Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMadhumati%20(1958)
HomeMadhumati%20(1958)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main to kab se khadi iss paar ye ankhiyaan thak gayi panth nihaar aaja reeeee pardesi main to kab se khadi iss paar ye ankhiyaan thak gayi panth nihaar aaja reeeee pardesi main diye ki aisi baati jal na saki jo bujh bhi na paati main diye ki aisi baati jal na saki jo bujh bhi na paati aa mil mere jeevan sathi ooooo aaja reeeee main to kab se khadi iss paar ye ankhiyaan thak gayi panth nihaar aaja reeeee pardesi tum sang janam janam ke phere bhool gaye kyun saajan mere tum sang janam janam ke phere bhool gaye kyun saajan mere tadpat hoon main saanjh savere ooooo aaja reeeee main to kab se khadi iss paar ye ankhiyaan thak gayi panth nihaar aaja reeeee pardesi main nadiya phir bhi main pyaasi bhed ye gehra baat zaraa si main nadiya phir bhi main pyaasi bhed ye gehra baat zaraa si bin tere har saans udaasi ooooo aaja reeeee main to kab se khadi iss paar ye ankhiyaan thak gayi panth nihaar aaja reeeee pardesi
hoooo oooooo bichhuaaaaaaaaa haaye re peepal chhaiyaan baithi pal bhar hooooooo dhar ke gagariyaa haaye re hoye hoye hoye hoye hoye hoye daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua ho haaye re marr gayi koi utaaron bichhua ho daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua ho daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua hooooo oooooo ooooo ooooo oooooo oooo oooo ooooo mantar pherun komal kaayaaaaaaaaa oooooo chhod ke jaa re chhooooo hoye hoye hoye hoye hoye hoye aur bhi chad gayo na gayo paapi bichhua kaisi ye aag lagaa gayo paapi bichhua saare badan pe chhaa gayo paapi bichhua ho daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua hooooo oooooo ooooo ooooo oooooo oooo haaye re mantar jhootha vaid bhi jhootha hooooooo piya ghar aa re aa re hoye hoye hoye hoye hoye hoye dekho re dekho re dekho utar gayo bichhua hey toot ke reh gayo dank utar gayo bichhua saiyaan ko dekh ke jaane kidhar gayo bichhua ho daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua ho haaye re marr gayi koi utaaron
dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhi ja tu hum se aankh na chura tujhe kasam hai aa bhi ja dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhi ja tu hum se aankh na chura tujhe kasam hai aa bhi ja tu nahin to ye bahaar kya bahaar hai gul nahin khile ke tera intezaar hai tu nahin to ye bahaar kya bahaar hai gul nahin khile ke tera intezaar hai ke tera intezaar hai ke tera intezaar hai dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhi ja tu hum se aankh na chura tujhe kasam hai aa bhi ja dil dhadak dhadak ke de raha hai ye sada tumhari ho chuki hoon main tumhare paas hoon sada dil dhadak dhadak ke de raha hai ye sada tumhari ho chuki hoon main tumhare paas hoon sada tum se meri zindagi ka ye singar hai ji rahi hoon main ke mujh ko tum se pyaar hai tum se meri zindagi ka ye singar hai ji rahi hoon main ke mujh ko tum se pyaar hai ke mujh ko tum se pyaar hai ke mujh ko tum se pyaar hai dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhi ja tu hum se aankh na chura tujhe kasam hai aa bhi ja dil dhadak
ghadi ghadi mora dil dhadke haaye dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke haaye dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke saari umar ke badle maine maangi thi ye shaam aaj yahin kho jaaungi main unki baahen thaam re unki baahen thaam pyaar mila aanchal bhar ke dil dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke haaye dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke aaj papihe tu chup rehna main bhi hoon chup chaap dil ki baat samajh lenge saanwariya apne aap re saanwariya apne aap dekh zara dheeraj dhar ke dil dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke haaye dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke
haseen ho khuda to nahin ho ruko ruko hawaa to nahin ho haseen ho khuda to nahin ho ruko ruko hawaa to nahin ho ye chaal bemisaal hai adaa bhi ye kamaal hai magar suna hai aap ne kamaal ko sawaal hai ye chaal bemisaal hai adaa bhi ye kamaal hai magar suna hai aap ne kamaal ko sawaal hai isiliye to kehta hoon akad ke naa chalo haseen ho haseen ho khuda to nahin ho ruko ruko hawaa to nahin ho naa yun matak matak ke chal naa paanv yun patak ke chal khade hain hum bhi raahon mein dupatta na jhatak ke chal naa yun matak matak ke chal naa paanv yun patak ke chal khade hain hum bhi raahon mein dupatta na jhatak ke chal bahot haseen milenge humko naaz na karo haseen ho haseen ho khuda to nahin ho ruko ruko hawaa to nahin ho naa rasta hai ye aapka naa rasta mere baap ka agar main saath ho liya to kya gaya janaab ka naa rasta hai ye aapka naa rasta mere baap ka agar main saath ho liya to kya gaya janaab ka main aadmi hoon kaam ka ji saath le chalo haseen ho haseen ho khuda
Tumhaara Dil Mere Dil Ke Baraabar Ho Nahin Sakta, Wo Sheesha Ho Nahin Sakta Ye Patthar Ho Nahin Sakta, Hum Haal E Dil Sunaayenge Suniye Ki Na Suniye Hum Haal E Dil Sunaayenge
yehhh hey aye aye aye hey hi hey aye aye aye hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey jab se dekha tumko aye jaadugar hasin uss din se to yeh dil kahin lagta hi nahin tab se haal kya hai kahoon kya dil hai deewana tumhaara karta bhi kya haai bechaara dil hai deewana tumhaara hoo jab se dekha tumko aye jaadugar hasin tab se mera bhi dil lagta nahin kahin uss din se na poochho hua kya dil hai deewana tumhaara karta bhi kya haai bechaara dil hai deewana tumhaara milte hi yahaan to abhi se hulchal padi hai jalta hai seena hoo haath laga ke zara dekho kaisa mujhe bhi aaye pasina ayee milte hi yahaan to abhi se hulchal padi hai jalta hai seena haan haaa haath laga ke zara dekho kaisa mujhe bhi aaye pasina bura haal dono ka yaara dil hai deewana tumhaara karta bhi kya haai bechaara dil hai deewana tumhaara hoo rahi jo yahi beqaraari anjaam aage jaane kya hoga abhi sambhala tha jigar ko ke aisa dhadka ye dil ke tauba hoooo rahi jo yahi beqaraari anjaam aage jaane kya hoga
jangal mein jangal mein mor naacha kisi ne na dekha jangal mein mor naacha kisi ne na dekha haaye hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye re sab ne dekha jangal mein jangal mein mor naacha kisi ne na dekha haaye hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye re sab ne dekha jangal mein mor naacha kisi ne na dekha gori ki gol gol aankhiyaan sharaabi kar chuki hai kaison kaison ki kharaabi gori ki gol gol aankhiyaan sharaabi kar chuki hai kaison kaison ki kharaabi inka ye zor zulm kisi ne na dekha hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye re sab ne dekha jangal mein jangal mein mor naacha kisi ne na dekha haaye hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye re sab ne dekha jangal mein mor naacha kisi ne na dekha kisi ko hare hare not ka nasha hai kisi ko boot suit koat ka nasha hai yaaro humen to nautaang ka nasha hai hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye re sab ne dekha jangal mein jangal mein mor naacha kisi ne na dekha haaye hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye
julmi sang aankh ladi julmi sang aankh ladi re sakhi main kaa se kahoon re sakhi kaa se kahoon jaane kaisi ye ghaat padi julmi sang aankh ladi re wo chhup chhup ke bansari bajaaye wo chhup chhup ke bansari bajaaye sunaaye mohe masti mein dooba hua raag re mohe taaron ki chhaanv mein bulaaye churaaye meri nindiyaan main reh jaaun jaag re lage din chhota raat badi julmi sang aankh ladi re sakhi main kaa se kahoon re sakhi kaa se kahoon jaane kaisi ye ghaat padi julmi sang aankh ladi re baaton baaton mein rog badha jaaye baaton baaton mein rog badha jaaye humara jeeya tadpe kisi ke liye shaam se mera paagalpana to koi dekho pukaarun main chanda ko saajan ke naam se pheri mann pe jaadu ki chhadi julmi sang aankh ladi re sakhi main kaa se kahoon re sakhi kaa se kahoon jaane kaisi ye ghaat padi julmi sang aankh ladi re
mere ashqon ka ghum na kar ae dil mere ashqon ka ghum na kar ae dil apni barbaadiyon se dar ae dil apni barbaadiyon se dar ae dil mere ashqon ka ghum na kar ae dil silsila rok beeti baaton ka silsila rok beeti baaton ka silsila rok beeti baaton ka warna tadpega raat bhar ae dil mere ashqon ka ghum na kar ae dil raah sunsaan hai andhera hai raah sunsaan hai andhera hai raah sunsaan hai andhera hai kaise tay hoga yeh safar ae dil mere ashqon ka ghum na kar ae dil teer barsayen chaand ki kirnen teer barsayen chaand ki kirnen teer barsaaen chaand ki kirnen raat ke lambe jism par ae dil mere ashqon ka ghum na kar ae dil apni barbaadiyon se dar ae dil mere ashqon ka ghum na kar ae dil ae dil ae dil ae dil ae dil
suhana safar aur ye mausam haseen suhana safar aur ye mausam haseen humen dar hai hum kho naa jaayen kahin suhana safar aur ye mausam haseen ye kaun hansta hai phoolon mein chhup kar bahaar bechain hai kiski dhun par ye kaun hansta hai phoolon mein chhup kar bahaar bechain hai kiski dhun par kahin gun gun kahin run jhun ke jaise naache zameen suhana safar aur ye mausam haseen humen dar hai hum kho naa jaayen kahin suhana safar aur ye mausam haseen ye gori nadiyon ka chalna uchchhal kar ke jaise alhad chale pee se mil kar ye gori nadiyon ka chalna uchchhal kar ke jaise alhad chale pee se mil kar pyaare pyaare ye nazaare nikhaar hai har kahin suhana safar aur ye mausam haseen suhana safar aur ye mausam haseen humen dar hai hum kho naa jaayen kahin suhana safar aur ye mausam haseen oooo hooo hoooo oooo hooo hoooo oooo hoooooooo wo aasmaan jhuk raha hai zameen par wo aasmaan jhuk raha hai zameen par ye milan humne dekha yahin par wo aasmaan jhuk raha hai zameen par ye
toote huye khaabon ne humko ye sikhaya hai dil ne dil ne jise paaya tha aankhon ne ganvaya hai toote huye khaabon ne humko ye sikhaya hai dil ne dil ne jise paaya tha aankhon ne ganvaya hai toote huye khaabon ne hum dhoondte hain unko jo milke nahin milte roothe hain na jaane kyun mehmaan wo mere dil ke mehmaan wo mere dil ke kya apni tamanna thi kya samane aaya hai dil ne dil ne jise paaya tha aankhon ne ganvaya hai toote huye khaabon ne humko ye sikhaya hai dil ne dil ne jise paaya tha aankhon ne ganvaya hai toote huye khaabon ne laut aayi sada meri takara ke sitaron se ujadi huyi duniya ke sunsaan kinaron se sunsaan kinaron se par ab ye tadapna bhi kuch kaam na aaya hai dil ne dil ne jise paaya tha aankhon ne ganvaya hai toote huye khaabon ne
tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye paas reh kar gair the ab toh humaare ho gaye laut jaane ko kaha tumne magar kuchh iss tarah laut jaane ko kaha tumne magar kuchh iss tarah zindagi se maut tak ikraar saare ho gaye zindagi se maut tak ikraar saare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye wasl ki ab chaandni chhaaye na chhaaye ghum nahin wasl ki ab chaandni chhaaye na chhaaye ghum nahin hijr ki raaton mein roshan chaand taare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye pyaar ke tufaan mein har mauj saahil ban gayi pyaar ke tufaan mein har mauj saahil ban gayi jis taraf dekha kinaare hi kinaare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye paas rehkar gair the ab toh humaare ho gaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaja Re Pardesi Madhumati (1958) 04:30 20876
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Bagasri
Duration : 04:30   Song Number : 20876   

Chad Gayo Paapi Bichhua Madhumati (1958) 06:13 11976
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:13   Song Number : 11976   

Dil Tadap Tadap Ke Madhumati (1958) 03:34 20376
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Dilip Kumar
Duration : 03:34   Song Number : 20376   

Ghadi Ghadi Mora Dil Madhumati (1958) 03:09 13642
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:09   Song Number : 13642   

Haseen Ho Khuda To Nahin Ho Mud Mud Ke Na Dekh (1960) 03:44 13788
 
Poster of Mud Mud Ke Na Dekh (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Hans Raj Bahal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Bharati
Duration : 03:44   Song Number : 13788   

Hum Haal E Dil Madhumati (1958) 03:32 13643
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mubarak Begam
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:32   Song Number : 13643   

Hum To Mohabbat Karega Hum To Mohabbat Karega (2000) 06:31 13364
 
Poster of Hum To Mohabbat Karega (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Bobby Deol, Karishma Kapoor
Duration : 06:31   Song Number : 13364   

Jangal Mein Mor Nacha Madhumati (1958) 03:08 13644
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:08   Song Number : 13644   

Julmi Sang Aankh Ladi Madhumati (1958) 03:25 11942
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:25   Song Number : 11942   

Mere Ashqon Ka Ghum Na Kar Madan Mohan (Tere Bagair) 03:46 37694
 
Poster of Madan Mohan (Tere Bagair)
 
Category
Hindi Non Film
Singer- 
Madan Mohan
Duration : 03:46   Song Number : 37694   

Suhana Safar Aur Ye Mausam Madhumati (1958) 03:47 12373
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:47   Song Number : 12373   

Toote Hue Khaabon Madhumati (1958) 03:19 13645
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:19   Song Number : 13645   

Tum Juda Ho Kar Humein Madan Mohan (Tere Bagair) 04:36 13223
 
Poster of Madan Mohan (Tere Bagair)
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 04:36   Song Number : 13223