Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMast%20(1999)
HomeMast%20(1999)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aasman kehta hai rab se tune chaand do kyun banaaye aasman kehta hai rab se tune chaand do kyun banaaye ek meraa tha hai daag doosra hai saaf saaf sab ki nazar uspe jaaye haay wohi toh hai meri hai wohi toh ke jisko dekh dekh chaand jalta hai wohi toh hai meri hai wohi toh ke jisko dekh dekh chaand jalta hai rab ne kaha ae aasman use bhej kar zameen pe hum bhi pachhtaye haay wohi toh hai meri hai wohi toh ke jisko dekh dekh chaand jalta hai wohi toh hai meri hai wohi toh ke jisko dekh dekh chaand jalta hai usko dekh phoolon ko hoti hai jalan kyun ki uski khushbu mein hai sabhi magan woh guzre door se hawa ke shor se uske aane ka pata chale yahan sabhi yeh jaane aasman kehta hai rab se tune chaand do kyun banaaye aasman kehta hai rab se tune chaand do kyun banaaye saat rang duniya mein hote hain magar aathvan kahan hai kise hai kya khabar jo usko dekh le woh pal mein jaan le rang kyun kare hai koshishen rang ek banaane aasman kehta hai rab se tune chaand do kyun
hey hey abcdefghi jklm nopqrstuvwx y z i love you abcdefghi jklm nopqrstuvwx y z i love you chhutiyon ke ye din hai suhaane saathi tera yun saath rahe bachhon ke sang bachhe phir ban jaaye mauj mein jhoome zara masti karen ban ke baadal ban ke panchhi udte rahen abcdefghi jklm nopqrstuvwx y z i love you hey hey aaaa haaa apne gaanv ki galiyon mein chalen hum bachpan ki yaadon mein khoya hai mann baahen thaame teen bhaayiyon ki thumkegi phir se unki behan saawan ke jhoolon se baabul ke aangan se hoga milan abcdefghi jklm nopqrstuvwx hoo hoo hoo i love you thandi thandi ye hawaayen humko chupke chupke kya kehti suno manzil hai kareeb ab humaare bole ghataayen khushiyaan chuno nazren chura ke dil mein chhupa ke sapne buno abcdefghi jklm nopqrst uvwx y z i love you abcdefghi nopqrstuv y z i love you i love you
Albeli Naar Pritam Dwaare Albeli Naar Khadi Ghunghat Khole, Ras Ankhiyon Mein Ghole Khadi Ghunghat Khole Ras Ankhiyon Mein Ghole, Muskaan Bhare Chupke Chupke Wo Nihaare
bahut dinon se bichhda man ka meet mila bahut dinon se bichhda man ka meet mila mere geet ko rootha hua sangeet mila bahut dinon se bichhda man ka meet mila neele gagan mein aasha ka chanda chamka ooo ooooooo neele gagan mein aasha ka chanda chamka giri kiran jab ghunghat utha poonam ka mere nayan mein mukhda tumhara damka pranon ki payal ne gunja hai swar chham chham ka bahut dinon se bichhda man ka meet mila mere geet ko rootha hua sangeet mila bahut dinon se bichhda man ka meet mila din ye milan ke sundar suhane anuthe din ye milan ke sundar suhane anuthe aise madhur pal hamse kabhi na ruthe ab to piya tere hathon se haath na chhute apna salona sapna kabhi na toote bahut dinon se bichhda man ka meet mila mere geet ko rootha hua sangeet mila bahut dinon se bichhda man ka meet mila
chamke chaand poonam ka chhalke pyaar shabnam ka hum tum sang jab milte badle rang mausam ka chamke chaand poonam ka chhalke pyaar shabnam ka aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaaa do man magan jab naachen pariyon ke ghunghar baajen priyatam mere rang raache sapne hue sab sachche ghunghat aaaaa aaaa ghunghat ude resham ka chhalke pyaar shabnam ka hum tum sang jab milte badle rang mausam ka chamke chaand poonam ka chhalke pyaar shabnam ka aaa aa aaaa hmmm mmmm jab tak hain chaand sitaare honge nahin hum nyaare ganga ki hum lehren hain jamuna ke hum hain kinaare sangam aaaaa aaaaaa sangam hai apne milan ka chhalke pyaar shabnam ka hum tum sang jab milte badle rang mausam ka chamke chaand poonam ka chhalke pyaar shabnam ka aaa aa aaaaa hmmmmmmm sapnon mein tum ho chhaaye dhadkan mein tumhi samaaye duniya ne jaal bichhaaye hum tum bichhad na paaye gunje aaaa aa aaaaaa gunje geet sargam ka chhalke pyaar shabnam ka hum tum sang jab milte badle rang mausam ka chamke chaand poonam ka
chhed mere humrahi geet koi aisa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa chhed mere humrahi geet koi aisa chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi geet koi aisa chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi mil ke naa bichhde ye dil ye pal ye aankhen ye dil ye pal ye aankhen aa ke naa jaayen ye rutt ye din ye raaten ye rutt ye din ye raaten mausam baagon mein aate jaate rahen chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi peechhe reh jaaye jeevan ki sab seemayen jeevan ki sab seemayen aisi masti mein hum bas chalte hi jaayen hum bas chalte hi jaayen raahon pe kadam dagmagaate rahen chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi tann ik deepak hai saans hai deepak ki baati saans hai deepak ki baati hum donon ke dil ban ke taare o saathi ban ke taare o saathi kaali raaton mein jagmagaate rahen chhed mere
hurrrr hey hey chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan dhol nagade baje shehnaiyan jhoom ke aayi mangal ghadiyan bhabhi ke sung holi mein rang gulaal udayenge bhabhi ke sung holi mein rang gulaal udayenge aayegi jab jab diwali mil kar deep jalayenge chunri ki kar degi chhaiyan hey chunri ki kar degi chhaiyan aayegi ban ke purwaiyan hey chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan jhilmil ho gayi hain ankhiyan yaad aayi bachpan ki ghadiyan jhilmil ho gayi hain ankhiyan yaad aayi bachpan ki ghadiyan naye safar mein lag jayegi pyar ki inko hathkadiyan jachte hain dekho kaise bade bhaiya jachte hain dekho kaise bade bhaiya ramji bihane chale sita maiya hoye chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan dhol nagade baje shehnaiyan jhoom ke aayi mangal ghadiyan
oh toni please leave me alone hmm i hate you ohh no dear teena i love you dekho logo ye kaisa zamaana dil chura ke bane wo begaana dekho logo ye kaisa zamaana dil chura ke bane wo begaana koi roothe dilbar ko manaana use jaakar samjhaana shut up dekho logo ye kaisa zamaana dil chura ke bane wo begaana dekho logo ye kaisa zamaana dil chura ke bane wo begaana iski kya sunte ho ye deewaana hai bhanwara hai ye mat samjho parwaana hai iski suno na yaaro ye jhuth hai saraasar is bewafa ko dekho pehchaan lo baraabar main sach kehta hoon kasam khaa kar dekho logo ye kaisa zamaana aise jhoothon se daaman bachaana dekho logo ye kaisa zamaana aise jhoothon se daaman bachaana inki har baat bahaana dhokhe mein na aa jaana ohh no dekho logo ye kaisa zamaana dil chura ke bane wo begaana dekho logo ye kaisa zamaana dil chura ke bane wo begaana meri bala se chahe na maano aye jaana aye ja ja ja oh ye dil to hai aur kisi ka deewaana kya kya kya jaane tamanna meri sunlo tumse behtar
vakr tund maha kay surya koti samaprabha nirveghnam kurumedev shubhkaryeshu sarvada deva ho deva ganpati deva tum se badhkar kaun swaami tumse badhkar kaun deva ho deva ganpati deva tum se badhkar kaun swaami tumse badhkar kaun aur tumhaare bhakt janon mein humse badhkar kaun humse badhkar kaun adbhut roop ye kaaya bhaari mahima badi hai darshan ki bin maange poori ho jaaye jo bhi ichchha ho man ki ooooooo jo bhi ichchha ho man ki deva ho deva ganpati deva tum se badhkar kaun swaami tumse badhkar kaun aur tumhaare bhakt janon mein humse badh kar kaun ha humse badh kar kaun deva ho deva ganpati deva tum se badhkar kaun swaami tumse badhkar kaun chhoti si aasha laaya hoon chhote se man mein daata maangne sab aate hain pehle sachcha bhakt hi hai paata o o o o o sachcha bhakt hi hai paata deva ho deva ganpati deva tum se badhkar kaun swaami tumse badhkar kaun aur tumhaare bhakt janon mein humse badhkar kaun haan humse badhkar kaun deva ho deva ganpati deva tum se
dil e nadaan zamaane mein muhabbat ek dhokha hai yeh sab kehne ki baaten hain kisi ka kaun hota hai dil e nadaan aa aa aa aaaaa wahi main hoon wahi dil hai wahi teri tamanna hai yeh ik ilzaam hai mujh par ki mera pyaar jhootha hai wahi main hoon wafa ka naam honthon par hai khanjar aasteenon mein wafa ka naam honthon par hai khanjar aasteenon mein samajh lo dekhne waalo yeh duniya kaisi duniya hai dil e nadaan woh dil veeraan hai jismein hazaaron aarzuyen thi woh dil veeraan hai jismein hazaaron aarzuyen thi jahaan laakhon diye jalte the uss ghar mein andhera hai wahi main hoon woh dil par chot khaayi hai ki jeete ji na bhoolunga woh dil par chot khaayi hai ki jeete ji na bhoolunga bharosa kar ke tum par maine apna chain khoya hai dil e nadaan zamaane mein muhabbat ek dhokha hai yeh sab kehne ki baaten hain kisi ka kaun hota hai dil e nadaan aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa wahi main hoon wahi dil hai wahi teri tamanna hai yeh ik ilzaam hai mujh par ki mera pyaar
duniya ke saare ghumon se begaana ho main hoon mastaana ho main hoon mastaana duniya ke saare ghumon se begaana ho main hoon mastaana ho main hoon mastaana jeeta hoon duniya mein apni khushi se jeeta hoon duniya mein apni khushi se na dushman kisi ka na ulfat kisi se na dushman kisi ka na ulfat kisi se ho oo oo oo din raat mera yahi hai tarana ho main hoon mastaana ho main hoon mastaana duniya ke saare ghumon se begaana ho main hoon mastaana ho main hoon mastaana nashaad hoon ya dil shaad hoon main nashaad hoon ya dil shaad hoon main duniya ke jhagdon se aazaad hoon main duniya ke jhagdon se aazaad hoon main ho oo oo oo ye saara jahaan hai mera ashiyaana ho main hoon mastaana ho main hoon mastaana duniya ke saare ghumon se begaana ho main hoon mastaana ho main hoon mastaana jeena ya marna hansna ya rona jeena ya marna hansna ya rona hota rehega jo kuchh hai hona hota rehega jo kuchh hain hona ho oo oo oo hoye khayenge hum aur kamaye zamaana ho main hoon mastaana ho
aa aa aa aa hairat se tak raha hai jahaan e wafaa mujhe hairat se tak raha hai jahaan e wafaa mujhe tumne bana diya hai mohabbat mein kya mujhe aa aa aa aa har manzil e hayaat se gum kar gaya mujhe har manzil e hayaat se gum kar gaya mujhe mud mud ke raah mein wo tera dekhna mujhe mud mud ke raah mein wo tera dekhna mujhe aaa aa aa kaise khudi ne mauj ko kashti bana diya kaise khudi ne mauj ko kashti bana diya hosh e khuda hai ab na ghum e na khuda mujhe aa aa aa saaqi bane huye hain wo saagar shab e visaal saaqi bane huye hain wo saagar shab e visaal is waqt koi meri qasam dekhta mujhe hairat se tak raha hai jahaan e wafaa mujhe
phoolon mein khushboo hai iss dil mein ik tu hai janmon ke saathi hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain nainon mein jyoti hai seepee mein moti hain janmon ke saathi hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain jaise hanson ke hansini jaise chanda mein hai chandani jaise kaviyon ki ho bhavna mann mein koi kaamnaa diya aur baati hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain jaise aankhon mein ho shokhiyaan jaise honthon pe ho surkhiyaan jaise saawan mein jhoomen jeeya sajni ke sang ho piya diya aur baati hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain phoolon mein khushboo hai iss dil mein ik tu hai janmon ke saathi hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain
hum tum honge baadal hoga hum tum honge baadal hoga raqs mein saara jungle hoga hum tum hum tum honge baadal hoga raqs mein saara jungle hoga hum tum vasal ki shab aur itni kaali vasal ki shab aur itni kaali vasal ki shab aur itni kaali unn aankhon mein kaajal hoga unn aankhon mein kaajal hoga raqs mein saara jungle hoga hum tum kis ne kiya mehmeiz hawaa ko kis ne kiya mehmeiz hawaa ko kis ne kiya mehmeiz hawaa ko shaayad unka aanchal hoga shaayad unka aanchal hoga raqs mein saara jungle hoga hum tum pyaar ki raah pe chalne waaloooo pyaar ki raah pe chalne waaloooo pyaar ki raah pe chalne waalo rasta saara daldal hoga rasta saara daldal hoga raqs mein saara jungle hoga hum tum kya mila farooq se logoooo kya mila farooq se logoooo kya mila farooq se logoooo hoga koi paagal hoga hoga koi paagal hoga raqs mein saara jungle hoga hum tum hum tum honge baadal hoga raqs mein saara jungle hoga hum tum hum tum honge baadal hoga raqs mein saara jungle hoga hum tum hum tum
masti kaa main jaam hoon ulfat kaa paigaam hoon main jidhar bhi gaya shor sa mach gaya in haseenon mein badnaam hoon aankhen mila ke chura loon main ninden mili to main dil ko uda loon ruk jaun to pyar se main kisi se to honthon ki laali chura loon yaaron ka main yaar hoon dil ka main dildaar hoon main jidhar bhi gaya shor sa mach gaya in haseenon mein badnaam hoon ruuu ru ruuu ruuu ru ruuu humse badhkar kaun humsa dilbar kaun nazron ki baat hain dekhe jo gaur se dhundhen jo pyar se thoda sa faasla hai tera yaar se samjhega raaz ye mehfil mein magar kaun humse badhkar kaun humsa dilbar kaun nazron ki baat hain dekhe jo gaur se dhundhen jo pyar se thoda sa faasla hai tera yaar se samjhega raaz ye mehfil mein magar kaun
oh oh oh aa aa aa aa aa aa aa aa aa daiya re daiya jab jab hum tumko dekhen hain re chhaila jab jab hum tumko dekhen hain re chhaila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor aisa kaahe ko hovat hai ri laila aisa kaahe ko hovat hai ri laila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor apni bahiya mein laile bahiya tu bahiya mein laile bahiya tu hamra saiyaan tu raah chalat kaahe chhed karat buri prem ki lat chal hat natkhat dharti pe aise ye aakaash phaila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor aika matbal tu maika samjha de matbal tu maika samjha de haika batla de kaahe matlab ye tu jaane re sab aisa hota hai sab piya prem ho jab hum e ka jaane humra prem hai pehla man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor saari duniya se naata toda hai
jab se hum tum bahaaron mein ho baithe gum nazaaron mein jaise ye zindagi jaagi aankhon ka khawaab hai jab se hum tum bahaaron mein ho baithe gum nazaaron mein jaise ye zindagi jaagi aankhon ka khawaab hai honthon pe pyaar ki meethi si raagini chehre pe aarzoo ki dheemi dheemi roshni honthon pe pyaar ki meethi si raagini chehre pe aarzoo ki dheemi dheemi roshni dheemi dheemi roshni meri dhadkan teri baaten tere jalwe meri aankhen jaise ye roshni jaagi aankhon ka khawaab hai jab se hum tum bahaaron mein ho baithe gum nazaaron mein jaise ye zindagi jaagi aankhon ka khawaab hai jo naina mod ke do naina jod de jo itna shokh hai wo sharmaana bhi chhod de jo naina mod ke do naina jod de jo itna shokh hai wo sharmaana bhi chhod de are sharmaana bhi chhod de ye shokhi si nighaon ki ye chori si adaaon ki jaise ye dillagi jaagi aankhon ka khawaab hai jab se hum tum bahaaron mein ho baithe gum nazaaron mein jaise ye zindagi jaagi aankhon ka khawaab hai
jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun mein masti ka paigaam sunaayen gali gali duniyaa waalon duniyaa waalon pa dhaa pa dha pa dha pa dha ga re ga re ga re ga re sa ni sa ni sa re ga re ga ma pa ma pa dha pa duniyaa waalon ye duniyaa hai basti kiske baap ki aaj agar hai kal naa hogi yahaan zarurat aap ki yahaan zarurat aap ki jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun mein masti ka paigaam sunaayen gali gali naa jaane ye murakh duniyaa paise ki kyun daas hai chaar rotiyaan ek langotii baaki sab baqavaas hai baaki sab baqavaas hai jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun mein masti ka paigaam sunaayen gali gali aag pet ki kya kya maange roti ke do tukade roti ke do tukade bade log phir kyon karte hain chhoton ke sau tukade deewaane ko mastaane ko baat ye dil ki kehne do mehalon waalon mehal ke niche kutiyaa ko bhi rehne do kutiyaa ko bhi rehne do jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun
kala kaaduga nijamekada ninu choosthunna santoshamai kerataniga padi lesthunna kala kaaduga nijamekada ninu choosthunna santoshamai kerataniga padi lesthunna nenenaaa idhi nenenaaa maikana padipoyana naakidivaramu kalavaramu theliyaka niluchunna mari tholi tholiga alajaditho thadabadi pothunna love you raa i love you raaa kala kaaduga nijamekada ninu choosthunna santoshamai kerataniga padi lesthunna innallu naalona nee premane daacha eeroje ninu choosi nenentho murisa anukoledeee ee ee ee ninu cheraneee e eee eeee eenatitho naa manasulo bharam theerenule vaasanthame vocchesina naa madipai vaalenulee he he heee he heee he he heee kala kaaduga nijamekada ninu choosthunna santoshamai kerataniga padi lesthunna manase arpinchi ninu premisthuvunna nee valape oopiriga ne jeevisthuvunna yedemainaaa aaa aaa aaaa ninu cherenaaaaa aa aa aaa yeda savvade nee perule cheli pilichenuleee anuvanuvunaa nee snehame ika nilichenulee ee ee he he heee he he heee kala kaaduga nijamekada
kallu kallatho kalale chebitheeee manasu manasupai alala paditheee kallu kallatho kalale chebitheeee manasu manasupai alala paditheee kotta kottaga chigurinchede prema choopu chooputho chiru d kodithe navvu navvutho sneham kadithe ninna lenidi nedu cherithe premaa andanga andanga pedavesthu bandhanga chesthundi chitranga brathukanta madhuranga madi mekam perigithe prema hrudi raagam palikithe prema yedalekam aithe mounam tholi premaaaa dil mein pyar hai man mein ishq hai kallu kallatho kalale chebitheeee manasu manasupai alala paditheee kotta kottaga chigurinchede prema undaduga nidurundaduga mari oohalavalana allarule shruthi minchenuga prathi reyilo kalana artham kaani maaya yedo theeyani baadha cheppakane cheri adi champesthundi maikaana swapnale challi idhi munchesthundi swargana oohaku kalpana prema madhi oosula vantene prema ee guppedu gundelo uttina ee premaaa dil mein pyar hai man mein ishq hai kallu kallatho kalale chebitheeee manasu manasupai alala
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aasman Kehta Hai Rab Se Mast (1999) 05:10 36753
 
Poster of Mast (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Nitin Raikwar
Music Director- 
Sandeep Chowta
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Aftab Shivdasani, Urmila Matondkar
Duration : 05:10   Song Number : 36753   

Abcdefg I Love You Hum Saath Saath Hain (1999) 04:30 11880
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Mitali Shashank
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 04:30   Song Number : 11880   

Albeli Naar Pritam Dwaare Main Shadi Karne Chala (1962) 03:50 13653
 
Poster of Main Shadi Karne Chala (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Tintal
Duration : 03:50   Song Number : 13653   

Bahut Dinon Se Bichhda Mahasati Ansuya (1965) 03:03 36613
 
Poster of Mahasati Ansuya (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
On Screen Actors- 
Rajkumar, Anita Guha
Duration : 03:03   Song Number : 36613   

Chamke Chaand Poonam Ka Mahasati Behula (1964) 03:26 40018
 
Poster of Mahasati Behula (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Shivram Krishan
On Screen Actors- 
Lalita Pawar, Mahipal
Duration : 03:26   Song Number : 40018   

Chhed Mere Humrahi Mastana (1970) 05:10 11952
 
Poster of Mastana (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Bharati
Duration : 05:10   Song Number : 11952   

Chhote Chhote Bhaiyon Hum Saath Saath Hain (1999) 04:17 11881
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Karishma Kapoor, Neelam, Sonali Bendre
Duration : 04:17   Song Number : 11881   

Dekho Logo Humse Badhkar Kaun (1981) 05:35 19406
 
Poster of Humse Badhkar Kaun (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Ravinder Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 05:35   Song Number : 19406   

Deva Ho Deva Ganpati Deva Humse Badhkar Kaun (1981) 08:26 38343
 
Poster of Humse Badhkar Kaun (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Ravinder Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 08:26   Song Number : 38343   

Dil E Nadaan Zamaane Mein Mast Qalandar (1955) 04:16 36041
 
Poster of Mast Qalandar (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Hansraj Behl
Duration : 04:16   Song Number : 36041   

Duniya Ke Saare Ghumon Se Begaana Mastana (1954) 03:31 38337
 
Poster of Mastana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:31   Song Number : 38337   

Hairat Se Tak Raha Hai Master Madan 03:17 40735
 
Poster of Master Madan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Saghar Nizami
Music Director- 
Pandit Amarnath
Singer- 
Master Madan
Duration : 03:17   Song Number : 40735   

Hum Saath Saath Hain Hum Saath Saath Hain (1999) 03:49 11882
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 03:49   Song Number : 11882   

Hum Tum Honge Badal Hoga Masood Malik 06:21 31553
 
Poster of Masood Malik
 
Category
Ghazal
Duration : 06:21   Song Number : 31553   

Humse Badhkar Kaun Humse Badhkar Kaun (1981) 03:21 16251
 
Poster of Humse Badhkar Kaun (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Ravinder Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 03:21   Song Number : 16251   

Jab Jab Hum Tumko Mastana (1970) 04:49 15710
 
Poster of Mastana (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Mehmood, Padmini
Duration : 04:49   Song Number : 15710   

Jab Se Hum Tum Bahaaron Mein Main Shadi Karne Chala (1962) 03:20 16101
 
Poster of Main Shadi Karne Chala (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Mumtaz, Firoz Khan
Duration : 03:20   Song Number : 16101   

Jhum Jhoom Ke Do Deewaane Gate Jaayen Mastana (1954) 03:28 32252
 
Poster of Mastana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Moti Lal, Romi
Duration : 03:28   Song Number : 32252   

Kala Kaaduga Mister Medhavi (2008) 06:44 10375
 
Poster of Mister Medhavi (2008)
 
Category
Telugu
Year- 
2008
Lyricist
Kandikonda
Music Director- 
Chakri Toleti
Singer- 
Chakri Toleti
On Screen Actors- 
Raja
Duration : 06:44   Song Number : 10375   

Kallu Kallatho Mister Medhavi (2008) 04:41 10376
 
Poster of Mister Medhavi (2008)
 
Category
Telugu
Year- 
2008
Lyricist
Kandikonda
Music Director- 
Chakri Toleti
Singer- 
Chitra
On Screen Actors- 
Genelia D'Souza
Duration : 04:41   Song Number : 10376