Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLaila%20Majnu%20(1953)
HomeLaila%20Majnu%20(1953)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya chaar din ki chaandani mein ghum kaa baadal chhaa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya jal gaya dil soz e ghum se jab koi yaad aa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya aag mein phoolon ki duniyaa mein mera tann rakh diyaa ek murde ko sajaa kar naam dulhan rakh diya bol maalik ye tamaasha tujh se kyun dekha gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya kiss kadar naashad hoon barbaad hoon veeran hoon reham kar mujh par khudaaya reham kar mujh par khudaaya main bhi ik insaan hoon maut hi de de ke ab shikwaa jubaan par aa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya chaar din ki chaandani mein ghum kaa baadal chhaa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya
ab agar humse khudaai bhi khafa ho jaaye ab agar humse khudaai bhi khafa ho jaaye gair mumkin hai ke dil dil se juda ho jaaye gair mumkin hai ke dil dil se juda ho jaaye jism mit jaaye jism mit jaaye ke ab jaan fanna ho jaaye jism mit jaaye ke ab jaan fanna ho jaaye gair mumkin haiiiiiiii gair mumkin hai ke dil dil se juda ho jaaye ab agar humse khudaai bhi khafa ho jaaye ab agar humse hooooooooooooooo hoooooooo hooooooooooooooo hoooooooo hooooooooooooooo hoooooooo hooooooooooooooo hoooooooo jis ghadi mujhko pukaarengi tumhaarii baanheeeeeee jis ghadi mujhko pukaarengi tumhaarii baanhe rok paayengi na saharaati sulagati raahen rok paayengi na saharaati sulagati raahen chaahe har saans jhulasane ki saza ho jaaye chaahe har saans jhulasane ki saza ho jaaye gair mumkin hai ke dil dil se juda ho jaaye ab agar humse ab agar humse khudaai bhi khafa ho jaaye ab agar humse aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa ooooooooooo oooo oooo ooo ooooooo ooooo ooooo ooo
aaaaa jaaaaaaa aaaaa jaaaaaa baharon ki duniyaan pukaare tu aa jaa baharon ki duniyaan pukaare tu aa jaa tere muntizir hai sitaare tu aa jaa baharon ki duniyaan sadaa khush rahe tu bhulaa dene waale duwaa de rahe hain duwaa dene waale duwaa dene waale nayi zindagi ke sahaare tu aa jaa baharon ki duniyaan faqeer e kaa bas ho zabaan par hai naale zabaan par hai naale humari muhabbat khuda ke hawaale khuda ke hawaale kare door se dil ishaare tu aa jaa khayaalon ke daaman mein ghum aa gaya hai ghum aa gaya hai chali aa ke aankhon mein dam aa gaya hai dam aa gaya hai pareshaan hai tujh bin nazaare tu aa jaa baharon ki duniyaan teri yaad shaam o sahar jaagti hai sahar jaagti hai naseeba hai khoya nazar jaagti hai nazar jaagti hai sukoon ban ke dil mein humaare tu aa jaa tere muntizir hai sitaare tu aa jaa baharon ki duniyaan pukaare tu aa jaa baharon ki duniyaan
barbaad e muhabbat ki duwaa saath liye jaa barbaad e muhabbat ki duwaa saath liye jaa toota hua iqraar e wafaa saath liye jaa barbaad e muhabbat ki duwaa saath liye jaa ek dil tha jo pehle hi tujhe saunp diya tha ek dil tha jo pehle hi tujhe saunp diya tha ye jaan bhi aye jaane adaa saath liye jaa ye jaan bhi aye jaane adaa saath liye jaa tapti huyi raahon se tujhe aanch naa pahunche tapti huyi raahon se tujhe aanch naa pahunche deewane ke ashqon ki ghata saath liye jaa deewane ke ashqon ki ghata saath liye jaa shaamil hai mera khoon e jigar teri heena mein shaamil hai mera khoon e jigar teri heena mein ye kam ho to ab khoon e wafaa saath liye jaa ye kam ho to ab khoon e wafaa saath liye jaa hum zurm e muhabbat ki sazaa paayenge tanhaa hum zurm e muhabbat ki sazaa paayenge tanhaa jo tujhse huyi ho wo khata saath liye jaa jo tujhse huyi ho wo khata saath liye jaa toota hua iqraar e wafaa saath liye jaa barbaad e muhabbat ki duwaa saath liye jaa barbaad e muhabbat ki
chal diya carvaan loot gaye hum yahaan tum wahaan chal diya carvaan loot gaye hum yahaan tum wahaan gir padi bijliyaan jal gaya aashiyaan uth raha hai dhuwaan chal diya carvaan o jaane waale thehar zaraaaaa fariyaad humari suntaa jaa daaman pe likhi hai ashqon ne rudaad humaari suntaa jaa jee sakenge naa hum tujhse ho kar judaa jaa meri zindagi tera haafiz khuda tera mehnil chalaa haath se dil chala reh gayi daastaan chal diya carvaan loot gaye hum yahaan tum wahaan chal diya carvaan
ho ke maayus tere dar se sawaali naa gaya jholiyaan bhar gayin sabki koi khaali naa gaya ho ke maayus tere dar se sawaali naa gaya naa gaya naa gaya jholiyaan bhar gayin haan haan jholiyaan bhar gayin haan haan jholiyaan bhar gayin sabki koi khaali naa gaya jholiyaan bhar gayin bhar gayin jholiyaan bhar gayin sabki koi khaali naa gaya khaali naa gaya khaali naa gaya jholiyaan bhar gayin sabki koi khaali naa gaya jholiyaan bhar gayin tere darbaar mein jo bhi preshaan ho ke aaye preshaan ho ke aaye duwaayen dete jaayen aur muraaden le ke jaayen haan haan muraaden le ke jaayen tu rehmat ka farishata hai tu ujde ghar basaaye tu ruhon ka maseeha hai tu har ghum ko mitaaye aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa ehle dil ehle muhabbat pe inaayat hai teriiiii tune doobon ko ubhaara hai ye shauharat hai teri anokhi shaan teri niraali aan teri anokhi shaan teri niraali aan teri tu masti ka khazaana tera har dil deewana tu masti ka khazaana tera har dil
husn haazir hai muhabbat ki sazaa paane ko husn haazir hai muhabbat ki sazaa paane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko husn haazir hai muhabbat ki sazaa paane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko mere deewaane ko itnaa na sataao logo mere deewaane ko itnaa na sataao logo ye to vehshi hai tumhin hosh mein aao logo ye to vehshi hai tumhin hosh mein aao logo bahut ranjoor hai ye gamon se choor hai ye bahut ranjoor hai ye gamon se choor hai ye khuda ka khauff khaao bahut majboor hai ye khuda ka khauff khaao bahut majboor hai ye kyun chale aaye ho o o o o kyun chale aaye ho bebas pe sitam dhaane ko koi patthar se haan koi patthar se na maare mere deewaane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko mere jalwon ki khata hai jo ye deewaana huaaa mere jalwon ki khata hai jo ye deewaana hua main hoon mujrim ye agar hosh se begaana hua
iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke jisne ye pehnaayi hai uss dildaar ke sadke jisne ye pehnaayi hai uss dildaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke uss zulf ke qurbaan labon rukhsaar ke sadke uss zulf ke qurbaan labon rukhsaar ke sadke har jalwaa tha ik shola husn e yaar ke sadke har jalwaa tha ik shola husn e yaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke jawaani maangti thi ye haseen jhankaar barson se jawaani maangti thi ye haseen jhankaar barson se tamanna bun rahi thi dhadkanon ke haar barson se chhup chhup ke aane waaleeeeeee chhup chhup ke aane waale tere pyaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke jawaani so rahi thi husn ki rageen panaahon mein jawaani so rahi thi husn ki rageen panaahon mein chura laaye hum unke naazneen jalwe nighaahon mein chura laaye hum unke naazneen jalwe nighaahon mein kismat se jo hua
kehna ik deewana teri yaad mein aahen bharta hai likh kar tera naam zameen par usko sajde karta hai chaak girebaaaaaaaaaan khaak basarrrrr phirta hai sooni raahon meinnn phirta hai sooniiii raaaahon mein saayon ko liptata hai aur laila laila karta hai laila laila karta hai likh kar tera naam zameen par usko sajde karta hai teriiii ek jhalak ki khaatirrrrrr jaan aankhoooooon mein atki hai jaan aankhon mein atki hai jee ka aisa haal hua hai jeeta hai naa marta hai likh kar tera naam zameen par usko sajde karta hai usko sajde karta hai khud ko bhool gayaaaaaa hai leeekin teri yaad nahin bhulaaa teri yaad nahinnnn bhula dil ke jitne zakhm hain unmein tera hi aks ubharta hai likh kar teraaaaa naam zameen parrrrr likh kar tera naam zameen par usko sajde karta hai saayon ko liptata hai aur laila laila karta hai laila laila karta hai kehna mere deewaaaaane se kehna mereeee deewaaane se laila teri amaaaaanat hai teri baahon mein dam degi tu jiska dam bharta hai tu jiska dam
tere dar pe aaya hoon kuchh kar ke jaaunga jholi bhar ke jaaunga yaa mar ke jaaunga main tere dar pe aaya hoon kuchh kar ke jaaunga jholi bhar ke jaaunga yaa mar ke jaaunga tere dar pe aaya hoon kuchh kar ke jaaunga jholi bhar ke jaaunga yaa mar ke jaaunga main tere dar pe aaya hoon tu sab kuchh jaane hai har ghum pehchaane hai tu sab kuchh jaane hai har ghum pehchaane hai jo dil ki uljhan hai sab tujh pe roshan hai ghayal parwaana hoon wehshi deewana hoon ghayal parwaana hoon wehshi deewana hoon teri shohrat sun sun ke umeeden laaya hoon tere dar pe main tere dar pe aaya hoon kuchh kar ke jaaunga jholi bhar ke jaaunga yaa mar ke jaaunga main tere dar pe aaya hoon dil ghum se hairaan hai meri dunyaan viraan hai dil ghum se hairaan hai meri dunyaan viraan hai nazron ki pyaas bhuja mera bichhada yaar mila ab yaa ghum chhutega warna dam tootega ab yaa ghum chhutega warna dam tootega ab jeena mushkil hai fariyaaden laaya hoon tere dar pe main tere dar pe aaya hoon
kazaa zaalim sahi ye zulm wo bhi kar nahin sakti jahaan mein kes jinda hai to laila marr nahin sakti ye dawaa aaj ye dawaa aaj ye dawaa aaj duniyaa bhar se manwaane ki khaatir aa ye dawaa aaj duniyaa bhar se manwaane ki khaatir aa ye dawaa aaj duniyaa bhar se manwaane ki khaatir aa ye deewane ki zid hai zid ye deewane ki zid haan ye deewane ki zid hai apne deewane ki khaatir aa ye deewane ki zid hai apne deewane ki khaatir aaaaa tere darr se main khaali laut jaaun kya qayaamat hai tere darr se tere darr se main khaali laut jaaun kya qayaamat hai tu meri ruh ka kaaba tu meri ruh ka kaaba meri jaan e ibaadat hai meri jaan e ibaadat hai jabeen e shauk jabeen e shauk jabeen e shauk ke sajdon ko apnaane ki khaatir aa jabeen e shauk ke sajdon ko apnaane ki khaatir aa jabeen e shauk ke sajdon ko apnaane ki khaatir aa ye deewane ki zid hai apne deewane ki khaatir aaaaa meri deewangi meri deewangi ki meri wehshat ki kasam tujhko meri deewangi meri deewangi ki meri wehshat
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aasmaan Waale Teri Duniyaan Laila Majnu (1953) 03:43 13580
 
Poster of Laila Majnu (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Nutan
Raag- 
Bhimpalasi
Duration : 03:43   Song Number : 13580   

Ab Agar Humse Khudai Laila Majnu (1976) 06:21 13583
 
Poster of Laila Majnu (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Ranjeeta, Rishi Kapoor
Duration : 06:21   Song Number : 13583   

Baharon Ki Duniyaan Laila Majnu (1953) 04:17 13581
 
Poster of Laila Majnu (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Nutan
Duration : 04:17   Song Number : 13581   

Barbaad E Muhabbat Laila Majnu (1976) 06:22 12125
 
Poster of Laila Majnu (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Raag- 
Bilawal
Duration : 06:22   Song Number : 12125   

Chal Diya Caravaan Laila Majnu (1953) 03:27 13582
 
Poster of Laila Majnu (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:27   Song Number : 13582   

Ho ke Maayus Tere Dar Se Laila Majnu (1976) 05:32 15159
 
Poster of Laila Majnu (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Ranjeeta
Duration : 05:32   Song Number : 15159   

Husn Haazir Hai Laila Majnu (1976) 06:32 12189
 
Poster of Laila Majnu (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ranjeeta
Duration : 06:32   Song Number : 12189   

Iss Reshmi Paazeb Ki Laila Majnu (1976) 04:36 13584
 
Poster of Laila Majnu (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Ranjeeta
Duration : 04:36   Song Number : 13584   

Likh Kar Tere Naam Laila Majnu (1976) 05:31 13586
 
Poster of Laila Majnu (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Ranjeeta
Raag- 
Bilawal
Duration : 05:31   Song Number : 13586   

Tere Dar Pe Aaya Laila Majnu (1976) 03:33 13587
 
Poster of Laila Majnu (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 03:33   Song Number : 13587   

Ye Deewane Ki Zid Hai Laila Majnu (1976) 05:58 13588
 
Poster of Laila Majnu (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 05:58   Song Number : 13588