Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKoi%20Mil%20Gaya%20(2003)
HomeKoi%20Mil%20Gaya%20(2003)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


are santi maar raha sansaar ab tu aane de lalkaar teri to baahen patwaar kadam hai tere haa haa kaar teri nas nas lohakaar tu hai aag bas tu bhaag milkha o bas tu bhaag milkha bhaag milkha bhaag bhaag bhaag bhaag bhaag milkha o sariya o kashti o sariya o sariya mod de aag ka dariya o kashti o kashti doob jane mein hi hai hasti o jungle o jungle aaj shahron se hai tera dungle o milkha bhaag milkha bhaag milkha bhaag bhaag bhaag bhaag bhaag milkha tu jaag ab tu jaag milkha tu hai aag tu hai aag milkha tu jaag ab tu jaag milkha tu hai aag tu hai aag milkha tu bhaag bas tu bhaag tera to bistar hai maidaan odhna dharti teri shaan tere sarhane hai chattaan pahan le pahan le pura aasmaan tu pagdi baandh milkha tu aag milkha hmmmm khol tu rath ke pahiye khol bana ke chakkar sudarshan gol jung ke fitein kas ke baandh khuli hai aaj sher ki maang goli daag milkha ho oo tu bhaag milkha bhaag milkha bhaag milkha bhaag milkha bhaag milkha bhaag milkha bhaag bhaag bhaag bhaag
ho ho ho ho ho ho chanda re mere bhaiya se kehna ho mere bhaiya se kehna behna yaad kare ho chanda re mere bhaiya se kehna ho mere bhaiya se kehna behna yaad kare ho chanda re kya batlaun kaisa hai woh bilkul tere jaisa hai woh tu usko pehchaan hi lega dekhega to jaan hi lega tu saare sansar mein chamke har basti har gaanv mein damke kehna ab ghar wapas aa ja kehna ab ghar wapas aa ja tu hai ghar ka gehna behna yaad kare ho chanda re rakhi ke dhaage sab laayein kehna ab na raah dikhaye maa ke naam ki kasmein dena bhent meri ke rasmein dena poochhna us roothe bhai se bhool huyi kya maa daai se behan paraya dhan hai kehna behan paraya dhan hai kehna usne sada nahin rehna behna yaad kare ho chanda re mere bhaiya se kehna ho mere bhaiya se kehna behna yaad kare ho chanda re chanda re chanda re
haila haila hey tari ra ra ra ri ra ri ra ra tari ra ra ra ri ra ra ra haila haila haila haila hua hua haila haila tune chhua haila haila main to mar gayi re bekhudi mein kya ye kar gayi re haila haila main to mar gayi re bekhudi mein kya ye kar gayi re haila haila huwa huwa haila haila tune chhua haila haila jaan taras gayi re phir koyi ghata baras gayi re haila haila jaan taras gayi re phir koyi ghata baras gayi re chhuna tha ek bahaana chhu liya chhu liya chhu liya hey pyaar tha ye puraana keh diya keh diya keh diya tumko main maan gayi aaj pehchaan gayi tumko main maan gayi aaj pehchaan gayi nikle tum to deewaane meri chori maine pakdi gori baahen kaahe jakdi kaanpne laga hai ye jiya haila haila hua hua haila haila tune chhua haila haila main to mar gayi re bekhudi mein kya ye kar gayi re haila haila hua hua haila haila tune chhua haila haila jaan taras gayi re phir koyi ghata baras gayi re phir koyi ghata baras gayi re rok kar dil ko dekha na ruka na ruka na
idhar chala main udhar chala jaane kahaan main kidhar chala idhar chala main udhar chala jaane kahaan main kidhar chala are phisal gaya ye tune kya kiya idhar chali main udhar chali jaane kahaan main kidhar chali idhar chali main udhar chali jaane kahaan main kidhar chali are phisal gayi le tere sang ho chali nazar ye kis ki humen lagi nazar ye kis ki humen lagi ke chalte chalte phisal gaye hansi hansi mein ye kya hua hum badal gaye nazar ye kis ki humen lagi ke chalte chalte phisal gaye hansi hansi mein ye kya hua hum badal gaye kyun badal gaye hum badal gaye idhar chala main udhar chala jaane kahaan main kidhar chala idhar chala main udhar chala jaane kahaan main kidhar chala are phisal gaya ye tune kya kiya tum itne bhole ho kis liye tum itni achchhi ho issliye kyun achchhi hoon ye bataao tum kyun bataaun main tum itne bhole ho kis liye tum itni achchhi ho issliye kyun achchhi hoon ye bataao tum kyun bataaun main kuchh bataao naa kyun bataaun main idhar chali
in panchhiyon ko dekh kar jaage hai yeh armaan dharti pe hum chalte hain par chhoo lenge aasmaan in panchhiyon ko dekh kar jaage hai yeh armaan dharti pe hum chalte hain par chhoo lenge aasmaan ye batao zara hum pankhon bina jaayenge kaise door wahan kuchh bhi ho sakta hai kuhhh bhi ho jayega hum itne nahi naadaan ho yeh batao zara hum pankhon bina jaayenge kaise door wahaan kuchh bhi ho sakta hai kuchh bhi ho jayega hum itne nahin naadaan ainai ainai ainai ainai eknai eknai eknai eknai jognai jognai jognai jognai eknai eknai eknai eknai in panchhiyon ko dekh kar jaage hai yeh armaan dharti pe hum chalte hain par chhoo lenge aasmaan aasmaan aasmaan dekhte jao tum aisa bhi ek din ek din to zaroor aayegaa hum se is duniya mein ek din har koi jab haath milayega dekhte jao tum aisa bhi ek din ek din to zaroor aayega hum se is duniya mein ek din har koi jab haath milayega gale se laga legi tumko khushi badal jayegi ek din zindagi yeh kadmo mein chhup jayega aasmaan tum
kachcha nahin kuchh bhi pakka nahin kuchh bhi hota hai jo kuchh bhi sab khel hai parde ke girte hi parde ke uthte hi badla nahin jo badal sakta hai parde ke girte hi parde ke uthte hi badla nahin jo badal sakta hai ye ye kachcha nahi kuchh bhi pakka nahin kuchh bhi hota hai jo kuchh bhi sab khel hai door ki cheez hi kyun lagi hai haseen door ki cheez hi kyun lagi hai haseen paas ki cheez kaa kyun nahin hai yakeen dil ne kaha sabse magar insaan kyun dil ki sunta nahin kachcha nahin kuchh bhi pakka nahin kuchh bhi hota hai jo kuchh bhi sab khel hai parde ke girte hi parde ke uthte hi its magic its magic its magic its magic aayie dekhiye dekh ke sochiyee aayie dekhiye dekh ke sochiyee soch ke phir meri baat ko toliye chhota hai jo chhota nahin uss mein bhi koi badi baat hai ye kachcha nahin kuchh bhi pakka nahin kuchh bhi hota hai jo kuchh bhi sab khel hai parde ke girte hi parde ke uthte hi badla nahin jo badal sakta hai ye ye kachcha nahin kuchh bhi pakka nahin
aaj dharti se gagan ka aaj dharti se gagan ka phoolon se chaman ka ghataon se pawan ka ho raha milan jaadu jaadu jaadu jaadu aaj dharti se gagan ka aaj dharti se gagan ka phoolon se chaman ka ghataon se pawan ka ho raha milan jaadu jaadu jaadu yeh kaisa hai tamaasha nayi pyaar ki hai bhaasha ab koi nahin hai niraasha yeh kaisa hai tamaasha nayi pyaar ki hai bhaasha ab koi nahin hai niraasha chup hain hum bhi chup ho tum bhi hoti hain sab baatein phir bhi are kaisa re hua ye ajooba jaadu jaadu jaadu jaadu tumhen aankhon mein basaaya tumhen dil mein bithaaya koi tumse na lenge kiraaya tumhen aankhon mein basaaya tumhen dil mein bithaaya koi tumse na lenge kiraaya tum jo humse milne aaye humne sapne naye sajaaye ab karna nibhaane ka waada jaadu jaadu jaadu jaadu aaj dharti se gagan ka aaj dharti se gagan ka phoolon se chaman ka ghataon se pawan ka ho raha milan jaadu jaadu jaadu jaadu jaadu jaadu jaadu jaadu
koi dil mein samaaya chupke chupke chupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke mere sapnon mein aaya chhupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke dabe dabe paanv mere saamne wo aa gayi dabe dabe paanv mere saamne wo aa gayi laaj ke maare more naina sharmaa gayi laaj ke maare more naina sharmaa gayi maine mukhda chhupaya chhupke chhupke chhupke maine mukhda chhupaya chhupke chhupke chhupke mere sapnon mein aaya chhupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke piya kehne lage gori humen tarsaao naa piya kehne lage gori humen tarsaao naa jiya beqaraar hai mukhda chhupaao naa jiya beqaraar hai mukhda chhupaao naa maine ghunghat hataaya ruk ke ruk ke ruk ke maine ghunghat hataaya ruk ke ruk ke ruk ke mere sapnon mein aaya chhupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke
khaabon khayaalon khwahishon ko chehra mila khaabon khayaalon khwahishon ko chehra mila mere hone ka matlab mila koi mil gaya koi mil gaya haan kaun mil gaya koi mil gaya ho hoho hoho hoho ho o hoho hoho hoho o ho ho yun to hum tum milne ko milte rahe yun to hum tum milne ko milte rahe par kyun aaj aisa laga koi mil gaya koi mil gaya haan kaun mil gaya koi mil gaya mujh se mil kar kya hota hai ye batlaao naa ye batlaao naa baat ye hum kaanon mein kehenge paas mein aao naa paas mein aao naa jo baat tum kahoge wo baat main bhi jaanun ye paas mein aane ki main baat nahin maanun suno naa suno naa sunoooo naaa yun to baaten karne ko karte rahe par kyun aaj aisa laga koi mil gaya koi mil gaya haan kaun mil gaya koi mil gaya aa kar mere paas mein tum ho jaa kar bhi ho paas jaa kar bhi ho paas iss ehsaas ke jaisa koi aur nahin ehsaas aur nahin ehsaas ye jo bhi ho raha hai kyun jaanta nahin main apne hi dil ki baaten pehchaanta nahin main pehchaanon pehchaanon pehchaanon
oye hawan kund maston ko jhund oye hawan kund maston ko jhund oye hawan kund maston ko jhund sunsaan raat ab aisi raat rakh dil pe haath ham saath saath bolo kya karenge oye hawan kund maston ko jhund sunsaan raat ab aisi raat rakh dil pe haath ham saath saath bolo kya karenge hoye jeev jantu sab so rahe honge hoye jeev jantu sab so rahe honge bhoot pret sab ro rahe honge aisi raat sunsaan raat rakh dil pe haath ham saath saath bolo kya karenge nahaata dhota nahaata dhota sukhaata saare order saare order bajaata parade tham nahaata dhota sukhata saare order bajaata tabhi to fauji kehlaata parade tham oye daud daud ke loha apna oye daud daud ke loha apna oye daud daud ke loha apna badan karenge badan karenge hawan karenge oye hawan kund maston ko jhund sunsaan raat ab aisi raat rakh dil pe haath hum saath saath bolo kya karenge hoye jeev jantu sab so rahe honge bhoot pret sab ro rahe honge aisi raat sunsaan raat rakh dil pe haath hum saath saath bolo kya karenge
hoo mera yaar hai rab warga dildaar hai rab warga mera yaar hai rab warga dildaar hai rab warga ishq karoon ya karoon ibaadat ishq karoon ya karoon ibaadat ikko hi gal ai alif allah alif allah alif allah hoo alif allah alif allah alif allah hoo alif allah alif allah alif allah hoo alif allah alif allah alif allah hoo main mandir kyun jaava mera yaar khuda hai main masjid kyun jaava mera yaar khuda hai main mandir kyun jaava mera yaar khuda hai main masjid kyun jaava mera yaar khuda hai mere pairon mein bhagra saanson mein tappe tappe main ishq tarane gaaun chappe chappe ishq karoon ya karoon ibaadat ishq karoon ya karoon ibaadat ikko hi gal ai alif allah alif allah alif allah hoo alif allah alif allah alif allah hoo alif allah alif allah alif allah hoo alif allah alif allah alif allah hoo allah hooo oooo oooo ooooo allah woh noor ka jharna hai main pyaas puraani maine aankh se gatak liya uss husn ka paani woh noor ka jharna hai main pyaas puraani maine aankh se
o rangrez o rangrez tere rang dariya mein o rangrez tere rang dariya mein doobna hai bas tera banke haye nahin rehna dooja banke ek bhi saans alag nahin leni ek bhi saans alag nahin leni khench lena pran is tan ke haye nahin rehna dooja ban ke apne hi rang mein mujhko rang de dheeme dheeme rang mein mujhko rang de saundhe saundhe rang mein mujh ko rang de rang de na rang de na rang de na ooooo apne hi rang mein mujhko rang de dheeme dheeme rang mein mujhko rang de saundhe saundhe rang mein mujh ko rang de rang de na rang de na rang de naa ghunghru hai tu main toh hoon paanv piya chanana nana peepal tu main toh hoon chhanv piya tabhi hoon magan oo nainon mein base chhab tere lehraye jhalke chhalke chhalke re barse halke halke apne hi rang mein ooooo apne hi rang mein mujhko rang de dheeme dheeme rang mein mujhko rang de saundhe saundhe rang mein mujh ko rang de rang de na rang de na rang de na maala mein aa tujhko piro loon tujhe pehnoon sajan hothon mein aa sargam
parmeshwar rakhwala tera parmeshwar rakhwala parmeshwar rakhwala tera parmeshwar rakhwala wo hi mata wo hi pita hai wo hi mata wo hi pita hai maine to bas palaa parmeshwar rakhwala tera parmeshwar rakhwala sukh sapne sakaar huye sukh sapne sakaar huye jab maine tujhko payaa teen lok ka sai tere sar par rakhe sayaa tu mera nanha man mohan tu mera nanha man mohan tu mera nandlalaa parmeshwar rakhwala tera parmeshwar rakhwala jis data ki den hai tu jis data ki den hai tu us par mamta balihari nishdin mahake lahake tere jeevan ki phulvaree hansta basta dekh ke tujh ko hansta basta dekh ke tujh ko jhoome man matwala parmeshwar rakhwala tera parmeshwar rakhwala
sher ka husn ho sher ka husn ho naghmen ki jawaani ho tum ik dhadakti huyi ik dhadakti huyi shaadaab kahaani ho tum sher ka husn ho aankh aisiii aankh aisi ke kanwal tum se nishaani maange zulf aisiiii zulf aisi ke ghata sharm se paani maange jiss taraf se bhi jiss taraf se bhi nazar daale suhaani ho tum sher ka husn ho jism aisaaaa jism aisa ke ajantaa ka amal yaad aaye sang e marmar mein dhala sang e marmar mein dhala taaj mahel yaad aaye pighale pighale pighale pighale huye rangon ki ranwaani ho tum sher ka husn ho dhadkane bunti hai jiss ko wo taraana ho tum sach kaho kiss ke muqaddar ka khazaana ho tum mujh pe maayil ho mujh pe maayil ho ke dushman ki deewani ho tum sher ka husn ho naghmen ki jawaani ho tum sher ka husn ho sher ka husn ho
simti huyi ye ghadiyaan phir se naa bikhar jaayen phir se naa bikhar jaayen iss raat mein jee len hum iss raat mein mar jaayen iss raat mein mar jaayen simti huyi ye ghadiyaan ab subah naa ho paaye aao ye duwaa maange ab subah naa ho paaye aao ye duwaa maange iss raat har pal se raaten hi ubhar jaayen raaten hi ubhar jaayen simti huyi ye ghadiyaan duniyaa ki nighaahen ab hum tak naa pahunch paayen duniyaa ki nighaahen ab hum tak naa pahunch paayen taaron mein basen chal kar dharti mein utar jaayen dharti mein utar jaayen simti huyi ye ghadiyaan haalat ke teeron se chhalni hai badan apne haalat ke teeron se chhalni hai badan apne paas aao ke seenon ke kuchh zakhm to bhar jaayen kuchh zakhm to bhar jaayen simti huyi ye ghadiyaan aage bhi andhera hai peechhe bhi andhera hai aage bhi andhera hai peechhe bhi andhera hai apni hai wohi saansen jo saath guzar jaayen jo saath guzar jaayen simti huyi ye ghadiyaan aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa
i just met a girl and she is from wulu mulu wulu mulu wonda i can dance and she can sing we can rock the whole night longer i just met a girl and she is from wulu mulu wulu mulu wonda i can dance and she can sing we can rock the whole night longer wulu mulu wulu mulu wonda wulu mulu wulu mulu wulu mulu wulu mulu wonda wulu mulu wulu mulu sing wulu mulu wulu mulu wonda wulu mulu wulu mulu wulu mulu wulu mulu wonda wulu mulu hoooo hooo dhin dana din din dhin dana din din dhin dana din din din din dhin dana din din dhin dana din din dhin dana din din din din ho slow motion angreza hun kyun time ganwaye ho slow motion angreza hun kyun time ganwaye seedhe baahon mein bhar le sarsari kyun badhaye meri whiskiye meri tharriye tu mainun chadh gayi meri soniye roko naa toko naa ho mujhko peene do raj ke ghul mill ghul mill launda ghul mill ghul mill ghul mill ghul mill launda ghul mill ghul mill sing ghul mill ghul mill launda ghul mill ghul mill ghul mill ghul mill launda
zinda hain toh pyala poora bhar le kancha phoote choora kaanch kar le zindagi ka ye ghada le ek saans mein chadha le hichkiyon mein kya hai marna poora mar leee koyla kala hai chattanon ne pala hai andar kala baahar kala par sachcha hai sala koyla kala hai chattanon ne pala hai andar kala baahar kala par sachcha hai sala zinda hain toh pyala poora bhar le kancha phoote choora kaanch kar le kancha phoote choora kaanch kar le uljhe kyun pairon mein ye khwaab kadmon se resham kheench de peeche kuchh na aage ka hisaab iss pal ki kyaari seench de aag zubaan pe rakh de phir chot ke honth bhigayenge ghaav gungunayenge tere dard geet bann jaayengee zinda hain toh pyala poora bhar le kancha phoote choora kaanch kar le zindagi ka ye ghada le ek saans mein chadha le hichkiyon mein kya hai marna poora mar leee koyla kala hai chattanon ne pala hai andar kala baahar kala par sachcha hai sala koyla kala hai chattanon ne pala hai andar kala baahar kala par sachcha hai sala koyla
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bhaag Milkha Bhaag (Rock Version) Bhaag Milkha Bhaag (2013) 04:42 36278
 
Poster of Bhaag Milkha Bhaag (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Farhan Akhtar
Duration : 04:42   Song Number : 36278   

Chanda Re Mere Chambal Ki Kasam (1980) 04:29 32828
 
Poster of Chambal Ki Kasam (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Fareeda Jalal
Raag- 
Bhimpalasi
Duration : 04:29   Song Number : 32828   

Haila Haila Koi Mil Gaya (2003) 05:47 40392
 
Poster of Koi Mil Gaya (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Preity Zinta
Duration : 05:47   Song Number : 40392   

Idhar Chala Main Udhar Chala Koi Mil Gaya (2003) 06:05 11955
 
Poster of Koi Mil Gaya (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Preity Zinta
Duration : 06:05   Song Number : 11955   

In Panchhiyon Koi Mil Gaya (2003) 06:34 11954
 
Poster of Koi Mil Gaya (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Ibrahim Ashak
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan
Duration : 06:34   Song Number : 11954   

It's Magic Koi Mil Gaya (2003) 05:48 11956
 
Poster of Koi Mil Gaya (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Ibrahim Ashak
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Taj
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Preity Zinta
Duration : 05:48   Song Number : 11956   

Jaadoo Jaadoo Koi Mil Gaya (2003) 05:54 40391
 
Poster of Koi Mil Gaya (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Ibrahim Ashk
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Preity Zinta
Duration : 05:54   Song Number : 40391   

Koi Dil Mein Samaaya Kamal Ke Phool (1950) 02:22 13512
 
Poster of Kamal Ke Phool (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:22   Song Number : 13512   

Koi Mil Gaya Koi Mil Gaya (2003) 07:14 11957
 
Poster of Koi Mil Gaya (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Ibrahim Ashak
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Udit Narayan, Chitra
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Preity Zinta
Duration : 07:14   Song Number : 11957   

Maston Ka Jhund Bhaag Milkha Bhaag (2013) 04:18 38768
 
Poster of Bhaag Milkha Bhaag (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
Shankar Ehsaan Loy
Singer- 
Divya Kumar
On Screen Actors- 
Farhan Akhtar
Duration : 04:18   Song Number : 38768   

Mera Yaar Bhaag Milkha Bhaag (2013) 05:51 32578
 
Poster of Bhaag Milkha Bhaag (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Singer- 
Javed Bashir
On Screen Actors- 
Farhan Akhtar, Sonam Kapoor, Dev Gill
Duration : 05:51   Song Number : 32578   

O Rangrez Bhaag Milkha Bhaag (2013) 06:27 36167
 
Poster of Bhaag Milkha Bhaag (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
Shankar Ehsaan Loy
On Screen Actors- 
Sonam Kapoor, Farhan Akhtar
Duration : 06:27   Song Number : 36167   

Parmeshwar Rakhwala Tera Chambal Ki Kasam (1980) 03:22 12295
 
Poster of Chambal Ki Kasam (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee
Duration : 03:22   Song Number : 12295   

Sher Ka Husn Ho Chambal Ki Kasam (1980) 04:01 12296
 
Poster of Chambal Ki Kasam (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 04:01   Song Number : 12296   

Simti Huyi Ye Ghadiyan Chambal Ki Kasam (1980) 06:19 12294
 
Poster of Chambal Ki Kasam (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Moushumi Chatterjee
Duration : 06:19   Song Number : 12294   

Slow Motion Angreza Bhaag Milkha Bhaag (2013) 04:21 35956
 
Poster of Bhaag Milkha Bhaag (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Farhan Akhtar, Others
Duration : 04:21   Song Number : 35956   

Zinda Bhaag Milkha Bhaag (2013) 03:33 32586
 
Poster of Bhaag Milkha Bhaag (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Sonam Kapoor, Farhan Akhtar
Duration : 03:33   Song Number : 32586