Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKati%20Patang%20(1970)
HomeKati%20Patang%20(1970)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hoye baabuaa heyyyyy aaj naa chhodenge haan aaj naa chhodenge bas humjoli khelenge hum holi khelenge hum holi chaahe bheege chaahe bheege teri chunariyaa chaahe bheege re choli khelenge hum holi holi hai apni apni kismat hai ye koi hanse koi roye haaan koi hanse koi roye hooooo rang se koi ang bheegoye re koi ansuwan se nain bheegoye hoooo ansuwan se nain bheegoye burrrrrrrrrr rehne do ye bahaana kya karega zamaana hooo oooo oooo tum ho kitni bholi aaj naa chhodenge bas humjoli khelenge hum holi khelenge hum holi aise naata tod gaye hain mujhse ye sukh saare haaaaaan mujhse ye sukh saare hooooo ooooo jaise jalti aag kisi ban mein chhod gaye banjaare hoooo ooooo chhod gaye banjaare burrrrrrrrrrr dukh hai ik chingari bhar ke ye pichkaari hoooo oooooo oooo aayi maston ki toli aaj naa chhodenge haan aaj naa chhodenge bas humjoli khelenge hum holi khelenge hum holi chaahe bheege teri chunariyaa chaahe bheege re choli khelenge hum holi aye hey hey
jiss gali mein tera ghar na ho baalma uss gali se humen to guzarnaa nahin jo dagar tere dwaare pe jaati na ho uss dagar pe humen paanv rakhna nahin jiss gali mein tera ghar na ho baalma zindagi mein kai rang raliyaan sahi har taraf muskuraati ye kaliyaan sahi zindagi mein kai rang raliyaan sahi har taraf muskuraati ye kaliyaan sahi khoobsurat bahaaron ki galiyaan sahi jiss chaman mein tere pag mein kaante chubhe jiss chaman mein tere pag mein kaante chubhe uss chaman se humen phool chunna nahin jiss gali mein tera ghar na ho baalma haan ye rasmen ye kasmen sabhi tod ke tu chali aa chunar pyaar ki odh ke haan ye rasmen ye kasmen sabhi tod ke tu chali aa chunar pyaar ki odh ke yaa chala jaaunga main ye jag chhod ke jiss jagah yaad teri sataane lage jiss jagah yaad teri sataane lage uss jagah ek pal bhi theharnaa nahin jiss gali mein tera ghar na ho baalma uss gali se humen to guzarnaa nahin jo dagar tere dwaare pe jaati na ho uss dagar pe humen paanv rakhna nahin
mera naaaam haiiiii shabnam pyaar se log mujhe kehte hain shabbo tara ruru tara tara ruru tara tara ruru tara ra ra ruuuu yaaa aye pehchaana mile the kabhi uss raat ko hmmm daro nahin baat hai wo raaz ki par raaz raaz hi rahega mera naam hai shabnam pyaar se log mujhe shabbo kehte hain tumhara naam kya hai hmmm hmmm hmmm hmm neena meena anju yaa manju neena meena anju manju yaaaa hmmmmm uss roz raat bhar sharmaayi bachti rahi main thi tum thi aur wo haaa haaa haaa haaa hmmm hmmmm sharmaao nahin ghabraao nahin kahungi kisi se nahin hmmm hmmm jaanti ho mera naam hai shabnam pyaar se log mujhe shabbo kehte hain tumhara naam kya hai hmmm hmmm hmmm hmm neena meena anju yaa manju neena meena anju manju yaaaa
naa koi umang hai naa koi tarang hai meri zindagi hai kya ek kati patang hai naa koi umang hai naa koi tarang hai meri zindagi hai kya ek kati patang hai naa koi umang hai aakaash se giri main ik baar kat ke aise aakaash se giri main ik baar kat ke aise duniyaa ne phir naa poochhoo duniyaa ne phir naa poochhoo loota hai mujhko kaise naa kisi ka saath hai naa kisi ka sang hai meri zindagi hai kya ek kati patang hai naa koi umang hai lag ke gale se apne baabul ke main naa royi aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa lag ke gale se apne baabul ke main naa royi doli uthi yun jaise doli uthi yun jaise arthi uthi ho koi yahi dukh to aaj bhi mere ang sang hai meri zindagi hai kya ek kati patang hai sapnon ke devtaa kya tujhko karun main arpan sapnon ke devtaa kya tujhko karun main arpan pathjhad ki main hoon chhaya pathjhad ki main hoon chhaya main aansuon ka darpan yahi mera roop hai yahi mera rang hai meri zindagi hai kya ek kati patang hai naa koi umang hai
pyaar deewana hota hai mastaana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai pyaar deewana hota hai mastaana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai shamma kahe parwaane se pare chala jaa meri tarah jal jaayega yahaan nahin aaaaa shamma kahe parwaane se pare chala jaa meri tarah jal jaayega yahaan nahin aa wo nahin sunta usko jal jaana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai pyaar deewana hota hai mastaana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai rahe koi sau pardon mein dare sharm se nazar aji laakh churaaye koi sanam se rahe koi sau pardon mein dare sharm se nazar aji laakh churaaye koi sanam se aa hi jaata hai jis pe dil aana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai pyaar deewana hota hai mastaana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai suno kisi shaayar ne ye kahaa bahut khoob mana kare duniyaa lekin mere mehboob suno kisi shaayar ne ye kahaa bahut khoob mana kare duniyaa lekin mere mehboob wo
heyyyy ye jo mohabbat hai ye unka hai kaam arre mehboob kaa jo bas lete hue naam mar jaayein mit jaayein ho jaayein badnaam rehne do chhodo bhi jaane do yaar hum naa karenge pyaar rehne do chhodo bhi jaane do yaar hum naa karenge pyaar toote agar saagar nayaa saagar koi le le mere khuda dil se koi kisi ke na khele toote agar saagar nayaa saagar koi le le mere khuda dil se koi kisi ke na khele dil toot jaaye to kyaa ho anjaam ye jo mohabbat hai ye unka hai kaam arre mehboob kaa jo bas lete hue naam mar jaayein mit jaayein ho jaayein badnaam rehne do chhodo bhi jaane do yaar hum naa karenge pyaar rehne do chhodo bhi jaane do yaar hum naa karenge pyaar aankhen kisi se naa ulajh jaayein main dartaa hoon yaaro haseenon ki gali se main guzartaa hoon aankhen kisi se naa ulajh jaayein main dartaa hoon yaaro haseenon ki gali se main guzartaa hoon bas door hee se kar ke salaam ye jo mohabbat hai ye unka hai kaam arre mehboob kaa jo bas lete hue naam mar jaayein mit jaayein
hey hey humm humm humm ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye mujhe dor koi kheenche teri orr liye jaaye ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye mujhe dor koi kheenche teri orr liye jaaye hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hooo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hoo hooo hooo door rehti hai tu mere paas aati nahin honthon pe tere kabhi pyaas aati nahin aisa lage jaise ke tu has ke zehar koi piye jaaye ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye mujhe dor koi kheenche teri orr liye jaaye baat jab main karoon mujhe rok deti hai kyun teri meethhi nazar mujhe tok deti hai kyun teri hayaa teri sharam teri kasam mere honth siye jaaye ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye mujhe dor koi kheenche teri orr liye jaaye ek roothi huyee takdeer jaise koi khaamosh aise hai tu tasveer jaise koi teri nazar ban ke zubaan lekin tere paigaam diye jaaye ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye mujhe dor koi kheenche teri orr liye jaaye ye shaam mastaani
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Naa Chhodenge Kati Patang (1970) 05:10 20027
 
Poster of Kati Patang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Asha Parekh, Others
Duration : 05:10   Song Number : 20027   

Jis Gali Mein Tera Ghar Kati Patang (1970) 04:21 20678
 
Poster of Kati Patang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:21   Song Number : 20678   

Mera Naam Hai Shabnam Kati Patang (1970) 03:26 12024
 
Poster of Kati Patang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 03:26   Song Number : 12024   

Naa Koi Umang Hai Kati Patang (1970) 04:24 21007
 
Poster of Kati Patang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 04:24   Song Number : 21007   

Pyaar Deewana Hota Hai Kati Patang (1970) 04:49 21124
 
Poster of Kati Patang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:49   Song Number : 21124   

Ye Jo Mohabbat Hai Kati Patang (1970) 04:10 21467
 
Poster of Kati Patang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:10   Song Number : 21467   

Ye Shaam Mastaani Kati Patang (1970) 04:35 21456
 
Poster of Kati Patang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:35   Song Number : 21456