Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMere%20Bhaiya%20(1972)
HomeMere%20Bhaiya%20(1972)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aah ko chahiye ik umr asar hone tak aah ko chahiye ik umr asar hone tak kaun jeeta hai teri zulf ke sar hone tak aashique sabar talab aur tamanna betaab aashique sabar talab aur tamanna betaab dil ka kya rang karun khoon e jigar hone tak dil ka kya rang karun khoon e jigar hone tak khoon e jigar hone tak khoon e jigar hone tak humne maana ke tagaphul na karoge lekin humne maana ke tagaphul na karoge lekin khaakh ho jaayenge hum tumko khabar hone tak khaakh ho jaayenge hum tumko khabar hone tak tumko khabar hone tak tumko khabar hone tak ghum e hasti ka asad kiss se ho zuzmarz ilaaz ghum e hasti ka asad kiss se ho zuzmarz ilaaz shamma har rang mein jalti hai sehar hone tak shamma har rang mein jalti hai sehar hone tak aah ko chahiye ik umr asar hone tak umr asar hone tak umr asar hone tak
Aaja Tujhe Afsana
aa ha aa ha aa ha aa ha aankhein humaari hon sapne tumhare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon laakh zamaane ke mausam badlen na tum badlo na hum badlen aaa aaaa aaaa laakh zamaane ke mausam badlen na tum badlo na hum badlen na hum badlen ek doosre ke hum saath sahare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon pyaar bhara ye jaadu na toote koi humaare khwaab na loote aaa aaaa aaaa pyaar bhara ye jaadu na toote koi humaare khwaab na loote khwaab na loote sab kuchh duniya ka khwaab humaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon
aankhon aankhon mein har ik raat guzar jaati hai aankhon aankhon mein har ik raat guzar jaati hai tum nahin aate ho to yaad bhi kyun aati hai aankhon aankhon mein har ik raat guzar jaati hai hum khayaalon mein bulaa lete hain aksar tumko hum khayaalon mein bulaa lete hain aksar tumko jab tabeeyat zaraa tanhaayi se ghabraati hai jab tabeeyat zaraa tanhaayi se ghabraati hai aankhon aankhon mein har ik raat guzar jaati hai har ek aahat pe yun hum chaunk utha karte hain har ek aahat pe yun hum chaunk utha karte hain jis tarah bijli ghataon mein chamak jaati hai tum nahin aate ho to yaad bhi kyun aati hai aankhon aankhon mein har ik raat guzar jaati hai
aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main dil se tumhein duwayein diye jaa raha hoon main aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main bhoole bhi tum bhula bhi diya tumne pyaar ko diya tumne pyaar ko din raat tum ko yaad kiye jaa raha hoon main aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main main wo nahin ke aa ke chala jaaun khaali haath chala jaaun khaali haath do chaar hasratein to liye jaa raha hoon main aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main jo meri zindagi the meri jaan se gaye meri jaan se gaye phir kis khushi mein aur jiye jaa raha hoon main aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main aye maut haath thaam le mujh badnaseeb ka mujh badnaseeb ka kab se tujhe aawaaz diye jaa raha hoon main aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main
apnon ko kab hey shyaam apnon ko kab hey shyaam mukh dikhlaaogeeeee aise mein aaye naaa phir kab aaoge ekal bekal panth nihaare ekal bekal panth nihaare tumhre daras ke pyaase tamaam ke din se ho gayi shaaaaam aao kanhaayi mere dhaam ke din se ho gayi shaam ban mein aur basti mein dekha hai chahun ore tab tum se baandhi hai aashaaon ki doooor ab uljhaao yaa suljhaoo ab uljhaao yaa suljhao aan pada hai tum se hi kaam ke din se ho gayi shaaaaam aao kanhaayi mere dhaam ke din se ho gayi shaam iss mann mein aa jaaooo nainon ke patt khooool saanson mein dhadkan mein mohan tumhre booool tum ko nahin to kiss ko pukaarun tum ko nahin to kiss ko pukaarun mujh ko to aave ek hi naam ke din se ho gayi shaaaaam aao kanhaayi mere dhaam ke din se ho gayi shaaaaam aao kanhaayi mere dhaam ke din se ho gayi shaam
aye aao naa gale lagaa lo naa lagi bhujha do naa o jaane jaan tumne jo agan lagaayi hai to chhoo ke dekho naa kahaan kahaan dekho seene mein kaisi hulchal machi hai o sajanaaa papa pap pa pa dekho seene mein kaisi hulchal machi hai o sajanaaa hmmm hmmm ru ru ruru ru ru ru ru aao naa gale lagaa lo naa lagi bhujha do naa o jaane jaan tumne jo agan lagaayi hai to chhoo ke dekho naa kahaan kahaan dekho seene mein kaisi hulchal machi hai o sajanaaa papa pap pa pa dekho seene mein kaisi hulchal machi hai o sajanaaa kaise sharmile ho jaani aa jaa aa jaa aa jaa naa lehraa keee duniyaa se darte ho to main saare deepak aayi hoon bhujha keeee ab to nayi baahen ek tum ho ek hum tara taaaaa tara ta pap pa pap pa pap pa pap aaaa haaaa hoooo hooo hooo hooo hoooo hoooo hooo aao naa gale lagaa lo naa lagi bhujha do naa o jaane jaan tumne jo agan lagaayi hai to chhoo ke dekho naa kahaan kahaan dekho seene mein kaisi hulchal machi hai o sajanaaa papa pap pa pa dekho seene mein kaisi
aap ke pehloo mein aa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye daastaan e ghum sunaa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye zindagi ne kar diyaa jab bhi udaas aa gaye ghabraa ke hum manzil ke paas sar jhukaayaa sar jhukaa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye shaam jab aansoo bahaati aa gayi shaam jab aansoo bahaati aa gayi har taraf ghum ki udaasi chhaa gayi deep yaadon ke jalaa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye ghum judai ka sahaa jaataa nahin aap ke bin ab rahaa jaataa nahin pyaar mein kyaa kyaa gawaa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye daastaan e ghum sunaa kar ro diye aap ke pehloo mein aa kar ro diye
aaaaaaaaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaa aaaa aaaaa tera chehra kanwal samjhta hoon chandani ka badal samjhta hoon teri aankhen nahin do misre hain teri aankhen ghazal samjhata hoon aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaaaaaaaaa tera chehra suhab ka sooraj hai tujhse milne ki aas rehti hai tere jalve kahin bhi roshan hon roshni dil ke paas rehti hai aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaa kya kya naa sahe humne sitam aap ki khatir kya kya naa sahe humne sitam aap ki khatir ye jaan bhi jaayegi sanam aap ki khatir ye jaan bhi jaayegi sanam aap ki khatir tadpe hain sadaa apni kasam aap ki khatir tadpe hain sadaa apni kasam aap ki khatir niklega kisi roz ye dam aap ki khatir niklega kisi roz ye dam aap ki khatir ik aap jo mil jaayen to mil jaaye khudaayi ik aap jo mil jaayen to mil jaaye khudaayi ik aap jo mil jaayen to mil jaaye khudaayi manzoor hain duniyaa ke alam aap ki khatir manzoor hain duniyaa ke alam aap ki khatir tadpe hain sadaa apni kasam aap ki khatir
hmmm hmmm hmmmm hmmm aahaha aahaha aahaha aahaha aap roothe rahein hum manaate rahein aap roothe rahein hum manaate rahein baakhuda aise pal roz aate rahein aap roothe rahein hum manaate rahein baakhuda aise pal roz aate rahein aarzu hi rahe umr bhar aur woh aarzu hi rahe umr bhar aur woh aarzu hi rahe umr bhar aur woh paas aate rahein paas aate rahein door jaate rahein baakhuda aise pal roz aate rahein aap roothe rahein hum manaate rahein aap roothe rahein hum manaate rahein baakhuda aise pal roz aate rahein humko unki wafa par yakin hai humein humko unki wafa par yakin hai humein humko unki wafa par yakin hai humein aazmaate hain woh aazmaate rahein baakhuda aise pal roz aate rahein aap roothe rahein hum manaate rahein aap roothe rahein hum manaate rahein baakhuda aise pal roz aate rahein khatm ulfat ka apni fasaana na ho khatm ulfat ka apni fasaana na ho khatm ulfat ka apni fasaana na ho woh sunein raat bhar hum sunaate rahein woh sunein raat bhar hum sunaate
aaya aaya atariya pe koi chor aaya aaya atariya pe koi chor aaya aaya pe koi chor ohh bhabhi aana deepak jalaana ohh bhabhi aana zara deepak jalaana dekho baalam hai ya koi aur dar gayi main re mar gayi main ke aaya aaya atariya pe koi chor ohh bhabhi aana deepak jalaana ohh bhabhi aana zara deepak jalaana dekho baalam hai ya koi aur dar gayi main re mar gayi main ke aaya aaya atariya pe koi chor aaya aaya man upar neeche khidki ke peechhe akhiyon ko meeche baithi main sochun saanwari ib ka karun main baanwari bairi baalam ho to chup rahun main bairi baalam ho to chup rahun main dooja koi ho macha doon main shor aaya aaya atariya pe koi chor aaya aaya dhoka khaya hai jee ghabraaya hai koi aaya hai raina mile na jag gaye angna mein kangna baj gaye main naachi aise kathputli jaise main naachi aise kathputli jaise naa jaane kheenchi ye kisne dor aaya aaya atariya pe koi chor aaya aaya raina matwaari kaari kajraari daiyaa main haari deta dikhayi kuchh nahin chhup na
aayega aayega ek chhail chhabila aayega aayega aayega ek chhail chhabila aayega ek din jo meri chhoti si gudiya ko le jayega aayega aayega ek chhail chhabila aayegaa bhool ja bachpan ki rang raliya aaye din sharmane ke bhool ja bachpan ki rang raliya aaye din sharmane ke chhod ke roji sang saheli saajan ke ghar jane ke chahe ghabraye chahe muhkada chhupaye aane wala to ayega aayega aayega ek chhail chhabila aayega ayega aayega ek chhail chhabila aayega laakh chhupa le humse lekin chaal teri ye kehti hai lakh chhupa le humse lekin chaal teri ye kehti hai surat ek albele ki teri ankhiyon mein rehti hai kaisi balkhaye yahi aas lagaye kab aane wala ayega aayega aayega ek chhail chhabila aayega aayega aayega ek chhail chhabila aayega haan haan do din ka ab tera basera babul ke is aangan mein do din ka ab tera basera babul ke is aangan mein kaisa hoga desh piya ka jaagi hai chinta mann mein chain na aaye yahi soch sataye ab aane wala ayega aayega aayega ek chhail
ab ki baras bada julam hua mori baali umarya gayi kabhi sharmaye jiya kabhi ghabraye main to solah baras ki bhayi bhayi reee main to solah baras ki bhayi ab ki baras bada julam hua mori baali umarya gayi kabhi sharmaye jiya kabhi ghabraye main to solah baras ki bhayi bhayi reee main to solah baras ki bhayi apne paraye mohe dekhen ruk ruk ke reh jaye akhiyaan mori jhuk jhuk ke apne paraye mohe dekhen ruk ruk ke reh jaye akhiyaan mori jhuk jhuk ke chadhti umarya ke sang sang aye kaisi mussibat nayi main to solah baras ki bhayi bhayi reee main to solah baras ki bhayi ab ki baras bada julam hua mori baali umarya gayi kabhi sharmaye jiya kabhi ghabraye main to solah baras ki bhayi bhayi reee main to solah baras ki bhayi har koi kahe zara chalna sambhal ke jane kaise ghadi ghadi achara dhalke har koi kahe zara chalna sambhal ke jane kaise ghadi ghadi achara dhalke sang saheliyon ko maare mohe tana baatein kare kayi kayi bhayi main to solah baras ki bhayi bhayi reee main
ab to ji hone laga kisi ki soorat ka samna gori gori goriyon ko pade na kahin re dil thamna ab to ji hone laga kisi ki soorat ka samna gori gori goriyon ko pade na kahin re dil thamna thandi thandi thandi dekho pawan chale dheere dheere dheere kaahe mann mein jale thandi thandi thandi dekho pawan chale dheere dheere dheere kaahe mann mein jale aa jaa kaahe door jaaye dekho tere paas aaye gori tere saajna ab to ji hone laga kisi ki soorat ka samna gori gori goriyon ko pade na kahin re dil thamna hansi hansi hansi gori mann mann mein khila khila khila pyaar tann mann mein hansi hansi hansi gori mann mann mein khila khila khila pyaar tann mann mein kaare kaare nain khole saiyaan ji ke paas dole humen batlaaye naa ab to ji hone laga kisi ki soorat ka samna gori gori goriyon ko pade na kahin re dil thamna jab jab jab naina piya se mile dhak dhak dhak mora jiyara hile jab jab jab naina piya se mile dhak dhak dhak mora jiyara hile duniyaa naa jaan jaaye koi pehchaan jaaye
ab woh karam karen ke sitam main nashen mein hoon mujhko na koi hosh na ghum main nashen mein hoon ab woh karam karen ke sitam main nashen mein hoon mujhko na koi hosh na ghum main nashen mein hoon seene se bojh unke ghumon ka utaar ke aaya hoon aaj apni jawaani ko haar ke jawaani ko haar ke kehte hain dagmagaate kadam main nashen mein hoon mujhko na koi hosh na ghum main nashen mein hoon ab woh karam karen ke sitam main nashen mein hoon mujhko na koi hosh na ghum main nashen mein hoon wo bewafaa hai ab bhi ye dil maantaa nahin kambakht naa samajh hai unhen jaantaa nahin unhen jaantaa nahin main aaj tod doonga bharam main nashen mein hoon mujhko na koi hosh na ghum main nashen mein hoon ab woh karam karen ke sitam main nashen mein hoon mujhko na koi hosh na ghum main nashen mein hoon main nashen mein hoon main nashen mein hoon
achchhaa hi hua dil toot gaya achchhaa hi hua dil toot gaya achchha hi kiya jo tune kiya lunga naa kabhi ab naam e wafaa achchhaa hi hua dil toot gaya achchha hi kiya jo tune kiya lunga naa kabhi ab naam e wafaa achchhaa hi hua dil toot gaya tha jinka roop nighaahon mein wo hain gairon ki baahon mein tha jinka roop nighaahon mein wo hain gairon ki baahon mein kiss baat ka badla mujh se liya haaye mujh se liya achchhaa hi hua dil toot gaya achchha hi kiya jo tune kiya lunga naa kabhi ab naam e wafaa achchhaa hi hua dil toot gaya naqli the phool muhabbat ke jhuthe the waade ulfat ke naqli the phool muhabbat ke jhuthe the waade ulfat ke har bandhan se main chhut gaya haaye chhut gaya achchhaa hi hua dil toot gaya achchha hi kiya jo tune kiya lunga naa kabhi ab naam e wafaa achchhaa hi hua dil toot gaya dil mein to socha kya kya tha tera pyaar to ret ka dariyaa tha dil mein to socha kya kya tha tera pyaar to ret ka dariyaa tha naa tair saka naa doob saka naa doob saka
achchha chalo ji baba maaf kar do bure dinon ka chakkar hai hai doosre ghar mein raahu ketu chauthe mein baitha shanichar hai achchha chalo ji baba maaf kar do bure dinon ka chakkar hai hai doosre ghar mein raahu ketu chauthe mein baitha shanichar hai achchha chalo ji baba maaf kar do shukr shani raahu ketu sabhi tumhaare dheele hain phir kyun ye armaan tere dil ke kaho rangeele hain meri balli meri pyari lalli lagi kya jaane tujh mein shakkar hai achchha chalo ji baba maaf kar do never bure dinon ka chakkar hai hai doosre ghar mein raahu ketu chauthe mein baitha shanichar hai achchha chalo ji baba maaf kar do dhobi ke kutte jaisa na ghar ka na ghaat ka dhobi ke kutte jaisa na ghar ka na ghaat ka hoon jis par koi nahin baitha main khatmal us khaat ka hoon tu shakal se mujhko khatmal se to zyada lagta koi machchhar hai machchhar chalo ji baba maaf kar do kabhi nahin bure dinon ka chakkar hai hai doosre ghar mein raahu ketu chauthe mein baitha shanichar hai achchha
aye humsafar bata de manzil teri kidhar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de ye pyaar ki tamanna jis dil mein muskaraaye wo dil chiraag banakar duniya mein jagamagaaye shab ko bhi din bana de ulfat mein wo asar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye hamsafar bata de duniya ajeeb dil ki iski ajeeb raahein duniya ajeeb dil ki iski ajeeb raahein manzoor ishq ko hai kushiyaan mile ya aahein hans ke jo ghum bhi sah le ye ishq ka jigar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de ik saath hum chale hain duniya basa ke dil ki rangeen hasaraton se mehafil saja ke dil ki is waqt pyaar apna duniya se bekhabar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de manzil teri kidhar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de
ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye badle meri taqdeer jo tu hosh mein aaye badle meri taqdeer jo tu hosh mein aaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye ye pyaar ke nagme ye mohabbat ke taraane tujhko bade armaan se aaya hoon sunaane umeed mere dil ki kahin toot na jaaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye saaz e dil e khamosh mein ek soz jaga de tu bhi meri awaaz mein awaaz mila de aaya hoon tere dar pe badi aas lagaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye ae shama tu aaja zara chilman se nikal ke hasrat hai ke reh jaaun teri aag mein jal ke parwaana wo kya tujhpe jo mit kar na dikhaaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye badle meri taqdeer jo tu hosh mein aaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye
ae ji dil par hua aisa jadoo tabiyat tabiyat machal machal gayi nazren mili kya kisi se ke haalat haalat badal badal gayi dil par hua aisa jadoo tabiyat machal machal gayi nazren mili kya kisi se haalat badal badal gayi kal tak humara naa poochh kaisa haal tha milti kahin aankh dil ko ye malaal tha kal tak humara naa poochh kaisa haal tha milti kahin aankh dil ko ye malaal tha usne jo dekha to hasrat nikal gayi sunn pyaare sunn pyaare apni to kismat badal gayi dil par hua aisa jadoo tabiyat machal machal gayi nazren mili kya kisi se haalat badal badal gayi kaisi hai ulfat ki dillagi ye humnasheen wo ho gayi meri aur use khabar nahin kaisi hai ulfat ki dillagi ye humnasheen wo ho gayi meri aur use khabar nahin zaalim muhabbat bhi kya chaal chal gayi sunn pyaare sunn pyaare apni to kismat badal gayi dil par hua aisa jadoo tabiyat machal machal gayi nazren mili kya kisi se re haalat badal badal gayi milti hai aahat si pyaare uss ke paanv ki dil mein chamakti hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aah Ko Chahiye Ik Umr Mirza Ghalib (1954) 03:24 20014
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:24   Song Number : 20014   

Aaja Tujhe Afsaana Mirza Sahiban (1947) 03:32 39649
 
Poster of Mirza Sahiban (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 03:32   Song Number : 39649   

Aankhein Humaari Hon Sapne Mere Arman Mere Sapne (1963) 04:05 36988
 
Poster of Mere Arman Mere Sapne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
N Dutta
On Screen Actors- 
Sumitra Devi, Pradeep Kumar
Duration : 04:05   Song Number : 36988   

Aankhon Aankhon Mein Har Ik Raat Mubarak Begum 02:58 37553
 
Poster of Mubarak Begum
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mubarak Begam
Duration : 02:58   Song Number : 37553   

Aankhon Mein Teri Yaad Liye Jaa Raha Hamari Yaad Aayegi (1961) 03:28 36550
 
Poster of Hamari Yaad Aayegi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Sharma
Raag- 
Gara
Duration : 03:28   Song Number : 36550   

Aao Kanhaayi Mere Dhaam Mere Jeevan Saathi (1972) 04:39 13722
 
Poster of Mere Jeevan Saathi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:39   Song Number : 13722   

Aao Naa Gale Lagaa Lo Naa Mere Jeevan Saathi (1972) 05:05 12025
 
Poster of Mere Jeevan Saathi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Tanuja, Rajesh Khanna
Duration : 05:05   Song Number : 12025   

Aap Ke Pehloo Mein Mera Saaya (1966) 03:34 20070
 
Poster of Mera Saaya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:34   Song Number : 20070   

Aap Ki Khatir Mere Huzoor (1968) 09:11 13719
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Jitendra, Mala Sinha
Duration : 09:11   Song Number : 13719   

Aap Roothe Rahen Yeh Mera India (2008) 05:52 19307
 
Poster of Yeh Mera India (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Arif Dehlvi
Music Director- 
Siddharth, Suhas
Singer- 
Kavita Seth
Duration : 05:52   Song Number : 19307   

Aaya Aaya Atariya Pe Koi Mera Gaon Mera Desh (1971) 05:30 40128
 
Poster of Mera Gaon Mera Desh (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Dharmendra
Duration : 05:30   Song Number : 40128   

Aayega Aayega Ek Chhail Chhabila Aayega Mehrban (1967) 04:01 32646
 
Poster of Mehrban (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:01   Song Number : 32646   

Ab Ki Baras Bada Zulam Hua Morchha (1980) 05:37 32299
 
Poster of Morchha (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Ramesh Pant
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Usha Mangeshkar
On Screen Actors- 
Aruna
Duration : 05:37   Song Number : 32299   

Ab To Ji Hone Laga Mr & Mrs 55 (1955) 03:38 13777
 
Poster of Mr & Mrs 55 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Moni Chatarji
Duration : 03:38   Song Number : 13777   

Ab Woh Karam Karen Marine Drive (1955) 03:28 15624
 
Poster of Marine Drive (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ajeet
Duration : 03:28   Song Number : 15624   

Achchha Hi Hua Dil Toot Gaya Maa Bahen Aur Biwi (1974) 05:22 16099
 
Poster of Maa Bahen Aur Biwi (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Qamar-Vedpal
Music Director- 
Sharda
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kabeer Bedi
Duration : 05:22   Song Number : 16099   

Achha Chalo Ji Baba Maaf Kar Do Hamaare Tumhare (1979) 04:18 38854
 
Poster of Hamaare Tumhare (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Rakhee Gulzar
Duration : 04:18   Song Number : 38854   

Ae Humsafar Bata De Manzil Teri Mohar (1959) 03:33 19121
 
Poster of Mohar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Geeta Bali
Duration : 03:33   Song Number : 19121   

Ae Husn Zara Jaag Mere Mehboob (1963) 03:48 13728
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 03:48   Song Number : 13728   

Ae Ji Dil Par Hua Aisa Mr & Mrs 55 (1955) 03:35 13778
 
Poster of Mr & Mrs 55 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Johny Walker
Duration : 03:35   Song Number : 13778