Duration : 07:05   Song Number : 12183   

Chalo Sajna Jahan Tak Mere Hamdam Mere Dost (1968) 05:03 11968
 
Poster of Mere Hamdam Mere Dost (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:03   Song Number : 11968   

Chhalkaye Jaam Mere Hamdam Mere Dost (1968) 04:55 11838
 
Poster of Mere Hamdam Mere Dost (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:55   Song Number : 11838   

Humen To Ho Gaya Mere Hamdam Mere Dost (1968) 03:59 37999
 
Poster of Mere Hamdam Mere Dost (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaz, Dharmendra
Duration : 03:59   Song Number : 37999   

Huyi Shaam Unka Khayal Aa Gayaa Mere Hamdam Mere Dost (1968) 05:17 11911
 
Poster of Mere Hamdam Mere Dost (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:17   Song Number : 11911   

Na Ja Kahin Ab Na Ja Mere Hamdam Mere Dost (1968) 06:33 11825
 
Poster of Mere Hamdam Mere Dost (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 06:33   Song Number : 11825   

Tum Jaao Kahin Mere Hamdam Mere Dost (1968) 05:14 13717
 
Poster of Mere Hamdam Mere Dost (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 05:14   Song Number : 13717