Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKathputli%20(1971)
HomeKathputli%20(1971)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ho baakad bam bam bam bam baaje damaru baaje damaru naache re mayur jhanjhana ke ghunghroo ho baakad bam bam bam bam baaje damaru baaje damaru naache re mayur jhanjhana ke ghunghroo baakad bam bam bam aasmaan pe aaj dekho saat rang chhaaye apne dil mein aag le ke baadal kaale aaye aasmaan pe aaj dekho saat rang chhaaye apne dil mein aag le ke baadal kaale aaye baadal garje megh barse chauhu or saawan lehraaye ho saawan lehraaye naache re mayur jhanjhana ke ghunghroo ho baakad bam bam bam bam baaje damaru baaje damaru naache re mayur jhanjhana ke ghunghroo baakad bam bam bam mach raha hai daar daar panchhiyon ka shor aa gayi hai pyaar le ke ab suhaani bhor mach raha hai daar daar panchhiyon ka shor aa gayi hai pyaar le ke ab suhaani bhor bhanwra ghume phool chume baandhe preet ki dor ho preet ki dor naache re mayur jhanjhana ke ghunghroo ho baakad bam bam bam bam baaje damaru baaje damaru naache re mayur jhanjhana ke ghunghroo baakad bam bam bam
bol ri kathputli dori kaun sang baandhi sach batlaa tu naache kiss ke liye bol ri kathputli dori kaun sang baandhi sach batlaa tu naache kiss ke liye baanwari kathputli dori piya sang baandhi main naachun apne piya ke liye jahaan jidhar saajan le jaaye sang chalun main chhaya si wo hai mere jaadugar main jaadugar ki maaya si ooooo oooo oooo jaanbujh kar chhed ke mujhse poochhe ye sansaar bol ri kathputli dori kaun sang baandhi sach batlaa tu naache kiss ke liye baanwari kathputli dori piya sang baandhi main naachun apne piya ke liye piya naa hote main naa hoti jeevan raag sunata kaun pyaar thirakta kiss ki dhun par dil ka saaz bajaata kaun ooooo oooo oooo door door jiss chaman se guzre gaati jaaye bahaar bol ri kathputli dori kaun sang baandhi sach batlaa tu naache kiss ke liye baanwari kathputli dori piya sang baandhi main naachun apne piya ke liye oooo oooo oooo oooo ooooo ooooo oooo ooooo oooo oooo ooooo ooooo oooo oooo oooo oooo oooo ooo oooo oooo oooo oooo
haaye tu hi gaya mohe bhool re haaye tu hi gaya mohe bhool re main hoon tere jeevan ki raagini main hoon tere jeevan ki raagini haaye tu hi gaya mohe bhool re haaye tu hi gaya mohe bhool re tere nagme taare ban kar taare ban kar tere nagme taare ban kar taare ban kar chamken sab ke pyaare ban kar pyaare ban kar chamken sab ke pyaare ban kar haaye tu hi gaya mohe bhool re haaye tu hi gaya mohe bhool re main hoon tere jeevan ki raagini main hoon tere jeevan ki raagini haaye tu hi gaya mohe bhool re haaye tu hi gaya mohe bhool re phir se aisa raag suna re raag suna re phir se aisa raag suna re raag suna re jhoom uthe ye ghum ke maare ghum ke maare jhoom uthe ye ghum ke maare haaye tu hi gaya mohe bhool re haaye tu hi gaya mohe bhool re main hoon tere jeevan ki raagini main hoon tere jeevan ki raagini haaye tu hi gaya mohe bhool re haaye tu hi gaya mohe bhool re
itne bade jahan mein ae dil tujhko tujhko akela chhodun kaise tujhko tu nadaan log begaane inn sang inn sang naata jodun kaise inn sang mat jaa re inn anjaani galiyon se hoo mat jaa re inn anjaani galiyon se bachiyo re dunniya waale chhaliyon se hmm tu ek jaan shikaari laakhon inn ka inn ka nishaana todun kaise inn ka matt lalchha gar kaaton mein phool bhi hai matt lalchha gar kaaton mein phool bhi hai puchh kisi se dil ka lagaana bhool bhi hai hmm dhal jaaye raat bikhar jaaye sapne phir se phir se innhen main jodun kaise phir se haaye na maana jaalim geir ka ho hi gaya ohhh haaye na maana jaalim geir ka ho hi gaya haar ke sab kuchh main hoon khadi dil kho hi gaya hmm jaata hai to jaa diwaane ab main ab main tera jee todun kaise ab main itne bade jahan mein ae dil tujhko tujhko akela chhodun kaise tujhko
jeenaaa kaisa ho pyaar bina jeena kaisa ho yaar bina dil ko laga ke jee armaan jaga ke jee pyaar pe har pal ko rangeen bana ke jee jeenaaa kaisa ho pyaar bina uss din ek sahab mile milte hi wo kehne lage o my darling i love you main boli par maine to aapko kabhi dekha nahin to hans ke bole waise maine bhi aapko kahaan dekha hai maine to aapke bank balance ko dekha hai madam kyun ke main bank manager hoon zindagi hai wo pyaar mein guzre jo manager wala nahin sachchaa pyaar zindagi hai wo pyaar mein guzre jo din guzaarne ko kyun zindagi kehte ho ghum ko bhula ke hans ke hansa ke dhoom macha ke jee tu dhoom macha ke jee jeenaaa kaisa ho pyaar bina jeena kaisa ho yaar bina dil ko laga ke jee armaan jaga ke jee pyaar pe har pal ko rangeen bana ke jee jeenaaa kaisa ho pyaar bina uss din ek majnu mile milte hi woh kehne lage paane ko tera pyaar kar sakta hoon samandar paar jo tune kiya inqaar to ho jaayega bantadhaar jaan de dunga zehar kha loonga main dar gayi haan kar
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jo tum hansoge to duniyaa hansegi rooge tum to na royegi duniyaa na royegi duniyaa tere aansuon ko samajh na sakegi tere aansuon pe hansegi ye duniyaa hansegi ye duniyaa lala la la la la la lala la la la sooraj ki kirnon ne jag mein kiya savera umm umm umm umm umm umm sooraj ki kirnon ne jag mein kiya savera deepak jo hasne laga to ho gaya door andhera ho gaya door andhera jagmagate raho gungunaate raho zindagi mein sadaa muskuraate raho jo tum hansoge to duniyaa hansegi rooge tum to na royegi duniyaa na royegi duniyaa umm umm umm umm umm umm umm umm umm umm umm umm umm umm umm umm umm umm umm kali hansi to phool khila phool se hanse nazaare umm umm umm umm umm umm kali hansi to phool khila phool se hanse nazaare le kar hansi nazaaron ki hans diye chaand sitaare hans diye chaand sitaare tum sitaaron ki tarha tum nazaaron ki tarha zindagi mein sadaa muskuraate raho jo tum hansoge to duniyaa hansegi rooge tum to na
manzil wohi hai pyaar ki raahi badal gaye manzil wohi hai pyaar ki raahi badal gaye sapnon ki mehfil mein hum tum naye sapnon ki mehfil mein hum tum naye manzil wohi hai pyaar ki raahi badal gaye manzil wohi hai pyaar ki raahi badal gaye duniyaa ki nazaron se door duniyaa ki nazaron se door jaate hain hum tum jahaan uss desh ki chandani gaayegi ye daastan mausam tha wo bahaar ka dil the machal gaye sapnon ki mehfil mein hum tum naye manzil wohi hai pyaar ki raahi badal gaye chhup na sake mere raaz chhup na sake mere raaz nagmon mein dhalne lage roka tha phir bhi ye dil pehlu badlne lage ye din hi kuchh ajeeb the jo aaj kal gaye sapnon ki mehfil mein hum tum naye manzil wohi hai pyaar ki raahi badal gaye manzil wohi hai pyaar ki raahi badal gaye
mini mini chi chi mini mini chi chi mini mini chi chi mini mini chi chi duniyaa mein chaand sooraj hain kitne haseen kitne haseen utna hi sunn mere bhiyya dil ko lubhaaye rupaiyya duniyaa mein chaand sooraj hain kitne haseen kitne haseen utna hi sunn mere bhiyya dil ko lubhaaye rupaiyya duniyaa mein rupyon ka chashma chadhao ye duniyaa dikhegi rangeeli saare nashe iss ke naukar ye hai cheez aisi nasheeli ye cham cham isi ki chham chham isi ki gaaye isi ko gawaiya ye chham chham isi ki chham chham isi ki gaaye isi ko gawaiya mini mini chi chi chi chi mini mini chi chi chi chi mini mini chi chi chi chi mini mini chi chi chi chi duniyaa mein chaand sooraj hain kitne haseen kitne haseen utna hi sunn mere bhiyya dil ko lubhaaye rupaiyya duniyaa mein sapnon si rangeen raaten jaise ke aayi deewali kal ka bhala kya bharosa rahenge maalik yaa maali hansa ke rulaaye rulaa ke hansaaye yahi zindagi ka rawaiya hansa ke rulaaye rulaa ke hansaaye yahi zindagi ka rawaiya mini mini
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baakad Bam Bam Kathputli (1957) 05:13 13532
 
Poster of Kathputli (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 05:13   Song Number : 13532   

Bol Ri Kathputhli Kathputli (1957) 03:37 20233
 
Poster of Kathputli (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:37   Song Number : 20233   

Haaye Tu Hi Gaya Mohe Kathputli (1957) 05:35 38140
 
Poster of Kathputli (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamla Laxman
Duration : 05:35   Song Number : 38140   

Itne Bade Jahan Mein Kathputli (1957) 06:20 13533
 
Poster of Kathputli (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 06:20   Song Number : 13533   

Jeena Kaisa Ho Pyaar Kathputli (1971) 04:44 13535
 
Poster of Kathputli (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle, Chorus
On Screen Actors- 
Jitendra, Mumtaz
Duration : 04:44   Song Number : 13535   

Jo Tum Hansoge To Kathputli (1971) 04:48 11965
 
Poster of Kathputli (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jitendra, Mumtaz
Duration : 04:48   Song Number : 11965   

Manzil Wohi Hai Pyaar Ki Kathputli (1957) 04:10 13531
 
Poster of Kathputli (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Subir Sen
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Vyjayanthimala
Duration : 04:10   Song Number : 13531   

Mini Mini Chi Chi Kathputli (1957) 04:16 13534
 
Poster of Kathputli (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Agha, Vyjayanthimala
Duration : 04:16   Song Number : 13534